Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?
    Forex trading kay Doran ziada ter traders market ko watch ker rahey hotay hain. Tou indicators ka use trading kay Doran unhain Kitna aur kia faida daitay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

    Agar tou ham forex market main expert trader ban chuky hain tou hamain just market ka chart open ker ky achy analyst kerny ky bahd trade open ker leni chahiay ky hamain analysis per bhi acha profit hasil hota hai jis ki waja hamara forex market main trading experience hota hai jo Jitna zyada hota hai hamain forex market main trade kerty huey itna hi zyada profit bhi hasil hota rehta hai lekin agar ham forex market main new hain tou hamain indicators ko use kerny ka tareeqa sab sy pehly learn kerna chahiay ky ham forex market main kisi bhi pair main trade open ker ky profit bhi hasil ker sakain jab ham indicator ko select kerny ja rehy hon tou hamain yeh zarur check kerna chahiay ky indicator kitna simple hai kyun ky complex indicators hamesha read kerna bhi mushkil hota hai aur hamain same indicator sy market ko read kerny main mistake ho sakti hai jis sy hamain trade open kerny per bara loss bhi ho sakta hai

    Hamain trade kerny ky liay indicator aesa select kerna chahiay ky ham same indicator ko bari asani sy sath read ker sakain aur phir market movement ki achi indication per trade open ker ky acha profit bhi hasil ker sakain hamain aesa indicator select ker ky trade kerni chahiay jo bahot zyada simple bhi ho aur effective bhi ho jesy RSI indicator hai MACD indicator hai ya phir parabolic sar Jesy indicators main sy koi bhi indicator select ker ky trade continue kerni chahiay ky in indicators sy market ki prediction kerna bahot asan hota hai jesy centre line ko jab market cross kerti hai tou trend change ki indication hoti hai aur ham trade open ker ky new trend sy bhi bahot achi earning ker lety hain

    Jo traders indicators per trade kerny ki bajaey apni trading skills ko use kerty huey market ki achi prediction kerny ky bahd trade open kerty hain tou aesy traders sirf market ky chart ko open ker ky bhi market ky achy analysis kerny ky bahd trade open ker ky bhi acha profit bana lety hain tou hamain indicators ki bajaey apni skills ko improve bhi kerna chahiay aur trade bhi kerni chahiay ky jab hamari trading skills improve ho jati hain tou hamain phir trading main bahot kam loss hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

      Dear friend forex trading main both ache or both ziada indicator available han jin ko seek k istamal karny sy humy ziada fayda hasil ho sakta ha is ley humy indicators ko istamal karny sy pehly is indicator k bary main full information hasil karni ho ge or is indicator ko behtar tariqa sy samjena ho ga or phr humy is ko apny real account main apply karna ho ga jis sy hum forex trading main behtar trading kar sakeny gy jtna acha knowledge or information hasil kar k indicator istamal karny gy to hum kamyab ho sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jis sy hum ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy par jab hum bagar indicator ko seekeny or samjeny istamal karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy loss sy bachena ho ga or ache indicator ko behtar tariqa sy istamal karny gy to hum kamyab ho sakeny gy
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

        g han bilkul forex main trading karty aghr indicator ka use kiya jay tu hmain kafi faida milta hai es liye aghr hum apni trading main achi trading krna chahty hain tu hmain trading karny se profit milta hai or hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain q k indiactor ka faida yah hota hai k hum apni trading ko achi trha se market ko smjh kar kar skty hain indicators se hmain trading k bary main sahi faisla karny main asani hoti hai or hmain loss bhi nahi hota hai laken hmain os indicator k sath trading karni chahye jis se hum apni trading ko achi trha se kar skty hain or forex main har indicator he apko faida deta hai laken apko os indicator ko sue krna chahye jis ka apko expiernce hai or ap apni trading main kamyab ho skty hain or ap kamyab ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

          Forex market ki movement ko judge karny me indicators hamari bahot help kar sakty hey indicators se hamy ye conform ho sakta hay key market ka support and resistance level break ho sakta hay ya nahi agar break ho be sakta hay to market kes point tak up ya down ja sakta hay ye ham indicators se hi conform kar sakty hey, indicators ko use karny se ham market key reversal points ki be conformation kar sakty hey aur market key next target se related signals be ham siraf indicators se hi laga sakty hey, indicators zaror use karny chaye market ki condition ka andaza ham blindly nahi laga sakty hey jetni ham news ko zarori samjty hey etny hi indicators be important ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forex trading kay Doran ziada ter traders market ko watch ker rahey hotay hain. Tou indicators ka use trading kay Doran unhain Kitna aur kia faida daitay hain?
            Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai main aapko hi Pata To Chalun FIR yah market Mein 24 hours open rahata hai aur week ke bich Mein Hamen ismein Kisi bhi Din kam kar sakte hain yah Ek online business hone ki vajah se aajkal bahut jyada famous ho raha hai aapane baat ki hai ki agar Ham trading ke Darmiyaan Hai indicators ko use karte hain to kaisa hai bhai indicator se bhi Hamen market ki calculation kar kar hi result Dete Hain Jo ki hundred percent correct Nahin Hote Agar aap Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko uska Achcha knowledge or experience Hasil karna hoga aur agar aap manually Taur per market ko analyse karna Sikh Jaenge to aapko Kisi bhi indicator to use karne ki jarurat Nahin padegi Jyada Achcha indicator is Waqt relative strength indicator isase Kafi acche result Hasil ho sakte hain lekin bhai Fir Bhi yah indicator hi hai is ki koi confirmation nahin hai ki yah aapko correct result hi bataega isliye aap manual trading Karen jo aapko Jyada fayda de sakti hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

              G ap trading k doran indicators hmari bohat help karty hai agar ham indicators ko use krna sahi sy seekh ly to hamari trading k doran analysis achi tarha ho jaye gy or un analysis ko use kar k ham achi trading ko kar sakty hai lekin har indicator sahi sy indication nahi deta ye b ham ko pata ho na chahiye.
              Or agar ap ko pata nahi laga k sahi indicator kon sa hai or kharab indicator kon sa hai ya phir ap ko indicator ka sahi sy istamaal na aya k kis time frame me wo indicator use hona hai to us sy b ap ko nuqsaan hai ap ko loss ho sakta hai or indicators k sath sath ap ko khud b sochna chahiye market ka.
              Q k indicators har dafa theek nahi hoty un me koi na koi kami zroor hoti hai or agar market ki movement ajeeb ho to kai dafa indication galat dy dety hai is liye ap ko wo b dekhna hoga k indication theek hai ya nahi or trading karni chahiye ya nahi.
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex market m indicators hmary liay bot madad gar sabit hoty han hamy soch smj kr indicator ko trading k liay use karna chaey agr to ham kamyab trader han or hmary pas forex ka mukamal knowledge or experience hy trading ki basic learning mojod hy to ham indicators ko istamal kiay bagar b trading kr skty han mgr hmary liay bahtar ho ga k ham indicators ko istamal kar k achi trading karan jis sy hamy profit b hasil ho agr ham expert traders han to hamy market ko wach kr k anylyses ko study kr k trade open kar lyni chaiy asi trade hmary liay profitable sabit hoti hy ham agr indicator's k sath trading karty han to ye hmary liay zyada faidy mand hoti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                  trading main indicator hamy bohat ziada help daity hai es say he ap market main analysis kar skaty hain forex main ager ap ko aik bhi indicator kio logic aur uss main paker ho jay tu ap unlimited earn kar sakty hain es lea forex main ap ko indicator ko samajh kar phir trade karain phir he ap forex main acha earn akr sakty hain forex main kabhi bhi aik chez pay kaam na krain ap ko har tara ka knowledge hona chahea kyon ky market bhi movement ki soraty hal change hoti rehti hai jiss waja say ap ko bhi kabhi kabhi market main apni strategy change karni parti hai es lea ap ko market main jitny bhi tools use hoty hain sab ky bary main pata hona chahea ky kon sa tools kis time use hota hai aur us ki accuracy kesi movement main hoti ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                    Market Mein indicator ka istemal karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai agar ham log indicator ko istemal Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jyada kamyabi milati hai aur ham log bahut hi accha profit Asif kar sakte hain market Mein indicator ko istemal karne se Ham logon ka bahut hi jyada kamyabi mil sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                      Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai kaam karny k liay bahot sary indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai koi aisa indicator select kar lena chaye jis se ap ko ais market mai jo trade mily wo achi ho aor aus se ap asani se ais market mai trade laga ley agar ap ais market mai planing kar lety hai aor acha indicator select kar k aus k hisab se ais market mai enter ho jaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai agar ap ais market mai ghalti kary gay to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais market mai ghalti ni karni warna ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay indicators se asani se ap ko trade mil jati hai ap ko zayda time market mai ni bethna parta.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                        Agar To Ham forex market Mein expert reader Ban chuke hain To Hamen just market ka chat open karke acche karne ke bad trade open kar leni chahie ki Hamen analysis per bhi achcha profit Hansi Hota Hai Jiski vajah Hamara forex market Mein trading experience hota hai jo Jitna Jyada hota hai Hamen forex market Mein Chhed karte hue utna hi jyada profit bhi Hasil hota rahata hai lekin Agar Ham forex market Mein new Hai To Hamen Hindi cartoon ko use Karne Ka Tarika sabse pahle learn karna chahie ki Ham forex market mein kisi bhi pair Mein trade open karke profit bhi Hasil kar Sakenge Jab Ham indicator ko select karne Ja Rahe Ho To Hamen yah Jarur check karna chahie ki Hindi Kat aur Kitna simple hai Kyunki complain indicators Hamesha red karna bhi Mushkil hota hai aur Hamen same indicators se market ko red karne mein mistake ho sakti hai jisse Hamen trade open karne per Bada loss bhi ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                          indicators ki help se ap forex market ke analysis karne me help le saktain hain aur zeyda faida ap ko tub ho ga jub ap ke pass indicators ka complete knowledge ho ga aur ap os indicators ko market ki right direction me apply kare gay tu ap ko best entry point milne se ap trades ko profit me le saktain hain jis se ap ko acha faida mill sakta ha
                          har indicators se ap market analysis me help nehi le saktain hain kafi indicators useless hain jin ko use karne se hamesha loss hota ha kuch trending indicators hain jin ko use karne se market ke trend ka pata chlaya ja sakta ha aur entry point bhi find kiey ja saktain hain bus indicator ko agr os ke knowledge ke hisab se market ki perfect condition me use kea jaye tub hi ap ko zeyda faida milta ha aur ap indicator sse market analysis me acha faida hasil kar skate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kay Doraan indicators ka use Kitna faida pohanchta hai?

                            Trading indicators bahut benefit Dete Hain Ek accha expert trader Hamesha indicators ko use karta hai aur uski Bina Path Read Karta Hai Kyunki indicators Kafi help Dete Hain aur iski help se market ki direction ko Maloom Kiya Ja sakta hai aur Jis Se aap market ki direction ko Maloom kar sakte hain ki market aap train mein Jayegi yah downtrend Main To bahut Sare Aise indicators hai jo bahut hi acchi aapko direction Bata Dete Hain Jiski vajah se aap Achcha profit Hasil kar sakte hain to isliye Hamesha acche indicators ka inteqaam Karen aur usko use Karke aap Achcha profit after sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Forex trading kay Doran ziada ter traders market ko watch ker rahey hotay hain. Tou indicators ka use trading kay Doran unhain Kitna aur kia faida daitay hain?
                              Dear Forex trading main ap ko indicators ka use kar kay he ap analysis kar sakty hain. Support or resistance ki madad sy ap apnit rade ka trend find kar sakty hain.Ap support or resistance nikalny kay leye ap ko kuch patterns jis pay ap nay kam kiya ho woh pata honay cheye. Us ka faida yeh hota hai kay ap apny trade ka sahi faida otha sakty hain. Bus ap ko technical analysis kay sub step use kar kay achi earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X