handging in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    handging in forex trading...
    all dear forex mambers forex trading main handging aik asye technique hai jis ko use kar k hum apni trading ko profitable bna skty hain aghr hum es ko sue karty hain tu es main ap aik certian time period k sath apni tarde buy sell kaarty hain es k sath ap market k trend ko judge kar skty hain or osi trend ko he ap apni trading main use kar lety hain or profit gain kar lety hain...:1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: handging in forex trading...

    handging in forex trading gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap trade ko ager handghing ask trade ka trend check kerna ho too iss main aap trade buy oor sell donoo lagain oor trade ka trend check Kerain jiss say aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap Zindagi main aapna knowledge oor expriences main bhi izafa ker sakhty hain iss say aap aapni ghaltiain ko daroost ker ky acha knowledge oor expriences Sab ky sath share ker sakhty hain oor acha profit bhi hasail hota hay ager hardworking person who too aap ko ko forex main trading kerty hoay aap zaroor kamyab hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: handging in forex trading...

      Forex market main hamain successful trade kerny ky liay different techniques ko apply kerna perta hai ky hamain open ki jany wali trade main loss kam aur acha profit hasil ho saky so jahan ham bahot sari techniques use ker ky trade kerty hain yahan per ham hedging technique bhi use ker ky trade kerty hain tou forex market main trade kerny ka sab sy secure tareeqa hai ky ham agar forex market main trade ka acha experience nehi bhi rakhty aur hamain market ki samajh bhi nehi aa rehi tou aesy time per hamain hedging start ker leni chahiay ky agar ham single trade open kerty hain tou ho sakta hai hamain continue loss hona shoru ho jaey jo hamary account ko wash ker dy

      Ham aesy time main jab market ki samajh na aa rehi ho tou single trade ki bajaey hedging technique use kerty huey trade open kerty hain ky ham equal lot size sy trade open kerty hain both sell maim bhi aur Buy main bhi tou jab market kisi support ya resistance per ja ker ruk jati hai tou wahan per hamain aik trade jis main profit hasil ho raha hota hai close ker lety hain aur dusri trade jo loss main chal rehi hoti hai usko us waqat tak continue rakhty hain jab tak us maij loss kam nehi ho jata hai ky hamain loss kam hony per acha profit hasil ho raha ho tou ham trade close ker lety hain

      Hedging technique sy forex market main trade kerna bhi bahot mushkil hota hai hedging technique main bhi wohi trade Kanyab hoty hain jo same technique ko use kerny ka acha experience rakhty hain warna ham jab aik trade ko thory sy profit main close ker lety hain tou loss wali trade jo run Lee rehi hoti hai us main loss increase hota rehta hai agar ham trade loss main hi close nehi kerty tou hamara account bhi wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: handging in forex trading...

        Dear ais market mai hedging k bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai trading kar sakty hai aor profit bana sakty hai agar ap ne dekha ho to ais market mai koi trade lagaty hai aor ap ki trade loss mai jati hai to aus time ap ais mai hedge kar sakty hai aor ais market mai ap aus hedge se account mai loss se bach jaty hai agar ap ne ais market mai hedgeing strategy par kaam karna hai to aus mai ap ko sirf trades lagani hoti hai mean aus mai calcultion hoti hai aor aus k hisab se ap sirf pending order lagaty jaty hai aor ap k account par trades agar loss mai chal rahe ho to kuch time k baad jab profit mai aa jati hai to hum sari trades close kar dety hai aor aus k baad new trades laga k profit bana lety hai ais market mai bahot sary tareeky hai hedge karny k.
        • #5 Collapse

          Re: handging in forex trading...

          Hedge trading strategy esi hay jes me esy traders apna account lock kar sakty hey jes ka 1 ya 2 trades big loss me hon, esy me hedge trading strategy ko use kar key esy kesi be loss waly trades me mazeed loss nahi ho saky ga, agar sell orders loss me hey to etna hi lot size use kar key mazeed kesi loss ya account wash hony se safety karna possible ho jata hay, loss ko recover karny ya kesi be big movement se hony waly loss se bachny key ley hedge trading ka use kia jata hay, es strategy me 1 trade to loss me hota hi hay magar other jo trade open kia jata hay ye profit me zaror jata hay. opposite direction me trading har time nahi karni chaye jab loss zeyada ho aur es ko manage karna zarori ho jaye to esi condition me hi hedge trading karny ka faida hay.
          • #6 Collapse

            Re: handging in forex trading...

            Dear friend forex trading main hedging best technique ha jis ko istamal kar k hum apna account loss sy bachata sakty han or is k alawa hum behtar trading kar sakty han is key humy ziada sy ziada learning or practice sy seekena ho ga k hedging kase karty han or kis jaga kam aati ha
            Forex trading main ap ny aik trade open ki means sell open kar di us main loss chal raha ha or market k analysis karny sy humy lagata ha k market mazeed up jay ge to wahan pe hum hedging karty han means sath buy open kar laty han jis sy humari trade equal ho jati han mazeed loss ni hota ha or jahan tak humary analysis k mutabiq jana ha wahan pe take profit laga dan jab value up jay ge or take profit ko touch kar k wapis aay ge to ap ko ziada profit ho sakta ha or jab wapis aay ge to sell bi profit main close kar sakty han is tahra hum hedging sy ache earning kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: handging in forex trading...

              bhai jan ap ny boht achi thraed bnai hai jis main ap ny handging in forex k bary main hmain btya hai jub k yah aik such main boht achi trading technique hai jis main hum apni trading kar skty hain forex main trading k method boht se hain jin main hum apni trading ko profitable ban skty hain laken yah hmari khud ki mahnat hoti hai k hum un ko use kis rha karty hain esi rha ab handging bhi ayse he techique hai jis main aghr hum apni trading kare tu hum baraa cha profit lay kar apni trading kar skty hain laken es k liye hmain amhnat or lagan kiz arort hoti hai jitni hum apni trdaing karty hain otna he hmain acha profit milta hai or hum akmayb hoty hain es liye apny kam ko bahtr se abhtr bnaen aghr ap chahty hain k ap kamyab hon or achi earning karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: handging in forex trading...

                Forex trading mai hedging ki techniques use expert traders kertay rehtay hain. Hedging ka Matlab rokna ya rukawat daalna hota hai. Trading kertay huay aksar aisay moqay aajtay hain jiss mai koi trade loss mai janay lagti hai aur traders ko undaza hojata hai kay Agar loss ziada Hua tou account wash ho sakta hai. Aisay waqt mai traders uss loss ko balance kernay kay liye uss Loss waali trade kay opposite aik Dusri trade open ker laitay hain. Aksar traders hedging waali trade ka lot size bhi ziada rakhtay hain takay loss aur profit ratio jald balance ho jaey aur dono trades ko close ker kay account ko safe ker Lia jaey.

                Hedging strategies Agar achay balance account kay saath apply ki jaey tou faida bhi hota hai. Jaisay kay trader ka account balance acha ho 2 trades hedge ho chuki ho tou traders same waqt mai scalping ker kay both side movements say short trading kay ziarye profits banaey jaa saktay hain laikin hedging aur scalping ko aik waqt mai apply kernay kay liye experience aur account balance dono ka he bohat strong hona bohat zaruri hai nahi tou account bohat jald wash bhi ho sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X