Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?
    Forex trading business aik brain game bhi hai. Kiyu kay Tarders her waqt mentally busy rehtay hain. Aap kay khayaal mai aim tarder ko psychologically Kitna strong hona chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

    Forex market hamain psychologicaly trap kerti hai ky jab hamain sure ho jata hai ky market ab usi direction main move kery gi jis main ham soch rehy hain tou aesy hi ham trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai agar aesy time per jab hamain sure ho ky market hamari favour main hi move kery gi tab ham apny psychology ko control main rakhain aur trade open na kerain tou hamary liay yehi behter hota hai ky ham bari loss sy bach jaty hain her trader ko psychologicaly strong hona chahiay warna ham lalach main aa ker Bari lot size sy trade open kerty hain tou hamain bara loss bhi start ho jata hai jab hamain lag raha ho ky market hamain trap ker sakti hai ky hamain yaqeeni profit nazar aa raha hai jo hota nehi hai asal main tou aesy time per bilkul bhi trade enter na kerain warna bara loss hony per loss ko recover kerna bhi mushkil hota hai

    Aesi situation main jab hamain lag raha ho ky market hundred percent sell hony ja rehi hai tou hamain sell ki trade open kerny per bhi loss hi hona shoru ho jata hai jo increase hota rehta hai tou aesy time per hamain apni woh ky inverse trade open kerni chahiay ky agar hamain sure ho ky market sell main ja rehi hai tou hamain aesy time per buy ki trade open kerny main bahot acha profit hasil ho jata hai kyun ky ham market ky trap sy bach jaty hain jab her koi sell ki trade lagata hai tou market by tou sab sy pesy leny hoty hain tou market buy main move kerna shoru ker deti hai so hamain buy ki trade ho profit deti hai sell lagany per continue loss hi hota rehta hai

    Ham jab bhi forex market main trade open kerty hain tou hamari trade hamesha long time ky liay loss main hi kyun run kerti rehti hai iski yeh waja hoti hai ky hamain market psychologicaly trap ker chuki hoti hai jab ham trade achy analysis ky bahd bhi open kerty hain tou market hamari open trade ky against hi move kerna shoru ker deti hai so jab bhi hamain hundred percent sure ho ky market sell main jaey gi tou hamain buy main trade open kerni chahiay aur apny emotions per bhi qaboo rakhna chahiay tou hamain profit zarur hasil hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex waqai m aik aik mantily game hy q k is m kam karty hoay hamy mukmal zahni tor par hazir rahna prta hy jahan ham thori c gaflat karty han wahin hamy bhari nuqsan ka samna krna prta hy hamy psychology tor par hr wakt trading ki trf hi dhyan dyna hota hy q k forex trading aik bot bara or behad risky business hy is m hmari twja mantily kbi b idr udr ni honi chaiy jasa k ye aik mantily game hy to zahir hy hamy psychology strong hona bot zrori hota hy q k forex m trading krty hoay hamy loss ka samna b krna prta hy or hamy itna strong hona chaiy k ham loss ka samna karny k liay tyar hon or chez ko confidently handle kar k earning karna sekhan psychology strong hony m hi hmari kamyabi hy
      • #4 Collapse

        Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

        dear forex main syad ap ko pata ho ya na ho psychological ap ki trading main 50 % kam karti hai aur jiss technique ya method pay ap kam kar rahy hoty hain wo forex main sirf 20 percent he kam karti hai jiss ky pechy log bhagty hain uss ki working boht he kam hoti hai es lea forex main sab sy ziada jis chez par control karna chaheay wo app ki psychological level hota hai aur uss ky bad money mangement ki bari ati hai jiss ka forex main 30 % role hota hai es lea ap ki indicator ky pechy bhagny ki bjay ap ko pehly yeh sochna chaheay ky professional trader kis wajah say market main success hoty hain phir un ko dekh kar he ap ko forex main apni correction karni chaheay phir he ap success ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

          Jitna Jyada ham log market Mein kam Karenge Ham Logon Ko market ka itna Bhi Zyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada kam karna hoga Agar Ham Logon Ko market se kamyabi Hasil karni hai to
          • #6 Collapse

            Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forex trading business aik brain game bhi hai. Kiyu kay Tarders her waqt mentally busy rehtay hain. Aap kay khayaal mai aim tarder ko psychologically Kitna strong hona chaiye?
            Forex trading ka karobaar 1 bahut hi Jabardast karobaar hai agar Ham Kis Mein sakht mehnat ke sath kam Karte Hain Ham bahut hi jald is karobaar se Kafi acchi kamai kar sakte hain Har EK business ki apni psychology hoti hai aur iske liye Hamen use samajh na bahut jyada Zaroori Hota Hai Kisi Tarah is Karobar ko bhi pahle acche tarike se samajhna chahie Fir Bhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain iske liye Hamen sabse pahle Pakistan Forex forum per Jyada Se Jyada time Dena Hoga aur uske bad insta Forex ki taraf se Diye Gaye demo account per kam Karke Hamen iski acchi Jankari Hasil ho sakti hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

              assalamu alaikum dear friend aapane ek achcha sawal Kiya hai ek tere ko physically be fit hona chahie aur psychology ke liye bhi fit hona chahie itna pata hona chahie ki vah kisi bhi baat ki tension na liya Gaya main kabil ho jata hai to loss or profit business ke dohe Hain hamen profit hota hai vahan per hamen kabhi Na kabhi kahin na kahin bhi hona Hi hota hai to lost se kabhi bhi Na hichkachayen balke aap apne dost ko apni strength banaen aur isase sahmat hasil Karen aur apni galtiyon se Sikh kar bad mein jyada mehnat karke use galti ko theek Karen aur acche se trade Karen aur accha experience on all hasil Karen agar aapko accha experience on knowledge hoga uske vajah se aap galtiyan bahut kam karenge to ek acchi knowledge or experience ke liye aapko chahie ki aap Daman kaun mein kam Karen aap jitne acche se time account mein Dada time lagakar kam karenge aapko itna hi achcha experience knowledge house ho jaega aur jab ek achcha experience and knowledge Ho jaaye uske bad hi aap real account mein investment karke trading Karen Taki aap ek bahut hi kam time mein kacchi aur fast earning Kar paye
              • #8 Collapse

                Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

                Dear agar ap ne ais market mai trading karni hai to ap ko ais mai ye dekhna hai k agar ap ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par ap ko loss ho raha ho to wo ap bardast kar ley agar ap aus loss ko dekh k pareshan ho jaye gay to ap ais market mai apna hi loss kary gay ais market mai ap ne trade lagani hai to aus par ap ko sirf aik dafa analysis kar leny hai aor aus k baad aus trade k sath take profit aor stop loss lagana hai ta k agar market ap ki side par aati hai to aus trade par ap ko jo profit ho wo safe ho jaye aisy hi agar ap ais market mai stop loss k sath kaam kary gay to ap ko ais market mai kisi trade ki tension ni ho gi k ap ki trade loss mai gai hai aor aus ki waja se ap ka account wash ho gia hai ap ko ais market mai khud par control karna hota hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trader ko psychologically Kitna strong hona chaiye?

                  ji haan mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aap ko French mein kam karna hai to aapko psychology taur per bahut fit hona hoga kyunki psychology ismein bahut jaruri hai ya Farid ki game hai agar aapke pass ek accha dimag hai aur aap jaldi baton ka pic kar lete ho ram market ko samajhte hai to aap ismein profit abhi kar sakte hain ek successful trader hamesha psychology taur per bahut hi hota hai aur ismein jyada se jyada mehnat karta hai iski market mein aata hai aur vahi jaanta hai kyaroom market ka samay today update karta hai aur is profit asali karta hai isliye aapko experience ke sath sath aapko full confidence hona hota hai apni mistake se sikhana hota hai apne dimag ko control mein rakhna hota hai kyunki ismein aapka loss bhi ho sakta aur profit bhi jab aap Kal Ho Raha to aap ko jazbaati nahin hona na hi motion mein trade karni hai balki ismein experience ke sath kam Karen ful confidence ke sath trade Karen tab hi aap kamyab honge aur ismein lalach nahin karni

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X