jaiza: short term trade lagain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: short term trade lagain
    Forex trading business profitable business hai agar Ham show term trade lagaen To Ham easily Achcha profit Hasil kar sakte hain kabhi bhi long term trade lagane ka na sochi new traders ke liye specially hai ki vah kam profit per hi satisfied Rakhi apni trade ko close Karen profit mein jyada profit ke weight Mein Ham sometime heavy loss ka Samna kar sakte hain isiliye han trader ko chahie ki vah show term trade ko select Karen aur profit Hasil Karen professional or expert traders easily long term Patra Laga sakte hain Magar senior traders prefer Karte Hain ki new traders aur kam balance wale traders ko chahie ki vah short term trade lagaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: short term trade lagain

    Dear agar dekha jaye to ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai trade kar k profit bana sakty hai ais k sath sath hum ne agar dekha ho to ais market mai hum agar short term par kaam karty hai ya long term par kaam karty hai to aus se hum profit bana sakty hai ais k sath sath humry pass agar balance kam hai aor hum ais market mai thora sa profit banana chaty hai to hum ko ais market mai short term ki trade lagani chaye aor aus k baad hum agar ais market mai koi trade lagaty hai to aus par hum ko thory se time mai acha profit ho jata hai kun k hum agar ais market mai mehnat karty hai to hum ko aus k hisab se profit ho jata hai aor hum asani se ais market mai kamyab ho jaty hai magar aus k liay mehnat zarori hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: short term trade lagain

      g hmy is my short term trade kerni cahy is sy safelly profit kama lety hain or ap gher beth ker is sy acha kama skty hain is my time ke koi limit ni hai yeh best hain or buht sy logh is my acha kama rehy hain yeh best hain or ap ko ager is my trade kerni hain to ap ko dehyan sy earning kerni chayh yeh best hain or ap ko chyah yeh akh best hain or buht sy logh is my acha kama rhey hain .
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: short term trade lagain

        Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy forex trading jasa k aik behad risky business hy is liay hamy is m or zyada risk ni lyna chaiy trading do qism ki hoti hy aik short term trading or dosri long term trading hamy hmasha trade open karny k liay short term trading ka intekhab karna chaey q k short term trading main ye hota hy k ham choti trades thory time k liay open kr k us sy profit hasil Kar k usy close kr dyty han is tra thora thora kr k hamy acha profit hasil hota rahta hy or long term trading main ham jo trade open karty han wo kai din tk chlti rahti hy kbi kbi us m profit b hota hy or zyada tar bot bara loss b hota hy is liay hamy koshish krni chaiy k ham zyada tar short term m trading kr k successful trader ban jain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: short term trade lagain

          Forex trading business mai kaamyabi ka aik raaz ye bhi hai kay short term trading ki jaey aur apni trades jaldi jaldi close ker li jain. Jo traders ziada profit kay laalach mai nahi partay aur small profits pay he guzara ker laitay hain woh ziada achay profits kamatay hain banisbat unn traders kay jo ziada profits ka laalach kertay hain. Short term trading ka bohat say faiday hain. Forex trading business mai jab traders ziada profit ka laalach kertay hain tou unhain Ziada loss bhi hota hai. Iss liye short term trading small accounts kay saath achi rehti hai. Pak forex forum pay kaam kernay waley traders kay account balance bohat ziada big nahi hotay aur aisay accounts say short term trading bohat achi rehti hai kiyu kay small profits say trades jaldi close ho jaati hai jiss say account ki equity aur free margins hamesha aik safe limit mai he rehtay hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: short term trade lagain

            Dear Forex trading Ek bahut hi faila Hua aur behtarin business hai jisse Ham Agar short term trading Bhi Karte Hain To usse Hamen profit hota hai lekin yah short Tera trade Aisi honi chahie Ke agale Bande Ko iski acchi se samajh aa sake trading business Mein kamyabi ka Ek Raaz yah bhi hai ki short term trading ki Jaaye aur apni trade jaldi jaldi close kar li Jaaye Jo traders Jyada profit ke lalach mein nahin padhte aur small profit per hi Gujara kar lete hain vah Jyada acche profit kamate Hain Kyunki Agar Ham ismein lalach Karte Hain To Ham loss Mein Hi Jaate Hain isliye Hamen ismein lalaj bilkul bhi nahin karna chahie ismein mehnat Karni chahie mind ko active Rakh ke kam karna chahie beshak isko kam se kam Waqt the lekin Hamen dil se kam karna chahie tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: short term trade lagain

              G han every time market long term trading key ley be suitable nahi hoti hay some time short term trading ya per scalping trading be karni chaye, jo traders long term trading ka experience rakty hey un ko short term trading ya scalping trading karny me be bahot asani hoti hay, har member ko chaye key wo har tarha ki trading karny me khud ko qualified banaye agar traders long term trading, day trading, swing trading ya per position trading me khud ko expert samjty hey to un ko short term trading ka be acha experience hona chaye ta key wo quickly acha profit earn be kar saky, some time loss ko recover karna be hota hay es key ley best short term trading hi hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: short term trade lagain

                g han ap ny bikul sahi bat ki hai forex trading main short term trading main hum achi earning kar skty hain oski wjah yah hoti hai k short term main trading karny main aik tu hmain loss hony k chnaces kam hoty hain or aik hum apni trading main short term main risk kam hota hai es liye hmain chahye k hum apni trading ko os trading method k sath karen jis main hmain loss hony k chnaces kam hon or aik hmra os tarding main expiernce ho aik kamyab trador hmaisha apny kam main risk ko kam rakhty howe trading krta hai jis se wo kamyab trador ban jata hai forex hmary liye aik best paltform hai jis main hum jitni mahnat karen otna he hum es main achi earning kar skty hain sath main hmain loss hony k chances bhi kam ho jaty hain jub hum mahnat kar k trading karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: short term trade lagain

                  short term trading karny sy hamy bonus km milta hain forex aik acha business hain hum is mai live chat kar skaty hain hum is mai part time be kam kaeri sakty hain hum is mai full time be kam karei sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kari saktyh ain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai agar kamyaba hona chatey hain to hamy market ko analysiz karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai bager pasiao ky account be bana sakty hain agar hum mahnet nahi karay gy to hamy kuch be hasal nahi hi ga forex aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: short term trade lagain

                    wskam forex trading main short trading aksar bari lot py acha profit win hota achi mgr long trm main choti lot py acha profit earn hota hai kiun k market kabh slow hoti hai r kabhi fast agr market fast monement kr ri ho tu phr short trade open kr k trading krni chae r agr market slow hai tu phr long trade hi open ki jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: short term trade lagain

                      Forex trading ky liay best option tou long term feeding hi hai lekin bam jo bonus per trade ker rehy hain hamary pas long term trade ki gunjaesh hi nehi hoti ky ham agar small balance per trade ker rehy hoty hain tou ham ham is per bhi long term trade kerna chahty hain tou hamain bilkul bhi profit hasil nehi ho sakta aur hamara account jab wash ho jata hai tou hamain tab pata chalta hai hamain forex market main agar bari investment ker ky trade kerni hai tou hamain long term trade hi kerni bhi ky beshak hamain acha profit hasil kerny ky liay long time wait bhi kerna perta hai lekin hamain her open ki jany wali trade main acha profit bhi hasil hota hai

                      Agar ham forex market main achi amount investment nehi ker sakty tou phir hamain forex market main short term trade hi kerni chahiay jis main bahot bara risk involved hots hai ky ham small balance per trade kerty huey agar shirt time ky liay trade open kerty hain tou ho sakta hai hamain rage open kerty hi loss hona shoru ho jaey tou phir hamain small loss main hi Trade close kerny ki koshish bhi kerni chahiay then hamain loss ko recover ker ky next trade ky liay planning kerni chahiay

                      Short term trade main ham kamyab tab hi ho sakty hain jab ham koi bhi trade open kerny sy pehly achi planning Kerry hain aur achy analysis ky bahd trade open kerty hain short term trade kerny ky liay hamain aesy time ka wait kerna chahiay ky jab market hamain hamain sure ho ky trade open kerny per hamain profit hi hasil hoga tab hamain shirt time ky liay trade open ker ky kuch profit hasil hony per trade close ker leni chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: short term trade lagain

                        Ham Logon Ko H1 time frame ko follow karte hue trading karna Hogi is time frame ko follow karke ham log Kafi Achcha profit banaa sakte hain aur jaldi profit banaa sakte hain iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham logon ko bahut hi jaldi kamyabi mil sakti hai isase ham log bahut hi jyada fayda Hasil kar sakte hain aur ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Jab ap apny analysis karty hain or time frame ka use karty hain t uap ko pata chal jata hai kay ap nay jo trade open karni hai woh short term trade hogi ya long term trade hogi ap us ki base pay trade ko open kar kay apni earning ko kar sakty hain or behtar hai jab be ap trade karain tu ap apny analysis pehly kar lain or us ki base pay ap entry or exit point ko chose kar kay lot size or baqi sub cheezain laga kar trade kar kar sakty hain. woh short term ki ho ya long term ki jab proper strategy kay sath open karain gy tu ap ko us sy acha faida ho sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X