forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?
    dear maine bahut saray traders ko judgemnt kia hay k wo sessions ya orders open honay say pehlay he markeet main enter ho jatay hain jiska phir result yahi nikalta hay k markeet retracemnt k douraan he unko itna lose day jaaty hay k unki recovery tak impossible ho jaty hay aisa q traders krtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

    Forex trading kay barey mai ye concept Bana Hua hai kay iss mai ziada kaam nahi hota aur forex trading mai aisi koi khaas education ya learning ki bhi zarurat nahi hoti. Issi wajah say traders kuch aisi bunyaadi mistakes ker jatey hain jinn ka unhain undaza he nahi hota kay kia nuqsaan ho jaey ga ya ho raha hai. Jab traders jald baazi kertay hain aur trading market mai aisay decision laitay hain jinn ka impact bohat ziada loss ki soorat mai ata hai. Traders shayad ye samajhtay hain kay jitni jaldi trade open karengay utna he unhain ziada profit ho jaey ga laikin ye aik ghalat thinking hai. Market kay open honaybkay baad jab market stable ho jaey tab he trades open kerni chaiye takay market ki movement ko he follow kia jaa sakey. Retractment kay time mai ziada ter traders ko loss he hota hai aur uss loss say bachna chaiye jiss kay liye patience bohat zaruri hai
    • #3 Collapse

      Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

      Dear jab ap ais market mai analysis kar rahy hoty hai ya ais mai trade dhondh rahy hoty hai to aus time ap ko ais market mai ye dekhna hota hai k ap jo trade lagany lagy hai agar aus ki confirmation ni hoi ya aus ka acha entry point ni hai to ap ais market mai trade na lagye magar jab ap ais market mai trade lagaty hai aor aus time abi tak market apny entry level par ni hoti to ap ki aus trade ka stop loss kafi zayda hota hai aor aus trade par ap agar risk reward ratio use karty hai to wo atni zayda ni hoti hai ais liay agar ap ne trade lagani hai to pending orders laga ley aus se ap ko faida ho jata hai k market jab achy level par jati hai to waha se ap ki trade lagti hai aor ap ki trade ka stop loss bhi kam hota hai aor take profit zayda rakh sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

        forex trading main jald bazi se trading karny se hmain loss hony k chnaces zyda hoty hain es liye kbhi bhi forex main apni tradng main jald bazi na karen q k jub hum jald bazi se trading karty hain tu hum khud he koi na koi galti kar jaty hain tu hmain kbhi bhi jald bazi se trading nahi karni chahye q ka yse hmain loss hota hai hmain kbhi bhi acha profit nahi lay skty hain es liye market ko achi trha soch smjh kar or acy analysis k sath apni trading karen jis se apko loss hony k chnaces bhi kam hoty hain or ap apni trading main acha profit bhi lay skty hain es liye jo bhi mambers expert hota hai or acha trador hota hai wo kbhi bhi apni trading main jald bazi nahi karty hain wo soch smjh kar apni trading karty hain ta k wo kamyab trading kar saken
        • #5 Collapse

          Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

          Dear copy trading Forex business Mein Ek bahut hi Badi opportunity Hai khaskar Un Logon ke liye Jo ke Forex Mein new Aate Hain aur Jinke pass Achcha knowledge or experience Nahin Hota vah copy trading system se bahut hi Achcha fayda Utha sakte hain Iske alava Kuchh traders essay hai jo musalsal loss karte hain to vah bhi copy system program Ko choose Karke Yahan Se Achcha fayda Utha sakte hain first Hamen chahie ki Ham copy trading mein bhi kisi acche trader ka intekhab Karen Joker musalsal Achcha profit kar raha ho aur uska jo risk ratio Ho vah bhi bahut hi kam ho sake Agar Ham uske sath copy trading join bhi karen to Hamara account fully safe aur ham usmein befikra hokar investment kar sake aur accha work kar k accha profit Hasil kar sake
          • #6 Collapse

            Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

            forex main jald bazi ki sa sy main reason hamra greed hota hai jiss ki wajah say ham forex main jald bazi say kam laity hain forex main jab ham profit ko he dekhty hain aur har wakt profit ka mind main rakh kar trade karty hain tu ham ko phir loss hota hai kyon ky jald bazi karny kui waja sy ham bohut ziada galt trade lay laity hain jiss ki waja say ham ko loss ho jata hai es lea forex main ham ko profit ky sath sath loss ko bhi samny rakh kar trade karni chahea es tarah say ham koi bhi jald bazi say am nahi karain gay kyon ky jab ham jald bazi ka sochain gay bhi tu hamry samny loss bhi nazer ayy ga es lea ap wohi trade lain gay jiss main kam say kam risk ho aur achi oppertunity wali trade ho aur forex main wohi trade karni chahea jis main ap ko yaken ho ky yeh tarde profit day gee.
            • #7 Collapse

              Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

              ji Bhai aapane bahut achcha quality assurance training ke bare mein yah construct banaa hua hai ki Ham ismein jyada kabhi Kam nahin hota agar koi khaas educational learning ki bhi jarurat nahin hoti is vajah se kuchh bhi kar rahe hote hain iske liye hamenkyunki agar hamen frustrating mein kamyab hona hai to hamen iske bare mein experience hasil karna hoga kyunki experience ki koi bhi Kam nahin kar sakte aur ismein Kam nahin kar sakte hain ki nahin karni chahieisliye abhi jaldbaji nahin karni chahie bolke makad canalize karna chahie aur proper planning ke sath chalna chahie jab KR market ka analyse Kar ke chalte hain aap proper planning karte Hain to ab aapko kamyab hone se koi nahin rok sakta hai Kya hamesha planning ke sath chalta hai tab he was mein kamyab hota hai
              • #8 Collapse

                Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                Dear Forex friend agar aap is business mein acche tarike se kam karna chahte hain aur acchi earning Lena chahte Hain to aap hamesha is business ko cool tarike se Karen agar aap is mein jaldbazi karenge to 100% chances hain ki aap ko Loss jaye ga. Agar aap jadbazi main koi trade open Kar dety Hain, aur analysis ko bhi follow Nahin karte tu is Surat mein main bahut zyada chances hai ki aap loss mein jayegi. Jab bhi aap tradeplace karne lage to usse pahle a technical analysis aur fundamental analysis donon ko follow Karen uske bad aap train ki janm judgement karne ke bad tradeplace Karen jo aap follow karte rahenge to aapko acchi income milegi otherwise Bara last bhi a sakta hai. Fundamental analysis ke liye aap daily basis per economic calendar ko follow karenge.
                • #9 Collapse

                  Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                  Basically ham human being lalachi hain ky hamain agar kisi jaga sy faida hasil ho raha ho tou ham chahty hain ky hamain sara faida bahot jald hasil ho jaey tou usky liay hamain bahot jald hoti hai so jaldi main hamesha mistake ky bahot zyada chances hoty hain tou ham jab bhi forex market main trade kerty huey profit hasil kerny main jaldi kerty hain tou hamain profit tou hasil nehi hota albata ham mistake zarur ker lety hain jis ki waja sy hamain bara loss ho jata hai ya phir hamara account wash ho jata hai hamari jaldi ky pechy sirf aik yehi reason hoti hai jis ko ham lalach kehty hain tou jab ham lalach main aa jaey hain tou ham bahot zyada profit bahot kam time main hasil kerna chahty hain lekin bahot jald hamain forex market main trade kerty huey acha profit hasil nehi hota aur jaldbazi main open ki jany wali trade main hamain bahot bara loss ya account wash ho jata hai

                  Agar ham mistakes sy bachna chahty hain tou hamain kabhi bhi forex market main trade open kerty huey jaldbazi sy kam nehi lena chahiay agar ham jaldbazi sy kam lain gy tou hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jaey ga jis ko control kerna bhi phir hamary bas main nehi hota ky ham bary loss main trade close kerna bhi pasand nehi kerty jabky loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jata hai tou usky bahd ham sochty hain ky hamain jaldi nehi kerna chahiay thi

                  Agar ham trade open kerny main jaldbazi sy bachna chahty hain tou hamain her trade open kerny sy pehly market ky achy analysis kerna hongy jab ham market ky analysis kerty hain aur trade open kerty hain tou hamari aesy trade main mistake of chance nehi hota aur ham trade open kerny ky bahd apni trade ky achy profit main close ker sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                    Forex trading mein jald bazi ki waja lalach aur emotions hain aur jo trader jald bazi karta hai aur lalchi hota hai usy hamesha loss hota ha aur kabhi acha trader ni ban sakta is liye agar ap ne forex trading se earning karni hai aur acha trader banna hai tu kabhi jald bazi na karyn aur jab bhi trade open karyn tu achi tarha analysis kar k lagayn aur jab tak ap k pass achi entry na ho tu trade open mat karyn maine dekha hai k agar news ati hai tu market foran fast movement karti hai tu jaldbazi mein kafi traders hoty hain jo trade laga dety hain k acha profit hoga hala k market kafi move kar chuki hoti hai aur jab news ka asar khatm hota hai tu market wapas aa jati hai tu loss ho jata ha is liye jald bazi aur lalach mat karyn aur zayada profit k lalach mein kabhi bhi bari lot mat lagayn account chota ho tu lot bhi choti lagayn ta k account wash na ho aur hamesha ptience k sath kam kryn ta k apko faida ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                      forex main jaldi bazi aksar new trader karty hain ju forex main jaldi say ameer hony ky khuab dekhty hain aur yeh sochty hain ky ham es main aik rat main he aik asi big lot lgain aur ham ko hazron doller ka faida ho jay jiss say ham ameer ho jain mager yeh aik khush fehmi hoti hai forex business main kyon ky forex main who banda kamyab hota hai ju es main pehly apna time learning ki tarf daita hai aur phir es main experience haisl karta hai achi tarah say sekhta hai aur slow slow kar ky es main kamyabi hasil karta hai forex main jaldi success hona itna asan nahi yeh aik international karobar hai jis main ham ko success hony ky lea high knowledge aur high experience ki need hoti hai us ky bad he es main kamyabi milti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                        Forex trading by jaldbazi ki vajah se laalach aur emotional hai aur jo trader jaldbazi karte hain aur Lal hote hain use Hamesha loss hota hai aur Kabhi Achcha trailer nahin kar sakte isliye agar aap Forex trading se se Adhik gandi hai aur Achcha trailer banna hai To Kabhi jaldi Baat Nahin Karni chahie aur Jab Bhi trade offer karen to acchi Tarah adulterous Karke Le Gaye aur jab tak aapke paas trida ho to trade per Baat Karen Maine Dekha Hai Ki kya kar rahi ho Jaati Hai To Har ki to foreign fast movement Karti Hai To jald main fast Kafi treated Hote Hain Jo train Laga Dete Hain Ki accha profit Hoga Halla ke market Kafi boob kar chuki hoti hai aur jab news Ka Asar khatm hota hai to Baki Wapas a Jaati Hai To lost Jyada profit ke lalach mein kabhi bhi Badi Laut mat lagaen account Chhota ho to lot bhi Chhoti lagaen Taki account was Na Ho Aur Hamesha Patel sahab ke sath kahan Karen Taki aapko fayda Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                          Forex trading business bahut jyada profitable business isliye boss se traders Forex trading business measure the profit Hasil karne ke liye jaldbazi karte hain Jiski vajah se unko loss ka Samna karna padta hai koshish Karenge Forex trading business per Jyada focus profit per Nahin apni learning aur apne knowledge per rakhen Taki Jab aapke pass Jyada knowledge aur aapki learning power strong Ho Jaaye to aap isliye Apne experience ko increase kar sakti hai aur Forex trading business per Achcha profit gain kar sakte hain senior traders dekhte hain ki new traders Jo jaldbazi karte hain aur Jyada profit Hasil karne ki koshish karte hain unko Hamesha loss ka Samna karna padta hai koshish karen ke lalach Se Dur Rahen aur jald Baji na Karen Apne mind ki capability ko strong rakhen Taki easily Forex trading business per kamyabi Hasil Kar Li Jaaye new traders Apne senior traders ke profit ko Dekhte Hue Khud apni trading co jaldbaji Mein profit Mein dance karne ki koshish Karte Hain Magar unko Hamesha loss ka Samna karna padta hai koshish karen ki apni learning power ko strong karne ki koshish karen aur jald Baji se kam Na Le Forex per Hamesha kam profit may he satisfied Rahe Juta ka dam Forex trading business per jaldbaji Karenge Hamen Hamesha nuksan hi hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                            Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut Achcha quality wala question Kiya Hai trading ke bare mein yah construct banaa hua hai ki Ham ismein Jyada Kabhi Kam Nahin Hota agar koi Khas educational learning ki bhi jarurat Nahin Hoti is vajah se Kuchh Bhi kar rahe hote hain iske liye Hamen Kyunki Agar Hamen frustrating Mein Kamyab hona hai To Hamen Iske bare mein experience Hasil karna hoga ki unke experience ki koi bhi Kam Nahin kar sakte aur ismein Kam Nahin kar sakte hain Ki Nahin Karni chahie isliye abhi jaldbaji Nahin Karni chahie balki analyse karna chahie aur proper planning ke sath Chalna chahie Jab Ke market ka analyse Kar Ke chalte hain aap proper planning Karte Hain To aap aap ko Kamyab hone se koi nahin rok Sakta Hai Kya Hamesha planning ke sath chalta hai tab Hi Hua Hamen Mein Kamyab Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex markeet main jald baazi ki wajha kia hoty hay?

                              Forex business me jald bazi ki waja agar me apny experience ko samny rak kar batao to zeyada profit ka lalach hi hamy market me jald trading karny par majboor karta hay, ghir zarori risk aur jald bazi ki trading yahi market me trading karny key sab se zeyada loss key reasons banty hey, agar greed na ki jaye to ye possible hi nahi hay key esy traders trading me jald bazi ki koshish karen, trading ki jadi ya to esy traders ko hoti hay jo jald profit earn karny key chakar me ho ya per esy traders karty hey jo key market me risk identification nahi kar sakty aur risk factor ko na samjty howy high risky trading karny ki koshish karty hon.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X