kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

    forex forum py trade karna trader k lie aik risk hy or risk bhi is main zeyada loss ka hy naffah ka ni to trading main loss sy nuqsan sy buchni ky lie trader aik to stop loss ka istemal karty hain or loss sy buchny ky lie jes trah stop loss trader ki madad karta hy usi trah take profit bhi loss sy bchata hy agr koe trader samjh dari sy us ko istemal kary to swal hy kia take profet ka lgana zarori hy yeh hy trader ki marzi har trader ko pta hy keh take profet or stop loss ky istemal sy hum apny ap ko loss sy bacha sakty hain to ab jo yeh donon istemal kary ga woh to loss sy buch jae ga or jo yeh istemal ni kary ga to us ki apni qesmat ho sakta hy us ko loss ho jae or yeh bhi ho sakta hy keh usy loss ka samna kary parhy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

      Wesy tou stop loss aur take profit forex market main secure trading ky liay dono hi bahot zaruri hai lekin dono ko use kerny ky results alag alag hoty hain agar ham sirf aik ko use kerty hain chahy ham open trade main sirf take profit hi use kerty rehty hain ham stop loss use nehi kerty ky jab ham stop loss bhi take profit ky sath lagaty hain tou bar bar hamara stop loss hit ho jata hai take profit hamara hit kabhi nehi hota tou hamain is confusion ko khatam kerny ky liay sirf take profit per depend kerna perta hai ky ya tou hamari open trade main take profit hit hoga ya phir ham loss main hi trade ko run kerty rehain gy jab tak market profit main nehi aa jati

      Importance of Stop Loss

      Agar ham apni trade main sirf take profit use kerty hain stop loss use nehi kerty tou aesa kabhi nehi hota ky hamari her open ki jany wali trade main take profit hit hota rehy jab market hamari open trade ky against move kerna shoru ker deti hai tou loss increase hota rehta hai agar ham limited loss main trade ko close nehi kerty tou loss increase hoty hoty hamara account wash ho jata hai so hamain limit loss main ya tou trade close ker deni chahiay ya phir hamain her trade ko open kerty waqat stop loss zarur use kerna chahiay

      Importance of Take Profit

      Agar ham apni her trade main bary loss sy bachny ky liay sirf stop loss use kerty hain take profit use nehi kerty tou phir hamara stop loss zarur hit hota hai aur hamain loss hi hota rehta hai jab ham market main present nehi hoty tou hamain open trade main acha profit bhi ho raha hota hai lekin ham trade ko profit main close nehi ker sakty phir jab ham market ko open kerty hain tou hamain pata chalta hai ky market bahot zyada profit main bhi jany ky bahd reverse ho ker hamara stop loss hit ker chuki hai

      Jab ham market main open trade ker rehy hoty hain tou ham main self decision power zyada honi chahiay ky ham kisi waqat bhi open trade ko profit ya loss main close ker sakain lekin self decision power ki kami hai tou hamary liay phir zaruri hai ky ham apni her trade ko stop loss aur take profit use kerty huey continue kerain ky hamari trade achy profit ya limited loss main hi close hoti rehy
      • #18 Collapse

        Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy stop loss ki tahra take profit istamal karna bi both zarori ha jab tak hum stop loss k sath take profit istamal ni karty han to humy utna fayda ni hota ha is ley humy chae ha jab bi trading karny to har trade k sath take profit or stop loss istamal karny lazmi jtni ziada mehnat karny gy utny he ziada fayda ho ga is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k analysis karny seekeny ho gy jis sy hum acha stop loss or take profit istamal kar sakeny gy jis sy stop loss kam sy kam hit ho ga or ziada sy ziada take profit hit ho ga jis sy humy ziada sy ziada fayda ho ga or hum behtar planning or strategy sy ache trading kar k ache earning kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho k ache life guzar sakeny gy
        • #19 Collapse

          Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

          hamy stop loss ko use kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai stop loss ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty haain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain forex mai stop loss tool ke bohat value hain
          • #20 Collapse

            Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree hun wesy bhi forex trdaing main stop loss or take profit dou he boht achy trading tools hain jin se hum kamyab trdaing kar skty hain q k stop loss aik boht he acha trading tool hai jis main hum api trading main loss ko kam kar skty hain apny account ko secure kar skty hain q k sttop loss se hmain apni trading main jub loss hota hai tu hmara account wash nahi hota hai q k jub hum limited loss set kar dety hain tu hmain otan loss hony par hmara order close ho jata hai es liye hmain achi trading karny main asani hoti hai es bgair hum kamyab trading nahi kar skty hain or na he hmari trdaing se profit acha milta hai tu kisi bhi startgy main ap aghr trading kar rahy hain tu stop loss or take profit kbhi bhi ignor na karen
            • #21 Collapse

              Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

              G ha dear agar hum ais market mai koi bhi trade lagaty hai to aus par jitna stop loss zarori hota hai atna hi aus trade k sath take profit bhi zarori hota hai kun k hum agar trade k sath take profit lagaty hai to hum ko ais mai ye faida hota hai k humri trade agar apny target par jati hai to hum khud na bhi ho to ais market mai trade auto par close ho jati hai kun k hum ne agar waha par trade close na ki aor market dobara wapis aa jaye to aus par hum ko jitna profit ho raha ho ga wo hum ko ni mily ga ais liay hum ko trade par take profit laga lena chaye ais tarha hum apni trades laga k jaha bhi ho masla ni hota aor hum ais market mai kamyab ho sakty hai aor apna account growth kar sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                Forex trading business Mein Jab Ham trade order Lagate Hain To Hamen stop-loss Ki Tarah take profit Kamarajan bhi set karna bahut jaruri hai Is Tarah Ham Hamen Barbad red ko dekhna Nahin Padta Hamari trade automatically profit Mein close ho jaati hai isiliye koshish karen take profit ka margins root set Karen Kyunki market ki movement sometime bahut jyada speed Mein Hoti Hai Is Tarah Ham easily Apna profit Hasil kar sakte hain aur Mari trade automatically Apne margin ke mutabik trade close Ho Jaati Hai profit mein
                • #23 Collapse

                  Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear maine bahut saray traders say yeh sunna hay k hamko sirf stoplose he lagana chaye take profit ka lagana achi baat nai hota hay wo is lie k markeet kabhi kbhi hmaray favour main ziada say ziada bhi moove kr sakty hay kia hamko take profit ka lagana must samjhna chaye ya iski koi khaas zarurat nai hti hay?
                  Paise Ke Liye Hamen is Baat Ko understand karna chahie ki Ham stop loss aur take profit Kis Liye use karte hain To Hamen is baat ka Dada ho jata hai ki Hamen stop loss aur take profit donon ko use karna hai ki nahin bhai bahut hi simple si Baat Hai stop loss aur take profit Hamare account ko safe rakhne ke liye hota hai market ki badi movement se aur Aisi movement se Jiski Hamen understanding Nahin ho rahi hoti Kyunki forex market to every second karti hai Lekin Ham every second apni trade Ko Nahin dekh Sakte isliye Hamen stop loss hotels profit ka use karna padta hai yah bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Ham Jis Business mein kam kar rahe hote hain Yahi individually kam kar rahe hain Hamare Sath Koi team Nahin Hai Jo Hamen market ki badi movement Agar kar sake aur Hamen yah Bata sake Hamen ab Kis Tarah Se Kam karna hai aur Hamen profit ho raha hai yah Hamari trade laws Mein ja rahi hai stop loss take profit donon hi bahut hi acche hote hain ya Hamen market ki condition palagan hote hain jaise Hamen market ki condition understand ho rahi Hoti Hai vaise hi Hamen use kar lena chahie Jaruri nahin hai ki Ham take profit aur ShopClues donon ko hi use Karen Hamen ko bhi use kar sakte hain market ki condition ko dekhna Jaruri Hota Hai Bus aur
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                    Ji han bilkul dear Kyunki stop loss or take profit donon Aise Tu Hi Jane ki help se aap acchi trading kar sakte hain stop loss to aapke account ko Jyada loss hone se Bajata hai lekin take profit aapka profitbook karta hai jaise ki agar aap market Mein trade open karke Baithe Hain aur aapane Apna target Nahin set kiya to market Kabhi Kabar aisa hota hai ki ek target per jakar Wapas a jaati hai aur aapki trade profit Mein Hote Hue FIR loss ki taraf a Jaati Hai To usko bachane ke liye jaruri hai ki aap take profit lagaen jo ki ek target per jakar hit ho jaaye aur aapka account profit ki taraf chala jaaye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X