kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?
    friends forex main ager koi trader success ho jata hai tu uss ko phir bhe learning ki zrorat parti rehti hai ya nai parti hai hamain kia karna chaheay agr ham forex main apni learning kar ky ager kamyab ho gay hain tu kia ham ko mazeed learning karty rehna chaheay ya bas profit he earn karty rehna chaheay please ideas share karain apne.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
    kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?<br />friends forex main ager koi trader success ho jata hai tu uss ko phir bhe learning ki zrorat parti rehti hai ya nai parti hai hamain kia karna chaheay agr ham forex main apni learning kar ky ager kamyab ho gay hain tu kia ham ko mazeed learning karty rehna chaheay ya bas profit he earn karty rehna chaheay please ideas share karain apne.
    Ji bil kul ham ko Forex trading main kamyab honay kay bad bhi Forex trading ki learning jari rakhni chahiay aor mazeed knowledge gain karna chahiay aor sath sath demo practice bhi jari rakhni chahiay jo k aik trader kay liay bohat zarori hay jab bhi koi trader aik new trading strategy bana hay to usay check karnay kay liay pehlay demo account ko use kia jata hay aor working strategy ko hi real trading main use kia jata hay es taran Forex ki practice say experience and learning donon hasil ho jatay hain es kay elawa aik kamyab trader ko Pak Forex Forum ko join kar laina chahiay aor es main achi posting karni chahiay aor apna knowledge an experience others members main share karna chahiay aor others members ki achi posts read kar kay apnay knowledge main bhi azafa karna chahiay kun k Pak Forex Forum say knowledge kay sath sath learning bhi strong hoti hay aor sath sath trading kay liay acha bonus bhi milta hay lehaza aik kamyab trader ko Pak Forex Forum zaror join karna chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

      Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex trading aik difficult business hy or is m hamy zyada sy zyada or achi learning ki zarort hoti hy is liay hamy apni learning ko stop ni krna chaiy balky wakt guzrny k sath sath apni learning ko or strong krna chaiy ham agr forex m aik expert trader ban jaty han or achi earning b karty han to hamy sirf earning ka hi lalich ni krna chaiy q k earning sy ziada forex trading main learning py zor dia jata hy q k kahty han achi learning kro achi earning khud b khud ap k pas a jaiy gi forex aik profitable business hy mgr is m hamy profit tbi milta hy jb ham is m bharpor mehnat k sath achi learning kar k phr trading start karty han ham achi learning different ways sy hasil krty han net sy search kr k b ham achi learning karty han forex forum join kr k b ham apna knowledge or learning gain karty han or demo account m ham practice kr k acha experience hasil karty han ham in tmam treqon sy forex trading ki learning hasil kr k trading m successful ho sakty han
      • #4 Collapse

        Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

        forex aik acha business hain hum is mai apne marze ys tme table bana kar kamkar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chaet hain to hamy manet karne ho ge pher he hum pasisa kama saky gy forex kabe be band na hony wlaa business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hamy analysis ko use kar ky kkam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saly gy forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hotoy hain forex jasa koi or business nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

          G han dear learning stop nahi karni chaye traders se ghalti yahi par ho jati hay jab wo khud ko learning key bad expert samjny lag jaty hey aur un ko 1 tarha ka over confidence ho jata hay, magar ye bilkul be ghalat hay app successful hony key bad be agar mehnat nahi karen gey to daily base par app ki trading performance be low hoti jaye gi, successful hony key bad be professional traders ki hard work market ko samjny ki waja se continue rehti hay aur news events se trading decisions leny me asani key ley traders har tarha ki mehnat karty hey, khud ko successful aur professional samjny ki ghalti jes traders se ho jati hay un ko apni success maintain rakny me be bahot se challenges ka samna hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

            Assalamu alaikum dear forex members ji han bhai bilkul agar hamara heart rate mein profit ho raha hai aur ham forex mein successful Ho chuke hain tab bhi learning hasil karte hain na chahie nai nai chijen discover karte rahana chahie kyunki learning kabhi bhi chhodi nahin chahie jitni jyada acchi knowledge or experience hasil karenge vah utani hi hamare liye faydemand hai iska hamen koi nuksan nahin hai isliye hamen kabhi bhi learning nahin chhodana chahie chahe Ham jitne bhi kamyab Ho jaaye lekin learning kabhi Na chhode kuchh Na kuchh sikhane ki koshish karen kuchh Na kuchh naya janne ki koshish karen Taki aap isase bhi jyada successful ho sake aur Jin chijon ka abhi aapko nahin pata vah chijon ko bhi jaan sake aur behtar se behtar trading karke aur achcha profit earn kar sake aur successful se bhi upar awaal darje ke trader Ban sake
            • #7 Collapse

              Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

              Forex ek wasee tareen business hony ki waja ca aisa tu mumkin hi nahi k koi member es bat ka dawa kr sky k esy ab mazeed learning ki zrort nahi es lea forex men koi kitna b kamyab q na ho jay aur kitna b profit q na hasil kr ly learning ki zrort hamesha rehti ha.
              Learning process aisy members k Lea Jo trading men successful hn aur b asan ho jata ha aur aisy traders market analysis men aur zayada achy ho jaty hn aur kamyabi ca market trend ko samjty hn aur apny loss ko km ca km krty hovy kamyabi ca trade krty hnaur profit earn krty hn.
              Forex wasee tareen business hony ki wja ca bht zayada fluctuation b rakhta ha jis ki waja Es men market trends ko smjna mushkil hota hai es Lea her member k Lea zrori ha k learning process ko jari rakhy aur behtren tareky ca successful trade lgay.
              الحمد لله رب العالمين

              • #8 Collapse

                Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                Kisi bhi kaam mai success milnay kay baad uss ko chore nahi daina chaiye aur na he uss koshish ko khatam ker daina chaiye. Forex trading business mai kaamyab honay kay baad traders ko pehlay say ziada mehnat ki zarurat hoti hai kiyu kay sirf successful hona he asal maqsad nahi hota bulkay successful honay kay baad success say faida uthatay rehna ziada eham hota hai aur forex mai apni kaamyabi ko maintain rakhnay kay liye musalsal mehnat bohat zaruri hoti hai jaisay kisi bhi dusray kaam mai kaamyabi milnay kay baad uss ko barqaraar rakhnay kay liye mehnat zaruri hoti hai aisay he forex mai bhi kerna hota hai. Agar forex ki learning aur knowledge ko update nahi karengay, forex market ki study nahi karengay tou trading mai kaamyabi haasil ker kay usay barqaraar kaisay rakha jaa sakta hai. Kiyu kay forex mai tou her trade kay baad Dusri new trade open kerni hoti hai jiss kay liye new home work kerna hota hai market ko monitor kerna hota hai. Iss liye her tarder ko apni success ko aakhri success nahi samajhna chaiye aur apni learning ko saath saath jaari he rakhna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                  Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai agar aap Forex Mein successful bhi ho rahe hain tu Sath Sath aap aur learning bhi Jari rakhen Kyunki Forex Ek samander Hai jismein Jitna Marji aap Paisa Kama sakte hain isliye ismein aapko lagatar kam karna chahie aur sath sath acchi learning Ka Hona bhi bahut jaruri hai Kyunki agar koi bhi ismein changing aati hai to aapko Sab tarike Pata Hona chahie jisse aap acchi earning kar Saken aur Achcha profit Hasil kar sake isliye Hamesha Forex Mein kaam karte Rahana chahie aur iski learning ko Kabhi Nahin chhodana chahie Kyunki learning ke bad hi acchi earning Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                    Learning aik aesa amal hai jis ko hamain continue rakhna chahiay ky ham agar forex market main trading expert bhi ban jaty hain tab bhi hamain learning ki zarurat rehti hai ky forex tou aesi market hai jis main hundred percent profit hasil kerna koi namumkin hai so hamain trade kerny per loss zarur hota hai lekin jab ham apni learning ko more and more improve kerty hain tou hamain forex sy acha profit hasil hony lagta hai aur ham loss main phir kam hi trades close kerty hain forex market main successful trade kerny ky liay hamain forex ko join kerny ky bahd forex ki basics ko learn kerna perta hai jis ko ham agar aik hi dafa achi terha learn ker lety hain tou phir hamain zarurat nehi perti ky ham apni learning ko continue rakhain bar bar ham basics ko hi learn kerty rehain

                    Jab ham aik dafa forex ki basics ko conplete learn ker lety hain tou hamain phir forex ki advanced learning ki zarurat perti hai aur jo hamary kamayabi main bahot zaruri bhi hoti hai jis ko ham basics learn kerny ky bahd forex market main trade start kerny ky sath sath learning ko continue kerty hain aur jesy jesy hamari forex advance learning improve hoti rehti hai tou hamain trading main loss hona bhi kam hota rehta aur profit hamain maximum trades main hasil hona shoru ho jata hai so jab tak ham forex market main trade continue kerty rehain hamain forex ki learning ko bhi continue rakhna chahiay

                    Jitna acha forex market main hamari trading ka knowledge hoga utna hi ham trading ka acha experience hasil ker sakain gy aur bahot zyada experience hasil ker leny sy hi ham forex trading expert ban sakty hain lekin jab ham trading expert ban jaen tab hamain forex market main trade kerny ka maza bhi ata hai aur earning bhi hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                      Dear friend forex trading main kamyab hona ho ya phr kamyabi chae ha to is k ley humy apni learning jari rakhni ho ge jis sy humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho ga or humy loss k chance kam hon gy is ley humy apni learning or practice jari rakhni ho ge chae hum expert trader hon ya phr new trader hon is ley humy ziada sy ziada apni learning pe tawaja dani ho ge jis hum or ziada kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada sy ziada learning karni ho ge or isi learning sy hum practice karni ho ge jtni ziada practice karny gy to humara experience utna he ziada ho ga jtna ziada knowledge or experience ho ga to hum behtar trading kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy par phr bi humy apni learning chorni ni chae han balky ziada sy ziada humy proper analysis kar trading karni ho ge jis sy hum easily kamyab hon gy or sath main learning bi hoti rahey ge
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                        aagr hum success gain karna chaety hain to hamy pahly learning gan karne ho ge hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bohat bara buisness hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office ma jany ke zarorat nahi hote forex mai hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga learning ko hamy kabe be ignore nahi jarna chahe q ky agar hum forex mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                          dera forex trdaing ki learning kbbhi bhi skip nahi honi chahye q k yah hmari trading main sath sath chlti hai or esi ki base par he hum apny expiernce ko bahtr bna ksty hain forex main hmain kub loss ho jay es bat ak pta nahi hota hai or hmari choti se galti se hmain loss ho jata hai jub k aghr hum apni learning akrty rahengy tu hmain apny loss ko recover karny main bhi sani hoti hai or sath main hum apni trading ko bhi successful bna skty hain forex hmary liye aik boht he aha paltform hai jis main hum gher bethy he earning kar skty hain or apni life ko set kar skty hain tu es main kamyab hony k liye zarori hai k hum es ko learn karty rahen sikhty rahen q k jitna hum forex se touch rahengy otan he humari trading batr ho skti hai or hum kamyab ho skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                            Asslam o Alaikum friend forex trading boht hi acha online business hy pr ye utna hi complicated business b hy AGR hum forex trading my kamyab ho b jaty hy to humy learning ni chorni cahiy q k forex trading my Apni success ko barkraar rkhna hy to learning boht Zroori hy forex trading ki movement ka conform kisi ko ni pta k ye kb or kidr ko move kr jay GI is liy trading krty waqat apna dimag khula rkho or soch smj k trading kro or hmesha hi trading k bary my knowledge hasil krty rho q k AGR knowledge ni ho GI to loss ho ga or trading k bary my jitni b learning kr lo ya jitni b knowledge hasil kr lo WO km hi is success hasil krny k bad b humy trading k bary my learning hasil krty rehna cahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex main successfull hony ky bad bhi learning karty rehna chaheay?

                              dear insaan ghalty ka aisa putla hay jis main agar wo jitna marzi samjhdaar ho jaye usay phir bhi kahin na kahin say kuch na kuch sekhna he parta hay khawah wo kitna marzi kisi field main expert q na ho jaye is liye mairay khayal say better yahi hay k hamko jahan say kuch bhi learn k liye milay hamain usay hasil krnay say kabhi bhi guraize nai krna chaye q k markeet hamesha har wakt aik jaisi nai rehty hay aur na he yeh kabhi same moove krty hay aik month main haamray kuch systems theek kaam krtay hain to dusray wakt main wo kaa krna chre daitay hain ya hamko un say he earning k ilawa lose hona start ho jata hay is liye hamko har aik strategi ko continou rakhnay say pehlay usay test krna bhi lazmi hay usk baray main jaan laina bhi lazmi hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X