Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?
    Forex ki real trading kay liye MT4 ya MT5 trading terminal he kiyu use kia Jata hai? Kia koi aur software nahi use kia jaa sakta?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?

    Dear MT 4 aur MT 5 terminal 1 tarha se trading platform hey jes ko bahot se brokers use karty hey, instaforex be apny investors ko MT 4 aur MT 5 terminal provide karta hay jes me trading karna easy aur tools ko samjna be easy hay, aur koi be esa platform nahi hay jes ko use kar key trading ki jaye, web trading be possible hay magar investors aur trading siraf MT 4 ko like karty hey ya per trading karna MT 5 terminal me easy samjty hey, har trader ki koshish hoti hay key us ko trading platform me charts be zeyada mil jaye aur sath me tools be bahot zeyada ye siraf MT 4 me mumken hay aur MT 5 me available hey.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?

      Forex market main jab sy online trading start hui hai tou sab sy pehly same trading ky liay mt4 platform use Kia jata tha jab kuch advancement required hui tou phir mt4 ki advanced version mt5 ki surat main aai tou kuch traders ny apna account mt4 sy mt5 per shift ker lia lekin maximum traders aesy bhi thy jinhon ny mt4 per trade kerna hi behter samajha ky kafi sary trading options tou mt5 main advance ker diay gaey lekin kuch options aesy bhi hain mt5 main jis ki waja sy ab bhi mt4 hi behter lagta hai so agar ham mt4 trading platform ko use kerty huey bhi trade continue kerty hain tab bhi hamain trading main koi problem nehi ata lekin mt5 main kuch drawbacks ab bhi hain

      Meta Trader 4

      Meta Trader 4 basic trading platform hai ky ham jab bhi kisi broker ky through apna account register kerty hain tou ham same account ko meta trader 4 main login ker ky trade continue kerty hain tou hamain same trading platform main jo facilities hai un main hamary pas trading ky liay time frames hai jo nine time frames ham use ker ky trade ker sakty hain aur ham forex market main meta trader 4 ko use ker ky hedging technique use ker ky trade ker sakty hain

      Meta Trader 5

      Meta trader 4 maun kuch advance options available hain ky is main time frames bhi zyada hain mt4 sy aur analysis ky liay tools bhi zyada hain isky elawa forex trading indicators bhi mt5 main zyada hain lekin yahan aik bara drawback yeh hai ky ham mt5 sy forex market main trade kerty huey hedging technique use nehi ker sakty ky ham apny balance per secure trade ker sakain

      Maximum traders meta traders ko hi use ker ky trade kerty hain ky yahan per trade kerna bahot easy lagta hai ky ham achi terha analysis bhi ker lety hain indicators sy bhi help ly sakty hain aur hamain market news bhi yahan per milti hain isi waja sy maximum traders Meta traders ko hi trading ky liay pasand kerty hain warna tou zyada ter brokers ki apni apni trading apps bhi available hain jin sy ham forex market main trade ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?

        Trade tou mt4 mein bi aor mt5 mein bi aik jesi hi hoti ha lekan ham ko jis mein trade kerny pe zyada profit milta ho usi mein trade kerty rehna hota ha tou hi ham ko trading mein profit milta ha ham ko zyada experiece mt4 ka ho tou mt4 mein trade kerny per aor agar ham ko mt5 mein trade ka zyada experience to tou mt5 mein hi trade kerni hoti ha ham ko forex trading mein experience ki bunnyad pe hi acha profit bi milta ha agar ham demo trade kerty kerty apna experience zyada ker lety hein tou phir ham ko bahout zyada profit bi milna shuru ho jata ha zyada profit jis software pe trade kerny pe mil raha ho ham ko us software mein hi trade kerni chahiey woh mt4 software ho ya Mt5 per ham ko apna software update bi kerna chahiey kiun ky bar bar software outdate bi ho jata ha tou trade kerny mein mushkal hony lag parti ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?

          forex trading main mt4 aur mt5 ky ander he sab tools hoty hain aur unhi ky ander he forex ki tmaam serves hoti hain jin say ap trade kar sakty hain aur in softwere ky ander he sab tools deay hoty hain jin say ap forex market ko analysis kar ky profit hasil hain mt4 ky bgair ap apni trading main acha result nahi lay sakty hain na he itna profit hasil kar sakty hain kyon ky yeh procejure online hota hai aur yeh aik online business hai ager yehi kam physicaly hota tab ham ko na he itna ziada profit milta aur na he ham ko kam investment say khas faida hota es lea yeh aik jadeed nizam aur sab sy fast method hai forex main earning karny ka jiss say ap bohut jaldi rich ban sakty hain ager ap ky pas acha experience hai tu
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading kay liye MT4 ya MT5 he kiyu use hota hai?

            Nahe dear ye zarori ni hai k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai software bahot sary mil jaty hai jin par trade kar sakty hai jaisy simple mete trader hai ya ais market mai c trader wala option hota hai agar ap ne software use ni karna hai to ap ais mai client cabinent mai login kar ley aor aus mai ap k pass web trading wala option aa raha hota hai aus mai ap asani se trade kar sakty hai ais market mai ap ki apni marzi hoti hai k ap ne ais market mai jo bhi cheaz use karni ho ap ais mai use kar skaty hai kun k ais market mai ap ko sirf net se connect hona hota hai aus k baad ap ais market mai kahe se bhi kaam kar k acha profit bana sakty hai ais mai ap virtual server use kar k apna account laga k robot use kar skaty hain aor ap offline ho magar account actvie hota hai aor trade lagti rehti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X