Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?
    Forex trading mai traders kay liye stop loss ya take profit mai say kia choose kerna aur set kerna behtar rehta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

    Dekha jaey tou forex trading main dono ki bahot zyada importance hai ky ham agar stop loss bhi aur take profit ko bhi use ker ky trade open kerty hain tou hamari aesy trade her lehaz sy secure bhi hoti hai aur sirf stop loss hi nehi take profit bhi hit ho sakta hai jis sy hamain forex market main open ki jany wali trade main acha profit bhi hasil ho sakta hai jab ham dono main sy aik ko mis ker dety hain ky ham apni open ki jany wali trade main sirf stop loss ya sirf take profit ko use kerty hain tou hamari aesy trade mukamal secure nehi rehti ham forex market main na tou acha profit hasil ker sakty hain aur na hi ham loss sy bach sakty hain

    Importance of take profit

    Jab ham kisi bhi trade main stop loss use kerty hain lekin take profit use nehi kerty tou hamain phir market main all the time present rehna perta hai ky market main kabhi bhi Bari movement hamari favour main bhi ho sakti hai jis sy hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai tou aesy time per agar ham forex market main present nehi hoty tou market ho sakta hai reverse move kerna shoru ker dey aur hamara stop loss hit ho jaey lekin agar ham stop loss ky sath sath take profit bhi use kerty hain tou phir hamain all the time market main presence ki zarurat nehi hoti ham waqfy waqfy sy agar market ko check kerty rehain tou jab market hamari favour main take profit tak ponchti hai tou hamari trade automatically profit main close ho jati hai phir market jis direction main bhi move kerti rehy hamain koi farq nehi perta

    Importance of stop loss

    Forex market main trade kerty huey stop loss take profit sy bhi zyada zaruri hai agar ham sirf take profit ko use ker ky trade continue kerty hain tou zaruri nehi ky market hamari favour main move kerty huey hamara take profit hi hit kery market hamari trade ky against bhi move ker sakti hai aur agar yeh movement continue rehti hai tou kuch time ky bahd hamara account wash ho sakta hai so hamain account wash aik hi trade per hony sy stop loss bacha Leta hai ky hamain just limited loss hota hai

    Hamain sirf aesi secure trade main hi profit hasil hota hai ky jab ham apni her open ki jany wali trade main both stop loss aur take profit use ker ky trade ko continue kerty hain agar hamari open trade main take profit hit hota hai tou ham hasil shuda profit ko withdraw kerwa lety hain lekin agar stop loss bhi hit hota hai tou itna bara hamain loss nehi hota ky ham usko recover hi na ker sakain ham small loss ko bahot jald recover bhi ker lety hain aur hamain phir profit bhi hasil hota rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

      Dear friend forex trading main stop loss or take profit donu best ha q k forex trading main stop loss humy ziada loss sy bachta ha or take profit humy ziada sy ziada profit hasil hony main help karty han
      Stop Loss
      Dear friend forex trading main stop loss humy ziada loss sy bachata ha stop loss hum jtna set karty han utna he loss hota ha or agr hum proper money management or risk management sy trading karny or proper analysis k bad trading karny to humy utna he ziada fayda hota ha or stop loss hit ni hota ha trade profit main rehti ha
      Take Profit
      Forex trading main take profit ka istamal best ha q k jab market main take profit istamal karty han to humy market main online ni rehna parta ha take profit istamal kar lan to phr hum apny or kam bi kar sakty han us k bad hum phr sath sath market ko dakh sakty han or ache trading kar k ache earning kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

        apney pocha hai k take profit ziada best hai ya stop loss yeah dono hi best hai bhai jan agar ap in dono ko ik sath rakh kar in ka mowazana karty hain to ap ko ik best lagey ga dosra os sey bhe ziada best lagey ga chalo mowazana karty hain .
        take profit
        take profit ham ik makhsoos profit hasil karnety k lia set karty hain .Exmplae jisa k ap ney analysis kiya markeet ko or ap ney os ki movement ka anadaza laga liya k yeah is point tak ja skti hai kiun k ap is ko 24 hourse dekh to nahi skty hain na kiun k roz mara k or kam bhe to hoty hain is lia jahan tak ap ko ik andaza hota h k yeah is point tak jayai ge to ap order lety hoy TP (take profit) ki value set kar dety hain yani ap os Broker ko bata bety hain k jab yeah filaha value par punchy to hmari traide automatice closs ho jayai , to jab markeet os point par punchti hai jo ap ney tp k toor par point set kiya hota hai to closs ho jati hai yeah sara process jo hai ise ko ham take profit kahty hain .

        Stop Loss

        ap aik ise value set karty hain k jab markeet ap k against chali jayai to ap os soorat main mazeed loss sey bachney k lia ap ik value set kar key rakhty hain jis ko ham stop loss khety hain . is k benefits yeah hai k ise sey ap ik barry loss sey bach skty hain or ap ka account kabhe wash nahi hoga agar ap sl ka use karty hain traiding main to otherwise agar ap SL ko use nahi karty hain to ap ka account wash bhe ho skta hai .

        i hope k SL OR TP ka cancept clear ho geya hoga .
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

          Take profit aur stop loss donon Ka istemal Karna zaroori hai agar ham log ine Ko istemal Nahin Karte Hain To iska Ham Logon Ko nuksan Hota Hai Hamara account bhi was ho sakta hai aur ham logon ko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye sabse pahle Ham logon ko ine donon ko istemal karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

            Friend ap ny bot acha question kea hy forex trading jasa k aik behad difficult or risky business hy is m hamy stop loss or take profit dono ka istamal karna chaiy wasy to dono ki trading m bot zyada ahmiat hy q k jb ham market ko wach ni kr ry hoty kahin bzy hoty han to ham apni trade m jo stop loss use karty han wo hmari trade ko bot bary nuqsan m jany sy phly hi close kar dyti hy isi tra take profit m b hmari trade loss m jany sy phly hi close ho jati hy wasy to stop loss or take profit dono hi forex trading main behad ahmiat rakhty han mgr stop loss hmary account ki safety k liay bot zyada faidy mand hy stop loss hmary account ko wash hony sy bachata hy forex trading main hmari koshish ye honi chaiy k ham jb b koi trade open karan to us m lazmi stop loss ka istmal karan
            • #7 Collapse

              Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
              Forex trading mai traders kay liye stop loss ya take profit mai say kia choose kerna aur set kerna behtar rehta hai?
              Forex trading business bahut hi Jabardast business hai agar Hamen is Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen pahle is basic ko understand karna hoga Kyunki jab tak Ham is business ko understand Nahin Karenge aur Hamen market ke bare mein acche information Nahin Hogi tab tak Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte Apne account mein stop loss aur take profit ka use karna bhi bahut jyada Jaruri Hota Hai Kyon is tarike se Ham apni trading ko saaf Rakh sakte hain Kyon Ki market ki moment every second hoti hai lekin Ham every second market ko watch nahin kar sakte isliye stop loss or take profit ka use kar lena Jyada Behtar hota hai isase aap itni der tak apni e trade ko Dekhte Rahe
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                Sab se pehly to ye dekna chaye key stop loss key kia faidy ho sakty hey aur take profit hamy kia faidy de sakta hay, demo account me yahi sab dekny ki aur information hasil karny ki zarorat hoti hay, stop loss ko jetna me zarori samjta hon mera mashwara har trader ko yahi hay key wo take profit ko be etni hi importance dia karen, stop loss account ko bahot hi zeyada negative margin me jany se rokti hay to take profit app key profit ko mange karny key kam ati hay, koi be tool fazul nahi banaya gia hay, take profit stop loss trailing stop ye sab bahot hi useful aur help deny waly tools hey jes ki importance ko samjna bahot zarori hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                  Dear friend Forex trading Mein stop loss or take profit donon best Hai Kyon Ke Forex trading Mein stop loss Hamen Zyada loss se batata hai aur take profit Hamen Jyada Se Jyada profit Hasil hone Mein madad deta hai dear friend Forex trading Mein stop loss Hamen Zyada loss se batata hai stop loss Ham Ham Jitna set Karte Hain utna hi loss hota hai agar Ham proper money management or risk management se trading cut aur proper analysis Ke Paar trading kar Karen To Hamen main utna hi jyada fayda hota hai aur stoploss hit Nahin Hota trade profit Mein rahti hai Forex trading may take for profit ka istemal best Hai Kyunki Jab market Mein take profit istemal Karte Hain To Hamen market mein online Nahin Rahana padta hai take profit istemal kar len to Fir Ham Apna aur kam bhi kar sakte hain Uske bad Ham iske sath sath market ko bhi dekh sakte hain aur acche trading Karke Achcha earning kar sakte hain aur Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain friend isiliye Hamen main mehnat se a kam karna chahie Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                    forex main dono method he bohut he zrori hai kyon ky ager ap stop loss ka use karty hain tu es say ap ka account wash hony say bach jata hai aur ager ap take profit use karty hain tu es say ager ap apni trade ko na bhi dkeh rahy hon tu ap ka uss price par jiss par ap nay take profit lagaya hota hai ap ki trade profit main close ho jati hai es lea forex main dono ko a hat trade ky bad put karain es ap ko bohut he fiada ho ga aur dosri side say ap ka rules bhi follow hota rahy ga aiak acha trader aur aik professional trader hamesha take profit aur stop ky sath kam karta ha kyon ky take profit es lea laga jata hai ager ap koi or business na job karty hain tu ap ager trade ko na bhi dekh rahy hon tu yeh dono he ap ki trade main safe gaurd hoty hain jiss say ap ko apni trade dekhny ki bhi need nahi rehti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                      Real Forex trading members according to my knowledge and experience stop loss bahut best hai without stop loss trading is very risky take profit aapke profit limited kar deta hai jab ke stop loss aapke loss ko stop kar deta hai isliye aapko without stop loss trading karna nahin chahie market mein support and resistance ko completely follow karna chahie apni trade ko modify Karen aur expert trading professional future trading market ko follow Karen Forex trading international market hai jismein aapko parmanent intouch rahana hota hai current updates ko follow karte hue aap market mein kam kar sakte ho candlestick chart patterns mein different type ke tools joki metatrader 4 terminal mein use hote hain unko use karenge to aapko jyada benefit milenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                        Assalamu alaikum dear friend aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai forex trading ek bahut hi jabardast business hai ismein successful hone ke liye hamen mehnat karne ki jarurat hoti hai ya ek lehaz syek risky business bhi hai agar mere paas experience on knowledge nahi hai to hamen swapnadosh kar sakte hain aur apna account was kar sakte hain lekin agar Ham acche se experience on knowledge hasil karke acche se kam Karen aur Dil lagakar market ko samajhkar trailer Gaye to Ham ismein successful ho sakte hain aur ek bahut hi accha profit on kar sakte hain aur bahut hi kam time mein ek bahut hi accha profit kamane ka jariya forex hai forex stop loss or take profit donon ki trading bahut jyada tabiyat hai kyunki jab Ham maarpeet ko baat nahin kar sakte kahin biji hote Hain to Ham apni trade mein stop loss use karte hain vah hamari e train loss mein jaane se pahle hi close Ho jaati hai vaise to stop loss aur take profit donon hi forex trading mein behad abhijeet rakhte Hain magar stop loss hamare account ki safety ke liye bahut jyada faydemand hai to upload hamare account ko vash hone se bacha sakta hai forex trading mein hamari koshish honi chahie ki Ham jab bhi Koi trade open karen to usmein last bus stop loss ka istemal Karen Taki hamari trade loss mein jaane se pahle hi close ho jaayeaur is tarah se hamara account varshon se pad sakta hai aur ham stoploss use karke trading mein safal ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                          Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading main kamyabi kay liay tak profit and stop loss donon hi bohat important hain agar ham dekhain to money management aor account management main en tools ka bohat eham kirdae hay. Forex trading main 24 hours online bethna namumkin hay aisa kabhi bhi nahi ho sakta k koi trader trade open karnay kay bad all time trade ki nagrani main bethay jab k trade market ki movement change honay kay bad kisi bhi time loss main ja sakti hay es kay liay zarori hay k trade open karnay kay doran stop loss aor take profit ko set kar dia jay kun k stop loss ko set karnay par trader kisi bhi big loss say bach jata hay aor es taran trader ka trading account bhi wash honay say bach jata hay tab k take profit say say trader apnay choose kia howa profit earn kar laita hay yehni profit ko aik point pay set kar dia jata hay ta k market ki movement change honay par hasil kia howa profit loss main change na ho jay es liay take profit ko set kar dia jata hay aor es main jaisay hi profit set kiay howay point tak aata hay to trade khud ba khud close ho jati hay aor profit trader kay account main save ho jata hay lehaza Forex trading main take profit and stop loss dono hi bohat important hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                            Dear jab ap ais market mai apni trading strategy bana rahy hoty hai to aus time ap ko ais mai decide karna hota hai k ap ki trade ka take profit kitna ho ga aor aus mai ap apni trade ka stop loss kitna lagye gay agar ap ais market mai koi trade lagaty hai to aus mai ap apni trading strategy k hisab se lagaty hai to ap ko aus mai faida hota hai ais market mai ap jitny discipline k sath kaam karty hai ap ko ais market mai aus k hisab se profit ho jata hai agar ap ais market mai take profit aor stop loss k baghair kaam kary gay to ap ko ais market mai ho sakta hai loss ho jaye ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi hoti hai magar ais mai planing aor discipline bahot hi zarori hai tab hi faida hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Take profit ziada best hai ya stop loss ziada best hai?

                              Ji Bhai Forex trading Mein stop loss aur tag profit donon best hi Kyon FX trading Mein stop loss Hamen Zyada lost sev batata hai aur take profit Hamen Jyada Se Jyada profit Hasil hone mein mother Deta Hai per Mere Bhai Forex trading mein stop no Samay Jyada loss se batata hai stop loss Ham Jitna set karte hain utna hi loss hota hai agar Ham proper money management or risk management share trading cute aur proper analysis ke pair trading kar parantu Hamen utna hi jyada fayda hota hai or stop loss hit Nahin Hota trade profit Mein rahti hai frustrating maytag for profit ka istemal best Hai Kyunki Jab market Mein tagpro istemal Karte Hain To Hamen market mein online Nahin Rahana padta hai Taake profit istemal kar len to Fir Ham Apna aur kam bhi kar sakte hain Uske bad Ham iske sath sath market ko bhi dekh sakte hain aur Achcha trading Karke Achcha aap nahin kar sakte hain aur frustrating Mein Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X