kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?
    dear maine bahut saray traders say yeh sunna hay k hamko sirf stoplose he lagana chaye take profit ka lagana achi baat nai hota hay wo is lie k markeet kabhi kbhi hmaray favour main ziada say ziada bhi moove kr sakty hay kia hamko take profit ka lagana must samjhna chaye ya iski koi khaas zarurat nai hti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

    Stop loss aur take profit 2 aisay tool hain jo trader ko trading mai bohat help daitay hain. Stop loss laganay ka Matlab hota hai kay aik limit aap nay set ker li hai kay uss tak aap loss honay say kisi tension mai nahi aen gay sir aap ka account bhi woh loss best ker lay ga. Issi tarah take profit kay apnay faiday hain. Stop loss aur take profit ko aik saath use kerna ya alag alag use kerna her trader ki apni marzi hai.

    Take profit ko ziada ter traders uss waqt use kertay hain jab woh chahtay ho kay aik limited profit bhi unhain uss trade mai qabil e qabool hoga. Take profit laganay say aik faida aur bhi hota hai kay traders Agar trade laganay kay baad kisi dusray kaam mai masruf hojaey tou take profit laga kay kuch na kuch profit lay laitay hain laikin take profit Agar news aur analysis ko daikhtay huay trade open kernay kay baad lagana hoto achi limit pay lagana faida and rehta hai iss Tarah profit zaya nahi hota
    • #3 Collapse

      Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?<br />dear maine bahut saray traders say yeh sunna hay k hamko sirf stoplose he lagana chaye take profit ka lagana achi baat nai hota hay wo is lie k markeet kabhi kbhi hmaray favour main ziada say ziada bhi moove kr sakty hay kia hamko take profit ka lagana must samjhna chaye ya iski koi khaas zarurat nai hti hay?
      Ji ap acha question kia hay. Forex trading main har trader koi ziada expert nahi hota aor na hi 24 hours online betha hota hay har aik ka apni apna mind level hota hay es liay yeh bat haqeat hay k Forex trading main bohat kam log aisay hotay hain jo ziada success hasil kartay hain warna ziada tar nakam hi hotay hain. Forex trading main taqreban har traders kay liay khas kar new kam experience walay traders kay liay tek profit and stop loss donon hi bohat important hain stop loss ko to bohat ziada log use kartay hain k loss ziada na ho aor big loss ki wajah say kahen account wash na ho jay lakin take profit ko bohat say kam log use kartay hain lakin maray khial main behtar hay k ham stop loss kay sath sath take profit ko bhi har soorat use karain chahay usay chahay usay ziada point par set karain lakin use zaror kia jay tak agar ham ko big profit ho raha hay to aisa na ho k market achanak down move karnay lag jay aor earn kia howa sara profit bhi los main change ho jay es liay take profit ko bhi zaror use karna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy jasa k hr koi dunya k kisi na kisi kam business ya job ya kisi personal kam m bzy hota hy to is wja sy wo 24 ganty market ko wach ni kr skta is liay hamy apny account ko manage karna zrori hota hy ham apny account ko do chezon sy acha manage kar sakty han aik stop loss dosry take profit sy or ye dono tools hi hmari kamyab trading k liay behad zrori hoty han ham agr koi trade open karty han or market ko wach ni kr ry hoty to ham ny agr stop loss use kia hy to hamy tnsn ni hoti or ham kisi b bary nuqsan sy bach skty han or isi tra hamy jb kisi trade m profit ho ra hota hy to hmari trade loss m jany sy phly close ho jati hy is liay forex trading main stop loss or take profit dono ki bot ahmiat hy
        • #5 Collapse

          Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

          g han asa he hain hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai kamyab hona chatey hain agar to hamy pahly learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar lalxchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain forex all wolrd mai bohaty taze sy fmaous hony wala acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

            forex trading main jitna stop loss lgana zrori hai utna take profit lgnaa zrori nahi hota hai kyon ky yeh ap na bhi lgain tu ap ko ziada fark nahi parta hai ager ap aik long term trader hain tu ap long term ky lea tp kam he istmal kia jata hai aur ager ap short time period main trading karty hain tu es lea ap ko zrori hota hai ky aap tp laga kar aur sl lga kar kam karain kyon jab bhi scalping ki jati hai tu trend ko nai dekha jata hai es lea take profit aur stop loss short time period main lgany bohut he zrori hoty hai es say ap trade ko na bhe dekh rahy houn tu ap ki trade us price pay aker khud he close ho jati hai jahn pay ap nay price lgai hoti hai tp ki aur sl ki es lea ye trading ky time period ky lehaz say set keay jaty hain.
            • #7 Collapse

              Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

              dono tools ko (take profit aur stop loss) ko agar same time par na lagaya jaye to es ka be nuksan hay siraf stop loss lagany ka koi faida nahi hay, greedy traders hi take profit nahi lagaty hey, stop loss laga kar ham risk ko to manage kar lety hey magar ghalti ham se take profit na lagany ki waja se ho jati hay, hamy ye conform nahi hota key ham ne profit ketna earn karna chaye aur profit earn karny key bawajood be siraf take profit na lagany ki waja se per se hamara trade loss me convert ho jata hay, stop loss aur take profit laga ho to 1 tarha se hamy ye conform ho jata hay key hamara order profit me hi close ho saky ga.
              • #8 Collapse

                Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                Assalamu alaikum dear friend aapane achcha sawal Kiya hai jaisa ke is duniya main har insan kisi ka business yah job yah Koi aur kam mein biji hota hai to is vajah se 24 ghante market ko dekh nahin sakta isliye hamen apne account ko marriage karna jaruri hota hai Ham apne account ko do chijon se bahut behtarin message kar sakte hain ek stop loss dusra take profit aur yah donon tools hi hamari kavya trading ke liye ye bahut jaruri hote hain agar koi trade open karte hain aur market ko awaaz nahin kar rahe hote to humne agar stop loss use Kiya hai to hamen tension nahin hoti aur ham kisi bhi bade nuksan se bus jaate Hain aur ISI tarah hamen jab kisi trade mein profit ho raha hota hai to hamari trade laws mein jaane se pahle close Ho jaati hai isliye forex trading mein stop loss or take profit donon hi ko barabar ahmiyat hasil hai aur yah donon hi acchi trading ke liye bahut important hai aur yah donon hi acchi trading ke liye bahut important hai
                • #9 Collapse

                  Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                  Stop loss aur take profit dono forex trading ke buhat hi ache tools hai magar in ko use karna zarui nhi hota, ye to her trader ki apni pani strategy pe depend karta hai, kuch trader srf stop loss use karte hai trade apne lihaz se close karte hai magar kuch log stop loss bhi nhi lagte. Per Mere khayal se agar hum in dono ko apni strategy ka hisa bana le aur apni her trade pe stop loss aur take profit lagane ki adat bana le to hameri traing mein kafi had tak discipline ajae ga aur hum achi earning kar pae ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                    Forex mai stop loss jesay important hain asay hee take profit bhi hain bht ki importance same hain . Stop loss use karny say bary loss say bach skty hain. Stop loss use karny say management k according loss hota hain agr sotp loss ( sl) set bhi management k hisab say kiya gaya ho phr wo loss easily recover hojata hain. Is liay apni har trade mai stop loss lazmi set kary planning k mutabik or resistance support dehk kar.

                    Take profit bhi bilkul stop loss k jesa hee hain jesay stop loss say makhsos loss lay kar trade close hojati hain asay hee take profit bhi ek makhsos profit dayta hain take profit ka istamal bhi utna hee zaruri hain jitna stop loss ka kiyo k agr loss ko control karny k liay stop loss kiya jata hain to take profit bhi loss say bachny k liay hee use kiya jata hain kiyo k market ka kush pata nahi hota k market kab kaha say turn karly is liay agr take profit ko bhi sahi sy set kiya jaye to ek makhsos target taak jakar profit k sath trade close hojaye gi kisi bhi u turn layny say phly market k. Is liay take profit bhi lazmi use kary resistance or support ki help say.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                      Agar ham log stop loss ke sath sath profit ka bhi Sambhal Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai ham log Jab take profit ka istemal Karte Hain To Ham Logon Ko Achcha profit milane ke chance Jyada hote hain aur ham logon ko kamyabi milati hai isliye Ham Logon Ko yah donon istemal karne chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                        dear forex trading main jo stop loss or take profit do ayse trading tools hain jis se hum apni trading ko boht achi trha kar skty hain or apni rading main loss ko kam kar skty hain qk en se hmari trading main loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain sath main hmari trading main risk bhi kam hota hai es liye hmain chahye k hum en k bgair kbhi bhi trading na karen q k yahi hmari trading main risk ko zda katy hain or yahi risk ko kam katy hain es liye hmain chahye k hum apni trading main yah donu tool ko lazmi use karen q k jub hum trading karty hain tu hum apni trading ko tab he secure kar skty hain or hmain apni tdaing main risk ko kam kar k he kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                          Asslam o Alaikum friend apny boht acha question kia hy g meny b suna hy k take profit ni lagana cahiy PR khyal sy humy take profit lgana cahiy q k forex trading ak best platform to hy PR forex trading risky b boht hy is ka koi pta ni hota k market KB hmary khlaf ho jay market kbi b hmary khlaf ho skti hy is liy take profit b lgana cahiy humy zyada lalach ni krni cahiy q k lalach ki waja sy humy loss b ho jata hy or kbi kbi to account b wash ho jata hy is liy humy trading boht soch smj k krni cahiy ye conform krna cahiy k trade KB kaha lgani hy to hi humy profit mily ga AGR hum sub kuch ignore kr k trade lgay gy to humy loss hony k zyada chance hoty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                            Ji main aapki baat bilkul theek hai agar aap Forex main kaam kar rahi hai to aapko take profit of stop loss donon Ka istemal Karna bahut hi jaruri hai Kyunki Jab aap apni trading karte hain to aapko take profit aur stop loss ke sath kam karna Itna jaruri hai Kyunki bad time aap trading Mein maujud Nahin Hote To aap ki take profit of toppers ki vajah se aapke account varshon se ban jata hai aur sath sath aapka account profit ki vajah Se Achcha profit Hasil kar sakta hai isliye ine donon tools co Forex mein bahut jyada ahmiyat Hasil hai isliye intools ko use karke hi trading karna Ek acche trader Ki Nishani Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia stoplose ki tarha take profit ka lagana bhi zaruri samjha jata hay?

                              Dear number forex market mein take profit and stop loss do aise tools Hain jinke mutalik mukhtalif traders ki mukhtalif Rai hoti hai. Agar Ham baat Karen stoploss ki to mostly tamam traders kahate Hain ki Jab Ham initial stages per hote hain to stop loss lagana bahut zaruri hota hai kyunki is se aap ko loss kam aata Hai agar aap stop loss use Nahin karenge to phir aapko bahut bara nuksan bhi uthana par sakta hai isliye ye new traders ke liye stop loss lagana bahut zaruri hai. Take profit ek aisa to Hai Jo ke mostly senior traders use karte hain lekin junior trader bhi use kar sakte hain lekin take profit ko judge karke lagaya jata hai ki vah khaas position per ja kar hit hota hai isliye ye donon Tools apni apni jagah per bahut ahmiyat ke Hamil hain aur aap donon ko ek hi waqt ne place kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X