Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sakta?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sakta?
    Instaforex real trading account say skrill mai aik withdraw mai maximum kitni amount withdraw ki jaa sakti hain? Instaforex aur skrill dono he top level verified ho tou single withdraw limit kia hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

    Dear jab ap aik real account banaty hai aor aus mai apni investment kar lety hai to aus par ap ko jitna bhi profit ho aus par ap single withdraw laga sakty hai aus mai ap ko koi limit ni di jati hai k ap aus par kam withdraw lagye agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se risk lena chaye kun k ap jab ais market mai aik dafa investment kar lety hai to aus k baad ap ko ais market mai apna account safe rakh k trade karni chaye aus real account par ap jitna chaye profit banaye aor jitna chaye aus se withdraw karwa ley agar ap ais market mai real account par bari trade lagaty hai aor aus par kafi zayda profit ho jaye to wo bhi ap aik hi withdraw mai nikalwa sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

      dear forex trading main jo real account ki trading se profit milta hai os main hmain kam se kam profit ko withdraw krwna chahye q k ub hum zyda ka withdarw krwaty hain tu hmra account bhi banned ho jta hai es liye aghr hum daily base par aik trade lgaen or oska withdarw karen tu yah hmary liye sve rhta hai or aghr apki trade se apko 10 dollrs sez yda profit howa ai tu kbhi bhi 10 se zyda dollr ka withdraw na len zyda profit k liye apko thora thora yah profit ko 2 parts main withdraw krwa len ta k apko koi bhi masla na ho q k jub ap trading main zyda profit lety hain tu bad main apko bara loss face krna parh jata hai es liye apny profit ki ratio bhi manage karen jis main loss kam se kam hony k chances hon
      • #4 Collapse

        Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

        Jab hamain forex market main trade kerty huey profit hasil hota hai tou woh jitna bhi ho ham isko withdraw kerwa sakty hain kyun ky woh hamari apni earning hoti hai jo hamain forex market main trade kerty huey hasil hoti hai ham forex market main kabhi kabhi bahot acha profit bhi hasil ker lety hain jo equal to our investment balance bhi ho sakta hai tou aesy time per hamain purs profit akatha withdraw nehi kerwana chahiay ky agar ham aesi mistake kerty hain tou hamara account ban bhi ho sakta hai kyun ky hamain authorize nehi hai ky ham bonus account sy trade kerty huey aik hi time main more than thirty percent of balance ham withdraw kerwa sakain hamain agar forex market main trade kerty huey bahot acha profit hasil bhi ho jata hai tou bhi hamain tamam profit akatha withdraw kerwany ki bajaey thora thora ker ky withdraw kerwana chahiay ky jab hamain profit hasil ho jata hai tou hamain same profit ko withdraw kerwany main jaldi nehi kerni chahiay ky aesa na ho ham aik hi dafa withdraw ly ker account hi ban kerwa lain

        Skrill main tou kam jitni bhi amount withdraw kerwaty hain tou skrill accept ker leta hai lekin agar Bari amount ho tou aik hi dafa bonus per hamain withdraw nehi milta ky ham jesy hi Bari amount ka withdrae lagaty hain tou hamara account bahot jald ban ho jata hai hamain pehly tou bonus accou sy trade kerty huey bary profit ki taraf jana hi nehi chahiay ky thora thora profit hasil hota rehy aur ham same profit ko withdraw kerwaty rehain kabhi bhi ham Bary profit ka na sochain tou hamari trade continue chalti rehti hai
        • #5 Collapse

          Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

          Instaforex trading account se skrill account me profit withdraw karna ho to single withdrawal order ki koi limit nahi hay, skrill account verified ho ya na ho es se koi fark nahi parta hay, skrill account unverified ho to bank me jab ye money transfer ki jaye to limited money ko hi skrill se transfer ho sakti hay, real trading account ho ya bonus trading account jetna be profit ham withdraw karen gey ye single order me hi withdraw ho sakta hay, aur ye money skrill account me 1 tarha se wallet ki tarha safe rehti hay, koshish karen key skrill account ko jald se jald verify kar len agar skrill me hamari money zeyada ho jaye to account verified na hony ki waja se ye account koch time key ley suspend ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

            Dear friend agar aap real account se withdrawal Lena Chahte Hain To kam se kam Shakal Mein withdrawal $5 Tak ka liya Ja sakta hai aur mere Khyal se yah bahut hi Achcha withdrawal system hai jisse aap kafi Achcha benefit Hasil kar sakte hain jaise ki aap kam se kam withdrawal Le sakte hain aur uske alava use amount ko Apne jazzcash account mein bhi transfer kar sakte hain jaise ke Hamare Pakistan mein Jazz cash account local currency account hai to isliye skrill Ek International account Hai Jiski help se Ham apni country Mein payment exchange Kar Ke Hansi kar sakte hain to isliye skrill account Bhi Ek bahut Achcha Kaun Hai Aur Forex trading mein instaforex se kam se kam Ham 5 dollar ka withdrawal Le sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

              Jab Hamen forex market Mein trade karte hue profit Hasil hota hai to vah jitna bhi ho Ham isko vid rape Karva sakte hain Kyunki vah Hamari apni earning hoti hai jo Hamen forex market Mein trade karte hue Hasil Hoti Hai Ham forex market mein kabhi kabhi bahut accha profit bhi Hasil kar lete hain Jo equal tu aur investment balance bhi ho sakta hai to isi time per Hamen Purush profit ekattha Vitran Nahin karvana chahie ki agar Ham is market Karte Hain To Hamara account band bhi ho sakta hai Kyunki Hamen outhorize nahin hai ki Ham bonus account se trade karte hue ek hi time mein Mor 10:30 fraction of balance Ham with Karva sake Hamen Agar forex market Mein trade karte hue bahut accha profit Hasil bhi ho jata hai to bhi Hamen Tamam profit ekattha with karvane ki vajah Thoda Thoda Karke with karvana chahie Ke Jab Hamen profit Hasil Ho Jata Hai To Hamen same profit kavitri karvane Mein Jaldi Nahin Karni chahie ke Aisa Na Hoke Ham ek hi dafa drapes Lekar account hi band kar wale
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Real trading account say skrill pay aik single withdraw maximum kitna kia jaa sak

                As-salamu alaykum Jab Hamen forex market Mein trade karte hue profit Hasil hota hai to vah jitna bhi ho Ham isko wide Roop Karva sakte hain Kyunki vah Hamari apni earning hoti hai jo Hamen forex market Mein trade karte hue Hasil Hoti Hai Ham forex market mein kabhi kabhi bahut accha profit bhi Hasil kar lete hain Jo ke investment balance bhi ho sakta hai to isi time per Hamen main Pravesh profit sikhata Agar Ham is market ko open karte hain to hamare account band bhi ho sakte hain Kyunki Hamen outhorize nahin hai ki Ham bonus account se trade karte hue ek hi time mein Mor fraction of balance Ham Bhi Karva sakte hain Hamen Agar forex market Mein trade karte hue bahut accha Parvat Hasil bhi ho jata hai to bhi Hamen Tamam per feet ekatthe with Karva ke vajah Thoda Thoda Karke bhi drivol karvana chahie ki Jab Hamen per feet Hasil Ho Jata Hai To Hamen same profit Karva quality karvana Hai Main Jaldi Nahin Karni chahie Ki Aisa Na Hoke Ham ek hi dafa drips Lekar account hi band kar den

                اب آن لائن

                Working...
                X