jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga
    agar hum galt lot lagay gy to hamy loss ho jy ga hamara account baned ho jy ga forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hum is mai aagr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik legal business hain hum gar bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai agar kamyba hona chate hain tohamy mahnet karne ho ge pher he hum paisa kma sky gy forex east wast mai bigat taze sy famous o raha hain hum isy apna life time career be ban sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

    G bilkol forex trading main agr hum jaldbazi main ghalt lot lagte hn tu hume loss bhi ho skta hai R humra account wash bhi ho skta humsha forex main bahut samjhdari k sath trading krni chae r humsha jab bhi koi trade open krna chae tu market ko analysis krna bahut zaroi hai ta k loss sy bacha ja ske
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

      G han ham koi be esa order open karen gey jo technical point of view se aur fundamental point of view se wrong ho to ye possible hi nahi key esa order hamy profit de saky, esy har orders hamy bahot zeyada loss de sakty hey, hamesha trades open karny ka decision ya to technical market analysis key base par lena chaye ya per market ka fundamental analysis news events se karna chaye, wrong trades open karny ka nuksan bahot zeyada hota hay esy trades me loss ho jaye to es ka recover karna be hamari responsibility ban jati hay aur trading me ham extra pressure be feel karny lagty hey jo key hamy emotional kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

        Forex trading kay barey mai discuss kernay say pehlay usay seekh laina bohat zaruri hai. Forex trading mai trade open kertay huay lot size ziada rakhnay kay baad Agar trade loss mai chali jaey tou ziada say ziada account wash ho jaey ga iss say ziada kuch nahi hota. Forex tarding business mai loss aur profit traders ko hotay rehtay hain laikin koshish ye kerni chaiye kay itna ziada loss nahi ho jaey jiss say account ka Sara he balance zaya ho jaey aur account wash ho jaey. Forex trading mai trade kertay huay traders ko apni trade ka lot size hamehsa account balance kay mutabiq he rakhna chaiye kiyu kay average balance Account say trading kertay huay sirf minimum lot size he set kerna behtar rehta hai. Wrong lot size ka Matlab hai kay account balance ko daikhay baghair iss Tarah lot size rakha jaey kay account ki equity khatam ho jaey aur small movement bhi account ko wash ker day
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

          g han bikul ap ny jo bat kahi hai bikul sahi ki hai main apki bat se sehmat krta hun forex trading main aghr apki lot galat lag gai hai tu ap kbhi bhi apni trading se profit nahi lay skty hain es liye aghr tu apki lot lagat lag ga hai or apki trade loss main ja rahi hai tu apko chahye k ap apni trade close kar den q k kam loss ko face krna asan hota hai jub k bara loss ho jay tu osko recover karny main asani hoti hai es liye apko chaye k ap apni trading main start se small lot ks ath trading karen jis se apko loss hony k bad es bat ka andaza rahy ap os loss ko recover kar skty hain or kamyab ho skty hain q k forex main bari lot wohi lgaty hain jo lalach main a jaty hain or aik he trade main zyda earning chahty hain ayse trador na tu kbhi kamyab hoty hain or na he un ko acha profit milta hai tu apny kam ko bahtr karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

            Ji han bilkul jaise ki Agar aapke pass Kisi bhi kam ke bare mein Achcha experience Na Ho aur aap uska Humko karna Chahe to aapko nuksan hi hoga ISI Tarah Forex trading Main Bhi Agar aapko Forex trading ke bare mein acchi Tarah na batao aur aapki lot size bhi galat Lag Jaaye jaise ki aap apne mobile mein trading karte hain ya Kisi bhi chij ke sath ready karte hain aur aapki equity kam hai aur aapki trade lot size Jyada lag Jaati Hai To yah aapke liye bahut hi nuksan hai to isliye Hamesha trade Dekh Kar open Karen trade lot size kam honi chahie aur Hamesha hard worker mehnat ke sath kam Karen kam lot size use Karen aur acchi quality ke sath kam Karen tabhi aap Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

              Hamain forex market main open trade main Kitna loss ho sakta hai yeh hamary lot size per depend kerta hai ky ham ny forex market main Kitna bara risk ly lia hai hamain kisi bhi trade main profit ya loss hamari open trade main select ki hui lot per depend kerta hai agar hamary pas account balance kam ho tou her surat hamain aesy pairs main trade open kerni chahiay jin main market ki movement bahot kam ho aur lot size bhi ham smallest select ker ky trade kerain tou hi hamara account balance secure rehtw hai warna forex market kuch pairs main tou itna fast move kerti hai ky Bary balance per bhi hamain bara loss ho jata hai aur aksar Bary balance waly account bhi bahot jald wash ho jaty hain agar ham small loss main trade close nehi kerain tou

              Jab ham trade open ker lety hain mean ky forex market main apni balance per risk ly lety hain tou hamain yahan tou her trade hi stop loss aur take profit use ker ky secure ker leni chahiay ya phir hamain market ko continue observe kerna chahiay ky hamain jab aik limit tak loss ho raha ho tou trade close ker leni chahiay warna loss increase hoty hoty bar account wash tak chali jati hai tou hamain kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay

              Small balance per tou hamain her surat aesy pair main trade open kerni chahiay jis main spread bhi kam ho aur market ki movement bhi zyada fast na ho ky ham open trade ko control ker sakain jabky hamain bary balance ky sath trade kerty huey bhi Bari lot use ker ky bara risk nehi lena chahiay just reasonable lot use ker ky trade open kerni chahiay warna Bary balance per hony waly Bary lose ko recover kerna bhi Bara mushkil hota hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai ais baat ko new traders apny mind mai betha ley agar ap ais market mai trade lagaty hai aor ais market mai ap ko ye pata chal jata hai k ap ne money management k hisab se lot ni lagai hai to ap ais market mai trade ko close kar dy ya jitni extra lot lagai hai wo aus mai se close kar dy agar ap bari lot lagaty hai aor ap ko thora sa profit ho jata hai to ap aus time bahot hi khush ho jaty hai magar jab ap ais market mai trade lagaty hai aor ap ki lot money management k hisab se sahe ho gi to ap aus ko loss mai asani se hold rakh sakty hai magar bari lot se ap ka account wash ho sakta hai ais liay hamesha money management k hisab se ais market mai trade lagye aor kaam kary tab ap ko faida ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                  wrong lot k sath kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain q k wrong lot se humain loss hota hai or sidha hmraa ccount wash ho jata hai es liye apko aghr forex main kamyab trading karni hai tu apko chahye k lot siez set karty kbhi bhi jald bazi na karen q k jald bazi main he ap galat lot lga dety hain jis se apko loss hho jata hai es liye hmaisha apny kam koa yse karen jis main apki koi galti na ho q k forex main loss hony ki sub se bari wajha khud tradors he hoty hain jo jald bazi main galtian karty hain or nakam ho jaty hain es liye apni trading main lot size ko bhi sahi set karen jis main ap apni trading ko kam risk k sath karny main kamyab ho skty hain or apko apki trading se acah profit mil jata hai laken kbhi bhi galat tarde na lgaen or na he galat lot set karen apk account ki bat hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                    agar hum galt lot lagay gy to hamy loss ho jy ga hamara account baned ho jy ga forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hum is mai aagr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik legal business hain hum gar bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai agar kamyba hona chate hain tohamy mahnet karne ho ge pher he hum paisa kma sky gy forex east wast mai bigat taze sy famous o raha hain hum isy apna life time career be ban sakty hain
                    Trading ka karobaar ek bahut hi Achcha Karya bar hai agar Hamen is Bar Bar Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen bahut hi Aate Aate Ke Sath kam karna hoga Kyunki is Mein hamari ek Chhoti Si Galti Hamen main bahut bada nuksan de sakti hai Is liye pahle a Hamen main Damoh account per kam Karke isase ki acchi Jankari Hasil Karni chahie Taake ham Apne asali account se Kuchh munafa Hasil kar Saken bahut Sare Log Yahan per kam karne Aate Hain lekin vah is Karobar ki acchi Jankari Hasil nahin kar sakte isliye nuksan hone ke bad is karobaar kar chhodkar Bhag Jaate Hain aur Kahate Hain Ki yah Ek karobaar Hai lot size Hamen Apne capital ko dekh kar Lagana chahie Kyunki is ko Lagane ke liye Kafi Jyada Jankari ki jarurat Hoti Hai Jyada Bada lot size Hamare khate ko bilkul Khali kar sakta hai
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                      Ap ki bt bilkal durst hy forex trading aik risky business hony ki wja sy agr ham is m market k up down ko na smjty hoay ya anylyses ko study na kr k galt trade open karty han to zahiri bt hy hamy loss ka hi samna krna prta hy zyada tr forex trading main wahi traders loss karty han jo zyada kmany ka lalich karty han or big lot size trade open kar k jaldi ameer ban na chahty han mgr big lot size trade hamy hmasha nuqsan dyti hy hamy bot bary nuqsan ka samna krna prta hy hamy is sy bachna chaiy or kbi b galt trade open ni karni chaiy hamy pori planning k sath or anylyses ko study kr k daily sirf aik trade open kar k us sy profit hasil karna chaey
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                        G han bhai wrong lot ka matlab ha k ap work out ni karty aur analysis ni karty aur aisy he lot laga dety hain ya ap apny capital ko ni dekhty aur small capital p bari lot laga dety hain tu is tarha apko loss he hona ha na is ki 2 waja ho sakti hain k ap ne ya tu forex trading ki learning achi tarha ni ki aur ap k pass trading ka sufficient knowledge aur experience ni ha jis ki waja se ap wrong trade open kar rahy hain ya phir doosri waja ye ho sakti ha k ap lalach mein aa k wrong trades open kr rahy hain tu apko loss ho raha ha is liye mera mashwara ha k ap patience mein reh k kam karyn aur jab relax mood mein hon us waqat trading kiya kryn jab tension mein hon tu trading mat karyn aur agar ap ki learning theak ni ha tu apni forex ki learning p tawaju dyn aur practice bhi karyn aur phir trding kryn aur emotion aur greed se bilkul door rahyn ta k ap ko loss na ho aur faida ho
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                          Dear Agar Ham galat lot Lagate Hain To Hamen logos ho jaega aur Hamara account Band Ho Jaega Forex Ek Achcha business hai Hamen is raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Ham ismein jitni mehnat Karenge utani hi kamyabi Hasil kar Sakenge Kyunki Agar Forex trading mein Aapki lot galat Lag Gai hai to aap bilkul bhi kabhi bhi apni trading se profit nahi le Sakte agar aap market Mein trade Lagate Hain aur Market mein aap ko yah pata chal jata hai ki aapane Mani management ke hisab se lot Nahin Lagani hai to aap market Mein trade ko close kar de jitni extra loat Lagani Hai vah usmein se close kar de agar aap Badi lot Lagate Hain aur aap thoda sa profit ho jata hai to aap use time bahut hi khush ho Jaate Hain Magar Jab aap market Mein trade Lagate Hain aur aapki lot money management ke hisab se Sahi Hogi to aap usko loss mein aasani se hold Rakh sakte hain Magar Badi lot se aapka account watch bhi ho sakta hai isiliye Hamesha money management ke hisab se a market Mein trade lagaen kabhi aap ismein Kamyab ho sakte hain aur aapko fayda ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                            Dear friend forex trading main humy both ahtiyat sy trading karni chae ha agr humy loss ho bi jay to humy wait karna chae ha or proper analysis kar k us k mutabiq trading karni chae ha agr humari trade loss main ho to humy is ko hedge karna chae ha ya phr humy proper analysis k mutabiq proper stop loss lagana ho ga ta humy ziada loss na ho or acha profit ho sakeny is ley humy mehnat karni ho ge or sab sy pehly ache analysis karny hon gy or phr proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jis sy hum ache earning kar sakeny gy or loss sy bach sakty han or ache earning kar k kamyab ho sakty han or take profit sy ziada sy ziada profit hasil kar sakty han is ley humy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni ho ge jtni ache learning or practice sy trading karny gy to hum ache earning kar sakeny gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : agar hum wrong lot lagay gy to hamy loss hoi ga

                              Dear members Forex trading mein lot size ko bahut zyada Hasil hai, agar ham lot size ko acche tarike se use Nahin karenge tu bara loss uthana par sakta hai is liye hamesha hamen lot size ke mutaliq awareness Hasil Karni hogi. Dusre lafzon mein ham aisa kaise sakte hain ke money management ka dusra naam lot size hota hai yani Ke Jab Ham apne account ke hisab se money ko manage kar ke lot size use karte hain. Bahut sari traders aise Hain Jo Money Management ko follow Nahin karte jis ki wajah se unhen apni trades mein loss hota hai isliye tamam traders ko chahie ki apni tamam trade mein money management ko follow Karen. Forex trading ek aisa business hai jismein hamen bahut technical tarike se kam karna hota hai agar Ham aisa karne mein Na kam hote Hain to hamen Bara lash uthana parta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X