kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?
    dear maira sawal yeh hay k kia ham jo markeet main overtrading krtay hain uska lose k sath sath mined main bhi disturbing ka reason banty hain ya khalo lose he hota hay ham aisay halaat main apnay mined ko safe rakh saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

    Over trading kernay say loss ho sakta hai aur jab traders ko loss hota hai tou woh mentally bhi disturb hotay hain. Forex trading aik aisa business hai jiss mai aik maamuli si ghalti bhi bohat nuqsaan daiti hai. Traders ko ghaltioo say her haal mai bachna chaiye kiyu kay ghaltioo kay mukhtalif reasons hotay hain. Over trading bhi loss ki aik barri wajah hai. Aur over trading ka pata traders ko uss waqt chalta hai jab woh ziada trades open ker chukay hotay hain aur unn ka margin loss honay ki wajah say call pay ajata hai uss ya tou unhain trades close kerni parti hain ya phir account wash hojata hai. Aisi situation mai yaqeenun mentally bohat disturb hojatey hain. Over trading say bachna hai tou aik waqt mai aik he trade open kerna behtar rehta hai. Iss Tarah trader mentally bhi healthy rehtay hain
    • #3 Collapse

      Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

      forex trading main over trading kbhi bhi apko kamyab nahi honi deti hai q k jub hum apni trading main lalach ko lay aty hain tab he hum apni trading main over trading karty hain un ko zyda loss face krna parhta hai es liye hmain chahye k hum kbhi bhi lalah ko na ay den lalach se hum aik tu apni trading ability ko weak kar dety hain or aik humain bar bar loss ko face krna parhta hai pher es se hmra mind bhi frsh nahi rhta hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain achi trha soch smjh kar trading karni chahye jis main loss hony k chnaces kam se kam hon or hum achi trha apni trading kar k acha profit gain kar saken forex aik such main boht acha business hai jis main hmari zara se mahnat se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

        Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai ap ne trade karni hai to ap ko ais mai apny account par sirf aik hi trade lagani chaye aus se ap ko ye faida ho jata hai k ap k account par agar kisi trade par loss ho raha ho to wo ap ko atna zayda ni hota jis se ap ka account wash ho jaye ais liay ais market mai agar ap ne trade karni hai to ais mai aik se zayda trades na lagye warna ap ko ais mai kafi zayda loss ho jata hai kun k ap k account par jab zayda trades running kar rahe hoti hai to aus time ap k account par kafi zayda loss ho raha hota hai aor ap ka account chota hai to aus time ap ko apny account k hisab se lot use karni chaye tab hi ap ka account safe rehta hai agar ap ais market mai account bara kar lety hai to aus k baad ap ais market mai asani se trade kar sakty hai aor acha profit bana skaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

          Deer overtraining karne se Insaan ko loss hota hai aur jb overtrading Karke use loss hota hai To fir vah mentally disturb rahata hai Forex trading Ek Aisa business hai jismein ek mamooli Si Galti bhi bahut nuksan Deti Hai traders ko galtiyo Se Har Hal Mein Bachana chahie Kyunki galtiyan ke mukhalif reason Hote hi over trading bhi loss ki ek Badi bacha hai Aur overtrading Ka Patta traders ko use Waqt chalta hai jao Jyada trades open kar Chuke Hote Hain aur Unka March loss hone ki vajah se cal per a jata hai use time your trades close karna padati hai ya FIR account wash ho hai aisi situation main yakin and mentally bahut disturb hote hain overtrading se bachna Hai To Ek Waqt Mein Ek Hi trade open karna best rahata hai ISI Tarah trader mentally bhi healthy rahata hai
          • #6 Collapse

            Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

            G han dear over trading aur afford karny se zeyada risky trading mind ko complete disturb kar sakta hay, trading minimum risk key base par ho to es se traders ka mind etna zeyada disturb nahi hota hay, account me majood balance agar zeyada be ho to per be mind ko disturb hony se bachany key ley risk minimum lena hi behtar hay,

            over trading se achi trading nahi ki jati hay achi trading es condition me mumken hay jab pehly koch trades me reasonable ya bahot hi minimum risk le leya jaye to market ki koch samaj ajati hey es key bad agar koch zeyada be risk le leya jaye to traders ko ye advantage hota hay key wo market ko samjny ki waja se es me achi trading be kar saken.
            • #7 Collapse

              Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

              Forex market main trade kerna bilkul bhi asan kam nehi hai lekin ham jab trade open kerny sy pehly profit earning ka aik target select ker lety hain tou ham same target ko achieve kerny ky liay bahot koshish kerty hain jis sy hamain mental tiredness bhi ho jati hai ky agar ham trading main relax nehi kerty tou ham mentally disturbed hona shoru ho jata hain so agar ham forex market main trade kerty huey aik target select ker lety hain tou ham same target ko koshish ker ky achieve bhi ker lety hain then hamain kabhi bhi same target achieve hony ky bahd trade continue kerny ki koshish nehi kerni chahiay agar ham continue forex market main trade kerty rehain gy tou ham bahot zyada thak jaty hain jis sy ham forex market main koi bhi trade successful nehi ker sakty ky hamara mind hamain permit nehi ker raha hota tou hamain mazeed trade continue nehi kerni chahiay balky hasil hony waly profit ko withdraw kerwany chahiay

              Over trading kabhi bhi hamari favour main nehi hoti ky beshak hamain profit ka target bahot kam mehnat kerny per bhi hasil ho jaey tou bhi hamain mazeed trade continue nehi kerni chahiay ky jab ham aesa kerty hain tou agar tou acha earnings Ho rehi ho tou ham lalach main aa ker zyada profit ky chakkar main ghalt decisions lety hain tou hamain nuqsan hota hai lekin agar ham long time ky liay continue trade kerty rehty hain tou ham mentally bhi disturb Ho jaty hain aur achi trade trade na kerny ki waja sy hamain loss bhi hota rehta hai

              Hamain small profit ka target select kerna chahiay jab same target achieve ho jaey tou hamain trade close ker ky profit ki withdraw kerwa lena chahiay warna agar ham profit ka target achieve hony ky bahd bhi agar trade continue rakhty hain tou aesa bhi ho sakta hai ky market reverse move kerna shoru ker dy aur hamara hasil shuda profit bhi loss main khatam ho jaey
              • #8 Collapse

                Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear maira sawal yeh hay k kia ham jo markeet main overtrading krtay hain uska lose k sath sath mined main bhi disturbing ka reason banty hain ya khalo lose he hota hay ham aisay halaat main apnay mined ko safe rakh saktay hain?
                Jab aap aur trading Karke kam Karte Hain To aapki trading acchi Nahin Hoti launch hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain isliye kabhi bhi overtrading Karke kam na Karen isase aapke mind ki disturbance bhi Jarur hoti hai Kyunki Jabbar power trading karte ho to loss bahut jyada hota hai aur pet traders ko Bura bhi feel hota hai ki Akash Agar itna Jyada over kam na Kiya Hota To Jyada lock Bhi Na Hota over trading karne se traders ko kabhi bhi fayda nahin Hota is ka nuksan hi hota hai isliye Hamesha try Karen ke reason AVN profit banane ki koshish karen na lalach Karen Jab aap lalach karte hain tabhi aap overtrading karte hain Taki aap Thode time mein jyada Se Jyada profit Hasil Ho lekin overtrading Karke kabhi bhi fayda Hasil Nahin Hota fayde ke Baje nuksan ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                  Ji han zahir si bat hay k jab trader ko Forex trading main bar bar loss hota hay to trader ka mind disturb to zaror hota hay. Forex trading main loss honay ki kai wajohat hain jen main say ziada tar traders ki apni mistakes hoti hain jen ki wajah say trade loss main close hoti hay agar dekha jay to ziada traders without complete knowledge and learning trading start kar daitay hain aor baz aisay bhi traders hotay hain jo Forex trading ki khasosiat dekh kar rato rat ameer bananay ki koshish kartay hain yehni big profit ka lalach kartay hain aor aik dam big lot size kay sath trade open kar daitay hain jes say hota yeh hay k un ko Forex trading main koi khas experience nahi hota jes say woh trade and account thek taran say manage nahi kar patay aor un ko loss ho jata hay aor aksar ko over trading karnay say bhi big loss ho jata hay es taran loss ki tamam reasons ki wajah say traders ka mind bhi disturb hota hay lehaza traders ko apni mistakes ko door karna chahiay aor soch samajh kar trading karni chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                    g han bikul bhai jan forex trading main jo log over tradng karty hain wo apny loss k sat sah apny mind ko bhi distrub kar lety hain pher un ko loss face krna parhta hai or osk bad bhi wo ayse kam karty hain k un ko forex main relexation milti he nahi hai tu ay wo trading ka method hai jis main ap active ho he nahi skty hain es liye ap aghr chahty hain k ap forex main kamyab hon or achi trading karen tu apko forex k knowlege ki base par trading karni chahye q k over trading se ap kbhi bhi forex se kam kar k raton rat ameer nahi ho skty hain or jub apko es am main loss he hota hai tu apko soh smjh kar ayse kam karny chahye jis main apko loss na ho q k jub forex ka ccount block yah baneed ho jata hai tu har mambers he boht pareshan ho jata hai tu hmain apny kam main saber rakhty howe chlna hoga jis se hmain loss hony k chnaces bhi na hon or hum kamyab trading bhi karty rahen
                    • #11 Collapse

                      Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                      bilkul forex trading main kabhi bhi ham ko over trading nahi karni chaheay kyon ky yeh hamry mind ko bohat ziada distrub karti ha jis sy ap forex market main boht ziada loss bhi kar sakty hain forex main ham ko hamesha aik plan ky sath kam karna chahea aur us plan main ap ko aik target rakh akr kam akrna chaheay jab ap aik target rakh kar kam karain agy tu ap forex main utni he ziada over trade karny sya bach sakain gay is lea forex main ager ap nay over trading say bachna hai tu ap ko target ky sath kam karna ho ga aur jab wo target pora ho jay tu ap ko forex main phir again koi bhi order nahi laina chahea kyon ky uss say ap ka apna earn kia hoa profit bhi zaya hony ka khtra hota hai es lea ap ko forex main over trading nahi karni chahea.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                        bilkul forex main ager over trade ki jay tu ap kabhi bhi forex main kamyab nahi ho sakty hain over trading karny ki wajah say ju ap nay forex main ju earning bhi ki hoti hai ap ko wo loss he daiti hai es lea forex business main ap ko over trading say bachna chaheay aur es say bachny ka aik he hal hai ky es main ham ko aik target rakhna chaheay aur jab bhi hamra target pora ho jay tu ham ko forex main phir koi bhi order nahi laina chaheay kyon ky uss time ju bhi ap order laity hain wo he over trading main shamil ho jay ga jis ki waja say ap ko usi trade say loss milta hai aur ju ap nay kuch earn bhi kia hota hai wo sab loss ho jata hai es lea forex trading main ham ko over trading say bachna chahaea es say hamra mentaly level bohut ziada khrab ho jata ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                          Dear member Forex trading Main overtrading bhi ek bahut bura amal hai aur trading use Surat mein ki jaati Hai Jab aap ko apni trade mein achcha profit Nahin mil raha hota yah aapko trade mein last aana shuru hota hai to aap ek ke bad ek tradeplace karte rahte hain. Over Trading hamesha trader ke liye bahut nuksan ka baise hoti hai isliye hamesha koshish karen ki aap over trading se bache. Agar aap ne apni tamam trades mein money management kar ke ek hi acchi trade place kar di hai to aap usi mein achha profit gain kar sakte hain Aisa Karen ki agar ek trade mein aap profit Le aur dusri trade mein aap last wale to Koi fayda Nahin Jab aapane ek din main apna target achieve kar liya to aapko dusri tray lagane ki zarurat Nahin Hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                            forex trading main over trading karny se apko loss hony k chnaces zyda hoty hain or jin mambers ko loss zyda hota hai wo over trading he karty hain over trading jo trados karty hain un ka jo maqsad hota hai wo zyda earning ka he hota hai jis se wo zyda trading karty hain kw o boht zyda achi earning kar le jub k zyda trading karny se hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain or na he hmain acha profit milta hai over trading wo mambers karty hain jo lalach karty hain or greed karny waly over tradng karty hain tu kbhi bhi over traing na karen over trading se apko loss bhi hota hai or apka expiernce bhi acha nahi hota hai es se ap ki trading ability bhi weak ho jati hai es liye apni trading main aghr ap acha profit chahty hain tu apko apni trading main over trading ko khtm akrna hoga tab apko acha profit milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia overtrading lose k sath sath mined ko bhi disturbe krty hay?

                              ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya aur trading se loss ho sakta hai aur trader ka loss hota hai to vah mentally disturb ho jata hai aur tension mein a jata hai jiski vajah se vah emotional mein a Gaya agali trade laga deta hai aur usmein usko alag alag hota hai isliye hamen ismein apni galti se sikhana chahie ismein wali kamiyan hai Jo apni mistake ho sakta hai aur ismein trading nahin karni chahieismein time management ke sath chalna chahie proper plan ke sath chalte Hain tab he was mein kavya hota hai ismein emotions mein train nahin karni chahie aana hi nahin chahie overtraining karne se insaan ko loss hota hai usmein karta hai to disturb HoBharat mein sabse pahla rule yahi hai ki is mentally disturb nahin hona is mein ful confidence ke sath trade karni hai tabhi aap kamyab honge aur iske liye aapko isko overtraining se bachana hoga ismein sirf proper time spend Karen ismein money management of time management ke sath letter bhi aapas mein kamyab honge aur market to analyse karte hue trade Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X