Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?
    dear all members or yaha par moujood live forex traders sab doston say yaha par mera aaj ka salwa ye hey k America strike ki waja say jo k chand din pehly waqia paish aya hey us waja say apko aaj ki news me saaf pta chala hoga k oil b market me kaafi hadd tak girr gya hey or USD ka rate b bohat he kam ho chuka hey ab yaha par sawal ye paida hota hey k ye sab kiu huwa? or agla sawal ye hey k forex market ka in sab say kiya taluk hey? kiya news aaty he forex market me bhag door mach jati hey ya forex market bass big fishes k asulon par he chalti hey k bary investors jaisay ya jis taraf apni trade ya investment lagaty hen ye forex market bass usi traf he jati hey??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

    Dear ap ne agar fundamental ko dekha ho to ais market mai ap jab kisi currency par kaam karty hai to aus par trade lagany se phly ap ko aik dafa analysis karny hoty hai aor aus k baad ap ais market mai trade open karni hoti hai agar ap ais market mai dekhy to ais market mai koi bhi news aye to aus ki waja se market moment karti hai aisy hi jo bhi masla ho to currency weak ho jati hai aor aus k sath jitny pair hoty hai aun mai moment ausi hisab se hoti hai agar usd ko dekha jaye to ye aik major currency hai aor ais k sath jitny pairs ban rahy hai agar ap ne aun par trade karni hai to to ap ko usd index dekh lena chaye aus se ap ko kafi zayda help mil jati hai aor ap asani se aik pair par analysis kar k bahot sary pairs par trade laga sakty hai aor paisa kama sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

      America bahot bara country hai jahan per koi na koi strike tou chalti hi rehti hai tou uska effect bhi forex market per zarur perta hai lekin ab jo gold aur crude oil kafi down chala gia hai tou ab strike ky inverse kam ho raha hai halanky agar strike forex market ki effect kerti hai tou market main crude oil aur gold ki prices bahot zyada up honi chahiay ky yahan per tou strike ka forex market per inverse effect ho gia hai ky crude oil aur gold main market down ja rehi hai jab sy Iran aur America ky halat normal huey hain us waqat sy market stable ho chuki hai aur ab market apni technical movement ker rehi hai ky kabhi kuch IP tou kabhi kuch down move kerti hai lekin in pairs main market kafi down chali gai hai tou ab market kisi bhi waqat kisi bhi direction main move ker sakti hai jis ky liay hamain ready rehna chahiay

      Market main stability ki waja sy market fold sur crude oil main up jana ruk gai hai ky agar market stable na hoti tou ab forex market main agar zyada up ja chuki hoti hamain market main trade kerny ka faida bhi isi waqat hota hai jab market stable hoti hai warna jab market one direction main continue move ker rehi ho tou ham jab bhi aesy situation main trade open kerty hain tou hamary profit hasil kernybsy chances bahot kam hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

        Dear friend forex trading main last time USA or Iran ki waja sy market pe both ziada asar para ga oil or gold ki value pehly both up move kea ha or phr down aya ha is main market ny both ziada movement ki ha is main logun ka both ziada loss bi hua ha or kuch ny both fayda bi uthya bi ha
        Forex trading main jab USA ny attack kea ha tab USD weak hua ha is k bad jab Iran ny attack kea ha USD weak ho k bad main strong hua ha jis sy market main both fast movement hue ha means pehly market ny up movement ki ha or phr down aai ha isi waja sy gold oil ny up movement ki ha phr down movement ki ha is ley humy both ziada ahtiyat sy trading karni chae ha ta k hum ziada sy ziada fayda hasil kar sakeny is k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jis sy hum ache trading kar sakeny or stop loss or take profit sy humara account safe ho ga or loss kam sy kam or ziada sy ziada profit ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

          Dear news par agar hamari nazar ho to market me kesi kisam ki ghalti ham nahi kar sakty hey, Iran ne attach kia jes ki waja se ye saaf nazar araha ta key USA jabawi war kary ga es waja se gold aur crude oil ki market me price increase ho gai ti aur US dollar ki keemat kam hony lagi ti magar jawab me USA ne koi jawab nahi dia aur Iran ko be mashwara dia key wo per se koi attack na kary es waja se market apny normal position me a gai aur crude oil key sath gold ki keemat me kami achuki hay agar USA badly me attack karta to market ki position koch aur hoti, careful ho kar news se market ka jaiza lena chaye to trading me ham se koi ghalti nahi ho gi.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

            Dane use per Agar Hamari Najar ho to market mein kisi Kishan Ki Galti Ham nahin kar sakte hain learn a attach kiya Jiski vajah se yah saaf Najar a raha hai USA Jab Bhi vah Karega is vajah se gold aur karod oil ki market mein price ine class Ho Gai aur use dollar ki kimat kam Hone Lagi Thi hai to Magar Jawab Mein USA ne koi jawab nahin diya aur learn ko bhi Mashwara Diya ke woh Pyar Koi attach na Karen is vajah se market Apne normal position Mein a Gai aur Krodh oil ke sath gold ki kimat mein Kami Aaj chuki hai agar USA Badle Mein attach karta hai to market ki question Kuchh aur Hoti Hai careful hokar news se market ka jaja Lena chahie to trading Mein Ham Se Koi Galti Nahin Hogi aur ham bahut acche se kaam kar Sakenge Kamyab Ho Sakenge
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: America strike ki waja say dollar or oil kafi nechy aya hey kiu?

              Asalam o alikum Bhai ap ny bilkal sahe kaha ha Jo country bi jang karti ha ya halat kharab karti ha to is ki currency both damage hoti ha is ley humy asy kam ni karny chae Han jis sy humary country ko loss ho jasa k USA my Iran pe aik strick ki jis ka jawab iran ny bi dea but is ka asar USA ki economic pe para ha jis sy us k sath related jtni bi currency the sab strong but Han or USD weak hua ha isi tahra USD weak hony sy oil ki price both down aai han or gold ki price sab sy high level pe punch ge han is ley humy jab bi trading karni ho to in baatun ka Khayal rakh k trading karny ta k hum kamyab ho saken or humy loss na ho is waja sy humy ache analysis kar k trading karni ho ge ta k hum easily kamyab ho saken

              اب آن لائن

              Working...
              X