Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?
    Pak forex forum pay contest mai posting kay Doraan spelling mistakes ka khayaal rakhna kiyu zaruri hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

    Dear jab hum ais forum par kaam karty hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k hum ais mai koi thread lagaty hai ya post karty hai aus mai spelling aisi honi chaye jis ki samjh her kisi ko samjh aa jati hai agar ap ne ais mai koi post karni ho to aus par ap aisi wording use kary jis ko parh k her koi asani se samjh jaye agar ap ne ais forum par bahot zayda mistakes ki to aus ki waja se ho sakta hai jo ap ki post ko parhy aus ko samjh hi na aye ais liay ap ko chaye k ais mai spelling ka khayal rakhy agar ais mai bonus mily to atna mil jaye jis par ap asani se trading kar ley agar ap ais forum par acha kaam kary gay to ap ko ais mai acha bonus mil jaye ga agar ap ais mai fazool posts kary gay to aus par ap ko atna zayda bonus ni mily ga.
    • #3 Collapse

      Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

      dear member Forex forum my Hamen posting aur Threads karte waqt spelling mistakes ka Khas kya Rakhna chahie aur koshish Karni chahie ki mistakes is Hafte Tak Hogi aapko easily wording ki samajh a rahi ho Agar Hamari mistakes jyada ho Jiski vajah se Hamen post aur treads ki samajh Nahin a Rahi understand Nahin ho rahi To Hamen Aisi post Nahin Karni chahie aur apni spelling mistakes ko recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jitna Jyada Ham apni mistakes ko recover Karenge utna Jyada Ham easily Forex form Mein Achcha bonus Hasil kar sakte hain koshish karen ki Jyada Se Jyada bonus Hasil karne ke liye mehnat Karen aur apni spelling mistakes ko recover karne ki koshish karen third karne ke bad read karke hi post Karen kabhi bhi without read post na Karen sometime Hamari post on Threads main Zyada mistakes Hoti Hai Jiski vajah se Hamari post count Nahin Hoti aur Hamen bonus Nahin Milta aur Hamara time bhi waste Hota Hai isiliye koshish Karenge Apne time ko manage Karen aur apni mistakes ko recover karne ki koshish karen Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

        Contest main spelling mistakes bahot zyada matter kerti hain ky hamari post ki rating spelling mistakes ki waja sy down ho jati hai jis waja sy hamain contest main ki jany wali post per bhi acha bonus hasil nehi hota agar ham chahty hain ky hamain contest main posts kerty huey acha bonus hasil ho saky tou hamain spelling mistakes sy avoid kerty huey contest main posting kerty rehna chahiay ky hamari aesi posts hi contest main quality posts count hoti hain jin main spelling mistakes minimum hon ky contest main bahot achi post hoty huey bhi agar spelling mistakes wali hai tou ho sakta hai uska standard itna zyada down ho jaey ky woh contest main bonus ky liay count hi na ho saky

        Normal forum main tou ham jab posting ker rehy hoty hain tou hamain normal roman Urdu main posts kerny per bahot sari spelling mistakes ka samna Kerna perta hai jab ham forex forum main posting start kerty hain tou hamari posts main bahot zyada mistakes hoti hain lekin spelling mistakes being new forum members koi meaning nehi rakhti lekin Jesy Jesy ham forum main senior members banty jaty hain tou hamari mistake bhi kam hona shoru ho jati hain so hamain contest main participate bhi tab hi kerna chahiay jab ham forex market main trading ka bahot acha know hasil ker lain jab ham senior trader ban jaty hain tab hi hamain contest main participate kerny aur achi posts kerny per acha bonus bhi hasil ho sakta hai

        Yahan ham jo roman Urdu main posting perty hain tou her koi apny apny spelling use kerta hai aur jo word ko write kerny ky liay same word ko type kerny ky liay her kisi ky spelling alag alag hoty hain tou ham aesa nehi keh sakty ky kisi ki spelling mistake hai her kisi ky spelling accepted hoty hain tou normsl forum main spelling mistakes chal jata hain lekin contest tou hota hi isi liay hai ky ham spelling mistakes sy avoid kerty huey contest main posts ker sakain taky hamari posts top position hasil kerain aur hamain contest main bhi bahot acha bonus hasil ho saky
        • #5 Collapse

          Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

          Spelling mistakes khayal bahot hi zeyada rakna chaye es ki waja se posts aur threads ki quality kharab be ho sakti hay, agar kesi member key posts me had se zeyada mistakes hon gi to koi be es posts ko na asani se read kar saky ga na hi es ko samaj saky ga, es ley esy posts par members thanks be nahi den gey, apny har posts aur threads ko bar bar hi read karny chaye ta key es me spelling mistakes ko khatam key jaye, jo members spelling mistakes ka bahot khayal rakty hey esy members key ley threads aur posts ki quality ko maintain rakna be bahot asaan ho sakta hay, aur bonus be esy members ko month key end me bahot acha mil sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Pak forex forum pay contest mai posting kay Doraan spelling mistakes ka khayaal rakhna kiyu zaruri hai?
            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha jab bi ap posts karny to spelling mistakes ka Khayal rakhna is ley zarori ha k jab koi ap ki post ko pary ga to ap ki spelling Tek Ni hon gy to parny waly ko samj Ni aay ge to phr ap ka post karny ka koi fayda Ni rehta ha is ley humy chae ha k hum log proper dakh k or har lafz dakh k liken Jo sab ko samj aay or forex trading main successful hony k ley humy apna full knowledge or experience share karna ho ga tab he hum kamyab ho sakeny gy jtna ap acha post karny gy to us pe ap ko likes or thanks bi mileny gy to ap ko is tahra ziada sy ziada bounce hasil ho ga is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience share karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

              Behtarin jawab ke contest mein Jab aap log kam karte Hain to yahan per aapko rules and regulation ko follow karna parta hai. Agar aap behtarin jawab ke contest ke rule ko read karen to vahan per aapko is baat ki bhi tambi ki gai hai ki aap spelling errors ko remove karke post Kiya Karen. Agar normal Koi chhoti si mistake hoti Hai to koi baat nahin kyunki yah Hamari apni language Urdu mein post hoti hai lekin agar koi English ka word use hota hai to usmein zarur mistake ko clear kar liya Karen. Forex trading aik technical business hai aur aapne chahe forum ho ya trading Ho technical tarike se handle karna hai tab hi aap kamyabi Hasil kar sakte hain. Behtarin jawab ke contest mein zyada bonus Hasil karne ke liye aapko quality ke sath sath quantity ka bhi khyal rakhna padega tab jakar acchi Karni asel hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                Ji han aapka bilkul theek hai agar aap posting kar rahe hain to acche spelling ke sath Karen aur slow slow typing Karen Kyunki dusre Logon Ko Bhi acchi Tarah Se samajh sake Kyunki jyadatar Logon ke jawab ISI Tarah Hote Hain Ki dusre Logon Ko uski Zara bhi samajh nahin aati isliye Aastha Aastha aur slow alow Kare aur acche Alfaaz Ka istemal Karen jisse Sabhi Logon Ko fayda ho sake aur sab log use Sawal ko acchi Tarah Se samajh sake
                • #9 Collapse

                  Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                  Behtarin jawab ke contest Mein Jab aap log kam Karte Hain To Yahan per aapko rules and regulation ko follow karna padta hai agar aap histry Jo Aapke Kaun test ke rules Karad karen to vah vahan per aapko is Baat ki bhi Thambi ki gai hai ki aap spelling errors ko remove Karke post Kiya Karen Agar normal Koi Chhoti Si mistake Hoti Hai To koi baat nahin Kyunki yah Hamari apni language Urdu mein post hoti hai to usmein Jarur mistake ko clear kar liya Karen fracturing Ek technical business hai aur apne chahie form ho ja trading Ho technical tarike se handle Karen tab hi aap kamyabi Hasil kar sakte hain behtarin jawab ko contest main Jyada bonus Hasil karne ke liye aapko quality ke saath 60 quantity ka bhi Khyal Rakhna padta hai tab hi jakar acchi Karni asel hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                    Forex main hamne chaheay ky ham khas taur par Puri trah sy ham Forex market n spallings Ka khyal rakhen spallings ki mistaks bag n honi Chaheay hamary main hamne chaheay ky ham Forex main mehnat AUR Lagan ky sath Kam Karen aur hamen Chaheay ky ham Forex main Dil sy Kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                      Dear friend Pakistan forex forum main humy maximum acha knowledge or jtni information ap k pass ho topic k related to ap ko share karni chae ha ta k sab members ko is sy fayda ho or is baat ka khayal rakhen k is main Jo likh asa likhen k parhny walun ko ahsani sy samj aa jay is k ley humy spelling ka khas khayal rakhena ho ga or forex trading main behtar planning or strategy sy ache trading kar saken gy is k ley humy proper learning or practice karni ho ge ta k hum easily samj saken Pakistan forex forum sy Jo bi seekeny or samjeny woe hum log ap ko ahsani sy bta saken jtna hum aik doary ko knowledge share kar dan gy to humy utna he fayda ho ga humary new dostun ko acha knowledge hasil ho ga or in sy humy bi fayda ho ga jab humy wo likes karny gy to humy bounce bi ziada mily ga is ley humy chae ha hum spelling ki galti na karny warna kisi ko samj ni ani ha or na he kisi ko fayda hona ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                        Bilkul aapane theek kaha hai ki Hamen padhaai Mein kam karne ke liye bol diya tha maine ki jarurat hoti hai agar aap Yahan per quality quality Ka Khyal Nahin Rakhenge to aapko block kar sakta hai aur Sabse Badi Baat jaise ki aapane kahi hai ki Hamen spelling mistake Nahin Karni chahiye spelling mistake ho sakta hai aur Forex main loss bear ni kia ja sakta
                        • #13 Collapse

                          Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                          humen chahye hein k hum jab be ready krna shuru krey tgo humen spelling ki mistakes k bohat zayda khayal rakhna hoga is sy logo ko humaroi post k bary main samjh nhi aae gi is liya dhyean he rakhna chahye hein
                          • #14 Collapse

                            Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                            g bhai jahan tak forum main post kartay howay spelling check ka sawal hai tu maira nai khiyal yeh cheez koi itni khas maani rakhti hai because hum roman english main answer daitay hain tu roman english ka koi speling check tu hota nai haan albata humay is ko for granted bhi nai laina chahiyay aur koshish karni chahiyay kai apna jawab aisay likhay kai parhnay walay aur admin ko ap kai likhay howay jawab ki sahi tarhan say samajh ajani chahiyay warna is forum ka maqsad pura nai ho ga aur jo post clear nai hon gi un ka ap ko bonus bhi nai milay ga. Waisay main nay abhi tak nai dhaikha kai koi bhi member spelling ki is qadar galtiyan kar raha hon kai us ki post ko spelling ki base per delete kiya ja raha ho tu humay is cheez ki zaida tension nai laini chahiyay aur mehnat kartay rehna chahiyay lakin apna jawab behtreen say behtreen daina chahiyay takay takay contest ko jeet kar aik achi bonus ki amount ko win kiya ja sakay jo kai totally withdrawable hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Spelling mistakes ka khayaal rakhna Kitna zaruri hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Pak forex forum pay contest mai posting kay Doraan spelling mistakes ka khayaal rakhna kiyu zaruri hai?
                              Pakistan Forex forum per Jab Ham posting karne Aate Hain To spelling mistake ka bahut jyada Dhyan Rakhna padta hai Kyunki jab tak aap ke spelling hi theek Nahin Honge to aap ki post ko koi bhi understand nahin kar sakega isliye koshish Karenge Jab aap ek post complete kar lete hain to sabse pahle aap usko red Karke check Karen agar koi spelling mistake ho to aap uski correction Mein ke bad hi use post Karen Kyunki spelling mistake ki vajah se aapka bahut hi jyada bonus cut Kiya jata hai isliye maine jo aapko Tarika bataya hai vah bahut hi Jabardast Tarika hai agar aap is tarike se kam Karenge to thoda time Jyada lagega lekin aap ko bonus Kafi Achcha mil jaega
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X