lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?
    dear jub hamko markeet main lose hota hay to kia recovery k liye hamko phir jaldi krni chaye aur is jaldi main kia hamko lots big ka use krna theek hay ya nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

    Forex market mai loss kay baad loss ko recover kernay mai jaldi kerna mazeed loss ka sabab banta hai. Traders ko jab loss hojaey tou kabhi bhi 2 kaam nahi kernay chaiye. Pehla kaam trades open kernay mai jaldi kerna hai. Jaldi mai trade open kernay mai traders sub kuch Bhool jatey hain aur saari safeties ko chore daitay hain aur dusra kaam big lot size say trades open ker kay apna loss recover kernay ki koshish kerna hai.

    Traders ko jab loss hojata hai tou woh kisi dusray ki ghalti sahi nahi hota hai bulkay trader koi na koi aisi cheez ignore ker daita hai jisay woh bohat maamuki samajh raha hota hai. Forex mai choti say choti mistake bhi bohay Bara loss day jaati hai. Forex aik business hai aur business mai undaza nahi chaltay iss liye her trade ko poori Tarah home work kay baad he open kerna chaiye. Tarders ko loss hota hai tou woh small lot size kay saath bhi recover hojata hai sirf time kuch ziada lagta hai.
    • #3 Collapse

      Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

      Friend forex market m ham jb loss krty han to hmara mind disturb ho jata hy or ham confuse ho jaty han asi halat m hamy trading ni krni chaiy balky trading stop kar dyni chaiy hamy kbi b loss k foran bad loss ko recover karny ki koshish ni krni chaiy or na hi bari lot size trade open kar k apny loss ko recover karna chaiy bari trade open karny sy hamara loss recover hony k bjaiy ham apna account wash kr dan gy q k bari trades open karna hmari investment k liay bot bara nuqsan hy hamy agr forex trading main loss ho b jata hy to hamy isy recover karny m jaldi karny k bjaiy Aram skon sy planning kr k anylyses ko study kr k market ki movement ko dakh kr smj kr choti trades open kr k thora thora profit hasil kr k apny loss ko recover kar lyna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

        G nahi dear loss ki recovery me aur be zeyada risk ko minimize karny ka khayal rakna hota hay, loss ki recovery big lot size key base par nahi ho sakti hay na hi esi kesi planing key sath trading karni chaye, loss agar recover ho sakta hay to es me traders ki achi aur unique trading plan ka hath hota hay, big lot size ham profit earn karny me be use karty hey magar hamy zeyada tar loss hi hota hay es ley jab be loss ki recovery karny key maqsad se trading ki jaye to traders ko 5 targets me apna loss recover karny ki koshish karna ho gi aur 5 days ya es se zeyada din me apna loss recover karny ki be planing karna ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

          dear forex mambers jesa k hum sub es bat ko bari achi trha janty hain k hamain apni tradng main lot size bara rakhny se loss bhi bara matalb k zyda hota hai or aghr hum loss k bad bari lot ks ath os los ko recover krny ki koshish karty hain tu hum loss ko recover karny k liye bhi bari lot k sath sath apni trading ko bhi risky bna rahy hain jis main hmain dobra loss hony k chances bhi zayda hoty hain es liye aghr hum apny loss ko small lot k sath recover karen tu thora thora loss recover kiya ja skta hai risk k bgair..

          bohat se mambers experts hoty hain trading ka knowledge bhi un k apss boht hota hai or expiernce bhi acha ho tu wo bhi apny loss ko recover kar skty hain jub wo mambers apny loss k bad bari lot lga kar apni trading kar lety hain or apny loss ko recover bi kar skty hain es liye hmain apni trading main apny loss ko recover karny k liye soch smjh kar trading karen ta k ap ka loss recover ho skay
          • #6 Collapse

            Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

            Bari lot sy forex market main trade kerna kabhi bhi profitable nehi hota ky hamain kabhi bhi market main trade open kerny per loss hona shoru ho jata hai tou small lot sy trade open ho tou itna zyada loss nehi hota ky jis ko ham recover bhi na kerain lekin agar ham forex market main bari lot use kerty huey trade open kerty hain tou jab bhi hamain open trade main loss hona shoru hota hai tou bahot jald hamain investment per bahot bara loss bhi ho jata hai jis ki recover kerna bahot mushkil hota hai jis waja sy ham forex market main trading main bary bary risks lety hain tou hamara kuch loss already ho chuka hota hai tou loss increase hoty hoty account hi wash ho jata hai

            Hamara forex market main long wala loss sirf usi waja sy recover ho sakta hai ky ham forex market main just normal trade kerty rehain aur loss ko recover kerna main zyada jaldi na kerain ky thora thora ker ky ham bari loss ko bhi recover ker lety hain lekin bary loss ko recover kerny ky liay hamain kabhi bhi bara risk lety hain tou hamain trades open kerny sy loss recover tou nehi hota albata loss increase zarur hota hai jo account ko wash ker sakta hai so jab hamain open trade main loss ho jaey tou hamain pehly sy zyada ehtiat kerty huey secure trade kerni chahiay ky ham market main safe trade kerty huey loss ko bhi recover ker sakain aur profit bhi hasil ker lain
            • #7 Collapse

              Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

              Ji han bilkul aisa hota hai ki Jyada trader Aisa Hi karte hain kya unko Ek trade se loss ho jata hai to vah dusri ko Badi lot size open kar dete Hain isliye trader ko chahie ki vah Big Lot size mein mat open Karen aur apni equity ko Dekhte Hue trade open Karen Kyunki aapki equity jitni Hogi use hisab se aapko lot size open karna chahie aur Hamesha trading tools ko use karna bahut jaruri hai Jaise take profit aur stop loss ko use karna bahut jaruri hai Jiski Hatya aap kafi acchi trading kar sakte hain aur apne loss ko recover kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use kerna theek hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi information oor achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi trading ker sakhty hain oor acha profit bhi hasail hota hay oor ager aap ko koi loss hota hay
                • #9 Collapse

                  Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                  Nahe dear ye bahot hi ghalti hai k agar ap ais market mai trade lagaty hai aor aus par loss ho jata hai to aus time agar ap emotional ho jaty hai to ap aus time lot bari laga lety hai aor loss ko reover karny k liay magar aus time ap ko agar loss ho jaye to ap ka account wash ho jaye ga ais liay agar ap ko kisi trade par loss ho jata hai aor ap ne aus loss ko recover karna ho to ap ko ais market mai lot normal rakhni chaye aus se ap slow slow account ka loss recover kar sakty hai ais mai ap jab account par trade lagaty hai to ap ko ais mai thora thora profit hota rehta hai aor ap aus par asani se trade laga k acha profit bana sakty hai aisy hi ais market mai loss ko recover karna hota hai to aus k liay hum ko plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                    Dear friend loss or profit donu business ka hisa ha forex trading main loss ya profit ho sakta ha par agr hum proper money management or risk management sy trading karny gy to hum kamyab ho sakeny gy or loss kam sy kam ho ga or profit ziada sy ziada ho ga jab k agr humy loss ho bi jay to is ki recovery k ley humy juldbazi ni karni chae ha or na he bari lots istamal karni chae han is sy humy ziada loss ho sakta ha is ley humy both soch samj k trading karni ho ge jis sy hum ziada profit hasil ho is ley humy pehly forex trading main ache learning or practice karni ho ge jis k bad hum small lots or small risk sy ache trading kar k ache earning kar sakeny gy or apna loss bi recover kar sakeny gy is k ley humy mehnat karni ho ge or ache earning kar k forex trading main kamyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                      bhai jan yah apki apni trading ability par depend karta hai aghr tu apk account main itna balnce hai k ap bari lot lga kar apny loss ko recover kar skty hain tu beshak aysa kar skty hain laken es main aghr ap bari ot lga kar trading kar rahy hain tu apki trading main loss hony k chances bhi zyda hoty hain es liye aghr ap apny loss ko thora thora kar k rexover karen tu yah zda faida mand ho skta hai ap k liye q k loss k bad loss ko recover karny k liyez arori hai k hum apny account ko bhi wash na krwa bethy es liye amjhdari esi main he hai k ap apny account ko save rakhty howe apny loss ko recover karen ta k ap apni trading main loss ko bi recover kar len or ap apni trading ko bhi jari rakh skaen yah apki apni smjhdari par sub kuj hota hai q k jald bazai se hum khubhi bhi kuj thek nahi kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                        dear Forex trading business Ek bahut hi risky business Agar Hamen Forex trading business Mein lose a Jata Hai To Hamen confidence se face karna chahie aur usko recover karne ki koshish Karni chahie Kabhi Bhi Apne balance Se Jyada lot size ka istemal nahin karna chahie aur Soch Samajh Ke trade Lagani chahie market ka news ka analysis karna chahie aur koshish Karni chahie ki trade order Lagane se pahle Apne mind Mein loss ko recover karna Rakha Jaaye aur ek Waqt Mein Ek trade Gai Jaaye Kabhi Bhi Jyada risk na liya Jaaye Taki Hamen dwara loss ka Samna Na Karna Pare Apne balance ko Jyada Se Jyada increase karne ki koshish ki Jaaye aur then profit ki taraf Fox kiya jaaye Jab Ham market Mein Apne loss ko recover karna Sikh lete hain tab Ham easily Forex trading business Mein Kamyab Ho Jaate Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                          g agher to ap ka loss howa hain to ap ko dehyan sy recover kerna chayh yeh na ho ap lot ky chker my apni baqi bhi account wash kerwa ap jitna normal use hun gyh ap utna acha kama sky gyh or ap ko chayh ky lot zyda beri na lgyh asy ap ko zyda lose ho skta hain ap apny acount lose ni dehyan sy kerna chayh or ap ko lose ko recover kerny ky liyh expert sy help leni chayh .
                          • #14 Collapse

                            Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                            dear jub hamko markeet main lose hota hay to kia recovery k liye hamko phir jaldi krni chaye aur is jaldi main kia hamko lots big ka use krna theek hay ya nai?
                            Bhai Jaan Main aapko Ek bahut hi simple si Baat batata hun Jab market mein aap cal ho jata hai to aap ko bahut hi kya karna chahie Samay is tarike se kam karna chahie ki Hamen pahle hi apni trade se loss Na Ho Kyon Kaise block ho jata hai to bahut jyada Pareshan Ho Jaate Hain aur pareshani mein Hamen bilkul bhi samajh Nahin Aata ki Hamen Kaise kam karna hai Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham Iske andar kamyabi Hasil karna chahte hain aur Chahte Hain Ki Ham is business se Kuchh acchi earning Hasil kar len To Hamen bahut hi carefully ismein kam karna hoga aapane recovery ke bare mein baat ki bhai recover karna to bahut Aasan hai lekin iske liye jo jo kam Hamen Karne padte hain vah bahut jyada Mushkil Hai market Korean like karna padta hai aur bahut sari chijon Ka Khyal Rakhna padta hai
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lose k baad recovery k liye kia hamko lots big ka use krna theek hay?

                              No dear Aisa bilkul Bhi Kabhi Nahin Karna chahie Kyunki yah Ek bahut badi bevkufi hoti hai agar aapko kabhi bhi Forex trading Mein launch hua hai to uski Badi vajah Yahi hoti hai ki aap acchi trade Nahin Le paate lekin use loss recovery karne ke liye Jaruri Nahin Ki aapko Badi lot size use Karen Kyunki agar aap Badi lot size use kar le to vah bhi aapke liye train loss Mein Chali Jaaye to Aapka account risk Mein Chala Jata Hai To uske liye jaruri hai ki Apna lot size kam hi rakhen aur Ahista Ahista acchi train let a jaen Ek acchi trade Jab mil jaaye to usse aap apne account ko recover kar sakte hain to isliye lalach Nahin Karni chahie Agar aapka loss Ho bhi Jaaye to bhi sambhal ke sath kam Lena chahie aur kam lot size ke sath hi training Karni chahie jisse aapko accha benefits ho sake aur aap acche trader ban Sako

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X