Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?
    Long term trades ky account main balance kafi zyada hota hai jabky kam balance waly forex market main scalping ko hi priority dety hain lekin dono main sy kon forex market main zyada active ho ker trade ker raha hota hai long term traders ya scalpers?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

    Dear agar dekha jaye to ais market mai scalpers her time market mai active hoty hai kun k wo ais market mai bahot zayda trades lagaty hai aun ka target thora sa hota hai jab wo ais market mai trade lagaty hai to aus ko thory se profit mai close kar dety hai aor wo ais market mai her time achi trades dhondh rahy hoty hai k market aun ko koi trade dey aor wo trade laga k aus se thora sa profit le k side par ho jaye agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai trading strategy k hisab se trade karni chaye tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai long term par kaam kary gay to ap aus mai aik trade laga k ap aus ko kafi zayda time tak hold rakhty hai tab ja k ap k account mai aus ka target achive hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

      Long term trading aur scalping trading

      Forex market me long term trading aur scalping trading styles me bahot difference hota hay, market me situation key mutabeq agar long term trading be ki jaye aur scalping trading be kesi mutabeq trading ki jaye to dono style key sath trading karna traders ko kamyab bana sakti hay,

      professional traders scalping trading karna es ley zarori nahi samjty key jab market ko fundamental analysis se wazahat ki jaye to per long term trading karna hi best ho sakta hay es condition me jab traders ko yakeen ho key market long movement kar sakti hay to scalping trading karna koi faida nahi ho sakta hay, scalping trading esy traders bahot zeyada karty hey jen ko profit earn karny ki bahot jaldi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

        Forex mai scalper aur long term traders dono he active hotay hain. Aur long term traders scalping bhi ker laitay hain issi tarah scalpers long term trading bhi ker laitay hain. Ye market ki situation pay depend kerta Hai. Forex trading aik world wide business Hai jiss mai traders bohat si strategies aik time mai he apply ker rahey hotay hain. Market mai movement kay hisaab say aur apnay account balance kay hisaab say scalping bhi ki jaati hai aur long term trading bhi ki jaati hain. Scalping kay liye Tarders ko bohat ziada learning aur knowledge ki zarurat hoti hai kiyu kay scalping mai news, analysis, trends aur signals ko monitor kerna aur unhain samajh kay unn say faida uthana bohat zaruri hota hai kiyu kay scalping kernay kay liye market mai moqay miltay rehtay Hain jinn say faida uthana laazmi hota hain nahi tou earning pay kaafi faraq parta hai
        • #5 Collapse

          Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

          dear forex trading main aghr dekha jay tu scalpers kafi acte hoty hain q k scalpers ki jo trading hoti hai wo short term main hoti hai or wo apny target ko short tme par achive kar k market se nikal jaty hain es liye aghr dekha jay tu en ki tadad long term trading karny waly tradors se zyda hoti hai es liye wesy bhi ha mambers apni trading ability ko madhe nazar rakhty howe apni trading karty hain qk jis ko jis trading expiernce ka zyda pta hai osi main he wo trading karty hain es liye aghr hum bat karty hain k hmain hmari trading main zyda kis point ka pta hai or expierne hai hum osi ko he apni trading ka hisa bnaty howe trading karengy.
          wesy bhi forex trading main na tu short term trading risky hai or na he long term q k jub hum trading karty hain tu hmain market k according chlty howe apni rading main ters ko use krna hota hai jis se hum apni trading ko boht achi trha se manage kar k trading kar skty hain or kamyab ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

            Bro Meri nazar mein 2no he best Hain scalping bhe air long term trading bhe kyn k Jin trader k pass itna acha capital nahe hota wo scalping kr k he Kam krten Hain Aur Jin traders k pass capital acha Hota hai wo long term trade ko he tarjeeh deten hain, forex mein jaha se bhe profit mile os cheez ko tarjeeh Deni Chahye, tbhi acha profit earn kiya ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

              Ham Logon Ko market Mein Zyada Se Zyada kam karna hoga ham log Jitna Jyada kam Karenge Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log market mein jyada Se Jyada kam Karen Taki ham log market se acche profit banaa sake aur ham Logon Ko market Mein kamyabi mil sake
              • #8 Collapse

                Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

                forex aik acha business hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex aik bohat bara busness hain hum is mai expert ban ky jab market ke movment ko samj kar sacpling karty hain to hamy kamaybe hasl ho jate hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be det ahain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is maai agar bger leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik bohata bar busenss hain forex aik asa business hain jo ky kabe be badnd nahi ho sakta hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

                  ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya lekin ek baat main aapko batata chalo jo bhi ismein kamyab hona chahta hai to isko iski market mein active rahana hoga aur aapane yah baat ki ki long term trade short term trading mein se kaun jyada active rahte Hain to donon hi jyada active rahte hain kyunki agar kisi ne profit hasil karna hai aur iske bare mein experience lena hai to usko active rahana hoga lekin ine donon mein se jyada scalping wale active rahte hain kyunki unki trading thodi der bad change hoti hai thodi der mein band hoti hai aur open hoti hai to unko ismein jyada active nahin hota hai lekin login trading wala apna proper plane set karke Koi aur bhi kam kar sakta hai aur vah trading mein jyada active nahin rah sakta lekin vah Express ke sath Hi Kam karke ismein kamyabi hasil kar sakta hai aapane yah bilkul theek Karne wale Hain kyunki unkoaur unko thodi der bad apni trade change karne hote hain tab hi usmein kamyab hote hain aur experience ke base per aap kuchh bhi kar sakte hain Forex mein
                  • #10 Collapse

                    Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

                    market main scalping trading karny waly ziada active rehty hain kyon ky wo choty time frame main kam karty hain jis ki wajah say un ko bar bar apni trade ko dekhna parta hai aur bar bar koi new signal dekhna hota ky kahin koi signal tu nahi mil raha aur long term trader asa nahi karty hain wo aik trade lgany ky bad phir 4 say 8 hour main apni trade ko dekhty hain forex trading main long term trading risk free hoti hai aur es ky sath sath ap apna koi other work bhi kar sakty hain aur long term main he ziada accuracy hoti hai jis ki wajah say ham long term trading ko ziada focus karna chahea es main risk bhi kam hota hai jis say ap aik risk free work kar ky aik achi earning kar sakty hain es lea forex main ham ko long term trading ziada behter rehti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
                      Long term trades ky account main balance kafi zyada hota hai jabky kam balance waly forex market main scalping ko hi priority dety hain lekin dono main sy kon forex market main zyada active ho ker trade ker raha hota hai long term traders ya scalpers?
                      .kia Forex trading market Mein skating Karne Wale traders Jyada hote hain aur long time trading Karne Wale traders kam hote hain Kyunki bahut Sare new traders ke hote hain vah yah try karte hain ke shelving ki Jaaye aur small profit Banakar apni friend ko close kar diya Jaaye Jin traders ka experience Jyada hota hai vah long term trading karte hain aur long term trading Karke Achcha profit banane ki koshish Karte Hain aur Aise membership bahut hi kam Hote Hain lekin Yahi log successful Hote Hain Jab aap long term trading karne Ke Kabil Ho Jaate Ho To aap is se bahut jyada earn kar sakte ho scalping mein aap risk bhi lete ho lekin trading Karke Itna profit bhi Hasil nahin kar sakte isliye yah try karna Achcha Hoga ke long term trader banaa Jaaye lekin iske liye apne aap ko time do
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market main scalpers zyada active hoty hain ya long term traders?

                        forex market main mere khayal ky mutabik scalper ziada hoty hain ju ak he din main apna aik target set karty hain aur aik he din main trade main profit lay kar out ho jaty hain ager ham apni tarf he dekh lain tu ham bhi forex main ziada din apni trade ko hold nahi rakh sakty hain ham ko ager thora sa bhe profit milta hai tu ham apni trade ko foran close kar daity hain aur new signal tlash karty hain esi tarah say ziada tar trader forex main scalping he karty hain aur wo aik he din main apni trade ko close karny ka plan karty hain aur aik he din main apna profit laity hain es say jin ky big account hoty hain un ko boht ziada faida hota hai jiss say wo forex main kamyabi jaldi hasil karty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X