Jaiza: small profit bary loss ya account wash sy behter hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: small profit bary loss ya account wash sy behter hota hai

    G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai kun k ais market mai ap jab koi trade lagaty hai to aus mai ap ko ye pata hona chaye k ap trade k liay lot size kam rakhy aor jab ap ki trade thory se profit mai aa jaye to aus time ap ko trade close kar deni chaye aus k sath sath ap ko ais market mai lalch ni karna chaye k ap ko ais market mai kafi zayda profit ho ga to ap ais market mai trade ko close kary gay ho sakta hai k market ap k opposite chali jaye aor ap ko aus trade par kafi zayda loss ho sakta hai ya aus trade ki waja se ap ka account bhi wash ho sakta hai ais liay ap ko ais market mai plan k hisab se kaam karna chaye aor lalch ni karna chaye tab hi ap ko ais market mai fadia hota hai aor ap ais market mai choti si lot se acha profit bana skaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: small profit bary loss ya account wash sy behter hota hai

      Forex business me basically traders ki koshish ye honi chaye key risk ko minimize kar key aur risk ko manage kay trading ki jaye agar es key ley hamy kam se kam profit be earn karna pardy to ye account wash hony se bahot acha hay, account wash ho jaye to hamari trading esi jaga siraf stop hi nahi ho jati hamara confidence level be es loss ki waja se decrease ho jata hay, daily ka hamara profit target be etna small hona chaye key baghir kesi big loss key ye asani se achieve be ho jaye to next market ki movement ko judge karny key ley hamy bahot sa time be mil saky.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: small profit bary loss ya account wash sy behter hota hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
        Jab ham forex market main open trade kerty hain tou hamain open trade main kabhi kabhi reasonable profit bhi hasil ho raha hota hai tou bhi ham trade close nehi kerty ky hamain aur zyada profit hasil ho jaey tou hi ham trade close kerain gy lekin Jesy hi market reverse move kerti hai tou bara loss ho jata hai ya kabhi kabhi tou loss increase hoty hoty account wash bhi ho jata hai so hamain small profit main bhi trade close ker leni chahiay ky small profit bary loss ya account wash sy bahot behter hota hai
        Ji bhaijaan hai aapki baat bilkul theek hai agar Hamen apni trade se thoda bahut profit Hasil ho raha ho To Hamen usmein sukun kar lena jaaiye Jab Bhi Ham Jyada profit ke bare mein Sochenge tab hi Ham Apne pure ke pure account ko Khali kar Baithe Hain isliye Hamen chahie ki Hamen Jitna profit bhi Hasil Ho Jaaye Ham use message WhatsApp on kar lenge Kyunki jyadatar remember jab hi Apne account ko Khali Karvate Hain Jab vah Jyada property ke lalach ke bare mein pad Jaate Hain aur Hamen chahie vah Beda garak Karke Baithe Hain isliye aapko chahie ki aap Jyada Se Jyada learning Hasil Karen Forex trading business ki tab hi aap ka Niyam ho sakte hain kamyabi ke liye sirf aur sirf kisi chij ki jarurat hoti hai
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Forex trading main jo traders apny analysis ko behtar karna janty hain or us pay trust karty hain woh he kamyab traders hoty hain. Kamyab traders kabi be bina analysis kay trades nahi karty hain or us kay leye un ko apny take profit or stop loss ki value pay trust hota hai or woh apni trades ko choty sy profit pay band nahi karty hain or patience kay sath apny analysis kay mutabiq take profit kay hit hony ka intizar karty hain. Esleye jab be trade lagain proper learning or practice kay bad open kar kay us sy achi eanring kar sakty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X