Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping aur Hedging mai kia difference hai?
    Forex trading mai bohat si technical terms use hoti hai jinn ko seekh kay traders apnay business ko barhanay mai madad laitay hai. Maira sawaal bhi 2 techniques kay barey mai he hai. Scalping aur Hedging mai kia faraq hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

    Dear ap ko ais market mai kaam karny k liay learning karni parti hai aor aus k baad ap ko pata chalta hai k ais market mai kon sa tareeka sahe hai jis se ap ais market mai earning kar sakty hai aj hum ap ko Hedging aor Scapling mai faraq bataty hain.

    Hedging
    Hedging mai ap account par jo bhi trade lagaty hai to aus k sath kuch pending orders laga dety hai ais mai ye hota hai k jab ap ki trade loss mai jati hai to kuch loss k baad ap ka pending order active ho jata hai aor ap k account par jo trade loss mai chal rahe hoti hai wo mazeed loss mai ni jati hai aisy ap account ko safe kar sakty hain jis se ap ka account wash ni hota hai.

    Scalping
    Scalping ki agar baat ki jaye to ye bahot hi asan hai kun k ais mai aik to ap ko ki chota sa time frame use karna parta hai aor aus k baad ap ko ais market mai koi aik indicator use karna parta hai ta k aus ko dekh k ap ais market mai trade laga ley ais ai ap ko ye faida hota hai k ap jab ais market mai trade lagaty hai to lot bari lagaty hai aor thory se profit mai trade ko close kar dety hai aor aisy hi kafi zayda trades lagaty hai sary din mai aor ap ka account slow slow growth karta jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

      Hedging aur scalping two different trading techniques hain ky agar ham forex market main small balance per trade ker rehy hon tou hamain in main sy hi koi techniques use ker ky trade continue kernw hoti hai ky hamain small balance per bhi kuch profit hamain ho saky then hamary analysis per depend kerty hai ky hamain konsi technique use kerni chahiay jis sy hamain kuch profit bhi hasil ho saky aur zyada loss bhi na ho tou ham dono main sy koi aik technique use ker ky trade continue ker lety hain

      Hedging

      Hedging forex market main trade kerny ky liay aik trading techniques hai ky jab ham market ky achi terha analysis ker lety hain aur hamain market ki phir bhi samajh na aa rehi ho ky market kis direction main move ker sakti hai tou hamain aesy time per same lot size sy both sell bhi aur buy ki trade bhi open ker leni chahiay bagghair stop loss use take profit ky jab hamain aik trade main bahot acha profit hasil ho raha ho tou usko close ker ky loss wali trade ko chalny dena chahiay so jab loss decrease hoga tou wohi hamara profit hota hai


      Scapling

      Scalping Asal main short term trading hi hoti hai ky ham market main chance dekh ker short time ky liay trade open kerty hain tou kuch hi profit maij trade close ker lety hain day main bar bar aesi trades open ker ky ham forex sy achi earning ker lety hain jab hamain achy analysis kerny ky bahd yeh confirm jo hota hai ky market kisi aik direction main move kerny wali hai tou ham same direction main trade open ker ky kuch profit main trade close ker lety hain scalping hamain us waqat zyada faida deti hai jab market sideways trend main move ker rehi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

        Dear hedge trading aur scalping trading 2 different strategies hey, sab se pehly ham scalping trading ka agar jaiza len to es type ki trading me ham short time key ley es ley trades open karty hey key market ki fast aur swing movement se hamy koch profit ho aur ye orders ham zeyada time tak kabi be hold par rakny ki koshish nahi karty es ko scalping trading kehty hey,

        Hedge trading es se different type ki trading hoti hay same lot key sath aur same pair me opposite direction me 2 orders open key jaty hey jo 1 loss me jata hay aur 1 profit me jab market reversal movement me ajati hay to profit waly order ko close kia jata hay aur jo loss me order hota hay es key profit me any ka wait kia jata hay ye hedge trading hay ye strategy loss ko recover karny key ley be use hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

          Dear forex trading main hum different techniques istamal karty han jin sy hum ache earning kar sakty han is ley forex trading main hedging or scalping best techniques han in main jahan scalping ache ho wo he istamal karny gy or jahan hedging fit lagy to hum hedging kar k kamyab ho sakty han
          Scalping
          Scapling main hum log bari lots lagaty han or short time k ley hum trade open karty han or jase he humy acha profit ho to hum trade close kar daty han is tahra humara account main acha profit hota ha wo bi tohry time main is ley humy both ziada soch samj k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han
          Hedging
          Hedging main hum log aik he time sell or buy karty han or jis side movement ho to us ki ult wali trade ko close kar dan or jo trade profit main ho us ko chaleny dan or take profit istamal kar k trading karny ta k humy ziada sy ziada acha profit hasil ho sakeny ga
          • #6 Collapse

            Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

            scalping trading short term trading ko kehty hain aur yeh trading choty time frame ki jati hai aur aik he din main bohat sari trades laga kar close bhi ki jati hai aru open bhi ki jati hai es say trader ziada pesa earn karty hain jiss ki waja say ye trading main ziada earning milti hai aur hedging trading es say diffirence hoti hai hedging us ko kehty hain jab ap aik he pair ko sell aur us ko aik he buy karty hain aur ap ki order main jiss currency pay ap ny sell lgai hoti hai us ko he buy lgaty hain es ko ham hedging kehty hai ye aam tor par es leea use ki jati hai ja aap ka account wash hony ky karib ho tu ap phir us ko currency pay aik order laga daity hai jis tarf market ja rahi hoti hai es lea scalping aur hedging main yehi diffrence hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
              Forex trading mai bohat si technical terms use hoti hai jinn ko seekh kay traders apnay business ko barhanay mai madad laitay hai. Maira sawaal bhi 2 techniques kay barey mai he hai. Scalping aur Hedging mai kia faraq hain?
              Hedging strategy aur is scalping strategy mein bahut jyada difference hai agar ham hedging strategy used kar rahe hain to main aapko batata hun yah Ek Kafi acchi stategy hai Iske Sharir se Agar Hamare analysed wrong Ho Jaate Hain To Ham strategy ke jariye se trade lagakar apni account capital ko market ki against movement se hain aur scalping strategy Ek Aisi strategy Hai Jiska sarir se Ham Ek small time frame per kam karte hain aur thoda sa profit hi Hasil karne ke bad apni trade ko close kar dete Hain yah sab Chatterjee Hamare liye Kafi difficult sabit ho sakti hai Kyunki Hamen is Ke Liye Har Waqt hi Apne account ko open kar kar dekhna padta hai aur Jaise hi Hamara account Hamen thoda profit Deta Hai Ham is trade ko close kar dete Hain aur fir se market ki movement Ko Dekhkar dwara Ek trade open kar dete Hain ISI tarike se Ham Bar Bar apni trade the prophet Hasil karne ka sochte rahte hain aur kisi ke kaam ko Ham scalping strategy ka naam Dete Hain
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

                forex mai scapling karna asan nahi hain hamy soch samj kar forex mai kam karna ho ga pherhe hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apny bsos ap he hoty hain forex mai saclping kar ky hum profit ko lock kar sakty hain or heding kar ky hum market ko analysiz kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss h jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai part time be kamak ar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping aur Hedging mai kia difference hai?

                  in dono mai bohat fakra hain bas forex mai hum expeirnece ke bina py kam karty hain or hum paasisa kama lety hain agar hum kam karny ke learning naho rahkty to hamy kam nahi karna cahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be det ahain or hamy earning be det ahain hum is mai free account bana ar be kam kari sakty hain yai iak legal busineess hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy learning gain kar ky analysis ko use kar ky kam karna ho ag pher he hum asnae sy agy bar saky gy forex aik acha business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Scalping or hedging dunu alag cheezain hain. Scalping main ap kay fundamental analysis kafi strong hony cheye or us mai ap ka lot size bara ho or time frame ap ka M5 ka hona cheye. yeh tu basic thi scalping ki or jab kay ap ko Hedging main jo trades karna hoti hai woh ap ko us kay same lot size or price pay dosri trade ko open karna hota hai or es mai lot size heding main zaida nahi hota hai yah normal lot size ki hoti hai or same open kar daity hain or kuch time bad jab ap ko lagy kay ab ap ko aik sy profit ho gya hai or 2nd trade close kar kay us kay return back ka wait kar kay achi earning ho sakti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X