Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?
    Forex trading mai hedging ko frequently use kertay rehna kaisa hai? Kia hedging ko frequently apply kernay say trader ko account ziada time pay risk pay rakhna parey ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

    Dear jaisy ap ko pata hai k hum agar apni trades k sath take profit aor stop loss use kary to hum ko account par hedging ki zarort ni parti hai magar jab hum apni trades k sath stop loss ni lagaty hai aor humri trades loss mai jati hai aor hum ko nazar aa raha hota hai k humra account wash ho jaye ga to aus time hum apni trades ko hedge kar dety hai ya kai log trade ka jaha par stop loss banta hai waha se hedging k liay pending order laga dety hai magar jab ap ais market mai zayda trades ko hedge kar dety hai to aus mai ap ka account wash ho hi jata hai kun k ap apni trades par se jab hedge khatam kar dety hai to aus time ap ka account phir phans jata hai aor choti si ghalti ki waja se ap ka account wash ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni parti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

      Hedging technique ko use kerty huey earning sirf expert traders hi ker sakty hain agar ham forex market main same stretigy sy trade kerny ka acha experience rekhty hain tou hamain her trade hi hedging technique use ker ky open kerni chahiay ky hamain kabhi bara loss na ho saky jo hamain single trade open kerny per hota hai hamara account aksar single trads open kerny ki waja sy wash hota hai lekin bahot kam chances aesy bhi hoty hain ky ham hedging technique use kerty huey bhi apna account wash ker lety hain Jesy hi ham aik trade kuch profit main close kerty hain tou market same direction main bari move ker jati hai so hamara loss bhi bahot zyada increase ho jata hai tou bat account wash tak chali jati hai

      Hamain forex market main hedging ko frequently use nehi kerna chahiay jab ham achy analysis kerny ky bahd trade open kerty hain tou hamain aik hi Trade open ker ky continue kerni chahiay jab ham aesy time per bhi hedging use kerty hain tou phir hamari trade main profit ka hamain long time wait kerna perta hai lekin agar aik trade ho tou hamain acha profit hasil hony per ham same profit ko withdraw bhi kerwa sakty hain so jab hamain achy analysis ky bahd yeh sure ho ky market kisi aik direction main hi move kery gi tou single trade open kerni chahiay ky hamain acha pofit hasil ho jaey aur ham same profit ko withdraw kerwa sakain lekin agar hamain trade open kerny ky liay samajh na aa rehi ho tou phir hedging best technique hai trade kerny ky liay
      • #4 Collapse

        Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy hedging bar bar istamal ni karni chae ha balky sirf zarorat k mutabiq karni chae ha q k is main risk both ziada ho ha or is main humy ziada loss bi ho sakta ha is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge ta k humy loss bi na ho or hum ache earning bi kar lan is ley humy pehly he achy analysis kar k trading karni chae ha or har trade proper money management or risk management k sath open karni chae ha or har trade k sath stop loss or take profit istamal karna both zarori ha is ley humy ziada sy ziada apni learning or practice pe tawaja dani ho ge jtni ache learning or karny gy hum behtar trading kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy jab k bar bar hedging karny sy humy ziada loss bi ho sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

          Hedge trading ham regular aur daily kabi be nahi kar sakty na hi esi koi ghalti karni chaye, jab loss ho jaye aur es loss ko recover karna mushkil lagy to hedge trading karni chaye, hedge trading me loss slowly recover ho sakta hay aur es me koch weeks be lag sakty hey magar traders ka account hedge trading ki waja se kabi be wash nahi ho sakta hay aur loss be 100% hi recover ho sakta hay, loss ko recover karny ki strategy siraf 1 hi hay aur ye hedge trading hi hay, ham risk ko be es strategy me avid kar lety hey aur apna loss recover karny ka target be pora kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

            Ji han trading Ham regular aur daliye kabhi bhi nahin kar sakte na hi aisi Koi Galti Karni chahie Jab loss ho jaaye aur is loss ko recover karna Mushkil lagta haiHedgr reading Karni chahie heage trading Mein mesh low salary cover ho sakta hai aur ismein kuchh weeks Bhi lag sakte hain Magar traders ka account had trading ki vajah Se Kabhi Bhi wash Nahin ho sakta hai aur loss bhi 20 office hi recover ho sakta hai loss ko recover karne ke liye sirf ek hi hai aur yah had trading hi hai Ham Ishq ko bhi ismein avoid kar lete hain aur Apna loss recover karne ka target Bana Lete Hain aur ham ismein bahut fayda per Aate Hain Hamen isase nuksan Nahin Hoga Kyunki Forex trading Hai Kaisa business hai jo Hamen bahut sari Surya Sen avastha hai aur Hamen bahut jyada fayda deta hai
            • #7 Collapse

              Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

              dear ap ko hedging ko frequently nehi use karna chaye balke zarorat ke mutabik use karna chaye trading me hedging mostly os wakt use karte hain jub ap ko zeyda loss hone ka dar hota ha tu ap apni trade ke against utni hi lots ki trade open karke apni trade ko hedge ker letay hain or mazeed loss se bach jatay hain or jub achi sitauion milti ha jo ap ki fever me hoti ha os time ap hedge ko khatam ker letay hain ya baaz dafa tub hedging ko use kia jata ha jub market ke reverse hone se ap ki trade per jo profit hota ha os ko safe kia jata ha hedge ki help se

              jub ap hedging karte hain tu ap ko kafi time wait karne me lag sakta ha or lagta bhi ha kyuke ap ko market ki achi profit wali situation ka wait karna parta ha jaha se ap apni hedging ko khatam karke apni loss trade ko profit me ker saktain hedge karne se ap ka account risk per nehi hota ha balke safe hota ha agr ap hedging strategy ko use kare gay tub ap ko baar baar apni trades ko hedge karna pare ga tub ap ka account risk per a sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: Kia hedging ko frequently apply kertay rehna chaiye?

                Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humy hegding har waqat istamal Ni karni hoti ha jab humy zarorat hoti ha tab he hum is ko istamal karty han means ziada tar Jo bi banda hegding karta ha wo account ko safe karny k ley karta ha means jab usy aik trade main both loss ho gea ho or wo chahta ho k ab loss or ziada ho sakta ha to wo wahan sy aik dosri trade open karta ha means pehly sell loss main chal rehe ha to ye ab buy Kar data ha isi tahra agr pehly buy ha to phr sell open karty han sell ya buy Jo bi lagaty han us ka take profit da daty han jahan tak maximum jany ki umeed hoti ha phr us k bad jab market wapis aati ha to Jo trade loss main the wo Kam loss ya phr Kam profit main close kar daty han hegding is ley istamal karty han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Forex trading mai hedging ko frequently use kertay rehna kaisa hai? Kia hedging ko frequently apply kernay say trader ko account ziada time pay risk pay rakhna parey ga?
                  Dear ap hedging ko bar bar use na karain. Ap hedging us time use karain jab ap ko bad mai us kay mutabiq achy sy koi analysis mil raha ho us ka ap use kar sakty hain. Es ka use tab kiya jata hai jab koi ap stop loss lagana bhoul jain. Ap bar bar es ko jab open karty hain tu same analysis ap kay pas hona cheye. jis ko ap use kar kay bad mai achi earning kar sakty hain. Aik time mai aik trade ko open or 2nd ko ap nay close karna hota hai jis ka faida yeh hota hai kay ap easily es sy trade kar kay earning kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X