Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???
    Asslam o Alaikum my dear members hazart umeed hy ap sub dost khariyt say hogay or achy say apna kam bhii kr rhy hogay forex humra online international business hy jas pay kamyabii k lay or acha bons hasil krny k lay us bonsa ka acha istaml kr k profit gain krny k lay mry khayl say forex treading ki power us ka khowlage experience or mahnat k sth intrested ho kr forex pay kam krna hi humri sub say bhrii kamyabii or acchivement hoti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

    Dear ap jab ais market mai kaam start karty hai to ap ko ais mai ye pata hona chaye k ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai kaam sekhna parta hai aus k baad ap ais market mai kaam kar sakty hai agar ap ais market mai aisy hi account bana lia aor aus par invstment kar k kaam start kar dia to ap ko aus par loss ho sakta hai agar ap professional trader ki tarha kaam karna chaty hai to ap ko ais market mai mehnat karni parti hai tab hi ap ais market mai kamyab ho sakty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi tab ap ais market mai kamyab ho sakty hai jab ap ais market mai kaam sekh k start karty hai aor ap k pass acha knowledge ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

      G han ham agar forex market main trading expert hain tou hamari power forex market main trading ka complete knowledge aur acha experience hi hai jis ki bina per ham forex market main trade open ker ky continue kerty hain aur ham her trade sy kuch na kuch profit hasil ker lety hain aur agar hamari same open trade loss main bhi chali jati hai tou ham as per our trading experience minimum loss main hi trade ko close ker lety hain ya aesi stretigies use kerty hain jis sy ham loss ko minimum level per hi control ker lety hain Jesy hedging stretigy open trade main hony waly loss ko control kerny ky liay behtareen stretigy hai jis ko apply ker ky ham forex main trade continue kerty hain tou ham bary loss sy bhi bach jaty hain aur acha profit bhi hasil ker sakty hain lekin aesa tab hi mumkin hota hai jab hamain stretigies ka knowledge bhi ho aur ham already same stretigies ko experience bhi ker chuky hon warna yahan per loss tou kisi waqat bhi ho sakta hai

      Jab forex market main trading ka knowledge hi hamari power hoti hai tou hamain apni power or strength ko jahan tak mumkin ho increase kerna chahiay taky hamain forex main trade kerty huey kabhi bhi nakami ka samna na kerna pery ham forex market main trade hony wide experience ki base per trade kerty huey hamesha successful trade kerty hain aur forex trading sy bahot achi earning ker lety hain so jab tak hamara trading knowledge and experience bahot acha na ho jaey hamain investment per trade kerny ka risk nehi lena chahiay warna hamain sirf loss hi hota rehy ga

      Jab ham trading per mukamal control hasil ker lety hain ky hamain forex ka her terha ka knowledge aur her situation main trade kerny ka acha experience hota hai tou phir ham market main jo bhi trade open kerty hain us main loss ky chances bahot kam hoty hain aur profit hamain taqreeban her open ki jany wali trade main bhi hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

        Forex traders ki power knowledge aur learning he hai. Forex aik aisa business hai jiss mai jo trader jitna ziada knowledge gain kerta hai aur jitna ziada learning haasil kernay kay liye mehnat kertay hain woh utnay he ziada successful ho jatey hain. Pak forex forum pay bhi members bohat acha kaam ker rahey hain aur aik dusray ki bohat help kertay hain jiss say sub ki trading achi hoti hai aur yehi pak forex forum ka maqsad bhi hai. Pak forex forum aik aisa platform hai jaha trading ki learning kay saath saath bonus ki shakal mai achi investment haasil kernay ka moqa bhi milta hai. Jiss say trading ki jaati hai aur acha profit haasil ker Lia Jata hai. Forex ka knowledge aur learning he her forum member aur trader ki power hai jiss ki madad say woh kamyaabiaa haasil ker sakta hain iss liye her tarder ko apni power barhanay kay liye zarur kaam kerna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

          Dear friend forex trading main humary pass jtna knowledge or experience ho ga hum utny he kamyab hon gy jis sy hum ache earning kar sakeny gy jab tak hum log behtar planning or strategy sy trading ni karny gy to kamyab ni ho sakeny gy mehnat main both ziada fayda ha jtni mehnat karny gy to humy utna he ziada fayda hasil hota ha is ley humy ziada sy ziada learning karni ho ge jis sy hum kamyab ho k ache earning kar sakeny gy forex trading main ache earning k ley humy proper practice karni ho ge ache analysis karny seekeny hon gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum kamyab ho sakeny gy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

            g bilkul forex trading ki power sirf knowledge aur experience hai jiss ko bhi experience ho jata hai wo pori life forex main achi earning karta hai es lea forex main earning ko aik dafa side pay rakh dain aur es main pehly learnign karain kyon ky learning krny say he ap ko knowledge aur experience milta hai jiss say ap forex market main kamyab hoty hain es lea forex main ap ko pehly apna focus learning ki tarf ziada karna chahea phir he ap ki earning ho sakti hai es lea forex main ap ko success hona hai tu din rat demo account main practice karain aur forex ko skehain samjhain aur forex main hard work kar ky es main sab sy pehly experience hasil karain phir he ap forex main success haisl sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

              assalamu alaikum dear friend ji aapane bilkul theek baat ki hai uski strength knowledge aur mehnati hai agar Ham usmein acche se experience hasil karke kam karte hain tabhi Ham samastipur ho sakte hain kuchh log hote hain samajhte hain ki ismein kamyab hona bahut aasan hai aur vah kisi bhi knowledge or experience a Gaya ismein kam shuru kar dete hain aur usmein koi mehnat nahin karte sirf apni taraf se Hi investment karke training start kar dete hain aur apni taraf se andaza laga kar trade karte hain jiski vajah se unko bahut jyada loss ho jata hai aur unka account was Ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi nahin karna chahie ismein mehnat bahut jaruri hai aur uske alava bhi Koi bhi business meim mehnat usmein to bahut jaruri hoti hai main kisi business mein mehnat sy hi successful ho sakte haito isliye pahle hamen acche se ismein kam karna chahie ismein time account mein kam karke hamen kaksha experience on knowledge hasil karna chahie uske bad yah mere account mein investment karke trading karni chahie Taki Ham usmein loss ka shikar Na Ho aur ek accha profit earn kar saken
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

                Tumhare pass Jitna diya tha knowledge Hoga ham log itni jaldi Apne profit ko increase kar sakte hain isliye Ham Logon Ko chahie ke ham log Pakistan Forex foreign se apne knowledge ko increase Karen ham log Jitna Jyada Apne knowledge going crazy Karenge Ham Logon Ko iska itna hi diya tha fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

                  G han dear ap ne theak kaha hai forex trading mein powerfull aur successfull trader wohi hota hai jis k pass forex ka knowledge aur experience hota hai aur jo mehnat karta hai wohi success hasil karta hai aur koi bhi field ho ya koi bhi buisness ho powerfull wohi hota hai jis k pass knowledge hota hai aur jo mehnat karta hai aur jis k pass knowledge ni hota wo kabhi success hasil ni kar sakta aur loss hota hai agar ap forex market mein buisness karna chahty hain tu pehly apko learning karna pary gi aur phir practice karni pary gi aur ap jitna zayada time dyn gy forex trading ko aur forum ko tu apko faida bhi zayada hoga aur ap forum p agar post karyn gy tu apko achy tips milyn gy aur achi learning hogi kyun k forum p bhaut zayada log senior traders trading k tips dety rehty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

                    Dsg han Forex Ek Aisa business Hai Jiski trading ki power sirf knowledge or experience hai Jisko bhi experience ho jata hai vah Puri life Forex Mein acchi earning karta hai isliye Forex Mein earning ko ek dafa side per Rakh De aur ismein pahle learning Karen Kyunki learning karne se hi aapko knowledge or experience Milta Hai jisse Aap forex market Mein Kamyab hote hain isliye Forex mein aapko pahle Apna focus learning ki taraf Jyada karna chahie Fir Bhi aapki earning ho sakti hai isliye Forex main aapko success hona hai to Din Raat demo out Mein practis Karen aur Forex ko sikhane samjhe aur frocks Mein hard work Karke ismein sabse pahle experience Hasil Karen FIR aap Forex Mein success Hasil kar sakte hain Kyunki Pak Forex form 1 worldwide business Hai jismein Ham kam Karke apni mehanat se Aage badh sakte hain Jitna Jyada mere paas experience and knowledge Hoga utani hi aap ismein earning kar Payenge isiliye main Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie hardworking karna chahie tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

                      g han ap ny bilkul sahi kaha hai bhai jan forex trading main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain forex ka knowledge gain karna hoga or hum apni trading main kamyab bhi tab he ho skty hain es liye learning or knowledge ko gain kar k trading karen jis se ap forex ko achi trha se follwo kar k trading karen or jitni ap forex k bary main knowlege rakhengy otna he ap jaldi kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain es liye hmaisha apny kam ko bahtr se bahtr kar k karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko mahnat karna hogi jub ap mahnat karty hain tab he apko forex ka expiernce bhi gain kar skty hain or forex main achi or miyari trading bhi kar skty hain es liye forex main apny qadam jamany k liye apko zyda se zyda mahnat karna hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

                        g han bhai forex main asal power sirf aur sorf knowledge ki hoti hai jitna ziada ap ky pas knowledge ho ga forex main ap ko wesi he jaldi kamyabi mily gee aur boht ziada mily ge aik dafa ap ko forex main properly knowledge hasil kar laina chahea phir he hum ko forex main real market main kam karna chahea aur forex main ap bhol kar yeh galti mat karain ky knowledge na hony par es main real main kam na karain ap ko loss ho ga boht sary asy trader main nay dekhy hain ju forex main jald bazi karti hain aur aty he rel main account open akr ky ka shuru ho kar daity hain jis sya kuch he dino bad un ka account khali ho jata hai es lea forex market main ap ko sekh kar soch samjh kar kam karna chaheay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :Forex Ki Power Khowlage Or Mahnat Hy.???

                          ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aapko Forex mein kamyab hona hai to ismein aapko mehnat karni hogi aur ismein sabse jyada mehnat aur kamyab hone ke liye aapko iske bare mein knowledge hasil karna hoga kyunki knowledge is power a Gaya aapko iske bare mein knowledge Ho Gaya to vahi aap kamyab hongekam Le Le to ismein kavya hone ke liye aapko ismein sabse jyada knowledge aur power ki jarurat hoti hai is mein laane ki jarurat thi Xperia iski jarurat hai tabhi aapka vyast hai ISI tarah Forex main bhi agar aapko kamyab hona hai to ismein aapko jyada se jyada learning experience Lena hoga aur proper planning ke sath chalna hai to abhi aapkaismein jo bhi successful hote hain vah learning ki baspa hota hai aur mere hisab se learning hi asal power hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X