kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?
    dear maira sawal yeh hay k jub ham markeet k chart pay apna order laga laitay hain to usay hamko ziada dair ya baar nai daikhna chaye yeh sab maine sunna hay aisa q nai krna chaye aisa krnay say kia hota hay hesitant ,orders close krnay ki jaldi,ya aur kuch hota hay jo hamko nai krna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

    Market mai order place kernay kay baad usay daikhtay rehnay say na koi nuqsaan hota hai aur na he koi faida ho sakta hai. Forex Tarders ko aisi bohat si baato say darr lagna shuru hojata hai haalakay aisi koi baat hoti nahi hai. Forex traders zarurat say ziada sensitive ho jatey hain. Agar market mai aik baar order place ker Dia jaey tou uss kay baad kernay ko kuch nahi hota hai. Jo kuch bhi kerna hota hai woh apni trade kernay say pehlay he kerna hota hai. Jab traders apni trades ko open kernay kay baad watch kertay rehtay hain tou darr aur weham ki wajah say kabhi trade open aur kabhi close kernay ki khawhish jaagti rehti hai. Aur iss Tarah traders nervous rehtay hain aur iss soorat e haal mai achi trading nahi ker paatey
    • #3 Collapse

      Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

      G nahi dear app ko ghalat guide kia gia hay agar market me orders place key jaye aur es par app nazar nahi raken gey ya per market ki condition par app ki nazar na ho to app ka ye behavior app ko loss de sakta hay, market me orders place key jaye to es ko 24 hours follow karny ki zarorat hoti hay, esy traders jo orders laga kar siraf take profit aur stop loss par depend kar key long time tak es ko deken gey nahi to per loss ho kar hi rehta hay, every time market se related information es ley hasil karna zarori ho jata hay key apny open key gey orders ko manage kia ja saky, market ki condition aur trend har time different hota hay es ley es par nazar rakna traders ki responsibility hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

        Dear agar apne ais market mai koi trade lagai hai aor aus ka target set kar dia hai to aus ko bar bar mat dekhy ais se ap ko ye faida hota hai k ap ne trade ka jo target set kia hota hai wo asani se hit ho jata hai agar ap bar bar trade ko dekhy gay to aus par ap ko agar loss ho raha ho to ap aus ki waja se koi aor trade laga sakty hai aor aus ki waja se ap k account par risk zayda ho skata hai ais liay ap ko chaye k ap account par trade lagye aor market se hat jaye ta k agar ap ki trade profit mai ho to ap aus ko thory se profit mai close na kar dy ya ap apni trade ka stop loss bar bar change na karty rahy ais se ap ki trade loss mai chalti rehti hai aor ap k account k hisab se loss zayda hota rehta hai.
        • #5 Collapse

          Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

          Dear market mein order lagany k bad bar bar dekhny se behtar ha k ap agar jab trade lagayn tu stop loss aur take profit laga lyn aur beshak pc ya mobile bar bar na dekhyn aur jab stop loss ya take profit ko market tuch kary gi tu auto p close ho jaye gi aur agar ap bar bar market dekhyn gy tu apko tension hogi agar market loss mein gai tu ap bar bar dekhyn gy tu apko tension hogi aur ap loss mein trade close kar dyn gy ya phir over trading karyn gy aur mazeed loss hoga is liye apko bahut acha mashwara dy raha hon k jab bhi trade open kiya karyn tu stop loss lazmi lagaya karyn stop loss k bahut zayada faidy hain iska sab se bara faida yahi ha k apko bar bar chart dekhny ki zaroorat ni hogi k tenison ni hogi ap stop loss laga k jidhr marzi chaly jayn apko account wash hony ka dar ni hoga agar market ap k against jati ha tu auto p kam loss mein close ho jaye gi.
          • #6 Collapse

            Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

            G bilko forex trading main jab hum koi trade open krte hn tu jab wo loss main jata hai tu hum bahut ghabra jate hn k kahn humra trade bahut zeyda loss main na chla jae ya hum wait krte ktre bahut loss main apne trade ko closs kr dete hn r jab humra trade profit main jata hai tu us waqt bhi hume jaldi hoti hai k kahn humra trade loss main na chala jae r hum apne trade ko jald close kr dete hn es leye forex main bahut samjhdari sy trading krni chae
            • #7 Collapse

              Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

              Jab ham aik dafa achi planning ky sath forex ky achy analysis kerny ky bahd trade open ker lety hain aur apni open trade ko modify her ky stop loss aur take profit achi calculations ker ky set ker lety hain tou phir hamain jab tak hamari open trade maij stop loss ya take profit hit na ho jaey market ko observe nehi kerna chahiay warna market ka behavior bar bar change ho raha hota hai tou agar ham same behavior ky sath apna mind bhi change ker lety hain tou aesa bhi mumkin hota hai ky ham koi ghalt decision ly ker apni open trade ko loss main hi close ker lain ya phir market main acha chance dekh ker additional trade open ker lain jis sy hamara margin hi zero ho jaey tou hamara account bhi jab margin zero sy nechy chala jaey tou phir kisi time bhi wash ho sakta hai so hamain market main trade open ker leny ky bahd bar bar open ker ky observe nehi kerna chahiay

              Agar ham market main open trade kerty hain mean ky ham apni trading main stop loss aur take profit use nehi kerty tou phir aesa possible hota hai ky ham agar market ko observe nehi kerty tou loss bahot zyada increase bhi ho sakta hai aur increase hoty hoty account wash bhi ho sakta hai jab ham market main present na hon tou aesa bhi ho sakta hai ky market hamari favour main kafi zyada move kerny ky bahd reverse ho ker phir sy loss main ja chuki ho tou open trade ko continue observe kerna zaruri hota hai warna ham Bary profit sy bhi mehroom Ho jaty hain jo hamain hasil bhi ho raha hota hai

              Long term trade kerty huey tou hamain market main trade open ker ky bar bar market ko open ker ky observe kerny ki zarurat nehi hoti lekin jab ham forex market main scalping ker rehy hoty hain tou phir hamain zarurat hoti hai ky ham trade open kerny ky bahd market main apni open trade ko continue observe kerty rehain aur market ky bahaviour change ky sath trade adjustment bhi kerain warna loss bahot zyada bhi ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                Dear members forex market aisi market hai jis ko regularly watch karna hota Hai Jab aap forex market mein apna Koi order place karte Hain to usko place karne ke sath regularly watch karna hota hai ki market ki movment up and down to nahin ja rahi. Regularly check karne ka maqsad yi hota Hai ki kisi bhi waqt market mein koi aisa Bara fundamental change a sakta Hai jiski vajah se market bahut fast up ya down move Kar jaati Hai hi agar aap well in time apni trade close kar denge to aapko benefit milega agar aap aisa karne mein nakam hote hain to aapko profit ki bajaye loss a sakta hai. Isliye hamesha Jab bhi aap new tradeplace karte Hain to usko koshish karen ki stop loss and take profit ke tool ko utilise Karen Taki aapko ziada Bara nuksan bhi Na Ho aur accha profit bhi gain ho sake.
                • #9 Collapse

                  Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                  dear sub se pahly tu mera khyal yah hai k jub hum trading karty hain tu hmain apny time farm k hisab se he trade lgani hoti hai tu osk liye bahtr yahi hota hai k hum bar bar trade ko na dekhen or jub ap ko apk tiem ka pta hota hai tu ap bar bar tarde dekhny ki zarort nahi hoti hai es liye bahtr yahi hai k ap apny bar bar order ko dekhny ki bjay market ko watch karen market ko chek karen or yah dekhen k ap apni trading main kis trha se kamyab ho skty hain es liye hmaisha apny kam ko bahtr se bahtr kar k karen jis se hmain loss na ho or jub ap loss wali tarde ko bar bar dekhty hain tu apko pher pareshani hoti hai jub apko pareshani hoti hai tu pher ap koi na koi jald bzi main apni trading karny lag jaty hain jo k aik trha se galat trade lga dety hain or apko tab he loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                    dear Agar aapane market Mein Koi trade Lagai hai aur uska target set kar diya hai to usko Bar Bar dekhne Se fayda Hota Hai ke aapane trade ka jo target set Kiya Hota Hai vah aasani se hit ho jata hai agar aap Bar Bar trade ko Dekhenge to use per aapko Agar loss ho raha hai to aap uski vajah Se Koi Aur trade Laga sakte hain aur uski vajah se aapka account per risk jyada ho sakta hai per isiliye aapko chahie ki aap kaun per trade lagaen aur market se hat Jaaye Taake Agar aapki trade profit mein ho to aap usko Thode Se profit Mein close Na kar den yah aap apni trade Ka stoploss bar bar change na Karte Rahen ISI se aapki trade loss Mein Chalti rahti hai aur Aapke Kaun ke hisab se log Jyada ho sakta hai isiliye Jab Bhi aap Forex Mein kam karen to Soch Samajh Kar Karen ismein kam karne se pahle knowledge or experience Hasil Karke kam Karen tabhi aap ismein Kamyab ho sakte hain
                    Last edited by ; 24-01-2020, 05:57 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                      nahi market main jab ap ko aik dafa order laga dainy ky bad market ko bar bar apne order ko nahi dekhna chahea es say ap ko confusion hoti hai jiss say market main ap ko dar ki wajah say ap trade ko ager dekhty hain tu ager wo loss main ja rahi hoti hai tu uss say ap ko loss bhi ho sakta hai es lea ap ko forex main jab aik dafa say order laga dain tu ap ko es main bar bar market ko watch nahi karna chaheay es say ap ka apna he nuksan ha yon ky es say ap ka mind set bhi khrab hota ha hai jis say ap trade ko kabhi bhi mangement karna nahi sekh sakty hain aur ap ko pata hona chaheay ky ky forex main apne mind set ko bhi thek rakhna aik bohut he zrori amal hai yeh forex main ap ko 50% success main help karta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                        Ham Logon Ko stop loss Ho take profit ko istemal karte hue Apne trade ko open karna chahie Iske bad Ham Logon Ko is trade ko dekhna Nahin chahie Ham Logon Ko Soch samajhkar Ek Dafa trade open kar leni chahie FIR Ham Logon Ko kamyabi Milegi aur ham log Achcha profit banaa sakte hain market se
                        • #13 Collapse

                          Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                          real Forex trading members agar aapko apni trading per confidence na ho aur aap new trading member hun to aapko apni trade open karne ke bad bar bar market mein metatrader 4 terminal mein login nahin hona chahie balki aapko ek baat yad rakhna chahie Pakistan Forex forum ek best platform hai emotional control ki practis karna ho to aapko demo account mein practice karna bahut jaruri hai member aapko yah Janna padega ki metatrader 4 terminal ke tools ko use karna aapke liye bahut best hi agar aap knowledge or experience rakhte ho to fir to trade lagakar bar bar dekhne ka koi problem nahin hai lekin agar aap emotionally control nahin kar sakte ho to aapko market mein expert opinion ke sath workout karna hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kia markeet pay orders laganay k baad isay ziada dair tak nai daikhna chaye q?

                            Forex trading business Ne Jab Ham trade order Lagate Hain Hamen baar baar apni trade Ko Nahin dekhna chahie balke take profit aur stop loss ka margin set Karke apni trade Ko Chhod Dena chahie Jab Ham baar baar apni trade ko Dekhte Hain To Hamen sometime Jyada loss Dekh Kar Pareshan Ho Jaate Hain aur apni trade closed kar dete Hain Jiski vajah se Hamen Kafi Logon Ka Samna karna padta hai koshish karen Lo Uske bad apni ticket ko profit Mein convert hone ke liye Jo traders jaldbaji karte hain aur Jazbaat Mein Aakar apni trade ko close kar dete Hain Aise traders kabhi bhi Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte koshish karen ki Apne margin ke andar hi trade close ho aur jo log apni trade co profit Mein Jaate Hue Dekhkar profit Mein close kar dete Hain trade ko Aise traders Jyada profit Hansi nahin kar sakte unko chahie ki Apne margin ke mutabik hi trade ko close Karen kabhi bhi Forex trading business Mein trade ko Bar Bar Dekhkar ham Hamesha nuksan Karte Hain nuksan ke bachne ke liye koshish Karenge Apne profit aur loss ke margin ko set karte hue trade order lagaen aur profit ka vate Karen Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Janab ap jab apny analysis karty hain tu ap ko stop loss lagany ki zarorat hoti hai or ap take profit jab set kar daity hain tu ap ko bar bar market ko daikhny ki zarorat nahi hoti hai. Ap ko just kuch din kay bad apny analysis ko again review kar kay stop loss or take profit ko chose kar kay trade karty hain tu ap ko phir market ko bar bar daikhny ki zarorat nahi hoti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X