RR

No announcement yet.
`

RR

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RR
    Risk and reward kia hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RR

    Risk to reward ka matlab hota hai ky ham jo trade open kerny ka rehy hain us main hamain profit Kitna hasil ho sakta hai aur agar loss hota hai tou woh kisi limit tak ho sakta hai so agar profit loss sy zyada hasil hony ka chance hi tou hamain aesa risk zarur lena chahiay ky ham forex market main trade ki acha profit hasil kerny ky liay ker rehy hoty hain lekin sath main loss ky chances bhi hoty hain tou jahan per hamain profit ka chance loss sy zyada nazar aa raha ho tou hamain zarur risk ly lena chahiay lekin is main hamara trading account balance aur hamara trading experience bahot zyada involve hota hai ky ham agar trading ka wide experience rakhty hain tou ham achi terha read ker lety hain risk sir reward ko her trade open kerny sy pehly then ham apny balance ky hisab sy hi risk ly ker trade open kerty hain aur profit bhi hasil ker lety hain

    Kyun ky risk aur reward depend kerta hai hamary trading account balance per aur hamary trading experience per ky hamary trading account main balance Kitna hai aur ham us per kitni lot size use kerty huey konsa pair select ker ky trade open kerny ka rehy hain jab ham risk to reward ratio select ker lety hain tou phir hamain trade open kerny main problem nehi hota ky agar hamain loss bhi hota hai open trade main tou kam hi hota hai jis ko ham easily recover bhi ker sakty hain aur agar profit hasil hota hai tou bhi reasoblnable profit jis ko ham withdraw bhi kerwa sakty hain

    Achi risk to reward ratio hi hamari her open trade main hamary profit ka sabab banti hai ky agar ham profit bahot zyada hasil kerny ka soch ker trade open kerty hain aur loss ky risk ko ignore ker dety hain tou phir hamain jab loss hota hai tou ham loss ko control bhi nehi ker sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: RR

      Dear ap ne jo baat ki hai RR to ais ka matlab hai k hum jo trade lagaty hai aus par risk reward ratio kai hai mean hum ne jo trade lagani hai aus par hum ne risk kitna lena hai aor aus trade par humra reward kai ho ga agar hum ais market mai trade lagaty hai to hum ko aus mai ye pata hona chaye k humri trade ka stop loss kitny pips ho ga aor ausi trade par humra take profit kitny pips ho ga agar hum ais market mai koi trade lagaty hai to hum ko ais market mai ye pata ho k hum kis ratio k hisab se trade laga rahy hai agar hum ais mai zayda risk reward ratio rakhy gay to aus par hum ko kafi zayda profit hota hai agar hum ais mai koi trade lagaty hai aor aus par hum risk reward ratio use karty hai to hum ko aus par zayda profit hota hai aor aus trade par loss kam hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X