jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.
    friends forex main ham bohut sari mistake karty hain aur market main wait kar ky kam nahi krty hain hamry pas forex main itna ziada capital hota nahi hai ham market main tab trade karty hain jab market main achi move na ho rahi ho aur galt trade lgany ky bad ham apna account khai kar laity hain jab achi move hoti hai tab hamry pas belence nahi hota ha jiss say ham order lagaa kr profit haisl akr sakin es lea ham ko forex market main saber ky sath kam karna chaheay aur hamesha achi movement ka wait karna chaheay aur tab he trade karni chahea jab market main ap ko lagy aur ap ko confidence ho ky ab trade karny say profit ban sakta hai es lea jald bazi main apna capital lose mat karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

    Market ki movement aur trend agar clear na ho aur app confusion me ho key market ka next target kia ho sakta hay ya market ka behavior kia ho ga to esy me traders ko koi be trade open karny ka decision leny ki zarorat nahi hay, traders ko hamesha esy trading key decisions leny chaye key market ki complete information us ko hasil ho aur kesi kisam ka big loss traders ko na ho, market ki condition ka andaza traders ko khud fundamental analysis se karna chaye aur jesy hi market trend ki conformation mil jaye aur market ki movement ko be traders clear samjy to traders ko orders place karny me der nahi karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

      Dear friend forex trading main humy jab tak confirm signal na ho tab tak trading na karny gy q k humy loss ho sakta ha is ley humy confirm signal ka wait karna chae ha or humy proper stop loss or take profit istamal kar k trading karni chae ha or behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning karni chae ha forex trading main hum jab ache analysis karny gy forex trading ko seekeny or samjeny gy to hum ziada behtar trading kar sakeny gy or forex trading main humy apni mehnat jari rakhni ho ge is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

        Traders ko Agar market mai movement ki samajh nahi arahi ho ya ye pata nahi chall raha ho kay market ka trend kaha banay ga tou aisi soorat mai traders ko trade open nahi kerni chaiye. Iss kisam ki soorat e haal mai traders ko trades open nahi kerni chaiye kiyu kay jab situation clear nahi hoto uss waqt trade open kerna nuqsaan ka baaes ho sakta hai. Expert aur senior traders aisay waqt mai hamesha junior traders ko wait kernay ka mashwara daitay hain kiyu kay aik wrong trade laganay ki bajaey apna balance apnay account mai safe rakh kay munasib waqt ka wait ker laina bohat behtar hota Hai. Forex market her waqt movement kerti rehti hai iss liye trades open kernay kay moqay baar baar miltay rehtay hain. Iss liye traders ko kabhi bhi jald baazi aur bay Sabri ka muzaahira nahi kerna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

          g han bhai jan ap ny bikul sai kaha hai or aghr dekha jay tu yah achi bat hoti hai q k kam loss ko bardsaht krna asan hota hai jub k bara loss koi bi bardasht nahi krta hai or wo kafi mayoos ho jata hai jub k aghr apki trading main asya kuj ho gya hai tu apko chahye k ap apni trading karen he na q k forex k account main bance hmain boht mushkil or mahnton se milta hai or jub hum mahnat karty hain tu hmain os bonus ko ase he sochy smjhy waste nahi kar dena chahye ta k hmain bad main masla na ho or ase he account wash ho jaty hain jub hum khud he koi na koi galti kar jaty hain jitni hum galtian karty hain otna he hmain loss hota hai tu har trador yahi koshish kary k un ki apni galti se un ko kbhi loss na ho q k ayh achy trador ki nishani nahi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

            Bilkul theek Kaha trade Hamesha Soch samajhkar Lagani chahie Kyunki aapki Ek galat trade aapko loss ki taraf le kar ja sakti hai aur isliye log se behtar hai ki aap trade Hi Na Karen isliye trade main vate Karen Jab aapko Ek acchi trade Mile tabhi usko open Karen aap Forex trading main vate Karen Kyunki Forex sabar ka business hai ismein aap Jitna Sabar Karenge utna hi aapko kamyabi Milegi To Hamesha Kamyab aur acchi trading ke liye aapko market Mein vate karna chahie aur ek acchi trade lene ke liye market ko acchi Tarah Se analyse Karen Jab aap market ko acchi Tarah Se analyse kar lenge tab aap ek acchi trade open Karen jo aapko profit ki taraf Lekar Jaaye
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

              Hamain agar market ky analysis kerna aty hain tou agar tou analysis kerny per hamain pata chal jaey ky market kis direction main kitni move ker sakti hai tou phir hamain trade zarur lagani chahiay lekin agar hamain achi terha analysis kerny ky bahd bhi situation clear na ho rehi ho tou phir trade open ker ky loss kerny sy behter hai hamain trade open nehi kerni chahiay balky hamain forex. Market ko continue observe kerty rehna chahiay ky trade open kerny ky liay hamain acha chance kisi bhi waqat mil sakta hai jis per ham trade open kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai jo baghair analysis ky trade open kerny sy bahot zyada behter hota hai ky hamain aesi trade main profit hasil hota hai loss sy ham bach sakty hain

              Expert forex traders sirf market main achy chance per hi trade open aur continue kerty hain ky jab market normal move ker rehi hoti hai tou trade open kerny ki bajaey sirf market ko observe kerty rehty hain lekin jesy hi kisi pair main trade open kerny ka acha chance nazar ata hai tou foran trade open ker lety hain aur bahot achi earning ker lety hain is terha trade open kerny ka hamain faida yeh hota hai ky hamain kabhi bhi bara loss nehi hota aur na hi hamari open trade long time ky liay loss main run kerti rehti hai

              Jab tak hamain market ki samajh na aa rehi ho trade open kerny ka hamain risk nehi lena chahiay ky forex market main her open ki jany wali trade itself investment per bahot bara risk hota hai tou yeh risk hamain aesy time per lena chahiay jab hamain sure ho ky ham trade open kerain gy tou hamain profit hi hasil hoga
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                G ha dear agar ap ne ais market mai trade lagani hai to apko ais market mai agar achi trade ni mil rahe to ap ais market mai trade hi na lagye kun k ais market mai jab ap trade lagaty hai to aus par ap ko ye pata hota hai k ap ne jo trade lagai hai wo kis waja se lagai hai agar ap ne ais market mai ghalt trade laga di hai to aus ko thory se loss mai hi close kar dey agar ap ais market mai zayda loss karty hai aor aus k baad trade ko loss mai close karty hai to ap ko koi faida ni hai ais liay ap ne jab ais market mai trade lagani ho aus par ye dekh k ley ap ais trade par kitna risk le rahy hai agar ap ais market mai trade par risk zayda lety hai to ap ko ais market mai loss zayda ho sakta hai ais liay hamesha ais market mai planing kary aor aus k hisab se ais market mai kaam kary tab ap ko ais market mai faida ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                  wesy smjhdari tu esi bat main he hoti hai k galat trade lgany se bahtr hai k trade lgai he na jay q k apk account ki bat hoti hai es liye apny account ko aghr hum save rkhna chahty hain tu koi bhi trade ayse na lgaen jis se apko loss ho jay or apka account wash ho jay forex main boht se ayse log hain jo tukky ki base par trading karty hain or wo smjhty hain k bonus he hai aghr chla bhi jay tu or a jay ga jub k yahi soch un ki nakami wali hoti hai or galat tarde waly bhi tukka e lgaty hain es liye aghr ap chahty hain k ap kamayb hon tu forex apko demo account ka option deta hai jis ko ap bari achi trha se real account k qabil bnata hai ap trading demo par sikh kar real account main trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex main hmary liye boht asanian hain aghr hum zara se mahnat karen tu hum es main boht kamyab ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                    friends forex main ham bohut sari mistake karty hain aur market main wait kar ky kam nahi krty hain hamry pas forex main itna ziada capital hota nahi hai ham market main tab trade karty hain jab market main achi move na ho rahi ho aur galt trade lgany ky bad ham apna account khai kar laity hain jab achi move hoti hai tab hamry pas belence nahi hota ha jiss say ham order lagaa kr profit haisl akr sakin es lea ham ko forex market main saber ky sath kam karna chaheay aur hamesha achi movement ka wait karna chaheay aur tab he trade karni chahea jab market main ap ko lagy aur ap ko confidence ho ky ab trade karny say profit ban sakta hai es lea jald bazi main apna capital lose mat karain.
                    Bhai jaan hai agar aap trade Karenge hi nahin to aap ko is Karobar ki jankari Kaise Hasil Hogi Agar pahle Kuchh nuksan ho jata hai to isase se koi matlab nahin hai agar aap ko Kuchh nuksan karne ke bad is Qabar ki jankari Hasin Ho Jaati Hai to ja jyada faydemand hai na unke Iske ke aap yah sochkar baith jaen ke Agar Main trade lagaunga to mujhe nuksan hoga Hamesha apne aap ko Sahi tarike se taiyar karne ke bad trade ko open Karen Jab aap ko is baat ka Yakeen Ho Jaaye ki aapane jo market ki jankari Hasil Ki Hai vah bilkul theek hai tab hi apni trade ko open Karen Nahin to date kar le Jab market Mein Achcha entry Najar Aaye To Apne trade kholen
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                      friends forex main ham bohut sari mistake karty hain aur market main wait kar ky kam nahi krty hain hamry pas forex main itna ziada capital hota nahi hai ham market main tab trade karty hain jab market main achi move na ho rahi ho aur galt trade lgany ky bad ham apna account khai kar laity hain jab achi move hoti hai tab hamry pas belence nahi hota ha jiss say ham order lagaa kr profit haisl akr sakin es lea ham ko forex market main saber ky sath kam karna chaheay aur hamesha achi movement ka wait karna chaheay aur tab he trade karni chahea jab market main ap ko lagy aur ap ko confidence ho ky ab trade karny say profit ban sakta hai es lea jald bazi main apna capital lose mat karain.
                      Agar Hamen se trading karte hue by mistake room trade ho jaaye yani wrong trade open ho jaaye To Hamen chahie ke use trade ko gold na Karen bulke use trade ko jaldi close kar den sometimes Aisa Bhi Ho Jata Hai Ke traders trade open kar dete hain aur vah wrong trade hoti hai lekin unko profit Ho Jata Hai Jab next time trader se se aisa hota hai to apni trade ko close Nahin Karte aur Yahi sochte Hain ke dwara profit Ho Jayega lekin Aisa Nahin Hota aur unko trading Karke sach mein launch ho jata hai aur FIR vo loss Jyada Hote Hote account ka sara balance khatam ho jata hai isliye aapse by mistake Koi trade open ho jaaye to usko jaldi close kar den apni trade Ka vate Na Karte Rahe Ya Na Hoke aapko bahut jyada loss ho jaaye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                        Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik risky business hy or ye pta hony k bwjod b zyada tar traders aksar galt trades open kr lyty han hamy chaiy k hamy jb market m achi trade na mil rahe ho to ham trading stop kar lan or us wakt ka intzar karan jb market hamy koi profitable trade open karny ka moqa dy market ka intzar na krna hi sb sy bari mistake hoti hy hamy market k up down ko dakh kr trade open karni chaey kbi b trade open karny m jaldi bazi sy kam ni lyna chaiy ham market ki movement ka intzar ni krty is liay galt trades open kr k hmasha loss kr k apna account khali kar lyty han hamy asi trade hi open ni karni chaiy jo bad m hamy loss m close karni pary hamy hmasha achy knowledge or anylyses karny k bd trade open karni chaey
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                          G dear ap ne bahut achi bat ki ha ham trading karty hain profit hasil karny k liye aur agar gahalt trades lagaty rahyn aur loss karty rahyn tu trading ka koi faida ni ha is liye ham sab traders ko chahye k pehly analysis kryn aur jab koi achi trade mily tu lagayn jab trade hath se nikal jaye ya ap trade lagany mein dair kar dyn tu ghalt entry ni leni chahye ni tu loss ho ga is liye pehly analysis karny chahyn aur jis pair p trade lagani ha diffrent time frame mein uski movement dekh lyn aur indicator laga k next movement ka andaza laga lyn tu apko loss kam hoga aur loss bhi ho jata ha ye zaroori ni k kabhi loss na ho har trader ko loss hota ha but acha trader wohi ha jo loss ki waja maloom karta ha aur loss jis mistake ki waja se ho wo mistake se sabaq seekhta ha kyun k ghalti har insan se hoti ha lekin kamyab insan wohi hota ha jo apni ghalti se sabaq seekhta ha aur dobara wo ghalti ni karta is liye forex trading mein bhi apni mistakes ki corection karyn ta k dobara loss na ho tu aik na aik din ap zaroor successfull trader ban jayn gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                            Dear market ki movement aur trend Agar Na Ho aur aap confuse Mein Hun Ki market ke nest target kya ho sakta hai ki market ka behaviour kya hoga to aise Mein traders ko koi bhi trade open karne ka decision Nahin Lena chahie traders ko Hamesha Aise trading ke decision Lene chahie ke market ki complete information usko Hasil Ho Aur Kisi kism ka Bada loss trader karna ho market ki condition ka andaza trader ko Khud Hona chahie aur Jaise hi market trend ki information mil jaaye aur Market ki movement ko bhi traders clear samjhe to traders ko orders place karne mein der Nahin Karni chahie Forex trading ko sikhen aur samjhenge To Ham Jyada behter trading kar Sakenge trading Mein Hamen apni mehnat Jari rakhni Hogi isiliye Hamen Jyada Se Jyada better planning aur aur aur strategy se trading Karni Hogi tab hi Ham Kamyab Ho Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:galt trade laga kar loss karny sy acha hai ky ap wo trade na karain.

                              bilkul dear ap nay thek bat kahi hai forex main lalch main aa kar kbhi kabhi apna boht loss kar laity hain ager market signal nahi bhi day rahi hoti hai tu ap bgair kisi reason ky trade laga daity hain mager ap ko asa nahi karna chaheay ap ko market ky achy signal ka wait karna chahea jab market main achi movement ho rahi hai tu tab ap ko rules ky sat market main kam karna chaheay kyon ky es market main ju bhi rules ky sath kam karta hai wo he es main success ho pata hai es lea forex main ap ko jald bazi say kam nahi laina chaheay jald bazi say kam laity hoay ap forex main apna loss ka laity hain jiss ki waja say ap forex main kabhi bhi kamab nahi ho sakty hain es lea forex main ap ko success hony ky lea es chez par control karna ho ga aur ap ko tab he trade karni ho ge jab market main acha signal mily phir he ap ko faida ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X