Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?
    g all trader or yaha par forum members me aaj yaha par kuch fundamental analysis k bary me discus karny jaa rha hun jaisa k sab ko pta chala hoga k aaj subha 2 mumalik k darmiyan kuch hadisa huwa or america k air base ko nishana banaya gya or kafi nuksan huwa or jaisa k hamyn pta hey k america strong economy rakhny wala mulk hey to is ki economy ko agar nuksan hota hey to forex market me USD k rate par kiya fark para hey? ya is mamly k bad ab next market k andr trader apni investment utha len gy dollar rate or b kam hony k chances hen? ye hamary liay forex trading market me bohat he zruri chez hey or is say hamara experience b barhta hey is liay sab apna apna experience zarur share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
    g all trader or yaha par forum members me aaj yaha par kuch fundamental analysis k bary me discus karny jaa rha hun jaisa k sab ko pta chala hoga k aaj subha 2 mumalik k darmiyan kuch hadisa huwa or america k air base ko nishana banaya gya or kafi nuksan huwa or jaisa k hamyn pta hey k america strong economy rakhny wala mulk hey to is ki economy ko agar nuksan hota hey to forex market me USD k rate par kiya fark para hey? ya is mamly k bad ab next market k andr trader apni investment utha len gy dollar rate or b kam hony k chances hen? ye hamary liay forex trading market me bohat he zruri chez hey or is say hamara experience b barhta hey is liay sab apna apna experience zarur share kren
    Forex trading business bahut hi Jabardast business hai agar aap America ke upar hone wale ham log baat kar rahe hain to ise Kuchh Jyada Fark padhne wala nahin hai mere Khyal Mein Koi Bhi Is hamle Se Jyada difference hone wala hai Kyunki aap directly Iran America per to Hamla nahin kar sakta lekin agar vah aisa Karega aur attack Karega America Pad 2 is 1 fighting shuru ho jayegi jisse dollar coffee down Chala Jaega aur gold aur crude oil ki market mein bahut jyada moment dekhne ko milegi
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

      Dear es ka effect overall Forex market par ho ga jab be koi attach USA par kia jata hay to es ki waja se US dollar ki keemat me kami ajati hay aur es se related har stock ki keemat me ezafa ho jata hay, app ne ye deka ho ga key attack hony key sath hi crude oil ki price increase howi sath me gold ki market ko agar deka jaye to es me be ezafa ho gia aur EUR ki keemat be attach ki waja se increase howi, magar US dollar ki keemat me bahot kami es ley dekny ko mili key USA par attack howa aur es se USA ki economy kesi had tak kamzoor howi agar USA be Iran par attach karta hay to US dollar ki keemat me per se kami aye gi.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

        USA IRAN ki tensions nay markets pay bohat khoofnaak impact chora hai. Market mai investors kabhi bhi apni investment ko risk pay nahi kertay hain. Traders ko iss baat ka pata hona chaiye kay jab iss Tarah kay halaat kharab hotay hain jinn kay barey mai pata nahi hota kay Kab tak chall saktay hain tou uss waqt crude oil aur gold ki prices laazmi aur bohat ziada barhti hain. Kiyu her her company, state aur investor apni investment safe kernay kay liye inki buying shuru ker daita hai. Energy ki demand bhi barh jaati hai kiyu kay fuel bhi her mulk ki zarurat hai aur iss liye iss ki demand bhi barhti hai laikin crude oil ki world production limited iss liye prices bohat ziada barhti hain aur aaj Kal bhi yehi horaha hai.

        As such ab koi khaas impact uss waqt tak nahi parta jab tak USA ki taraf say koi jawaab nahi ata kiyu kay Iran ki jawaabi karwai ho chuki hai aur uss kay kuch dair bad market up hui thi laikin ab market normal ki taraf arahi hai aur aik do weeks mai halaat normal ho jaen gay
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

          Jab sy yeh America Iran conflict start hua hai tou forex market ny bhi aik hi trend pakra hua hai ky sirf metals aur crude oil main price increase hi hoti ja rehi hain kyun ky Iran crude oil puri world ki supply kerta hai tou jab yeh supply hi stop Ho jaey gi tou puri world main crude oil ki shortage Ho jaey gi jis sy crude oil ki price bahot zyada increase ho sakti hain jo first day of conflict sy increase hona shoru ho chuki hain lekin metal ki price is liay increase ho rehi hain ky puri forex market dollars per depend kerti hai tou agar dollar main koi bari change aati hai tou metals ki prices bahot zyada vary ker jati hain

          First day jab America aur Iran ka conflict hua tha tou isi din crude oil aur gold main prices bahot bary jump ky sath increase hui thien lekin next day ko normal hona shoru ho gai thien last night ko jo American controlled base per Iran ki taraf sy attack Kia gia hai tou is sy phir crude oil ki price bhi bahot zyada increase hui hai sath main gold aur silver ki price bhi bahot zyada increase ho gai hai agar yeh conflict solution ki taraf jata hai tou ho sakta hai crude oil aur gold ki price down was shoru ho jaey lekin aesa lag nehi raha

          Hamain aesi situation main gold aur crude oil main trade open kerny sy avoid kerna chahiay ky agar dono countries main jang lagti hai tou bahot bara asar perty ga gold aur crude oil ki market main tou hamain trade open kerny per bahot bara loss bhi ho sakta hai hamain ab sirf currency pairs main trade open ker ky continue kerni chahiay ky ham is situation main bhi forex market main continue trade kerty huey small balance ky sath bhi survive ker sakain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

            dear ap nay dekha he ho ga forex market main bohut he asar para hai khas kar gold ky pair main aur doller ky pair main jesy he wo iran ki tarf say amrica par hamla hoa ha wesy he gold up side blast ho gea tha asi news py ham ko trade karny ka moka kam he milta hai es lea ap ko asi news pay sirf arzi trade he ly sakty hain kyon ky yeh movement 2 say 3 ghnty ki hoti hai jiss main kuch bhi confirm nahi hota hai ager ap gold ky aik trend ko follow kar ky kam kar rahy hoty tu ap ko bohut achi trade mil jani chaheay kyon ky gold technicaly bhi buy main tha aur jab yeh news ai hai tab bhi gold nay up he movement ki hai es lea ap ko forex main asi news main achi earning mil sakti hai mager es main utna he risk bhi ziad hota hai es lea si news pay trade karnay say avoid karna he behter hota ha.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

              forex aik bahtren business hain hum is mai pairs mai or currency mai trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hu pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta ahin or hamy earning be deta hain forex mai hum agar new hain to hamy trading nahi karne chahey hamy posting karne chaey hamy expert ban ky trading karne chahey pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai out off cost account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky accoutn bana kar be kam kar sakty hain is jasa koi or business nahi hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                Bhai ap ny thek kha mary khayal ma him logo ko kuch Dan tak market ma soch smj kr kam krna ho ga phir kamyabi ha wrna loss ho skta ha or him log fida Hasil nhi kr sky gye market sy or him logo ko is ka bhot hi zayada nuksan ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                  Dear friend forex trading market main both ziada asar para ha jab Iran ny attack kea ha to us waqat he gold ny both fast movement ki ha up gea ha is saal ka high level 1611 ko touch kea ha or phr wapis aaya ha or phr both down gea ha is tahra market main value both fast movement ki up or wapis down aai ha USD weak hua or phr strong pehly against ge ha or phr wapis aai ha is ley Jan bi asa koi waqiaya hota ha to forex market pe both ziada asar parta ha jis ki waja sy market main both halchal hoti ha jab bi trading karni ho to humy both ziada mehnat karni ho ge proper analysis karny hon gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karny gy to hum kamyab ho saken gy forex trading main trading karny sy pehly ache analysis karny gy to phr he ache trading kar sakeny gy or forex trading main ache earning kar k kamyab ho sakeny gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                    assalamu alaikum dear friend aapane bahut hi achcha sawal kiya hai dear friend iska effect overall forex market per hoga jab bhi Koi attack USA per Kiya jata hai to iski vajah se US dollar ki kimat mein kami a jaati hai aur isase related harsh top ki kimat mein jata Ho jata hai aapane dekha hoga ki attack hone ke sath hi crude oil ki price increase ho gai hai sath mein gold ki market ko agar dekha jaaye to ismein bhi wafa ho gaya hai aur aur u r ki kimat attack ki vajah se increase Hui hai magar US dollar ki kimat mein bahut kami isliye dekhne ko milati hai kyunki USA per attack hua aur isase USA ki economy kisi had Tak kamjor Hui agar USA bhi Iran per attack karta hai to US dollar ki kimat mein fir se kami aur Dada jayegi jo ki acchi baat nahin hai isliye America ke base per hamle se forex trading mein bahut Fark padta halekin hamen filhal is bare mein nahin sochana chahie hamen pass apna Kam jari rakhna chahie aur continues meerut karte rahana chahie forex ko Fark nahin padega lekin forex ek aisa desh hai Jo kabhi bhi khatm hone wala business hai yah all over the world ek jabardast business hai joki lifetime business hai aur ham ismein kam kar ke last mein nahin kar sakte hain isliye hamen apna Kam jari rakhna hai aur is bare mein filhal nahin sochana
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                      Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main USA or Iran k war ki waja sy forex market main both ziada movement hue ha ap ny dakha ho ga kal jab Iran ny attack kea ha usi waqat gold or baqi pairs main USD weak hua ha or phr ache strong hua ha jis main gold market ny up movement ki ha phr foran down aaya ha or is k bad down he ja Raha han or is ka Matlab ha k USD strong ho raha ha is ley humy both soch samj k or both achy analysis k bad stop loss or take profit istamal Kar k trading karni ho ge jis sy hum aram sy forex trading main kamyab ho sakty Han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                        Dear jaisy ap ko pata hai k USD sab se major currency hai aor ais se forex market mai kafi zayda moment hoti hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai usd k sath jitny pairs milty hai wo major pairs hoty hai aor wo sab ais waja se moment karty hai jab usd strong hota hai ya weak hota hai aor aus ki waja se market moment karti hai aor ap ko aus par faida ho jata hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai usd k releted her news par khayal karna parta hai jaisy ap ne baat ki hai air base par hamly ki to ais se usd thora sa weak ho ga aor hum ko aus par sell karna chaye aus se hum ko ye faida hota hai k hum ko bahot sary pairs par trade milti hai aor hum aus par achy se profit bana sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                          dear ap ko forex main bas yehi dekhna hai ky ager amrica ka nuksan ziada hota ha tu doller bohut ziada nechy ayy ga aur ager iran ko ziada nuksan hota hai tu doller stable reh sakta hai ya uper bhi ja sakta hai jesy ky ap nay dekha ho ga ky jab iran nay amrica par fire kia tha tu doller aik dam say nechy agea tha aur gold aik dam say bohat uper chala gea tha es say ap yehi andaza laga sakty ain ky doller ki economy ko ziada nuksan hoa hai jiss ki waja say doller nechy agea hai asy he ap nexxt time bhi kuch ager hota hai tu ap ko doller ko dekh akr abki sab currency ka guess laga chahea aur es ko dekhna chaheay ky kon se currency up ya down hoti hai phir ap es say faida lay sakty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: America k air base par hamly say forex trading me kiya fark para hey?

                            Pakistan Forex forum members assalamualaikum American airways per Iran attack ki vajah se gold ki kimat mein bahut jyada ijafa hua hai iske alava crude oil prices are also increased due to threatened by Iran to Saudi Arabia and America for more attacks saudia Forex members aapko global political and financial changes ko bahut acche tarike se review karna hoga aur uske accordingly plan settle karna hoga Forex trading market mein main kamyabi hasil karna ho to aapko indicators oscillators professional trading members ko follow karna hoga isase aapko recent changes ki awareness milati hai aur aap up up to date rahakar risk manage kar sakte ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X