Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?
    Instaforex forex real trading account ki verification kerwana withdrawal kay liye bohat zaruri hai. Real trading account ki verifications invalid Kab hoti hai? Invalid honay kay reasons kia hotay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

    Dear agar ap ne ais market mai real account bana lia hai to aus par ap ko apna account verify karwana hota hai aus k baad ap ko aus account par agar profit hota hai to aus ko withdraw karwa skaty hai agar ap ne ais market mai account ko verify na karwaya ho to aus par ap withdraw ni le skaty hai aisy hi agar ap ne ais market mai aik dafa account ki verify karwa lia to aus k baad ap ko ais mai dobara account verify ni karwana parta ais mai ap ka account jab fully verify ho jaye to aus k baad ap ka account ki validity ki date ni hoti hai ais mai ap ne jab aik dafa account verify karwa lia ho to aus k baad ap ko account mai kisi kisam ka masla ni aata hai aor ap aus account ko jaisy chaye use kar skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

      dear ap jo insta k account ko craete karty hain or os main ap apni verification krwaty hain tu verification k liye apko 3 level diye jaty hain jin ko ap ny clear krna hota hai or jub ap 3inu level verify karty hain tu ap 72 hourse k bad apkaa ccount verified ho jata hai or apko email mil jati hai apk gmail main k apka account erify ho chuka hai tu jo 3 level hoty hain un main hmain documents upload krny hoty hain or un k liye hmain pahly level main apny i.d card ki front and back pic ko uplaod krna hota hai jis main hmary nae ki verifiaction hoti hai os k bad jo dosra level hota hai os main hmain apny adrees ki erification krni hoti hai hum os main apna domecile upload kar skty hain yah passport uplaod kar skty hain koi aik aghr document hai tu osy hu uplaod kar dety hain os k bad yah hota hai k jub hmar dosra level bhi verify ho jata hai tu pher 3rd level ki bari ati hai os main hmain apny i.d card ko apny hath main pkar kar khud ki apni pic bnani hoti hai or wo uplaod krni hoti hai or ayh sub hmra prosedure adhy month jitna tu hoga q k aik time main aik he level verify hota hai jis ka process 72 ghnty k bad clear hota hai ayes 3 level main aghr hum dekhen 15 se 16 din lag skty hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

        g han bhai jan forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apny account ko verify krwna lazmi hota hai q k hum apna wothdraw without verification nahi lay skty hain es liye hmain profit hasil karny k liye acount ki verification lazmi karwani hoti hai es liye hmain pahly he yah sub clear kar lena chahye bad main hmain masla na ho es liye hmain chahye k hum pahly apny account ki verifiaction karwa len osk bad apni trading ka agaz karen or aghr hum apny account ki verification kwaty hain tu hmain 3 level clear krwany hoty hain jis ko vali hoty 15 se 16 din lgty hain q k os k 3 level aik sath he verify nahi hoty hain or jub apka yah sara procedure ho jata hai tu ap apny account main withdarw lay skty hain or aghr hmraa ccount verify nahi hai tu pher hum withdarw nahi lay skty hain tu bahtr yahi hai apni trading ko proper start karny k liy account ki formality ko clear karwa ka karen
         
        • #5 Collapse

          Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

          Dear forex trading mein agar ap real account p kam kar rahy hain tu ap trading karty rahyn gy aur profit bhi earn karty rahyn gy lekin jab ap wo profit withdraw karyn gy tu apka profit us waqt tak withdraw ni hoga jab tak ap k verificatin k 3 level clear ni hon gy is liye verification k 3no level clear karny lazmi hain aur un level mein apki id card ki verification hoti hai aur ap ko cnic ki live pic upload karni parti hai aur ap k adress ki verification hoti hai us k liye bhi apko driving licence ya domicile ki live pic upload karni parti hai aur ap k liye zaroori ha k ap verification k tamam level verify karwa lyn ta k ap ka jo profit ha ap wo withdraw karwa sakyn aur apko tension na ho
          • #6 Collapse

            Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

            Jab hamara insta forex trading account aik dafa verify Ho jata hai then hamain kabhi bhi dobara verify nehi kerwana perta ky verification kabhi bhi automatically invalid nehi hoti agar hamara trading account fully verified hai tou hamain phir bar bar account verification ki zarurat nehi hoti jab aik dafa account verify ho jata hai phir kabhi bhi verification expire nehi hoti ky hamain verification dobara kerwani pery beshak ham apny verified account ko long time Julita use nehi kerty tab bhi hamain account verficatin dobara nehi kerwany perti agar aik dafa hamara account completely top level certified Ho jaey tou hamesha verfifired hi rehta hai jab ham long time account open nehi kerty tou bhi Kab chahain open ker ky trade continue ker sakty hain

            Jab tak ham khud na chahain hamary verified account ki verification kabhi bhi khatam nehi hoti jab ham khud account ki personal settings ko open ker ky specially address ko edit kerty hain tab hamara verified account bhi unverified Ho jata hai tou hamain dobara sy as per new edited address hamain apny account ki verification kerwana perti hai hamain chahiay ky jab aik dafa account top level tak verify Ho jaey tou ham personal setting ko edit na kerain aur apni forex market main trade continue rakhain

            Jab tak hamari trade forex market main continue rehti hai tou hamain zarurat hi nehi hai ky ham baghair kisi waja sy apna address hi edit ker lain jab account verified ho aur address edit ker dia jaey tou account hamain rectify kerwana perta hai isky elawa aesi koi reason nehi hai ky hamara account automatically unverified Ho jaey jis ko hamain dobara verify kerwana perta Ho
            • #7 Collapse

              Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

              dear forex trading main trading karny k liye apka account verify hona zarori hai or aghr apka account verify nahi howa ai tu ap apni trading nahi kar skty hain es liye apko chahye k ap apny account ko trading se pahly he verify kwa len ta k bad main apko masla na ho forex main jub hum insta ka account bnaty hain tu hmain 3 level pory kary hoty hain un levels main hmain apny personal documents upload karny honngy q k jub hum apny sary documents 3inu level main upload kar dety hain tu hmain os main insta k account ks ath hum atatch ho jaty hain.
              or jub hum apna account bnaty hain tu jub hum sahi documents upload nahi karty hain matalba k jo insta required kata hai wo hum nahi kar skty hain tab hmraa ccount invaid ho jata hai jis trha aghr hum apny documents upload karty hain tu un main documents ayse hoty hain jo k 3 month se zyda k timing k na hon jis trha passport or electricity bill wagera jub hum koi documents sahi upload nahi ar paty hain tab he hmara account invalid ho jata hai or es k ilwa or bhi reasns hoty hain jis se apaka ccount invalid kar diya jata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Instaforex real trading account ki verification invalid Kab ho jaati hain?

                instaforex ki verification ager aik dafa ho jay tu kabhi bhi invalid nahi hoti hai ap ko jab bhi account bnain tu ap ko 3rd level verification lazmi krwana chaheay phir he ap ka withdraw ayy ga aur ap es main asani say apna profit withdraw krwa sakty hain es lea instaforex main ya kisi bhi broker main ap jab bhi apna account verify karwa laity hain tu ap ko phir again verify nhi karwana parta phir hai verification ka ap ko fiada bhi hota hai jiss say ap ka account mazeed aur ziada secure ho jata hai jiss say ap bgair kisi tention ky withdraw lay sakty hain verification ham ko pehly he complete kar laini chahea aur phir bad main ham ko trade karni chaheea aur bad main he deposit karna chahea.

                اب آن لائن

                Working...
                X