friends main ap say yeh pochna chata hun forex main kabhi kabhi market ham ko aik he din main bohut he achi earning day daiti hai ju ap ka aik week ka target hota hai wo aik he din main pora ho jata hai tu kia hamy usi week trade karni chaheay ya nahi aur ziada trade karny say ham ko or ziada profit mil sakta hai ap ka kia veiw hai please btain...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим