jaiza : greed is the big enemy of traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : greed is the big enemy of traders
    forex mai jab hum lalachi ban ky kam karty hain t hamy loss ho jata hain hamara account baned ho jhata hain hamy loss ky bad saber karana ho ga ham next time apne mistake ko avoid kar ky kama karna ho ga pher he hum acha bonus kma saky gy forex aik legal business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai dya mai be kam kar sakty hain hum is mai agara bager leanning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana ar kam kari sakty hain forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana skty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta ain or hamy earning be deta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

    G ha dear agar ap ne ais market ai trading karni hai aor aus k sath sath ap ne ais market mai kamyab hona hai to aus k liay ap ko ais market mai aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se hi kaam karna chaye agar ap ais market mai lalch kary gay to ap ko ais market mai faida ga kun k agar ap koi trade lagaty hai aor aus par ko loss ho bhi jaye to ap aus loss ko asani se recover kar skaty hai kun k ap k trading plan k hisab se ap ko pata ho ga k ap ne ais loss ko recover karna hai to kaisy ais ko recover kary gay jis se ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai kaam sekh lena chaye aor ais mai kabi lalch ni karna ap ko hamesha ais market mai discipline k sath kaam karna hai tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

      ji Bhai aapane bilkul theek kaha Forex mein agar aapka koi dushman hai to vah agreed hai agar aap ismein knowledge karte Hain to usse aapko losin vaishno fayda nahin hoga isiliye aapko French mein kam karne ke liye ismein knowledge nahin karni chahie balki apne Express ke sath kam karna chahie kyunki jitna jyada experience istemal karenge aur jitni jyada is mehnat karenge utna hi aapko fayda hoga for accept legal business Karne waleismein sirf mehnat karne wala hi kamyab hoga aur jiske pass experience hoga aur jo market ka ilaj karta hai ismein time spend karta hai ismein ful confidence pesa trade per apni mistake se sikhen fir bhi aap kamyab honge aur aapane yah baat bilkul theek ki hai agar aap ismein lalach karenge to aap ismein loss kar sakte aur apna account bhi ho aaj karva sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

        Hamain forex market main trade routine ky mutabiq kerni chahiay taky hamain agar kam hi profit hasil hota hai tou hota rehy hamain forex market main trade kerty huey kabhi bhi small balance per trade kerty huey bary profit ka sochna nehi chahiay jab bhi ham Bary profit ka sochty hain tou ham koi bara risk bhi ly lety hain jab ham kisi bhi pair main bari lot use kerty huey trade open ker lety hain tou hamary account bahot jald wash bhi ho jata hai hamain kisi surat bhi aesa nehi sochna chahiay ky hamain short time main bahot acha forex sy profit hasil ho sakta hai specially jab ham forex market main gold main trade ker rehy hoty hain aur hamain bahot acha chance bhi milta hai ky ham trade open kerain tou hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai tab bhi hamain forex market main minimum lot use ker ky trade open kerni chahiay ky aesi bhi ho sakta hai ky ham chance per bara risk lain tou hamain bara loss bhi ho jaey

        Agar hamain forex market main continue trade kerty huey acha profit hasil ho raha ho tou hamain isi profit per trade continue rakhni chahiay hamain kabhi bhi bara profit hasil kerny ki koshish nehi kerni chahiay warna ham normal trade sy hasil hony waly achy profit sy bhi reh jaen gy jab bhi ham lalach main aa ker Bara risk lety hain tou hamain bara loss ho jata hai jis ko recover kerna bhi bahot mushkil hota hai agar ham loss ky bahd bhi Bari lots use ker ky trade continue kerty hain loss ko recover kerny ky liay tou hamara account hi wash ho jata hai

        Forex market main earning ki bahot bari opportunity hai lekin ham jab same opportunity sy faida hasil kerny ky liay Bara risk lety hain tou yehi bari opportunity hamary liay bara risk ban jati hai hamain hergiz lalach sy avoid kerty huey trade continue kerna hogi hai taky hamain forex market main continue trade kerty huey kuch profit hasil hota rehy aur ham account wash ya Bary loss sy bhi bachy rehain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

          Forex trading business me traders ka big enemy siraf greed karna hi nahi hay emotional hona be greed key sath traders key ley enemy samja jata hay, greed ko jetna be avoid kia jaye traders key ley ye possible hi nahi key es se jan bacha saken, market traders ko acha profit earn karny ka bahot lalach deta hay, esy traders jo profit target ki setting nahi karty un key ley greed ko avoid karna bahot mushkil ho jata hay,

          greed traders ko bahot nuksan deta hay profit key trades be loss me greed ki waja se close ho sakty hey aur account wash be esi waja se ho sakta hay, lalach karna kesi be profession me faida nahi de sakta hay aur Forex jesy business me greed ko traders key ley dushman hi samja jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

            Greed trading mai aik aisa masla hai jo her trader ko. Kisi na kisi moqay pay face kerna parta hai. Forex mai traders jab bhi apni limit aur zarurat say barhtay hain tou wahi say greed shuru hojata hai. Forex trading business mai tarders mukhtalif strategies ko us ekertay hain aur koshish kertay hain kay kisi bhi wajah say greed ko beech mai na anay dia jaey. Forex trading mai traders jab market mai bohat tez movement daikhtay hain aur uss ko achay tareekay say monitor nahi kertay aur ziada profits bananay kay liye jaldi mai ziada lot size kay saath order place ker laitay hain tou unhain loss bhi ho jata hai kiyu kay kuch movements sirf sudden hoti hain aur phir reverse bhi usi waqt ho jaati hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

              Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai agar Forex trading mein aap lalach karte hain to aap kabhi bhi kamyabi nahin kar sakte Kyunki Forex trading Ek Aisa market jismein aapki Thodi Si laalach aapke account ko bache kar sakti hai to isliye Hamesha Soch samajhkar trade Karni chahie aur Hamesha Apne target ko set karke hi trading Karni chahie aur trading Mein lot size kam rakhen aur 0.01 ki lot Se Hi Har trade prayog Karen Taki aapko Jyada loss Na Ho aur aap Achcha profit Hasil kar sake to isliye Hamesha Apne Lala ko Dur karte hue trading Karen Taki aap acchi earning Hasil kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading jasa k ham sb janty han k ye aik difficult or risky business hy is m agr ham lalich krty han to hamy kuch hasil ni hota forex trading main lalichi traders ki koi jga ni is liay hamy koshish krni chaiy k ham lalich sy bach kr forex m trading karan forex aik asa unique business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy is m khas kr new traders is soch k sath aty han k wo yahan sy bagar mehnat kiay bot km arsy m bot sa pasa kma kr jaldi sy ameer ban jain gy mgr forex m successful hona asan kam ni hamy ye lalich zahn sy nikal kr forex m kam krna ho ga k ham ny bot zyada earning karni hy hamy lalich sy bach kr trading krni ho gi tbi ham kuch hasil kr sken gy
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

                  g han bhai jan ap ny bikul sahi kaha hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main greed aik boht bari bhala hai or har trador k liye yah boht bari eney hai es liye hmain chahye k hum aghr chahty hain k hmain kamybhi mily tu hmain zyda se zyda mahnat karna hogi jis ki base par hum achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain es liye apko forex main lalach ko khtm krna hota hai q k lalach se apki tradng ability bhi boht buri trha mutasir ho jati hai or hmain nakami hoti hai loss bhi face krna parha hai es liye lalch ko khtm kar k trading karen jis se apko loss bhi kam se kam ho ga or ap kamyab bhi ayse hota hai es liye hmain chahye k hum llach ko door rah kar trading karen or miyari trading karen jis se hmain acah profit mil skay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : greed is the big enemy of traders

                    Assalamu alaikum dear friend ji han bilkul Lalach ek bahut hi buri Bala hai lalach karne se hamesha hamara nuksan hota hai aur hamen yah hamesha loss ki taraf ly ky jaati haijaise ke kabhi kabhi hamari ek trade profit mein ja rahi hoti hai to Ham use close nahin karte aur sochte Hain ki thoda aur profit Ho jaaye to yah ek kisam ki greed hai agar hamen ek achcha profit hasil ho raha haito hamen more profit hasil kar lena chahie aur date ko vahan per close kar dena chahie lekin Ham aisa nahin karte aur grade mein a jaate Hain ki thoda profit aur Ho jaaye to profit hone ki wajah hamen nuksan ho jata hai aur bad mein Ham soch rahe hote Hain ki yah humne kya karti hai to iske liye greed bilkul nahin karni chahie iske alava bhi aap accha profit hasil karne ke liye take profit ka use kar sakte hain take profit se aap bahut hi achcha kam kar sakte hain aur lalach mein aakar jyada badi amount ki loot nahin lagani chahie utane hi maut ki loot Le Gai kitni aap phone kar sakte hain aur kam se kam risk wali trade Karen Taki aapke Los ke chances kam ho jaaye agar aapko loss bhi ho to jyada badhiya Mohan Carlos Na Ho aur itna Krishna rakhe iske alawa stop loss ko use karke aap ko aur kam kar sakte hain kyunki isase aapki trade loss mein jaane se pahle hi close Ho jaati hai to uska bahut bada hai to stop loss lazmi use Karen stop loss aur take profit ka use karke aap ek bahut hi acchi aur fast earning kar skty Hein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X