jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

    Dear friend Forex mein trading karna Koi aasan Kam nh hota agr ham Forex main trading kar rahe hain to hamare pass ache experience or knowledge ko hona bahut hi zyada zaruri hota hai jab tak hamare pass experience or knowledge nh hota tab tak ham achi aur successful trading nh kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain agar ham trading kar rahe hain to hamen kabhi bhi trading karte hue mistake nh karni hogi kiun ky jab bhi ham trading karte hue mistake karte hain to hamen hamesha loss ho jata hai agar ham loss ko kam karna chahte hain loss se bachana chahte hain to iske liye hamen ful mehnat ke sath full confidence ke sath trading karni hogi active mind ho kr trading karni hogi agr hamare pass Forex ky related information hai acha experience or knowledge hai tabhi hamen trading karni hogi ke without experience ky without knowledge ky ham kabhi bhi achi aur successful trading nh kar sakty aur na hi acha profit hasil kar sakte hain Forex mein kamyabi hasil hoti nh balky karni padati hai mehnat karke learning ke sath so hamen chahie ki ham mehnat ke sath learning ke sath kam Karen aur trading karte hue kabhi bhi mistake na Karen Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain mistake karte hain apni mistake ko recover nh karte wo kabhi bhi Forex mein kamyab nh ho sakte Forex trading ek aisa online business hai jismein just mehnat aur learning ke sath kam karne wale log kamyab hote hain jab tak ham mehnat nh kar lete apni learning ko improve nh kar rahe the tab tak Forex mein kamyabi ko bhi possible nh bana sakte Forex mein achi earning achi learning py depend krti hai to agar hum sab se pahle apni learning per focus karen to hi ham achi earning hasil kar sakte hain otherwise hum kabhi bhi achi earning hasil nh kar sakte Forex main market ko samajhna market mein apne analysis ko strong karna ham per hota hai agar ham ismein time investment karke kam Karen zyada se zyada time de to ham Forex ko kamyab bana sakte hain aur isase acha bonus karke achi aur earning hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

      dear forex main jab bhi ham choti see mistake ko bhi ignore kar daity hain tu ham ko forex main ham ko aik din wohi choti galti bara nuksan daiit hai main nay asy choti choti galtion say forex main hazaron doller ka nuksan kia hai es la ap ko forex main ager success hona hai tu ap ko kabhi bhi aik mistake ko ignor nahi karna chaheay aur ap ajb forex main trading kar rahy houn tu ap ky mind main yehi bat honi chaheay ky ap ky pas galti ki aik bhi gunjaish nahi hai jab ap asa soch ky trade karain gay tu ap galti nahi karain gay jiss say ap ko forex market main kam nahi bany ga es lea forex main ap ko choi say choti galti ka bhi dhyhan rakhna parta hai
      • #33 Collapse

        Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

        Hamen chahie kya apni mistake se white Karen ki this mistake ki vajah se Hamara bonus kam aata hai aur Dekhte Rahenge Ham kahan kaun se mistake kar rahe hain trading ke time bhi aur working karte hue bhi Ham kaun si mistakes ho rahi hai isliye Hamen Bhul mistakes ko dekhna chahie tha ki acchi Tarah Se working ho aur profit ho sake to mistakes ko avoid karna chahie lekin mistakes Ko Ek Dor nahin karna chahie Hamesha Dekhte Nahin kya bonus kam Aane Ki Kya Wajah hai aur kaun si jagah per mistake ho rahi hai to use improve karne ki koshish karen aur rules ke mutabik hi working Karen Jab Ham post greet Karke working start Karte Hain To Hamari working rules ke mutabik Hoti Hai Jiski vajah se Hamara bonus bhi bahut Achcha banta hai aur bonus Kam Nahin Hota isliye Hamen chahie Ki Har EK Road co aur regulation ko samajhte Hue working Karen aur apne senior member Se Puchte Rahe
        • #34 Collapse

          Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

          mistakes ho jate hain trading main har trader se hote hain lakin acha trader wohe hota hae jo apni mistakes ko khatam karta hae yeh na ho ke aik dafa is main mistake ho gy to next time bhe wohe repeat ho jae to ismain apko loss bhe again ho ga to bas hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe apni mistakes ko ese he na chora karen balke un ko khatam kar diya karen take yeh dobara repeat na ho saken or hamen cahiye ke hum jab bhe analysis karen sahe tarah se karen koi bhe moqa na den ke hum se mistake ho jae agar mistake ho jate hae to is ka matlab hae ke loss bhe ho jata hae hamen bas is se bachna cahiye or ache se knowledge gain karte howe mehnat karte howe market ka ache tarah se technically analysis karte howe he hamen is main sahe tarah se kam kar lena cahiye take hum yahan se kuch na kuch to hasil bhe kar sakne or is main hum kamyab bhe ho he jaen to is tarah se he hum is main success gain karne ke lagte hain take hum is main se kuch na kuch to hasil kar saken bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se sahe tarah se tab he to hum is min kmyab ho jate he hain or is main hum aik ache tarder ban jate hain agar hum is main mehnat karte hain to q ke yeh business bahut he acha hae is main kam karne ke liye hamen bhe to is main sahe tarah se kam kar he lena cahiye take hum bhe is main aik bahut he ache tarder ban saken jitna zayada hum is main ab apne kam ko focus main rakhte howe mehnat karte hain to hum is main mazeed kamyab ho jaya karte hain hamne bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke ache tarah se is main mehnat karte rahen
          • #35 Collapse

            Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

            Yes dear apny bilkul theak kaha forex asa platform hai jahan apko learning karni hoti hai or har ak step py apko seekhna hota hai chahy wo posting ho ya threads ya trading he q na ho so hamein learning kar k apni mistakes ko kam balky khatam karna chahea q k mistakes apko loss dety hein or sab sy barh kr apka account ban bhe ho skta hai or trading mein mistakes apki laparwahi lalach eaghera hoti hai jinh ki wajah sy apko loss hota hai ya phr kam knowledge ka hona or demo account py practice na honi is sy apko trading mein loss hony k ziada chances hoty hein is liye demo account py practice kar k hum kamyab ho skty hein or seniors ki help sy profit wale trade kar sakty hein is liye hamein dil laga kar or concentrate kar k wprking or trading karni chahea bakaida ak timetable set kar k ta k us khas time apko koi disturb na kary or mery khayal mein sab sy acha time subha sawery ka hai jis my na to koi apko disturb karta hai or apka mind bhe fresh hota hai so learning kar k apny ap ko mazeed improve karein or hard work sy ache earning karein...
            • #36 Collapse

              Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

              Assalamu Alaikum dear Forex member ji aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai kejo Forex mein lalach Karte Hain aur trading Rasool ke Madani Ki Nahin Karte aur trading rules follow Nahin Karte vah Hamesha hi loss ka Samna karte hain isliye agar aap trading ke rules ko follow karke hi trade Karenge aur Market panelize Karke Star Plus aur take profit use Karenge tab hi aap ek acche trader Banayenge Ek Achcha trader Hamesha market Mein entry lete Waqt market ki entry point ko back Karta Hai tab hi vah kamyabi Hasil karta hai aur experience se kam karta hai
              • #37 Collapse

                Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                g han dear aap ne ek bohat achi baat kahi hai mistakes insan ki life ka hissa hain lekin agar insaan galti kar k us se sabak hasil nahi karta ha to ye insaan ko life main bara loss de sakti hai isi tarah hamare trading business main b small mistakes aap ko bara loss de sakti hai aap ko jahan tak mumkin ho sakye mistakes se bachana chahiye or agar koi galti ho jay jis se aap ko loss hasil ho to aap us mistakes se lesson hasil karen our our dobara is mistake ko kabi repeat na karen our is ko apna experience ban len tab hi aap is business main kamyab ho sakte hai agar aap again and again mistakes karen ge to aap ko bara los hoga

                How to Avoid From Mistakes ::

                dear friends mistakes are part of life lekin ham in mistakes ko avoid kar sakte hai our Good trader ban sakte hai mistakes se bachne k liye hame mandrja zail method ko apnana hoga

                sab se pehle trading us wakt start karo jab aap k pass achi learning abilities a jye
                trading main ap kisi ko copy karne ki bajye apna experience use karen
                Good strategy bane our khud par brosa rakhen
                Kbi b big lot size k sat market main ja jy
                apne capital se 5 % se above risk na len
                analysis k bagair trade na karen
                Stop loss ka lazmi use karen
                apan zayda time trading ko seekhne main lagyen
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                  G bilkul asa hi hy jhm mistake ko bar bar ignore kren gybto yakenan hemwn forex main lods hi ho ga forex trading internationl market hy ye b dosry busniess kitarh buht acha bisness hy agr hm es main glti kren gy ar ak hi glti ko bar bar kten gy to hamen loss hi ho ga forex ak buht acha busniess hy jo hamen earnging ky sath sath acha experince ar ak knowledge b deta hy hmen apni mistakes sy buht kuch sikhny ko milta hy ar agr forex main apny busniess main gkti kren gy to hm apna hi loss kren gy to hmen kbi b kayab treder nahi bn skhty jb tk apni glti sy sikhen gy nai wrna hmen hr br loss ar nakmi ka hi smna krna pery ar es sy bachny ky liye hmen apni mistakes py foucuss kr ky us ko bhtren triky sy darust krna chye es liye trader ko sb sy phly apni mistakes drust krni chye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X