sentiment analysis kia hoty hain aur en ko kesy samjha ja sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sentiment analysis kia hoty hain aur en ko kesy samjha ja sakta hai?
    dear friends forex market main sentiment analysis kis tarah say kiey ja sakty hain aur un ko kesy samjha ja sakta hai kia ham en say acha profit hasil kar sakty hain please guide karain aur yeh kahn say sekhy ja sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sentiment analysis kia hoty hain aur en ko kesy samjha ja sakta hai?

    Dear agar baat ki jaye ais market mai to ais mai mainy jo learn kia hai aus mai to sirf technical analysis aor fundamental analysis parhy hai agar ap ne ais market mai dekha hai to ap ko ye pata ho k ais mai hum agar technical par kaam karty hai to aus par hum ko sirf chart dekh k trade karni chaye agar hum ais market koi indicator use karty hai to aus se hum ko kafi zyada help mil jati hai ais market mai hum fundamental analysis use karty hai to aus mai hum ko currency k bary mai pharna parta hai aus k baad hum ko ye ata chal jta hai k hum ais market mai jis currency par trade lagany lagy hai wo strong ho rahe hai ya weak ho rahe hai agar ap ais mai currency ka trend sahe se samjh jaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda profit ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: sentiment analysis kia hoty hain aur en ko kesy samjha ja sakta hai?

      Forex market main trade kerny ky liay hamain three types ky analysis kerna hoty hain jin main technical analysis basics type of analysis hain jin ko ham sirf market ka chart open ker ky support aur resistance ki madad sy analysis kerty hain ky market jis direction main move ker rehi hai tou kitni aur move kerny ky bahd reverse movement start ker sakti hai technical analysis ker ky hi ham market ka current trend bhi find kerty hain aur usi per ham trade continue kerty hain isky bahd second analysis fundamental analysis hoty hain jin ko ham market related news sy kerty hain ky agar koi aesi news jo forex market ko bahot zyada effect ker sakti ho tou ham news ki madad sy market ki movement ki jo prediction kerty hain woh fundamental analysis hoty hain isky bahd jo analysis ki third type hai woh hoty hain sentimental analysis jin ko following para main discuss ker raha hun

      Sentimental analysis kerny ky liay ham yeh read kerty hain ky jis pair main ham trade open kerny ja rehy hain us pair main sell main kitny percent trades open hain aur buy main kitny percent trades open hain jin ki madad sy ham yeh predict ker sakty hain ky market kis direction main move kerny ka rehy hai tou ham usi direction main trade open ker ky bhi acha profit hasil ker sakty hain

      Jab ham trade open kerny sy pehly all three types technical fundamental aur sentimental analysis ker lety hain tou hamain market ki future movements ko kafi had tak idea ho jata hai phir ham isi direction main trade open kerty hain tou hamain open trade main success hasil hoti hai sirf one type ya two types ky analysis sy success hasil hona bahot mushkil hota hai
      • #4 Collapse

        Re: sentiment analysis kia hoty hain aur en ko kesy samjha ja sakta hai?

        forex market main sentiment analysis ka matlub yeh hai ky kitny log kisi bhi currency ko sell kar rahy hain ya buy kar rahy hain tu ham yeh janny ky lea ju bhi analysis karty hain wo sentiment analysis kehlaty hain aur yeh analysis karna boht he asan hota hai ap instaforex ki website main jar kar wahn pay chek akr sakty hain aur dosry bhi kuch broker main sentiment analysis deay hoty hain ap 2 say 3 broker say yeh bat confirm kar sakty hain ky kiss currency ky seller ziada hain ya kis currency ky buyer ziada hain jiss say ap ko aik acha signal bhi mil sakta hai aur ap sath main apne dosry analysis ko attach kar ky analysis kar ky yeh bhi kar sakty hain jiss say ap ki trade ki accuracy or ziada ho jati hai aur ap ko profit ky chanses bhi ziada ho jaty hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: sentiment analysis kia hoty hain aur en ko kesy samjha ja sakta hai?

          Ham Logon Ko market ko analyse Kar Ke trading Karni Hogi Jab ham log market ko analysis Karke trading Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai Kyunki analysis ki vajah se Ham logon ko bahut hi jaldi profit mil sakta hai aur ham log cprofit banaa sakte hain market se

          اب آن لائن

          Working...
          X