forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?
    friends kia ap bta sakty hain ky forex main gap kyon aty hain aur kia gap main trading karna chahea ya nahi mujhy kuch traders nay kaha hai gap ager market main aa jay tu ap ko bohut achi oppertunity milti hai kyon ky gap 100 percent cover hota hai jiss say ap achi earning kar sakty hain ap ka kia knowledge hai es ky bary main please share karain aur yeh bhi btain ky gap pay trading karni chahea ya nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

    hamy gap ko watch kar ky kam karna ho ga pheer he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai pairs mai or currenyc mai kama kar sakty hain hum is mai part time be kam kari sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager balnce ky account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los sho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai night mai ya day mai kam karis sakty hain forex mai hum apny bos ap he hoty hain forex mai studnets be kam kaer sakty hain or is mai job less mans be kam kar sakty hain forex aik acha business hain
    • #3 Collapse

      Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

      Market jab close hoti hai tou usky bahd ham reopen hoti hai tou kabhi kabhi Bary gap ky sath open hoti hai jis ki main waja yeh hoti hai ky ya tou same market close time main koi bari news market ko effect ker leti hai ya phir aesy time per jab market close hoti hai tou Bari trade ho jati hai market main ky koi bara contract bhi same market gap ki waja banta hai jab market daily close hoti hai kuch time ky liay aur phir reopen hoti hai tou aesy time per tou bahot kam hi aesa hota hai ky market gap ky sath reopen ho lekin jab market weekend ya holiday ky bahd reopen hoti hai tou aesy time per kafi zyada chance hoty hain ky market gap ky sath open ho jaey

      Market aksar crude oil ya gold main gap ky sath open hoti hai ky market close hony huey agar koi bari sale purchase ya contract sign Ho jaey tou same contract market ko bahot effect kerta hai jab market reopen hoti hai tou same effect ki waja sy Bary gap ky sath open hoti hai lekin currency pairs main aesa bahot kam hi hota hai ky kisi country ki current bahot zyada jump ker jaey ya crash Ho jaey tou hi market ky reopen hony per currency pair main gap ata hai warna currency pairs main market gap kabhi nehi hota just market normal move kerti hai ky jahan per close ho chuki Ho wahan sy hi reopen hoti hai

      Market gap aksar hamari open trade ko bahot zyada effect ker jaty hain is liay zaruri hai ky jab market close hony ka rehi ho tou hamain bhi sath main apni tamam trades ko close ker lena chahiay beshak ham same trades ko loss main hi close ker rehy hon lekin jab market reopen ho jaen tou phir wahan sy hi trade dobara open ki ja sakti hai ky agar market bary gap ky sath bhi open ho tou hamara balance effect na ho saky
      • #4 Collapse

        Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

        Bhai Saturday Sunday ko chhutti hoti hai isliye aisa hota hai agar Saturday Sunday ko chhutti Na Hoti Ho To fir Aisa kabhi bhi nahin Hoga Sahi Pakade Sunday ko market Kahin per Ja sakti hai Jiski vajah se Aata Hai
        • #5 Collapse

          Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

          Dear friend forex trading main gap weekend pe ata ha us ki waja big news ya phr koi country ki tension ki waja sy hota ha jasa k ab USA or Iran ki apis main tension chal rehe ha jis ki waja sy humy is weekend pe big gap mila ha gold main or USD k pairs main is ley humy chae jab bi weekend ho to humy apni sari trade close kar dani chae ha ta k gap ki waja sy humy loss na ho hum easily successful ho sakeny or humara account bi safe ho is ley k ley humy ziada sy ziada mehnat kar k knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge jis sy hum easily ache earning kar sakeny gy or forex trading main hum kamyab ho sakeny gy forex trading main hum jtni mehnat karny gy utny he kamyab hon gy is ley humy both soch samj k trading karni chae ha ta k hum easily successful ho sakeny
          • #6 Collapse

            Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

            Dear ais market mai gap ki waja ye hai k jab weekend par market close ho jati hai aor weekend k baad jab market open hoti hai to open price aor close price same ni hoti agar ap aus gap ko dekhy to kai dafa bahot hi zayda hota hai ye open price jitni zayda change hoti hai close price se atna hi zayda gap aata hai agar ap weekend k baad market mai dekhy k gap aya hai to aus par ap ko trade laga deni chaye kun k market mai jo gap aata hai phly market aus gap ko cover karti hai aor aus k baad trend mai moment start karti hai agar ap ais market mai gap par trade lagaty hai to jitna gap hota hai ap ko aus mai atna hi target set karna chaye kun k jab market wo gap recover kar leti hai to aus k baad market apny trend mai moment start kar deti hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

              Dear friend Forex Ek Aisa business hai jo Puri Duniya Mein sabse behtarin hi Forex trading mein gap weekend pay aata hai uski vajah big news ya FIR Koi country ki ki tension ki vajah se hota hai Jaisa ke a ab USA aur Iran ki aap office mein tension Chal Rahi Hai Jiski vajah se Hamen is weekend Mein big gap mila hai jump weekend per market close Ho Jaati Hai Aur weekend ke bad Jab market open hoti hai to open price aur close price same hi hoti agar aap use gap ko Dekhen to Katie dafa bahut hi jyada hota hai ya open price jitni Jyada chain Hoti Hai close price se itna hi jyada Gaya pata hai agar aap weekend ke bad market mein Main Dekhenge gap aaya hai to use per aapko trade Laga Deni chahie Kyunki market mein jo gap Aata Hai Pahle market use gap ko cover karti hai aur uske bad friend Mein movement it it start karti hai agar aap is market mein gap per trade Lagate Hain Tu Jitna Gayab hota hai aapko usmein utna hi hi target set karna chahie Kyunki Jab market varg app recover kar Leti Hai To Uske bad market Apne train mein main movement start kar deti hai
              • #8 Collapse

                Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

                Forex market me gape any ki waja news event hoty hey aur jab market close ho to news event ki waja se market me movement to nahi hoti magar jesy market open ho jaye aur running condition me ajati hay to per ye gape key sath market ko open karty hey, market me gape par trading karny waly traders ki kami be nahi hay esy traders professional hi hoty hey jo market me gape ka wait karty hey ya gape any se pehly trade be open kar lety hey to esy traders har condition me profit earn kar sakty hey, gape ki waja koch na koch zaror hoti hay aur esy expert traders ye pehly se observe kar lety hey key market me gape kab aur kinu a sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

                  hamy market ke movement ko samj kar kam karnaa ho ga forex aik wasee business hain hum is mai agar gap ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum paasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hhain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakaty hain hum is mai full time be kam kar sakkty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik bohat bar business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha ro legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

                    forex market jiss time off hoti hai aur ager us din kisi country ki economy main koi tabdeli aii ho kisi qism ka nuksan ya faida hoa ho tab market main gap ata hai us currency main aur gap any ki dosri waja ager uss country main achanak koi chuti waly din koi hadsa paish agea ho jesy iran nay usa par hamla kar dia tha jis ki waja say market mai gap agea tha asy bhi gap aa jaty hain gap market main lazmi refill hoti hai aur fill hona aik rule hai mere experience ky mutabik aj tak main nay jitny bhi gap dekh hain sab fill hoay hain aur lgo es main bohut profit earn karty hain kyon ky gap any ky bad jab market wo gap fill karti hai tu ap ager tab trade karin gay tu ap forex main aik confirm signal ky tor par thori se lot ko bari laga kar acha profit hasil kar sakty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading karna chaheay?

                      forex market main gap kyon aty hain aur kia gap pay trading kerna chahey gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay ager aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex trading main kamyabi hasail kerain gay too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X