Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.
    g all members or forex traders jo k forex trading k bary me bohat he achi trah say janty hen or unko yaha par bohat arsa hogya hey sab ye to janty hen k forex trading me takriban 90% loog USD account par he kam karty hen kiu k ye ab dunya me ek universal currency maani jati hey is liay isi me sab apna trading account open karty hen or raqam ka neklwana or deposit krwana b isi say hota hey to ab me bat ye karna chah rhaa hun k jaisy Pakistan me dollar ka rate kaafi barh chuka hey is liay is me ab bohat sary loog forex trading ki traf aa rhy hen kiu k is ki earning USD dollar me aati hey or har koi yaha par apna acha rozgar bana leta hey bohat he kam mehnat me bohat acha profit earn ho jata hey is me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

    Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai hum ne jo trade lagani hoti hai ya ais mai hum ne jo investment karni hoti hai wo usd k sath hoti hai agar abi ap dekhy to dollor kafi zayda mehnga ho gia hai aor hum ne agar ais par kaam karna hai to hum ko ais par ye pata hona chaye k forex market mai usd ka rate aor moment aor hoti hai kun k aus mai jo ais ki moment hoti hai wo jis pair mai hota hai aus k hisab se hoti hai magar jab hum apny country mai dekhty hai to humri currency k hisab se ais ne move karna hota hai aor ais mai jo moment hoti hai wo humry country k halat k hisab se hoti hai aisy hi agar ap ne ais market mai investment karni hai to ap ko bank k zarye investment karni chaye aus se ap ko acha rate mil jata hai aor ap kaam kar sakty hai.
    • #3 Collapse

      Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

      Dear members Forex trading business main US dollar Ho ho ya aur koi different currency unki price mein up and down continuously hota rahata Hai. Agar Ham baat Karin US dollar ke to wo world currency main top per hai. US dollar ho ya koi aur currency market mein up and down movement regularly hoti rehti hai aur is ko judge karna aasan Nahin hota. Forex market Main bari moment ki vajah koi fundamental changes hote Hain jis ki buniyad per market mein Koi bahut bari changes a jaati Hain isliye hamesha aik trader ko chahie ke technical analysis ke sath sath fundamental analysis ko bhi follow karta Rahe. Bohat sary trader esy Hain Jo fundamental analysis Ko ignore karty Hain is leay bara loss uthaty Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading wasy b aik bot bara or profitable business hy or jo traders usd curnciy m kam karty han to aj kal dollars ki qemat brhny ki wja sy un ki earning m or b azafa hota ja ra hy dollar ki qemat bot zyada hoti ja ri hy is ki waja sy or b kafi logon ka rujahan usd ki trf barhta ja ra hy log tazi sy is m kam karny ki trf a ry han dollar ki qemat hmari Pakistani curnciy k muqabily m bot zyada hy or jb ham forex trading main ya forum m kam karty han to hamy jo profit milta hy to jb ham usy Pakistani curnciy py change karty han to us ki qemat bot zyada hoti hy hamy is ka bot faida hota hy dollars ki qemat zyada hony ka faida traders forum or contest members ko b bot zyada ho raha hy is liay zyada tar log forex join kr k us sy achi earning kr rahy han
        • #5 Collapse

          Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

          Dear main aapki baat se Agri Katta hun Forex trading vaise bhi Ek bahut bada aur profitable business hai aur jo trades used currency Mein kam Karte Hain To Aaj Kar dollars ki kimat badhane ki vajah se Unki earning mein aur vs Zafar Hota ja raha hai dollar ki kimat bahut jyada hoti Ja Rahi Hai Iski vajah se aur bhi Kafi logon ka aayojan uski Taraf badhta Ja Raha Hai Log Teji se ismein kam karne ki taraf a rahe hain dollar ki kimat Hamari Pakistani e currency ke mukabale mein bahut jyada hai aur jab Ham Forex trading Mein form Mein kam Karte Hain To Hamen Jo profit Milta Hai To Jab Ham usse Pakistani currency per change karte hain to uski kimat bahut jyada hoti hai Hamen iska bahut fayda hota hai dollars ki kimat Jyada hone ka fayda traders form aur contest members ko bhi bahut jyada ho raha hai isiliye jyadatar log Forex join Karke usse a acchi earning kar rahe hain
          • #6 Collapse

            Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

            Forex trading business ho ya koi bhi aisa business ho jo internationally kia jaa raha ho woh sub us dollar mai he hota hai. International organizations ho ya markets ya countries sub he apni economy ko us dollars kay saath compare kertay hain aur usi pay exchanges kay sath sub meters kaam kertay hain. Agar us dollar pay kisi bhi wajah say koi pressure aata hai tou pooray world ki economy disturb hoti hai kiyu kay gold ho ya crude oil ho, UK pound ho ya Swiss franc ya Canadian dollar ho Matlab duniya ki her Bari currency US dollar pay he depend kerti hai aur unn ki value dollar say he nikaali jaati hai. Forex traders kay liye dollar ki bohat importance hai kiyu kay sub say ziada pairs bhi us dollar kay hai aur wesay bhi base currency dollar hai. Iss Baat say bhi undaza lagaya jaa sakta hai kay pooray world say traders forex mai Kam kertay hain laikin unhain payment ya deposit sirf us dollar mai he hotay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

              Dear friend forex trading main sab important currency USD ha q k ye puri duniya main common currency samji jati ha or maximum countries USD main he tijarat karty han or is he waja sy bi USD main forex trading karty han USD easily mil jata ha kisi bi country sy jab other currency both muskal sy milti han is waja sy bi USD ko ziada importance di jati ha or sab sy ziada tijarat USD main he ki jati ha USD main hum trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum USD main trading kar k ache earning kar sakty han jis sy humy ziada sy ziada fayda ho sakta ha is ley humy bi ziada sy ziada behtar trading karny k ley USD currency main he trading karni ho ge
              • #8 Collapse

                Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

                USA aur Iran tension ki waja se US dollar ki keemat me bahot zeyada kami ati ti mager jesy jesy time guzar raha hay aur halat be behtar se behtar ho rahy hey es ki waja se US dollar per be strong hony laga hay aur USA key attack na karny ki waja se Dollar ki keemat me jo kami ai ti ye ab fill ho rahi hay aur next few weeks me dollar ki keemat me aur be ezafa mumken hay, agar per se Iran ne kesi kisam ka attack kia to war start hony key sath per se US dollar ki keemat par es ka negative asaar ho ga magar es ab tak halat bahot behtar ja rahy hey umeed hay next esi koi be tension create nahi ho gi.
                • #9 Collapse

                  Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

                  Dollar ki qeemat sirf Pakistan main hi increase hui hai baqi forex market main tou abhi tak normal Ho chal rehi hai kabhi kuch increase ho jati hai tou kabhi kuch decrease lekin forex market main dollar ki price main koi bari change nehi aa rehi lekin Pakistan ki apni economy down hony ki waja sy dollar ki price itni zyada ho chuki hai ky hamary liay dollar bahot hi important currency pan chuka hai ham main sy her koi koshish kerta hai ky dollars hasil ker saky ky liay agar aor koi source na ho tou log koi aesa online business ya job kerny chahty hain jis sy zyada sy zyada dollars hsil Ho sakain tou usi waja sy log forex ko bhi join ker rehy hain ky online businesses main aik business forex market main trading bhi hai jo sab sy easy business hai hai aur forex sy hamain bahot zyada earning hasil ho sakti hai

                  Hamain agar forex market main baghair investment ky bhi trade kerny Ho tab bhi ham pak forex forum main posting job continue kerty hain tou hamain wahaj sy bonus bhi dollars ki surat main hasil hota hai aur forex market main trade bhi dollar per hi rehi hai tou agar ham forex market main trade continue kerna chahty hain tou hamain forex market main trading ko achi terha learn kerna pery ga then ham agar forum sy bonus hasil ker ky bhi trade continue kerty hain tou hamain bahot achi earning hasil ho sakti hai forex market main trade kerty huey bhi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Dollar ki barhti qeemat or forex trading ka rujhaan.

                    Forex trading mein agar Ham Logon Ko kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada kam karna hoga Jitna Jyada ham log kam Karenge Ham Logon Ko itni jaldi kamyabi mil sakti hai aur ham log itna hi Achcha profit Hasil kar sakte forex market se

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X