kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?
    friends forex market main kia hamri learning ki ya experience hasil karny ki bhi koi limit hoti hai ya nahi forex main ky yeh bat sach hai ky es main jitna bhi sekh lia jay hamri learning kabhi khtam nahi hoti ha ham ap kia kehty hain es ky bary main ky forex main hamri learning kabhi khatam ho sakti hai ya nahi please sab friends share karian.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

    Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han bilkal forex trading aik behad difficult or risky business hony ki wja sy is m experience or limit ki koi had ni hoti hamy learning or experience hasil krna kbi b stop ni krna chaiy q k achi learning or experience k bagar ham trading m successful ni ho sakty hmari trading k mutaliq learning kbi na to khtam honi chaiy or na kbi rukni chaiy hamy trading karty hoay b sath sath learning jari rkhni chaiy ham jb new hoty han to trading sy pehly demo account bna kr us m practice kr k acha experience hasil karty han or jb real account main trading karty han to demo account m trading karna stop kar dyty han jb k hamy demo account ka istamal jari rakhna chaiy or sath sath experience hasil karty rahna chaiy isi tra learning k liay hamy forex forum m kam karty rahna chaiy is sy hum achi earning b sath sath gain karty jain gy
    • #3 Collapse

      Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
      friends forex market main kia hamri learning ki ya experience hasil karny ki bhi koi limit hoti hai ya nahi forex main ky yeh bat sach hai ky es main jitna bhi sekh lia jay hamri learning kabhi khtam nahi hoti ha ham ap kia kehty hain es ky bary main ky forex main hamri learning kabhi khatam ho sakti hai ya nahi please sab friends share karian.
      Forex trading Mein learning ki or experience ki koi limit Nahin Hai Kyunki Forex trading market ek hi data per mood nahin karti Jab Bhi Koi new news ya koi aur Vishwas hote hain to uska Forex trading market per effect hota hai for example Agar USA ki economy ab strong ho rahi hai to US dollar abhi strong Hoga Aisa Nahin Hoga ke last year ine Dinon mein USA ki economy strong hui thi to is Sal bhi USA ki economy Is Tarah hi strong Hogi Jaise Pichhle Dinon Mein hui thi Aisa Nahin Hota aapko market ki related latest news ko Janna hota hai Jiska market per bahut jyada effect Hota Hai hi Hamen market Mein trading karne ke liye latest information ki jarurat hoti hai jo aap old information aapke pass hoti hai usko use Karke nahin kar sakte successful trading karne ke liye aapke pass latest information aur knowledge Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai Tabhi aap acche trading kar Sakenge
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

        brother forex market main kabhi bhi ager sari life bhi hard work karty hain tab bhi ap 100 percent experience hasil nahi kar sakty hain kyon ky yeh aik international market hai es main learning ko complete hasil karna he na mumkin hai es lea ju bhi trader es main kamyab hoty hain us ka matlab yeh nahi hota hai ky un ko loss nahi hota hai un ko bhi sath sath forex main loss hota hai mager un ka loss un ky profit say kam hota hai jiss ki wajah say wo trading main profit main close hoty hain es lea forex main ap ko yeh bat kabhi bhi nahi bholni chaheay ky ap es main kuch arsa laga kar 100 percent success ho chuky hain ap ko learning ko nahi rokna chaheaa gr ap success bhui ho jaty hain tab bhi forex main ap ko learning ki zrorat aprti rehti hai .
        • #5 Collapse

          Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

          Yeh baat bilkul such hai kay forex business mai learning kabhi khatam nahi hoti. Kisi bhi business ki baat ker li jaey tou learning kabhi khatam nahi hoti kiyu kay her roz. Aik new situation saamnay aati rehti hai. Jiss kay liye business kernay waley ko her waqt kuch na kuch new sekhna hota hai uss kay baghair market mai survival he nahi ho sakti hai. Forex tarding business pay bohat si cheezain apna bohat deep impact choti hain jiss ki wajah say her waqt traders ko market say, news say, trends say aur expert opinions say touch aur update rehna parta hai. Iss liye trader ki learning aur knowledge aik na khatam honay wala silsala hai aur issi tarah skill improvements aur experience ki bhi koi limit nahi hai
          • #6 Collapse

            Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

            forex aik acha business hain hamy acha expeirence gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasisa kama saky gy forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han is mai kam karny kyliye hamy kise be ofice mai jany ke zarort nahi htoe forex aik world widde business hain h um is mai agar greeyd ban ky kakm kary gy to hamy loss ho jy ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahai hota forex aik acha business hain is mai usa or china or new yok jays bary bary mumalik sahml hain forex pakistan mai legal buisnes sban cuka hain hum isy apna lofe time career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

              Dear main khyal say agher ap ki sari umar bi guzar jay to pher bi ap forex ka knowledge complete nai kar sakty hai han ap ka knowledge main hezafa hota jay ga aur ap ki trading skill aschi hoti jay gi koi bi trader ya nai kah sakta ka us ka pass forex ka mukamal knowledge hai expert trader say bi kahi na kahi mistak ho jati hai jas say expert trader ko bi loss ho jata hai dear forex trading ka knowledge boht washi hai ap as ko jata zyda time do gay ap ka knowledge main hezafa hota jay ga as lay ap ko her waqt market ka sath tach rahna zarori hai agher ap daily market ki update nai lay gay to ap kamyabi say tarding nai kar sakty.
              • #8 Collapse

                Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                Ji han aapki baat bilkul theek hai Forex trading Aisa business hai agar aap ismein lifetime learning bhi Hasil kar lo tab bhi aapke liye Itni Baat Nahin Kyunki Forex trading Ek samander hai ismein aap Jitna Dar Karenge jitni mehnat Karenge utna hi Achcha aap is profit Hasil kar sakte hain isliye Forex trading co Ek Achcha business samajhkar ismein hard work Karen Jyada Se Jyada experience Hasil Karen Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Forex trading ko acchi Tarah Se Jab aap learn kar lenge to aap is Samay bahut hi accha profit kaise kar sakte hain aur Forex trading Aisa Bhi business hai jismein apply primer nahin kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aap ismein hard worker mehnat Kare aur aap aasani
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                  dear forex trading main leraning or knowledge ki koi limit nahi hai ap jitna bhi ahsil katy jaen yah kam nahi hota hai or na he pora hota hai or har trador k liye apko mahnat krni chahye learning or knowlege par dehan den ahoga jitni achi trading learning or knowledge se hoti hai otni hum apni trading main achi eraning kar skty hain leraning se um forex k bary main acha am kar skty hain jis se hmain loss hony k chnaces kam se kam ho jaty hain or hum apni trading main achi eraning kar skty hain tu har mambers ko chahye k zyda se zayda learning par dehan den ta k sub he forex main achi performance dety rahen hmary kam ko jub tak hum khud achi trha nahi kar skty hain hum tab tak achi trading bhi nahi kar skty hain or es k liye learning or knowledge donu gain krna zarori hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                    G han bhai her cheez ki koi na koi limit hoti hai ky jab ham us limit tak ponch jaty hain tou phir hamain mazeed knowledge ya experience hasil kiay baghair hi trade kerny per acha profit hasil hota rehta hai hamain apni puri koshish kerni chahiay ky ham forex market main trading ka complete K knowledge aur experience jab hasil ker lety hain tou is ky bahd hamain trade kerny per loss kam sy kam hota hai jabky ham acha profit bhi hasil kerty hain hamain forex market main trade us waqat start kerni chahiay jab ham forex market main trading ka acha experience hasil ker lety hain aesa nehi hota ky ham unlimited experience hasil kerain jo ky hota hi nehi hai tou ham maximum trading knowledge aur experience hasil ker ky trade continue kerty hain tou hamain time guzarny ky sath sath experience bhi increase hota rehta hai aur knowledge bhi sath sath increase hota rehta hai hamain just forex market main trade start ker leni chahiay

                    Aesa mumkin nehi hai ky ham forex market main unlimited experience hasil kerny ky bahd hi forex market main trade start kerain koi bhi aesa trader nehi hota jo forex ka unlimited experience hasil ker saky kyun ky forex market ki just basics ko learn ker ky forex market main trade continue ker leny sy hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai tou jab ham trade continue rakhty hain tou ham expert forex trader bhi ban jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                      Asslam o Alaikum Dear friends forex humra aik online international business hy jas pay humy kam krny k kay buht zyda khowlage ki zurat hotii hy
                      Ku k forex aik buht wasee ir international buht bhra business hy jo shyd online hony ki wja say pory world main phala hun hy
                      Mry khayl say atna bhra business hy tu us ka khowlage bhi buht wasee hy jas pay mjy nii lgta k forex k khowlage ki koi Limat ya had hn ku k jo business kbii khtm na hony
                      Wla aik buht hi acha bakaml best kamyab famous business hy tu klus k lay khowlage ki koi had honi mjy ni lgta as lay forex business
                      K khowlage or as pay kam krny ki koi had ta as k experience ki koi had ya Limat nii hy as lay tu forex sub say zyda kamyab hony wla aik buht hi acha kamyab business hy...
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                        G nai dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ais mai her time moment aik jaisi ni hoti hai aor ais market mai kisi ko confirm next moment ka pata ni hota hai agar ap ais market mai aik dafa learning kar lety hai to aus k sath sath ap ko ais market mai learning karni chaye aus se ap k knowledge mai izafa hota hai agar ap ais market mai learning ko chaor dety hai to aus time ap ko ais market mai faida ho jata hai ais liay ais market mai thora sa time learning ko dey aor sath sath ap ais market mai demo par kaam kary tab hi ap ko ais market mai fadia hota hai kun k aus se ap ka ais market mai experince zayda ho jata hai aor ap ais market mai acha profit bana skaty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko learning karni ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                          ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Gaya Forex mein kam kar rahe hain to ismein Koi limit nahin hoti aap jitni marji ismein expression kar sakte hain aap isko jitna beta topper karna chahte ho to Na kar sakte hain ismein Koi limit nahin hai sabse upar se bhi upar hota hai aap jitna isko mehnat karenge jitna aap ismein time spend karenge apne aap ko serious hoga time ke sath aapko experience Mata jaega ismein Koi limit nahin hoti jiske pass jyada experience hota hai vah jyada ismein properties karta hai isiliye mein aane ke liye hamen ismein jyada jyada experiencehasil karna hoga kyunki experience ke bich mein kamyabi nahin ho sakta Forex mein kamyabi ke liye jaruri hai ki hamen ismein experience hona chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                            Dear forex trading aik online buisness hai aur bahut complicated buisness ha asan ni ha aur koi bhi field ho learning ki koi limit ni ha ap jitna zayada study karyn gy apki learning mein izafa hoga aur ap jitni zayada practice karyn gy tu apki trading achi hogi aur ap ko profit bhi zayada hoga aur jahan tak mera mashwara ha tu ap agar pak forex forum p post karty rahyn gy tu ap k knowledge mein izafa hota rahy ga apki learning jari rahy gi aur agar ap koi new strategy use karty hain ya koi bhi new indicators use karty hain tu ap real account p mat use karyn ap pehly demo account p practice kar lyn aur demo p ap apni practice jari rakhyn ta k ap achy traders banyn gy aur agar ap achy trader hain tu phir bhi ap apni learning jari rkhyn kyun k seekhny ka amal marty dam tak jari rehta ha aur forex trading mein bhi p learning karty rahyn ap se jo trading mein ghaltiyan hoti hain ap un se seekhnyn un ki corection karyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex main learning ki aur experience ki bhi koi limit hoti hai ?

                              Bhai jaan mere Khyal Mein Ham Logon Ko Apne experience ko increase karne ke liye Jyada Se Jyada demo account small karna hoga Kyunki ham log jitni Diya Dam account per practis Karenge Ham logon ka experience itna hi jaldi increase hoga Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X