jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge
    agar hum forex mai new hain to hamy short term trading karne chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hto forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum pairs mai or curreenyc mai kam kar sakty hain hum is mai free account bana ar be kam kkar sakty hain yai aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

    Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main agr ham new han to hmary pas trading ka itna acha knowledge or experience ni hota k ham long term trading karan aik trading long term trading hoti hy or dosri trading short term trading hoti hy forex trading main new hony ki wja sy hamy short term trading krni chaiy short term trading ka mtlb choti trades open kr k thory time m hi us sy profit hasil Kar k close kar dyty han to new traders k liay short term hi bahter hy forex aik bot bara or behad profitable business hy mgr is m khas kr new traders ko zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy ham is m bharpor mehnat kr k hi agy barh skty han
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

      yes dear main bhi app ki bat say agree karta houn forex jis ky pas kam experience hota hai us ko ziada long term trade nahi karni chahea kyon ky long term trading ky lea ap ko experience chahea jis say ap trade ko mange kar sakain es lea forex main ap ka ager knowledge kam hai tu ap ko thory thory profit pay trade ko close kar ky next trade ki tarf move kar jana chaheay es say ap ko ziada risk bhi laina pary ga aur ap daily ka profit bhi acha bna sakty hain mager apna daily ka aik target rkah akr kam akrain ager ap target say kam nahi karain gay tu ap ko forex main ziada lalch ki waja say loss bhi ho sakta hai kyon ky ap phir over trading kar ky apna profit bhi loss kar lain gay es lea ap ko soch samjh akr aur lalch keay bgair forex main trade karni chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

        ni agher hum is my new hain to hmy demo acount per trade kerni chayh yeh akh good way hain or ap ko btyh yeh akh good way hain or buht sy logh yha akh good way hai or ap ko bth dhun yeh akh good way hain or ap ko short term trade kerni chayh yeh akh good way hain or ap ko buht sy logh best hain or ap ko chayh yeh akh good way hain or ap ko chayh yeh akh good way hain best hain .
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

          Forex trading aisi hai jiss mai decisions aur planning bohat work kerti hain. Jab traders real time mai trading shuru ker laitay hain tou unhain baqayda plan ker kay he business ko shuru kerna chaiye kiyu kay jab tak aik complete planning mojud nahi ho uss waqt tak kaamyabi mumkin tou hoti hai laikin bohat time taken hoti hai. Forex trading mai new traders kay liye sub say achi strategy yehi hai kay small trades kay sath start kia jaey. Small lot size aur short trading say experience haasil kernay mai asaani hoti hai aur trading bhi safely hoti rehti hai.

          Short term trading 2ntarah ki hoti hai aik ko scalping bhi kehtay hain laikin scalping kay liye bohat experience ki zarurat hoti hai iss liye new traders ko scalping ki bajaey normal trading short term merki chaiye jiss ka Matlab small profits lay kay trades close kerna hai aur phir next tarde say pehlay dobara market ko watch kerna aur achi Tarah daikh bhaal kay trades open kerna chaiye.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

            G han bilkul new traders key ley short trading karna es ley important hota hay key wo abhi trading ki learning process se guzar rahy hoty hey agar direct ham long term trading karen gey to na to ham se achi short term trading ho saky gi aur na hi ham long term trading key position me hon gey, koshish kia karen key short tram trading me khud ko etna qualified bana leya jaye key long term trading karna hamary ley asaan ho jaye, demo account me trading ko short term trading se hi start karna chaye es key bad jab es me khud ko qualified bana leya jaye to per long term trading karny ki koshish karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

              Ji han bilkul new trader ko chahiye kya wo trading Hamesha short term trading Karen kiyon kay long term trading acchi Nahin Kari Ja sakti hai Forex trading mein agar aap Kamyab profit hasil karna chahte hain to pahle Forex trading ki acchi learning Ka Hona bahut jaruri hai aur Agar aapke pass acchi aur Anjali ki Dhani Hai Tabhi aap apne Kamyab ho sakte hain Agar aapke pass backup ke liye achha balance backup maujud ho to aap ismein bahut hi acchi trading kar sakte hain please pahle Apna backup Hasil Karen aur uske bad FIR aap long term trading Karen otherwise short term trading se aap achi earning kar sakte hain aur Apna Achcha profit kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

                Agar hamary trading account main achi amount main balance available hai tou ham beshak new hi kyun na hon hamain short term trade nehi balky long term trade kerni chahiay ky long term trade kerna bahot asan hota hai agar hamary trading account main bahot achi amount available hai tou hamain kisi bhi pair main kisi bhi time kisi bhi direction main trade open kerny per beshak profit hasil hony ka wait kerna perta hai lekin long term trading main profit zarur hasil hota hai jab trading account main acha balance ho tou short term trading ka sochna bhi nehi chahiay ky thora thora loss hoty hoty account bhi wash ho sakta hai lekin long term trade main kuch time wait kerny ky bahd market zarur reverse movement bhi kerti hai tou aesy main hamain profit bhi hasil ho jata hai

                Short term trading or scalping sirf aesy traders ky liay hoti hai agar trading account main balance bahot kam hai tou ham hamesha chance ki talash main rehty hain ky ham long time ky liay open trade ka loss main run kerna afford nehi ker sakty hamain sudden profit ya loss chahiay hita hai jo short term trading main hi possible hai ky agar hamain continue profit hasil hota rehta hai tou hamara balance increase bhi ho jata hai phir ham short term trading ko chor ker long term trading bhi start ker sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

                  Ham log ko H1 timeframe istemal karna chahie timeframe istemal karne se ham log Kafi Achcha profit Hasil kar sakte hain aur ham Logon Ko H1 timeframe ka bahut hi jyada fayda hota hai at one time frame ki vajah se Ham Logon Ko Kafi Achcha profit mil sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

                    Dear ye to zarori nai hai k hum ne agar ais market mai abi kaam start kia hai to hum ko ais market mai short term par kaam karna chaye kun k ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai learning karni ho gi aor aus k sath hum ko ais mai aik trading strategy select karni ho gi aor aus k hisab se hum ko ais market mai kaam karna ho ga tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum long term par kaam karty hai to aus mai hum ko sabar karna parta hai aor aus k sath sath hum ais market mai jab trade lagaty hai to aus par hum ko pata hota hai k hum ais trade par kitna risk le rahy hai aor ais risk se hum ko kitna faida ho ga aor ye trade kitny time k liay hum hold rakh sakty hai tab hi hum ko ais market mai faida hota hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : agar hum forex mai new hain to hamy shoert term trading karne ho ge

                      g han ap ny bikul sahi kaha hai forex trading main jo new mambers hain wo trading main mahar nahi hoty hain un ki trading ability boht weak hoti hai or sath main un ka expiernce bhi zero hota hai es liye jitny bhi new mambers hoty hain un ko chaye k aghr wo apni trading karen tu apni trading ko short term main trading karen jub wo short term k sath trading karty hain tu tab un ki trading main risk kam hota hai sath main un ko loss hony k chances bhi kam hoty hain qk new mambers ko account ki zyda safety karni hogi jitny account ko save rakh kar trading krengy tu he wo kamyab trading kar skty hain or stah main un ko loss bhi kam hota hai new mambers pahly demo account ain trading ki practice karen jub demo account main trading ki practice karengy tu wo boht achi trading ka satart kar skty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X