kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?
    dear maira sawal yeh hay k kia hamko apnay aako is kadar overclever banana chaye k moovemnt start honay say pehlay he markeet main enter ho jayen kia aisa krna theek hay kia aisa krnay say ham amzeed lose kr saktay hain kia forex amrkeet main overclever bannay say mazeed lose hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

    Forex market ko koi bhi dodge nehi ker sakta ky agar ham continue forex market main trade kerty huey kuch trades main profit bhi hasil ker lety hain tou hamara account ban ker dia jata hai ky ham forex market main trade kerty huey cheating stretigies use ker rehy hain hamain forex market main agar successful trade kerni hai tou hamain just normal routine sy trade continue kerna hoti hai jab ham sochty hain ky ham yahan per koi stretigy use ker ky market sy bahot short time main bahot acha profit hasil ker sakty hain tou aesy time per ham bara risk lety hain lekin ham jesy hi Bara risk lety hain tou hamain bara loss ho jata hai ham sochty hain ky ham market ki deceive ker sakty hain lekin yeh forex market hai jis ko deceive kerna hamary bas ki bat nehi hoti hamain forex market main as per rules trade continue kerny sy hi ham forex market main survive ker sakty hain warna ham agar over clever banany ki koshish kerain gy tou forex market main hamara bahot jald account wash ho jata hai

    Jab ham forex market main full confidence ky sath trade open ker ky continue kerty hain tou hamain aksar trades main profit bhi hasil hota rehta hai lekin ham aesy hi over confident Ho ker trade kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jis ko ham over confident ya over clever Ho ker loss recover kerny ki koshish kerty hain tou hamara account hi wash ho jata hai then hamain ya tou dobara investment kerna perti hai ya phir agar ham bonus account sy forex market main trade ker rehy hain tou hamain next month ky bonus ka wait bhi kerna perta hai aur hamain acha bonus hasil kerny ky liay forum main mehnat bhi zyada kerna perti hai

    Jo forum members bhi over cleverness show kerty hain aur bahot jald forum main posting limit puri ker lety hain ky aik hi terha ki posts ko bar bar threads main paste kerty rehty hain tou aesy posts bonus ky liay count ho nehi hoti hai tou us posts per bonus ki achi umeed rakhny walon ko bhi Kab bonus ata hai tou bahot kam bonus hasil hota hai jis sy sari umeed toot jati hai hamain forex main bhi aur forum main bhi aa ker rules work Kerty rehna chahiay ky ham forex market main trade kerty huey acha profit aur forum sy acha bonus hasil ker skain
    Last edited by ; 22-01-2020, 09:19 PM. وجہ: Incomplete
    • #3 Collapse

      Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

      G ha dear agar ap ne dekha ho to ais market mai ap aram se kaam kary gay to ap ko ais mai faida ho ga agar ap ne ais market mai analysis karny k baad bari lot lagye to aus par ap ko loss bhi zayda ho sakta hai ais liay ais market mai ap ne jab trade karni ho to ais market mai apny trading plan k hisab se kaam kary tab ap ko ais market mai faida ho ga warna ap ais market mai loss hi kary gay agar ap ais market mai ghalti kary gay to ap ko ais market mai ap ki apni investment bhi zaya ho sakti hai ais liay ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna ho ga agar ap cleaver hai to aus ko trading mai mat azmaye warna ap ko loss ho jaye ga ais market mai jaisy kaam karna hai waisy hi kary jo ap ne learning ki hai tab hi faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

        ji Bhai aisa bhi ho sakta hai kya aur confidence of Claus ki vajah Ban sakta hai kyunki agar aapko training karni hai to aapko ismein confidence ke sath rahana hoga emotions bhi nahin aur na he is Mila ladka nahin hai jiski vajah se insan aur confidence ho jata hai aur usko lagta hai ki main usko profit hoga agar aapko jyada loss ho raha hai to aapko ismein thodi der break leni chahie aur market ka samajhna chahie aur aapko apni mistake se sikhana chahie aur isme over confidence se bhi insan ko loss ho sakta hai isliye aapko ismein normal training karni chahie market canalize karna chahie aur experience art training karni chahie tabhi aap ismein kavya hoga kyunki itna jyada experience hoga vate nahin kar sakte hain utna hi successful ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

          Forex trading business mai over clever aur over trading kernay waley tarders hamesha khasaaray mai rehtay hain. Aisay traders jald baaz hotay hain aur ye samajhtay hain kay woh jo ker rahey hain sahi ker rahey hain. Forex trading business mai na tou jald baazi chalti hai aur na he over clever hona kaam ata hai. Traders ko ye baat samajhni chaiye kay market mai her kaam calculated hota hai. Na tou koi movement aisi hai jo andaazoo pay chal rahi ho aur na he trading andaazoo pay ho sakti hai. Tarders ko sirf apni learning aur knowledge ko use kerna chaiye aur hamesha market kay saath saath chalna kiyu na market mai na tou early entry faida daiti hai aur na he late entry koi faida daiti hai. Iss liye clever ho kay zarur kaam karain laikin over clever ho kay kaam ker kay nuqsaan na uthain
          • #6 Collapse

            Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

            agar hum over trading kary gy to hamy loss ho jy ga hamy loss sy bachana hi ga hamy har km confidence ky sat karna h ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik unique business hain is mai dunyaa ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik acha business hain hum is mai agar investmenet karnea chate hain to hamy pahly market ke movement ko smajna ho ga or hamy greed ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum market mai run karar saky gy or hum munfa kama saky gy forex aik legal business hain is mai hum apny boss ap he hoty hain forex mai hamy acha or marye kam krana chaey pher he hamy kam karny ka koi faida be ho ga forex aik uniqeu business hain
            • #7 Collapse

              Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

              forex iak bets business hain hamy is mai market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy hamy indicicators ko use kar ky kam karna ho ga pher hehum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain yai aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique busienss hain hum is mai out off balance accoutn bana kar be kam kar sakty hain is mai hum agar gaar mayre kam kary gy to hamy bonus be km mily ga forex aik world wide business hain hum is maai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                Forex market me traders ko clever ho kar trading karny ka koi faida nahi ho sakta hay over clever ho kar be kam karna be possible nahi hay, Forex market me soch samaj kar trading karny ka to faida ho sakta hay market clever ho kar kesy trading ki jati hey es key bary me mujy koch be knowledge nahi hay,

                scalping trading karny ko agar clever trading samji jaye to ye ghalat hay, scalping trading karny me risk bahot zeyada ho jata hay es ley clever ho kar trading karna possible nahi hay, jo traders achi soch key sath aur apni achi strategy key sath apna acha knowledge use kar key market analysis aur trading ki koshish karta hay esy traders apni good aur mature planing ki waja se successful ho sakty hey, jo traders over clever banny key chakar me ye samjty hey key wo acha profit earn kar sakty hey ye bilkul be possible nahi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                  forex main ager ap ziada over clever hon gay tu ap ko utna he loss ho sakta hai es lea forex main ap ko aik rules ky mutbaik kam karna chaheay aur ik plan bna akr kam karna chaheay aur uss plan main ap ky pas aik acha target hona chaheay jab bhi ap ka target pora ho jay tu ap ko forex main mazeed target nahi karni chaheay jab ap forex main over clever ho jaty hain tu ap ko loss he hota hai es lea forex main ap ko aik level say kam karna chahaey aur rules ko bholna nahi chaheay phir he forex main ap achi earning karny ky kabil ho sakty hain forex aik international business hai es main ap ko jab tak acha knowledge nahi ho ga ap ko es main success nahi mil sakti hai aur forex main kabhi bhi kam knowledge sekh akr apny ap ko master nahi samjhna chaheay es main apni skill ko update karty rehna chahea.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                    Assalamu alaikum dear friend ji aapane bahut acchi baat ki hai main aapki baat se aagrah karta hun ji haan aur Karan hone ki koshish se bhi Kai bar hamara loss ho jata hai aur ek bhari nuksan uthana padta hai Kai bar hamari trade prophet mein ja rahi hoti hai aur ek achcha khasa profit ho raha hota hai lekin mujhe close nahin karte aur sochte rahte Hain ki thoda sa profit aur Ho jaaye aur over clever hone ki koshish karte HainJo bad mein hamare liye nuksandayak sabit hota hai kyunki bad mein vahi trade loss mein chal jaati hai aur hamen achcha khasa nuksan ho jata hai aur bad mein Ham pachta Rahe hote Hain to hamen kabhi bhi over clever nahin hona chahie zaida risk nahin Lena chahie kam se kam risk rate sy trade karni chahie Taki loss ke chances kam ho aur aap aasani se kaksha profit on kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                      forex main ager ap ziada he clever ho kar kam nahi karna chaheay na he forex main market main ham ko jaldi bazi say kam karna chahea ham ko forex main soch samajh kar saber say order laina chaheay aur achi tara sy market main analysis karny chaheay aur us ky bad ham ko news bhi chek karni chahea aur uss ky bad ham ko sentiment analysis bhi dekhny chaheay ky log uss currency ky bary main kia bol rahy hain jin ko ap sell ya buy karna ja rahy hain phir he ap ko es main order laina chaeay phir he ap ka order profit main jata hai forex koi aam business nahi ha jiss main ap kuch din kam akr ky es main success hasil kar lain gay es main boht mehnat karni hoti hai aur kafi time chaheay hota hai phir he ap ko success mitli hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                        Ji han bilkul dear friend agar aap market mein jyada over ho Jaate Hain to uski vajah se bhi aapko nuksan Hota Hai kyon ki jarurat Se Jyada clever Hona Bhi Insan ko trading Mein nuksan Deta Hai bus time log Aisa Karte Hain Ki market Mein Jab unko acchi trade milati Hai To vah Apne Sare balance ki lot size open kar Baithe hain lekin Jab portrait galat ho Jaati Hai To Unka account Pass Ho Jata Hai To isliye Jyada clever Nahin Hona chahie Sabra ke sath kam karna chahie market Mein slow slow Chalna chahie aur apne lot size ko risk management ko najarandaaz Kabhi Nahin Karna chahie risk management ke sath kam karna chahie Taki aapko long term trading se fayda Hasil ho sake aur aapke Achcha tradar ban sako
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                          Ji han bilkul Aisa Ho jata hai Kyunki market Mein Jab aap over clever hote hain to uski Badi Bajaj hi banti hai ki aap Jyada confidence ke sath over confidence ke sath trading Karte Hain Jab aap overconfidence ho Jaate Hain To aap apni account ki equity ko risk Mein dalte Hue trade open karte hain Kyunki aap yah sochte Hain ki aap is main bahut hi expert hai aur aapki Ek trade aapko Achcha profit de sakti hai to isliye Jab aap Badi lot size open karte hain to vah aapko bahut jyada nuksan Deti Hai To isliye ine chijon se bachne ke liye jaruri hai ki aap Forex trading Mein Kabhi Bhi over clever mat ho aur ismein Sawar ke sath kam race free trading Karen tabhi aap Kamyab ho sakte hain loss hone ki badi vajah Yahi banti hai joki aap lalach karte hain over clever hote hain over confidence ke sath kam Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                            Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han friend agr ham forex market m over clever ban kar kam karan gy to kbi b kamyab ni hon gy zyada tar loss ka samna hi karna pary ga hmari koshish honi chaiy k ham over clever trader ban ny k bjaiy mehnat par yaqeen rakhty hoay aista or thora thora kam soch samj kr karan chahy is m hamy thori earning ho mgr ham bary loss sy bach kr apni investment ko safe rakh sakty han hamy forex m over clever ban na hy to ham is m bari lot size ka istamal kar k apni hi investment ko zaya karna hy q k big lot size trades hamy kbi b kamyab earning ni hony dyti hmasha loss hi frahm karti hy hamy chaiy k ham is m jitna zyada ho market ko time dy kr isy soch samj kr trading karan ta k kamyab earning kar saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex mrkeet main overclever honay ki wajha say bhi lose hota hay?

                              G ha dear agar ap ne dekha ho to ais market mai ap aram se kaam kary gay to ap ko ais mai faida ho ga agar ap ne ais market mai analysis karny k baad bari lot lagye to aus par ap ko loss bhi zayda ho sakta hai ais liay ais market mai ap ne jab trade karni ho to ais market mai apny trading plan k hisab se kaam kary tab ap ko ais market mai faida ho ga warna ap ais market mai loss hi kary gay agar ap ais market mai ghalti kary gay to ap ko ais market mai ap ki apni investment bhi zaya ho sakti hai ais liay ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna ho ga agar ap cleaver hai to aus ko trading mai mat azmaye warna ap ko loss ho jaye ga ais market mai jaisy kaam karna hai waisy hi kary jo ap ne learning ki hai tab hi faida ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X