jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo
    hamy over trading ko avoid karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum gaar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agra lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market kaa balm nahi hota hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to haamy kuch be hasla nahi ho ga forex mai hum apny boss ap he hoty hain hum is maai agar gaar mayre kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is ami day mai be kam kakr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

    Hamesha trading mein apne behaviour ko professional rakhna chahie aur hamesha vahi trade open Karni chahie jo aap hundred percent sure hun ki yah aapke liye benefit ka bais Ban sakti hai. Confused trading mat Karen kyunki agar aap trading karne se pahle hi confuse hote hain to bad mein aapko accha profit Nahin de sakti isliye hamesha technical analysis aur latest news yani ke fundamental analysis ko follow karte hue acchi tradeplace Karen zyada tradeplace Karne se Koi fayda Nahin aur trading trader ka greedy behaviour show karti hai isliye overtrading ki koi zarurat Nahin. Agar aap Din mein ek ya do trades open karte hain aur usmein aap kuchh Hasil kar lete hain to yahi aapke liye bahut accha aur kamyab step hai, banisbat is ke aap pura din trading karte rahen aur at the end of day aapka result zero Ho.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

      Dear ji han Hamen over trading co avoid karna hoga FIR hi Ham Aage badh sakte hain Varna Ham Piche Rah Jaenge Agar Ham wathre Lagate Hain To Hamen loss hi hoga yah Ek bahut hi Achcha business hai Ham ismein Ghar baithkar kam bhi kar sakte hain Agar Ham usmein learning Nahin Karenge To Hamen loss hi hoga agar aap Din Mein Ek Ya Do tress open karte hain aur usmein hi bahut accha Kamal Lete Hain To yah aapke liye bahut hi Achcha step hoga aap ismein aur time Aur Dil lagakar Agar mehnat Karenge to bahut Aage Jaenge
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

        Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik bot bara or famous business hy mgr ye utna hi difficult b hy hamy is m over trading sy bachna chaiy hamy over trading ko nzar andaz krna ho ga tbi ham forex trading main agy brh skty han or forex m hr trader lazmi over trading karta hy or jb b over trading karta hy loss hi karta hy hamy forex m thora kam krna ho ga or choti trades open kr k trading karni ho ge hamy sb sy phly forex trading ki basic learning hasil krni ho gi q k learning k bagar ham kbi b trading ni kr skty q k jb tk ham kisi kam ko achi tra smj ni lyty us m kasy kam kr skty han forex m hamy loss b hota hy or profit b hamy dono ko sath ly kr chlna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

          Forex trading krny k liye ap ko is ko time dena parta hai or practice karni parti hai or us k baad hi ap ki trading achi hoti hai or ap ko trading k analysis aty hai or ap market ko seekh sakty hai k market me trading kesy karni hai entry kesy leni hai or kaha par trading ko close krana hai ap ny.
          Lekin agar ap har time hi trading kary or dusry kaam na kary ya km kary to b ye ap ki sehat k liye theek nahi is liye ap ko chahiye k ap utna hi time dy jitna zroori hai ap time table bana lyn q k agar ap over trading kary gy to over trading ap k mind or sehat k liye bilkul b theek nahi.
          Is liye agar ap trading karna or seekhna chahty hai to ap ko chahiye k ap time table bana lyn jis sy ap ki sehat b theek rahy or ap ko trading b ajaye or trading k liye zroori hai k ap is ko time dy lekin itna b zroori nahi hai k ap har time hi trading kary is liye over trading sy perhaiz hi kary.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

            G han over trading ko jab tak ham avoid nahi karen gey ham agey nahi ja sakty hey, over trading hamesha hi traders ko kamyabi se rokti hay, agar limit se zeyada ki trading ki jaye to esi trading ko handle karna bahot mushkil hota hay es over trading ki waja se etna loss ho jata hay key hamary pass loss ko recover karny ley na to trading margin reh jata hay aur na hi koi option reh jata hay, hamesha reasonable trades hi open karny chaye aur ye hamari planing be honi chaye key ham kabi be market me over trading key base par profit earn karny ka risk na len.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

              Ham agar forex market main kamyab trading kerna chahty hain tou hamain daily base per earning ka aik target set ker lena chahiay then hamain apny balance per trade is terha sy continue kerni chahiay ky ham daily base per hi apny target ko achieve kerty rehain jab ham daily profit ka target achieve kerna shoru ker dety hain tou ham achy forex trader ban jaty hain then ham jo bhi forex market main trade open kerty hain tou hamain forex sy acha profit bhi hasil hota hai pehly tou koi bhi trade hamain baghair earning ky target ky open nehi kerni chahiay mean ky hamari her trade main take profit zarur set hona chahiay ky hamain trade main acha profit bhi hasil ho saky

              Agar hamain sirf aik hi trade open kerny per bhi daily profit earning ka target achieve ho jata hai tou hamain apni trade ko wahan per hi close ker dena chahiay ky mazeed trade ka hamain sochna bhi nehi chahiay jab ham target achieve ker leny ky bahd bhi trading continue kerty hain tou yeh phir over tearing hoti hai aur over reading kisi surat bhi profitable nehi hoti ky previous profit ko ham ny withdraw bhi nehi kerwaya hota aur hamain new trade ko open kerny per bara loss ho jata hai

              Hamain kisi surat bhi over trading nehi kerni chahiay ky ham acha profit hasil ker leny ky bahd bhi emotional trade kerty hain aur jab hamain open trade main selected limit tak loss ho jata hai tab bhi ham emotional trade kerty hain tou ham bary profit ko bhi loss main badal sakta hain ya phir loss ko recover kerny ky liay Bari risk lety hain tou loss recover hony ki bajaey aur zyada increase ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

                Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai overtrading Ko Chhod Dena chahie Kyunki jyadatar trader new hote hain aur vote Forex Mein investment Karke overtrading ki taraf badh Jaate Hain Jaise KSR trader Jisko itni acchi trade Nahin bhi Aati lekin Fir Bhi vah badi badi lot size open karke profit Ke Chakkar Mein Apne account ko wash kr baithata hai isliye overtrading kabhi bhi nahin Karni chahie hard work mehnat karna chahie Taki aapko Jyada Se Jyada Achcha experience Lo Jab aapke pass Achcha experience hoga to aap kabhi bhi Forex Mein nakam Nahin ho sakte isliye confidence ke sath aur mastermind hokar forex market ke sath ladna chahie aur usse Achcha munafa Hasil karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

                  Over trading her trader ka aik bohat Bara masla hai. Jab tak traders over trading ko control nahi kia jaa sakta uss waqt tak achi trading bhi nahi ki jaa sakti. Traders ko over trading ka undaza bhi nahi ho pata kiyu kay jab tak traders ko over trading ka pata nahi hoga uss waqt tak control bhi mushkil hai. Forex trading business mai over trading ka Matlab aik waqt mai ziada trades open kerna hai aur ziada trades ka taaluq account balance say hota hai Agar trader ka account balance strong hai aur equity kay saath free margins ki ratio achi hai tou trades ziada lot size kay saath open ker lainay mai koi masla nahi hai.

                  Traders ko over trading say bachnay kay liye hamesha apnay account balance ko daikh kay trading kerni chaiye. Jab koi trade open karain tou uss waqt pair kay spread ko daikhtay huay aur apany account ki equity aur free margin ko manage ker kay he lot size set kerna zaruri hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

                    Agar Ham Logon Ko market se kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko kam karna hota hai ham log Jitna Jyada kam Karte Hain Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda Hota Hai Iski Ham Logon Ko Jyada Se Jyada kam karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

                      Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai kaam kar k ap ko pata chal jata hai k ap kis type k trader ho aisy hi kuch log ais market mai bahot zayda trades lagaty hai jis se aun ko jab ais market mai loss hota hai wo ais market mai investment kam karty hai magar account par trades zayda lagaty hai aus se aun k account par loss zayda ho raha hota hai aor aus ki waja se aun ka account wash ho jata hai agar ap ne ais market mai safe ho k kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to apny account k hisab se lot select karni hai aor aik time par ap ko aik hi trade lagani chaye aus se ap ka account bhi safe rahy ga aor ap ko account wash ka dar bhi ni ho ga aor ap aus time mai market k analysis bhi aram se kar sakty hai aor acha profit bana skaty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : over trading ko avoid karo or agy baroo

                        g han ap bikul sahi or achi bat kar rahy hain jub k mera khyal hai k forex trading main wo tradors over trading karty hain jo lalch karty hain or wo chahty hain k hum kuj he dinu main boht ameer ban jaen or derh sari earning kar len jub k aysa nahi hota hai es liye aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain over trading ko avoide krna hoga jis k liye lalach ko khtm krna hoga apni trdaing ko achy paymany se krna hoga jis main lalch na ho o hmari trdaing ki bahtri ki tarf safer jari ho ayse hmain apni har trade karni chahye jis main hum apni trading kar k acha profit lay skty hain or kamyab ho skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading ko planing kar k karen palnning kar k apki trading main risk bhi kam ho jata hai sath main loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain or jis trades main risk kam hota hai os main loss bhi kam hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X