Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?
    Forex trading main apney greed aor emotions per kaisay control kiya ja sakta hai kyun kay eak trader kay liye emotions per aor greed per control karna bohat zaroori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

    Dear ais market mai jab ap kaam karny k liay plan banty hai to aus time ap ko ais mai aik trading strategy select karni hoti hai aor aus k sath ap ko ais market mai tab hi enter hona hai jab ap ki trading strategy k hisab se entry ban rahe ho agar entry na ban rahe ho to ap ko ais market mai pending order laga lena chaye ais market mai jab ap koi trade lagaty hai to aus ko bar bar ap dekhy gay to aus mai ap ghalti kary gay ais liay agar ap ne ais market mai koi trade lagai ho to aus ko laga k market se side par ho jaye jab ap ki trade close ho jaye to aus k baad dekhy agar ap ka stop loss hit hoa ho to aus k baad trade na lagye agar take profit ho jaye to aus k baad dobara analysis kary aor aus k baad ais market mai trade lagye tab ap ko ais mai faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

      Greed ko control kerna zara mushkil hota hai lekin agar ham apni trading main emotions aur greed dad no sy bachna chahty hain tou hamain apni her open ki jany wali trade main stop obsessing as aur take profit laga ker trade continue kerna hogi ky hamain market ko continue observe na kerna pery ham forex market main trade kerty huey jab market ky conrinue observe kerty hain tou hamain kabhi kabhi mariet main aesa bhi lag raha hota hai ky ham trade onpen kerain gy tou hamain her surat profit hi hasil hoga tou jab hamain aesa lag raha ho tou ham phir forex market main chance sy bahot zyada faida hasil kerna chahty hain tou lalach main aa ker jab ham bari lot sy trade open ker lety hain tou hamain greed ki waja sy bara loss ho jata hai

      Agar ham market ko continue observe nehi kerna chahty tou hamain her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit zarur use kerna hoga aur phir market ka wait kerna hoga ky jab stop loss ya take profit main sy aik option hit ker jaey tab ham market ko open kerain aur next trade ky liay planning start kerain tou aesy trade kerty huey ham kabhi bhi emotional nehi hoty aur forex market main hamari trade continue rehti hai ham bary loss sy bhi bach jaty hain aur hamain forex sy acha profit bhi haii hota rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

        Real lalaj ko control karna bahut hi jaruri hai lekin yah impossible nahin hai agar aap hard worker mehnat karo aur experience ke sath trading karen to yah Ek bahut hi accha work Hai Kyunki Forex trading mein agar aap Kamyab burning karna chahte hain to uske liye aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai aur jab Achcha experience bhi aapke pass maujud hota hai lalach ki vajah se aap Badi trade open kar Baithe Hain isliye Hamesha apni leverage ko kam rakhen lalach na hone Ki Sabse Badi vajah yahi hai ki agar aap leverage kam Rakhenge to aapki compared open Hogi to aap Jyada law Se Ban sakte hain aur isliye Hamesha Soch samajhkar trade Karen aur apne risk factor ko saath use karte hue aur trading tools ko use karte hue trade Karen Jaise trading tools take profit aur stop loss ko use karte hue trading Karen tab aap Lal ko control kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

          Forex trading business mai traders ko sub say ziada practice apnay greed aur emotions pay control he kerni chaiye. Forex mai trading kertay huay traders ko loss ho jaey tou emotional hojatey hain aur issi tarah ziada profits ho jaey tou bhi emotional hojatey hain. Greed bohat ziada khatarnak cheez hai. Kiyu kay greed ki wajah say traders apna loss ziada kertay hain aur profit Kamm hota hai. Traders greed ki wajah say ye nahi sochtay kay unhain jo loss horaha hota hai wo pata nahi chalta kiyu kay aik trade mai unhain ziada profit tou ho jata hai laikin agli 2 trades mai loss hojata hai jiss ki wajah say loss aur profit ka ratio hamesha loss ki taraf he rehta hai.

          Traders ko emotions pay control kernay say bhi bohat faida hota hai. Emotions ki wajah say bhi loss kaafi ziada hojata hai. Kiyu kay traders emotional situations mai bohat ghalat decisions lay rahey hotay hain aur unhain pata late chalta hwi jab uss ka koi hall nahi hota hai. Iss liye traders ko apnay emotions ko business say bilkul alag rakhna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

            Dear jahan tak mera khayal ha tu jab ap forex trading start karty hain aur investment kar k ya bonus k bad trading start karty hain tu apko chahye k ap daily ki aik limit rakh lyn k daily ka itna profit earn karna ha for example ap apny account k hisab se daily ka 10 dollor select krty hain tu apko chahye k jab ap apny select kiye gaye target ko achive kar lyn tu ap pc ya mbl se door rahyn aur open he na karyn ta k ap ko greed peda he na ho aur aur apko is k ilawa chahye k jab bhi trade lagayn tu stop loss aur take profit lazmi lagayn ta k apko loss na ho aur emotion aur greed p control karnyn kyun k ap agar greed karyn gy ya emotion p control ni rakhyn gy tu ap kabhi achy trader ni ban sakyn gy aur agar ap k pass knowledge aur experience hoga tu ap confidence k sath kam karyn gy aur is tarha ap k andar lalach aur greed kam hoga is liye mera mashwara ha k ap trading skill barhayn aur zayada time trading learning ko dyn aur apny andar trading confidence peda karyn tab ap patience k sath kam karyn gy aur apko loss kam hoga kyun k achy trader lalach ni karty kyun k unko loss kam hota ha.
            • #7 Collapse

              Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

              Forex business me traders agar rules ko follow karty howy aur proper profit targets set kar key trading karen gey to wo es business me na to greed kar saken gey aur na hi emotional ho saken gey, profit targets jo be members set nahi karty aur jo planing aur rules key sath trading be nahi karty to esy har traders hi emotional be ho sakty hey sath me trading me greed ki waja se mazeed loss be kar sakty hey, agar daily aur weekly targets ko pora kia jaye aur apni limit se zeyada trading na ki jaye to traders 100% greed aur emotions se bach sakty hey trading complete techniques aur planing key sath ki jaye to kesi kisam ka big loss nahi ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex trading jasa k aik behad risky business hy is liay is m greed or emotions ki koi jga ni greedy or emotional traders forex trading main kbi b kamyab ni ho sakty is liay hamy apny lalich or emotions dono pr control karna ho ga tbi ham forex trading main run kr sken gy or hamy chaiy k ham trading sy pehly achy sy planning kr lan achi stertgy bna kr forex m trading start karan daily ka aik target set kr lan jis sy ham lalich sy bach skan ham profit ys loss dakh kr emotional ho jaty han hamy chaiy k ham phly hi asy target bna lan jis m ham ny daily aik trade aik hi time m open kar k aik fix profit daily ka hasil karna ho or profit hasil karny k bd hamy tarde close kar k trading stop kar dyni chaiy isi m hmara faida hy or isi tahra hum lalich or emotions sy bach skty han
                Last edited by ; 13-01-2020, 03:58 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pak30000 پيغام ديکھيے
                  Forex trading main apney greed aor emotions per kaisay control kiya ja sakta hai kyun kay eak trader kay liye emotions per aor greed per control karna bohat zaroori hai.
                  Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai is business se mein Hamen Jo fayda Hota Hai vah dollar ji ki Shakal Mein Milta Hai Iski vajah Se Hamare andar Jyada lalach se Paida ho jata hai aur koi bhi reason Nahin Hai lalach Ke Paida hone ki agar aap is business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Apne Andar Se Lala ko Khatam karna hoga tab hi aap is business Mein Kamyab ho sakte hain iska Ek bahut hi Aasan Sa Tarika yah hai ki aap Jab apni trade se profit Hasil Karen vah jitna bhi ho usmein Sabar kar len Jyada ke bare mein mat sochte aur jab aapki trade aap ko nuksan de rahi ho tab bhi aapko Kuchh Aisa Kadam nahin uthana chahie Jiski vajah se aap ka nuksan aur jyada ho jaaye
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                    Forex trading business at worldwide business ise Mein homework Karke achha profit Hasil Karke apni life ko behtarin banaa sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain Forex trading 1 risky business hai isiliye ismein greddy aur emotions ki koi Jagah Nahin greedy aur emotions traders Forex Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Jo log ismein lalach karte hain vah bhi ismein Sath hi uthate Hain isiliye Hamen ismein knowledge ko award Karke ismein kam karna chahie ismein Achcha aur behtarin varsh Karenge To Hamen ismein achha profit hoga Hamen chahie Ke Jab Hamen profit Hasin Ho Jaaye to Uske trade ko close Karke itne Mara fayda Hai ISI Tarah Ham lalach motion se bus sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                      Forex trading ek Aisa online business hai jis me hamen kam karne ke liye ek mukmmal tour per apni involvement show karta Hai tab jakar wah Forex mein kamyab ho sakta hai. Basically trader pahle human hota Hai Is wajah se human emotions hamesha uske sath dekhte hain Jab vah trading karta Hai to fir bhi emotions uske sath sath travel karte rahte hain. Lekin kuchh human emotions aise hote Hain Jo trading ke liye bahut ziada deadly sabit hote hain Jin mein sab se bad hota Hai hi greed ya lalach kyunki iski wajah se hamesha trader loss mein jaate Hain Jab aap learning ke phase se guzar kar expert trader mein jaate Hain to usko kya Fark sirf yahi hota hai ki ek expert trader apne emotions ko apni trading se bahut dur rakhta hai aur vah hamesha han achcha revenue generate karta rahata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                        Assalamu Alaikum dear friend Forex trading business at worldwide business hai ismein homework Karke a achha profit Hasil Karke a apni life ko behtarin banaa sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain Forex trading 1 risky business hai isliye ismein greedy aur emotion ki koi jagah Nahin Hai greedy aur emotion traders Forex Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Jo log ismein lalach Karte Hain vah bhi ismein Sath hi uthate Hain isiliye Hamen ismein knowledge ko award Karke ismein kam karna chahie ismein Achcha aur behtarin kam Karenge To Hamen ismein Achcha profit Hoga Hamen chahie Ke Jab Hamen profit Hasil Ho Jaaye to Uske trade ko close Karke Itna Na fayda Hai ISI Tarah Ham lalach motion se Bach sakte hain agar aap greed aur emotion Se Bachkar kam Karen Ge to aap bahut hi jyada successful ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                          Assalamu Alaikum Pyare bhai Jaisa ki aapko pata hai ki aapane bahut Achcha question bhi kiya hai ki Forex trading Jaisa Ek behad a risky business hai isliye ismein greed aur emotional ki koi Jagah Nahin Giridih aur emotional traders Forex trading Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen Apne lalach aur emotional donon per control karna hoga tabhi Ham frax trading Mein Rang kar Sakenge aur Hamen chahie ki Ham trading se pahle acche se acchi planning kar le acche tarike ka Banakar Forex trading Mein start kam start karen Delhi ka ek target set kar len jisse Ham Lal se Bach sake Ham profit loss Dekhkar emotional Ho Jaate Hain Hamen chahie ki Ham pahle hi aise target banaa len jismein Humne Delhi Trade ek hi time hai open karke Ek Forex profit Delhi ka hisab Hasil karna hota hai jisse ki Ham Kamyab ho sakte hain aur bahut hi Achcha banasur kar sakte hain lekin iske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi apni planning ko acche tarike se banana Hoga tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                            Aslamualaikum friends,
                            Forex forum pa Kam krty waqat ya trading krty waqat members k Lea ya bt bht zayada ehmeyat ki Hamil ha k wo kis had tak apny Greed aur emotions pa control rakhty hn.
                            Forex forum or Forex market completely fact and figure pa base krti ha es lea emotions ka es market ya forex forum ca kesi b kism ka koi b taalak nahi ha .
                            Jb b koi trader emotional ho k trading krta ha tu profit hasil krny ki jgha loss ko face krta ha .
                            Emotions pa kabo pany k Lea zrori ha k ap apna knowledgeko improve Karyn ta k trading men asani ho dosra ap ki chahea k apni practiceko demo pa zayada ca zayda waqat dayn ta k market men any wali new hurdles ko samnjy aur eny face krny men asani ho air aisa krny ca apka ka experienceb barhy ga jis ko apko apny emotions pa controlkrny men madad hasil ho gi .
                            So dear members jb b Forex forum pa Kam k Lea ayn mentally bilkul fresh ho k ayn market ko Sr pa dear na kry agr trend smj nahi a rha tu jaldbazi aur lalaj men a kr hergiz kesi b terha ki trade open na kryn ta k AP apna kemti sermaya mehfoz rakhty sakyn
                            الحمد لله رب العالمين

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed aor emotions per kaisay control kiya jaye?

                              Greed or emotions dono aisy element hain joky na sirf nuksan dyty balky trader ka career ko bhi start hony sy pehly ke khatam kardyta jo ky zyada tar newcomers ky sath paish aata. Sabar aik wahid element hy jo indono ko mukamal khatam karta trading sy or real life sy bhi isliye sabar ka hona sab sy zyada important hy. Sab say best way emotions ko control karne ka hy ky trader demo account open kry or dhyan sy market ke situation ko observe kry bina trade kiye. Jab trader baithna seekh jayega trading screen ky samne or mindset krega market ky liye tou sabar increase hoga joky live trade mein success ky liye zaruri hy.
                              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X