forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?
    dear forum members maira aaap sab say yeh sawal hay k jub hamko markeet main lose hota hay tab haamray liye important yeh hota hay k jaldi say jaldi lose ko recover kia jaye ya sab say ziada better yah hota hay k honewlay lose ka reason kia hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

    Trading kay Doraan ye dono batey he importance rakhi hain kay trader ko apni ghalti ka bhi pata ho aur woh usay dhund kay theek ker ley phir uss kay baad loss recover kerna bhi zaruri hota hai kiyu kay loss recover hoga tou he account balance dobara acha aur strong hoga jiss say trading phir say achi ho sakey gi aur earnings ko acha kia jaa sakey ga.

    Traders kay liye apni ghalti ko dhundna iss liye zaruri hota hai kay woh dobara wohi ghalti na dohra ley. Kiyu kay jab traders ko apni ghalti mill jaati hai woh pehlay uss kay barey mai seekh laitay jain jo unhain future trading mai bohat faida daiti hai
    • #3 Collapse

      Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

      dear forex trading main jub hmain loss hota hai tu hmary liye yah donu kam zarori awamal main se hain kisi aik ko hum select nahi kar skty hain q k humain pahly loss hony ki wjah ko dekhna hoga os k bad hmain os wajah ko madhe nazar rakhty howe trading karni hoti hai or hmain loss ko recover krna hota hai jub hum soch smjh kar or loss hony ki wajah ko samny rakh kar trading karen tu loss ko ecover karny main asani hoti hai or hmain loss recover bhi ho jta hai es liye hmain chahye k hum apny loss ko recover k liye proper learning karni chahye q k jub hum apny loss ko recover karny ki palnning karty hain tab he hum os ko clear kar skty hain or hum kamyab ho skty hain aik acha trador kbhi bhi aik galti se loss ko face nahi karta hai jis wjah or reason se hmain loss hota hai os reason se hamain dobra loss nahi hona chahye
      • #4 Collapse

        Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

        Dear jab ap ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par ap ko agar loss ho jaye to aus par ap ko ye dekhna chaye k kis waja se ap ne ais market mai loss kia hai agar ap ko pata chal jaye to aus ka ye faida hota hai k ap wo ghalti dobara ni karty hai aor mazeed loss se bach jaty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai hamesha money management aor trading plan k hisab se kaam karna chaye tab ap ko ais market mai faida ho jata hai aor ap ais market mai profit bana lety hai agar ap ne ais market mai ghalti se loss kar lia hai to aus se dobara bachy agar ap wohi ghalti dobara kary gay to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay ais market mai aram sakoon se kaam kary tab ap ko faida ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

          ji Bhai aapane bilkul theek kaha agar aap koi bhi kam karte Hain to usmein agar aapko loss ho jata hai to aapko uska reason maloom karna hota hai kyunki agar aapko iska reason nahin pata to fir aap agali bar bhi usmein loss karenge iske liye baithe yahi hota hai ki aap apni mistake se sikhen usko samjh ke kis tarah mistake Hui aur koshish karenge usko dobara na ISI tarah kara Forex mein bhi kam kar rahe hain to aapko apni galtiyon se sikhana hoga agar aapko kisi mein loss ho jata hai to aapko yah Jana hoga ke kis galti ki vajah se aap bolo subah aur aap usko ignore nahin kar sakte balki usse sikhana hoga ismein vahi successful hota hai aur ismein jyada profit vahi kam aata hai jo apni galti ho sakta hai agar aap se mistake ho gai hai to aapko chahie ki dobara mein mistake ho raha hai aur full confidence ke sath agali trade Karen aur koshish karenge use loss ko recover Karen aur jyada profit Karen
          • #6 Collapse

            Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

            dear forex trading main loss hona aik yakini amal hai or os ko recover krna bhi zarori hai es liye aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apni trading ko achi trha se krna hoga or risk k factor ko kam se kam karna hota hai jis se unhain loss hona kam ho jata hai laken khtm nahi hota hai es liye jub bhi loss hota hai tu osko sub se pahly chek karen k loss kis wajah se howa hai or jub ap os wjah ko dekh lety hain dundh lety hain tu apko os par amal karty howe planning karni hahye jis se ap apni trading main loss ko recover kar skty hain jub hum loss ko recover karty hain tu hmain loss k liye planning karni hogi q k jub hum jald bazi main loss ko recover karty hain tu hmain dobra loss ho jata hai or her account wash ho skta hai es liye planning kar k trading karen or loss ko recover karen
            • #7 Collapse

              Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

              dear Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex Ek Aisa business hai jo Puri Duniya Mein faila Hua Hai jismein Ham kam karke bahut jyada fayda Hans kar sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain trading candranaya donon baten hi importance rakhti hai ki trade ko apni Galti ka bhi Pata ho aur vah usse dhundh ke theek Kare FIR Uske bad loss recover karna bhi Jaruri hota hai Kyunki loss recover hoga to hi account balance Dobara Achcha aur strong Hoga Jis Se trading fir se acchi ho sake gi aur earning ko bhi achcha Kiya Ja sakega traders ko kam karte hue is Baat Ka Dhyan Rakhna bahut jaruri hai ki vah Galti ko Dobara na dho raha hai jo Galti Hua kar chuka hota hai usse Kuchh Hasil Karen usse Achcha experience aur knowledge Hasil kar sakta hai aur apni Galti se Kuchh Sikh ke aage Achcha profit Hasil kar sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

                Agar ham her trade achy analysis kerny ky bahd open kerty hain tou hamari aesy trade main loss ky chances bahot kam hoty hain lekin agar phir bhi hamain trade open kerny per loss ho jata hai tou hamain jab sy pehly loss hony ki cause ko find kerna chahiay ky ham ny forex market main trade kerty huey aesa konsi mistake ki jis ki waja sy hamain loss uthana pera jab ham market main open ki jany wali trade ky post analysis kerty hain tou hamain koi na koi aesi mistake zarur milti hai ky jis waja sy hamain open trade main loss ho chuka hota hai

                Hamain agar forex market main hony waly loss ko recover bhi kerna hai tab bhi hamain pehly precious trade main hony waly loss ki cause ko find kerna chahiay then hamain next trades open ker ky trade continue kerni chahiay ky hamara loss recover ho saky ky ham next open ki jany wali trades main same mistakes repeat na kerain taky ham mazeed bary loss ya account wash sy bhi bach sakain aur acha profit hasil ker ky ham hony waly loss ko recover bhi ker sakain

                Jab bam bonus for posting account sy trade ker rehy hoty hain tou hamain her surat bonus per hony waly loss ka recover kerna perta hai warna hamain jo bhi profit hasil hota rehy ga ham us profit ko withdraw nehi kerwa sakty so hamain Jitna bhi profit hasil hota hai tou pehly same profit sy hamara loss pura hota hai isky bahd bhi agar hamain kuch profit hasil hota hai tou us profit ko ham withdraw kerwa sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

                  sab sy pehly forex main jab bhi ap ko loss hota hai tu pehly ap yeh janty hain ky ap ko loss kis waja say hoa hai kyon ky ap ko ager pata chaly ga ky yeh kis galti ki waja say loss hoa hai tu tab he ap uss galti ko thek kar ky phir he again trade laity hain ager ap los ki reason janny bina he trade kar dain gay tu ap ko phir say wo loss ho sakta hai es lea jab bhia p ko loss ho jay tu apko pehly apni galti ko tlash akrna chaheay ky kis galti ki waja say ap ko loss hoa hai aur uss ko thek karny ky bad he ap ko recovery trade karni chahea phir he ap apni dosri recovery trade main profit kar sakty hain aur loss say bach sakty hain es lea ap ko recovery karny say pehly achi tara say soch laina chaheay ky kahin ap phir say wohi galti tu nahi kar rahy hain jis ki waja sy ap ko loss hoa hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

                    Dear friend hamy forex trading main profit k sath sath loss b hota hy profit or loss to hmari life ka hisa hoty han is leay hamy trading karty hoay loss ko b zahn m rakhna chaey hamy jb b loss hota hy to hum m sy ziada tar traders ki koshish hoti hy k ham jaldi sy loss recover kar lan jb k humy jis wja sy jin mistakes ki waja sy loss hoa un ka reason janna chaiy hamy loss ka reason pta ho ga to hum ainda wo mistake ni karan gy or apni un mistakes sy sekh kr trading m agy barh saken gy hamy hmasha phly apny loss ka reason janna chaiy phr us k bad apny loss ki recovery karni chaey jo k behad zrori hy or isi m hmary account ka faida hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex markeet main lose ka reason jaanna lazmi hota hay ya recovery krna ?

                      forex market main loss ka reason janna bohut ziada zrori hota hai loss ki reason janny ky bad he ap loss ko control main kar sakty hain es lea forex main ja bhi ap ko loss hota hai tu sab sy apni galti ko dhondain jis ki waja say ap ko forex main loss hoa hai aur uss galti ko phir kuch din demo account main trade laga kar set karain jiss say ap ki ager galti door ho jay tu tab ap ko real main apni recovery tarde lgani chaheay kyon ky galti mily gee tu tab he ap real main apni recovery trade laga sakty hain es lea yeh kabhi bhi mistake na karain ky galti ko jany bina he forex main trade karain ager ap trade karain gay bhi tu a ko mazeed loss ka samna karna par sakta hai es lea forex main ap ko apni galti ko tlash lazmi karna ho ga tab he ap success ho sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X