kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?
    dear forum fellow kia agar hamko acha experience hay tab bhi hamko forex ki markeet main risk aur reward ko sath sath rakhtay huvay kaam krna chaye kia aisa theek hay ya hamko experience k baad achi trades milnay pay ziada say ziada big lots say kaam krna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

    Jab traders ka experience ziada aur acha hojata hai tou phir usay trading mai risk lainay ki zarurat nahi parti. Forex trading business mai traders jab achi trading kertay hain tou unhain apna asal objective achay profit ki soorat mai mill Jata hai tou phir risk ki jagah nahi banti. Forex trading mai experience kay liye sub say achi jagah jaha baqayda trading ker kay tamaam strategies ko practically improve kia jaa sakta hai aur unn mai mojud tamaam khaamiyaa bhi dour ki jaa sakti hain tou risk ki gunjaish khatam ho jaati hai. Forex trading business mai baar baar trading kernay, market ko watch kernay, trends aur analysis check kernay say experience barhta rehta hai aur phir chance, tukkay ya risk say trading nahi kerni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

      G han bhai forex main experience hi tou hamain risk to reward ratio set kerny main help kerta hai ky risk tou forex market main trade open kerni hoti hi hai aesa kabhi nehi hota ky ham forex market main trade open kerain aur trade open kerty hi hamain profit hasil hona shoru ho jaey agar kisi trads main aesa hota bhi hai tou hamain pehly spread wala loss clear kerna hota hai isky bahd hi hamain profit hasil ho sakta hai isliay risk hamesha apny balance ky hisab sy lena chahiay ky hamain kabhi bara loss na ho saky forex market main trade kerty huey loss bhi hota hai aur profit bhi tou agar hamain sure ho ky ham jo trade open kerny ja rehy hain us main hamain profit hasil hoga tou hamain risk bhi kuch zyada ly lena chahiay ky hamain trade open kerny per acha profit bhi hasil ho saky

      Beshak ham forex trading expert bhi ban jaty hain tab bhi forex market main trade open kerna aik risk hi rehta hai ky hamain loss kisi bhi waqat loss ho sakta hai tou hamain same loss sy avoid Kerrty huey apny experience ky mutabiq trade open kerna hoti hai ky hamain acha profit hasil ho saky aur agar loss hota hai open trade main tou woh bhi itna zyada na ho ky ham usko recover hi na ker sakain tou is terha ka risk hamain nehi lena chahiay

      Hamain risk leny ky liay pehly achi terha planning ker leni chahiay ky agar trade open kerny hi market hamari open trade ky against move kerna shoru ker deti hai tou hamain small loss main hi trade close bhi kerni hoti hai hamain same loss ki limit ko apni planning main hi select ker lena chahiay aur agar possible ho ky ham ny market main present nehi rehna tou hamain stop loss aur tp bhi laga leni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

        Forex trading kerty kerty ham ko exprience tou ho jata ha per ham jab tak forex mein risk nei lety ham ko profit bi nei milta ham forex sey jab profit lena ha tou ham ko risk bi lena pery ga forex mein hey hi bahout acha profit bi milta ha bara risk bi leta ha forex aesy traderon ko kabi bara profit nei deti jo risk kam lety hein aor profit bara lena chahty hein jab tak forex mein bari investment na ki jaey tab tak ham ko trade kerty hoey acha profit bi nei milta ham ko risk soch samajh ker lena perta ha ky kehein ham ko loss hi na ho jaey per jab ham risk ly lety hein tou ham ko phir trade band nei kerni hoti jab tak ham ko acha profit nei mil jata risk lety waqat ham ko soch lena chahiey ky hamary account mein balance kitna ha jo ham ko bara risk leny ki ijazat bi deta ha ya nei agar hamara balance ham ko zyada bara risk leny ki ijazat na dey raha ho tou ham ko kabi zyada risk nei lenq chahiey nei tou ham ko bahout bara loss ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear forum fellow kia agar hamko acha experience hay tab bhi hamko forex ki markeet main risk aur reward ko sath sath rakhtay huvay kaam krna chaye kia aisa theek hay ya hamko experience k baad achi trades milnay pay ziada say ziada big lots say kaam krna chaye?
          New traders go to risk reward ka pata hi nahin Hota Jab aapka Na Lage Aur information increase Hoti Hai tab aapko ine Sab chijon Ka Pata Chalta Hai risk reward ratio use hi senior aur professional traders karte hain Kyunki ine chijon ka traders ko Thode Din Mein Hi pata nahin lagne lag jata bulke iske liye time lagta hai aur Kafi time ke bad hi traders Aisi information collect karne mein successful hote hain FIR Jab traders risk reward ratio money management Aur Is Tarah Ke Sare tools use Karke kam karne Lagte Hain To Unki trading bahut jyada improve hoti hai aur unko success milane ke chances bahut increase Ho Jaate Hain
          • #6 Collapse

            Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

            han g bilkul agar ap forex trading me bohat he expert b hen or apk pass knowledge b bohat sara hey phir b forex trading market k business me trading karny k liay apko is me risk lena he parta hey agar ap risk nahi lety yani k trade he open nahi karty hen to ap is me earning yani k profit earn nahi kar sakty hen forex trading me trade laga kar profit earn karny k liay risk bohat he important hey jor dusri baat jo yaha par hey k forex trading me ap begair risk k earning b kar sakty hen us k liay apko forex trading k bary me proper knowledge hona bohat he zaruri hey jis say ap logo ko forex trading k bary me bataty hen or unko forex trading me laaty hen jis say forex broker apko unki trading karny par harr trade ka commission deta hey jo k bilkul he risk free hey is k liay apko just affiliated hona parta hey phir ap begair risk k b earning kar sakty hen
            • #7 Collapse

              Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

              Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex trading jasa k aik bot bara or behad profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is m hamy achy experience ki zrort hoti hy experience k bagar ham acha kam ni kr skty risk to hr trader ko forex m trading krty hoay lyna parta hy q k zahiri bt hy ham jo b trade open karty han us m risk to hota hy koi b trade bagar risk liay open ni hoti or na hamy profit ya loss dyti hy ham real risk tb lyty han jb ham trading m bari lot size trade open karty han q k bari trades hmasha loss hi dyti han hamy apni investment py itna bara risk ni lyna chaiy hamy choti trades open kr k forex sy profit hasil karna chaey
              • #8 Collapse

                Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear forum fellow kia agar hamko acha experience hay tab bhi hamko forex ki markeet main risk aur reward ko sath sath rakhtay huvay kaam krna chaye kia aisa theek hay ya hamko experience k baad achi trades milnay pay ziada say ziada big lots say kaam krna chaye?
                Risk aur reward ki ratio ko mind rakhkar hi aap Achcha kam kar sakte hain risk aur reward ke ratio aapke trading mein bahut jyada han useful Hoti Hai Jab yah understand Karke kam Karenge ki aapane trading karte hue Kitna risk lena hai aur is Se Kitna profit Hasil karna hai tab bhi aap Achcha kam kar Sakenge isliye Hamesha try Karen ke pahle se hi risk reward ratio ko decide Karke kam karo isase aapki trading bahut jyada improve Hogi aur trading Mein success hone ke chances bahut jyada increase Ho jaenge risk reward ratio of trading mein bahut jyada influence Hoti Hai acchi trading karne mein isko bahut jyada use Kiya jata hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                  Dear ais market mai ap ko pata hai k ap aus time hi kamyab ho sakty hai jab ap k pass experince hota hai agar ap ais market mai sahe kaam ni karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay ap ko ais market mai sab se phly ye dekhna hai k agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai risk atna hi lena chaye jitna ap ka account ho ta k ap ka account bhi safe rahy aor aus k sath sath ap ais market mai jo trade lagye aus mai ap sath risk reward ratio use kary aus se ap ko ye faida hota hai k ap ais market mai agar loss karty hai to ap ko atna zayda loss ni hota hai agar ap ais market mai discipline k sath kaam ni karty to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay ais market mai learning kary aor aus k hisab se kaam kary.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                    Dear jab traders ka experience Jyada aur Achcha Hota Hai To fir use trading mein risk Lene Ki ki jarurat Nahin Hoti Forex trading business Mein traders Jab acchi trading Karte Hain To unhen Apna asali objective acche profit Ki Surat Mein Mil Jata Hai To fir uski Jagah Nahin Hoti new traders co to risk reward ka pata hi nahin Hota Jab aapka knowledge or information incress to aapko ine Sab chijon Ka Pata Chalta Hai risk-rewardratio use hi senior aur professional traders Karte Hain Forex trading ke bare mein aapko proper knowledge Hona bahut hi jaruri hai jisse aap logon ko ko Forex trading ke bare mein main batate hain aur unko Forex trading Mela Te Hain jisse Forex brokers aapko Unki trading karne per uh han trader ka commissino deta ha Jo ke bilkul hi risk-free hai iske liye aapko justaffiliated Hona padta hai FIR Aap begair risk k b earning kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                      ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya duniya mein agar koi bhi kam dekha jaaye to usmein usko pata hai lekin agar aap experience and knowledge ke sath karte Hain to aapke this ke kam ho jaate Hain balki aapke profit ke chances badh jaate Hain ISI tarah Forex trading mein bhi agar aapke pass experience aap ismein mehnat karte hain jyada time spent karte hain time management aur money management ke sath chalte Hain to aapke profit hone ke chances bahut jyada badh jaate hain lekin han experience ke hote hue bhi ismein iske chance hote hain lekin bahut hi kam ho jate Hain ismein aapka profit ke chances badh jaate Hain is mein jitni jyada mehnat Karen jitna time spent karenge utna hi beta aap ismein profit, sakenge ek successful trader hamesha experience trade karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                        Dear koi be expert aur professional trader successful hony key bad andazy ki trading nahi karta hay experience hasil karny ka matlab ye nahi hay key traders market ko analysis na karen ya kesi kisam ka hard work na karen, experience hasil ho jaye to market me trading karna kesi had tak profitable ho jati hay magar per be traders risk aur reward ration ko define karny key ley mehnat zaror karty hey, traders agar experienced ho jaye aur per esi overconfidence me ghalat trading karna start kar den to ye cheez un key ley bahot dangerous ho jati hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                          Hamare pass Jitna Marzi experience Ho Ham Logon Ko market Mein risk Nahin Lena chahie Ham Logon Ko Apne experience se kam karna chahie tab hi ham log market se fayda hassil kar sakte hain Agar ham log risk Lete Hain To iska Ham Logon Ko nuksan ho sakta hai aur Hamara account khatm ho sakta hai aur ham Logon Ko loss ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                            dear forex trading main kamyab hony k liye zarori hai k forex ka expiernce gain karen or forex main expiernce ki boht ahmiyat haiq k expiernce ki base par ki gai trading main loss hony k chnaces kam hoty hain or acha profit milny k chnaces bhi zyda hoty hain esi liye forex k expiernce ko gain karny ki tarf khas tawajah de jati hai jis main hum apni trading ko kafi faidamand bna kar achi trading kar skty hain forex hmary liye aik best online trading ak bsuiness hai jis main hmariz ara se mahnat hmain forex main achi eraning karny ka chances deti hai or kamyab trading bhi kar skty hain forex main boht he achi oppertunities hain jis main hum apni trdaing kar k apni life ko bhi set kar skty hain sath main hmaina cha profit bhi milta hai es liye forex ko kbhi bhi nahi chorna chahye aghr apni life main kuj krna chahty hain tu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex main experience honay k bawjood bhi risk aur reward say kaam krna ..?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear forum fellow kia agar hamko acha experience hay tab bhi hamko forex ki markeet main risk aur reward ko sath sath rakhtay huvay kaam krna chaye kia aisa theek hay ya hamko experience k baad achi trades milnay pay ziada say ziada big lots say kaam krna chaye?
                              Ji Bhai bahut jaruri hai Agar aapke pass Ek Achcha knowledge or experience bhi hai tab bhi aap ko is Karobar Mein risk to Lena padta hai lekin Hamen utna hi risk Lena chahie Jitna ke hamare pass knowledge or experience hota hai Jyada Bada kam karne ki jarurat Nahin Hai jitne earning aap daily basis ki set karte hain utna Hasil Ho Jaane per aapko Jyada Ki lalach Nahin Karni chahie Kyunki is Karobar Mein Jab Bhi Koi fail Hota Hai To Sirf aur sirf apni lalach ki vajah se hota hai lalach ek bahut hi Buri chij hai agar Ham Apne Andar Se khatm Nahin Karenge To Ham kabhi bhi is Bar Bar Mein kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isliye Hamen Jyada learning per Apna focus Rakhna chahie
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X