jaiza : over trading karny ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : over trading karny ka nuqsan
    agar hhum over trding kary gy to hamara account forne band ho jy ga hamara mahnet zaya ho jy ga or hamara bonus pasia sub zaya ho jy ga hamy loss sy bahcna ho ga hamy over trading ko avoid karna ho ga pher he hum market mai run kaer saky gy or hum munfa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai bagerpasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik acha busienss haun hum is mai part time be kam kaer sakty hain hum is mai fullt ime be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kari sakty hain is mai kam karny ky liye hamy ksie be office maai jany ke zarorta nahi hoet forex ko hum apna profssional career be bana sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apny boss ap hain yai kabe be katem na hony wala unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : over trading karny ka nuqsan

    Ham forex main jab bhi trade open kerty hain tou hamary mind main earning ka aik target hota hai jab hamain open trade main same target tak earning hasil bhi ho jati hai tou hamain phir bhi trade continue kerny per ky hamain aur zyada profit hasil ho saky pehly jo target tak hamain earning hasil ho chuki hoti hai woh bhi risk main chali jati hai ky market tou all the time both directions main move ker rehi hoti hai tou aesy hi market reverse hoti hai hamain hasip shuda profit per bhi loss hona shoru hota jata hai agar ham same open trade ko close nehi kerty tou loss increase hoty hoty pehly tou hamara Sara profit khatam kerna hai aur phir aesi bhi ho sakta hai ky hamara account bhi wash ho sakta hai ky agar hamari open trade main fundamental effect per market open trade ky against move ker jaey tou bahot bara loss ya account wash ho sakta hai

    Hamain kabhi bhi over trading nehi kerni chahiay jab bhi hamain up-to selected target profit hasil jo jaey tou hamain trade close ker ky profit ko withdraw kerwa lena chahiay then hamain next trade open kerny ky liay planning aur analysis kerny ky bahd bhi acha profit ka target select ker ky trade open ker leni chahiay aur phir usi terha target achieve hony per trade close aur profit withdraw kerwaty rehna chahiay warna jab bhi ap lalach main aa ker over trading kerain gy tou ap bara loss hi kerain gy

    Jab ham profit ka target select kerty hain tou bhi hamain ehtiat kerni chahiay ky ham apny balance ky hisab sy hi profit ka target select ker rehy hon aesa nehi ho sakta ky hamara balance small amount main ho aur ham us per profit ka bahot bara target select ker lain jis ko achieve kerny ky liay hamain over trading kerna perti hai lekin over trading hamesha nuqsan hi deta hai hamain phir aesy target kabhi bhi achieve nehi ho saky ga
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : over trading karny ka nuqsan

      Forex Tarders Ko over tardung say kaafi nuqsaan hota hai. Aksar traders ko pata nahi chalta aur unn ka account over trading ki wajah say he risk pay ata hai aur wash bhi hi Jata hai. Jab traders aik waqt mai apnay account say koi trade open ker laitay hain aur lot size Thora ziada rakh laitay hai aur phir mazeed movement ko daikh kay phir trade open ker laitay hain aur aik he waqt mai 2 ya 3 trades open ki hui hoti hai uss waqt account ki equity consume ker laitay hain. Aur koi aik trade bhi loss mai Jana shuru hojaey tou margins khatam ho jatey hain jiss ki wajah say ya trades khud close kerni parti hain ya phir ziada loss ki soorat mai margin calls pay account auto pay wash hojata hai. Traders ko aik waqt mai aik ya ziada say ziada 2 trades minimum lot size kay saath kerni chaiye
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : over trading karny ka nuqsan

        Over trading se hamari trading risky ho jati hay aur trading margin me bahot kami ajati hay, trading es planing key sath karni chaye key hamari trading be risky na ho saky aur trading margin me be kami na aye, trading margin ko maintain rakna bahot zarori hay, trading key ley milny wala margin agar kam ho jata hay to trades automatically close ho jaty hey es cheez se bachna chaye, agar over trading na ki jaye to trades kabi be stop out nahi hon gey aur mazeed trades open karny ki opportunity be traders ko mil saky gi, emotional ho kar be aur greed kar key be traders se over trading ki ghalti to ho jati hay magar es ghir zarori risk se account ki management nahi ho pati aur traders key ley zeyada time tak over trading ki waja se survive karna be namumken ho jata hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : over trading karny ka nuqsan

          Dear hum jab ais market mai aik trading plan banaty hai to hum aus par ye decide karty hai k hum ne jo trade lagani hai aus par hum ne aik trade lagani hai ya account k hisab se 2 trades lagani hai agar hum account par aik trade lagaty hai to aus par hum ko sirf atna hi risk lena chyae jitna humra account k liay best ho agar hum account par bahot zayda trades lagaty hai to aus par hum ko agar trades par loss hona start ho jaye to aus se humra account wash ho sakta hai ais liay hum ko chaye k hum agar koi trade lagaty hai to aus par atna zayda risk na ley jis se humra account wash ho jaye agar ap ne koi trade lagani hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se aik hi trade lagani chaye ta k agar loss ho to atna zayda na ho jis se account wash ho jaye.

          اب آن لائن

          Working...
          X