jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly
    hamy analysis ko learn kar ky use karna ho ga pher he hum passia kama sky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary g to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex pakistan mai legal ban cuka hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho rahay hian hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ami full time be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex jasa koi or business nahi hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain yai business life time caly ga is mai hum apny boss ap he hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

    Dear friend forex trading main ap k pass learning ho ge to tab he ap us sy achy analysis kar sakeny gy jab tak ap learning ni karty han to ap k analysis ni kar sakeny gy gy q k analysis k ley knowledge or experience ziada sy ziada hona chae ha jtna ziada knowledge or experience ho ga to he ap achy analysis kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar trading kar sakeny gy or ache earning kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k hum kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada behtar earning k ley ache analysis karna seekeny hon gy jtna achy analysis karny gy to hum utni ache trading kar sakeny gy jis sy hum easily successful ho sakeny gy forex trading main achy analysis karny lazmi han or is k ley mehnat karna both zarori ha
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

      Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main agr hamy success hasil krni hy to hamy anylyses ko study kr k trade open karni ho gi anylyses m hamy market ko smjny ka moqa milta hy forex trading aik bot bara or behad profitable business hy ye kbi b bnd na hony wala business hy ye aik international online business hy is m ham rat or din m kisi b time kam kr skty han ham is m part-time b kam kr skty han or full time bi kam kr skty han ye hmara apna business hy is liay is m profit or loss k b ham khud zimadar hoty han hamy loss sy ghbrana ni chaiy balky is sy sekh kr achi trading karni chaiy tbi ham is m kamyab trader ban kr achi earning kr skty han
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

        assalamu alaikum dear forex members dear friends forex trading main aapke pass learning hogi tabhi aap ismein acche analysis Kar paye ge jab tak aap learning nahin karte tab tak aapke analysis galat hi honge kyunki analysis ke liye knowledge or experience ka hona bahut jaruri hai jitna zada knowledge or experience aapke pass hoga utna hi achcha aap analysis kar payenge isliye hamen jyada se jyada achcha experience on knowledge hasil karna chahie Taki Ham jyada se jyada achcha analysiss karke acchi earning kar sake isliye ye hamen jyada se jyada behtar planning aur strategy se trading karke Ham kamyab Ho sakenge isliye bhi jyada battar earning ke liye acche analysis karny sikhane honge itne acche analysis karenge to ham utna hi acche trading kar payenge jisse Ham easily successful Ho jaenge forex trading mein acche analysis karnay say hi hamen ismein successful ho sakte hain iske liye hamen thodi si mehnat aur jyada se jyada time spend karna hoga tab ismein successful Ho payegi
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

          Ji bil kul kisi kisam kay Forex analysis karnay kay liay har hall main zarori hay k Forex ko poori taran sekha jay kun k Forex ko start karnay kay liay pehlay knowledge gain karna hota hay phir achi taran learning karna hoti hay aor learning main analysis bhi karna sekhay jatay hain Forex main three types kay analysis hotay hain aik fundamental Analysis dosra Technical Analysis aor tesra Sentimental Analysis aam tor par two types kay analysis kiay jatay hain aik Fundamental and Technical Analysis ab en analysis ko karna har aik kay liay itna bhi ziada easy nahi hay es kam kay liay trader ko pehlay achi taran knowledge gain karna parta hay aor es kay bad analysis karnay kay liay kisi expert trader ya website say sekhna parta hay aor phir demo practice bhi karna parti hay es kay bad trader thek taran say analysis kar pata hay aor phir en analysis kay mutabiq trading karta hay aor kamyabi hasil karta hay. lehaza analysis kay liay learning zarori hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

            Analysis ko parhna aur Un pay ammal ker kay faida laina achi learning say he mumkin hota hai. Forex traders ko analysis aur news zarur parhnay chaiye kiyu kay news aur analysis hamesha expert traders aur analyst ki taraf say he diye jaatay hain. Jo kay forex trading ko achi Tarah samajhtay hain aur sath saath unki her Tarah ki forex say related moves pay nazar hoti hai. Forex trading kernay kay Doraan news aur analysis ka use bohat acha rehta hai laikin ye tab he mumkin hai jab unn ko samajhs bhi jaa sakey. Kiyu kay jab tak analysis ko samjha na jaey uss waqt tak faida nahi uthaya jaa sakta. Learnings aur acha knowledge issi liye zaruri hai aur kaam bhi usi waqt satay hain jab analysis aur news ko parhnay aur samajhnay ka time aata hai. Issi liye expert traders her waqt learning aur knowledge ko improve aur update kertay rehnay ki advice kertay hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
              hamy analysis ko learn kar ky use karna ho ga pher he hum passia kama sky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary g to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex pakistan mai legal ban cuka hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho rahay hian hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ami full time be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex jasa koi or business nahi hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain yai business life time caly ga is mai hum apny boss ap he hoty hain
              Ji Bhai aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen bahut hi carefully kam karna hoga aajkal to market ki situation yah hai ki agar aap ismein technical analysis Karenge to aap ko thoda bahut bhi profit Hasil Nahin Hoga bolke loss Hai loss Hoga Kyunki market is Waqt sirf fundamental analysis Se Hi aapko understand Hogi isliye Jitna jaldi ho sake Har EK member ko chahie ki vah fundamental analysis karne se clay Kyunki fundamental analysis main aap ko economy news aur Forex se ki news donon ko message karna hota hai aur Unse Jo result Haseen Ho Jaate Hain aap UN per trade kar sakte hain Main To Yahi kahunga Ki Ab market ki current position Mein fundamental analysis Se Hi Karen technical analysis se aapko Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga technical analysis Aasan Jarur hai lekin Hamen to Vahi karna hai jisse Hamen Achcha profit Hasil ho jaaye
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

                Forex trading main do kism ke hote hain ek analaysis technical analysis kaha jata hai aur dusre ko fundamental analysis kaha jata hai. Dono analyses apni jagah per bahut zyada importance hai lekin aaj kal ki situation mein fundamental analysis bahut zyada ehmiat ke hamil Hain kyunky an kal duniya mein war and terror ki situation banti hai to usmein market sudden up and down move karti hai. Isliye aap ne fundamental analysis ko hamesha follow karna hai aur news ke sath link rahana Hai ki kisi bhi waqt Koi aisi changes a sakti hai jiski vajah se market mein unusual change a sakta hai. Aap Koi sab analysis use karen to aapko uska istemal Ka tarika aana chahie aur iske alava aapko chahie ki aap analysis ki buniyad per right time mein entry aur right time mein exit Karen. Agar aisa karna aapko a jaaye to yah aapke liye bari kamyabi Ban sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

                  bilkul forex main ham ko jab tak ham analysis karny nahi sekhain gay forex kamyab nahi ho sakty hain kyon ky forex aik asa business hai jiss main ham ko pehly learning karni parti hai kyon ky yeh aik international market hai jiss main big knowledge hota hai aur us ko sekhny ky lea pehly hard working karni parti hai phir he ap ko kamyabi milti hai es lea forex main ham ko kisi achy expert say ya kisi achy professional trader say forex main kesy analysis keay jaty hain yeh sekhna chaheay phir he ham forex main success ho sakty hain es lea forex main ap ko jab tak acha experience na ho jay ap ko real main kam nahi karna chaheay utni dair ap ko demo ko he real samajh kar kam akrna chahea phir he ham successfull ho sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

                    Ham apni her open ki jany wali trade sy pehly mwrket ky analysis zarur kerty hain beshak same analysis technical hon fundamental ho ya sentimental hamain analysis ka pata bhi hota hai ham analysis kerty bhi hain aur apni taraf sy achy analysis kerty hain phir bhi hamain loss kyun ho jata hai ky market hamesha hamary analysis ky against hi kyun move kerti hai halanky ham market ky analysis kerty hi isliay hain ky ham market ki future movements ki achi prediction ker sakain lekin jab ham analysis kerny ky bahd market ki prediction per ky trade open kerty hain tou market hamary analysis ky hisab sy move kerny ki bajaey hamari open trade ky against move kerna shoru ker deti hai tou hamain loss hona shoru ho jata hai jis ki waja yeh hoti hai ky ham market ky analysis hi ghalt kerty hain

                    Agar ham chahty hain ky hamary analysis kabhi ghalt na hon tou hamain analysis kerny ky liay analysis kerny ka behtreen tareeqa learn kerna chahiay jis ko ham learn nehi kerty aur trade open kerny sy pehly analysis kerty hain aur ghalt analysis ko ham sehi samajh ker trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jo phir increase hi hota rehta hai loss sy bachna hai tou hamain her surat analysis ko pehly achi terha learn ker lena chahiay phir market main analysis ker ky trade open kerni chahiay warna bar bar loss hi hota rehy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

                      Agar ham log analysis ko istemal Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko analysis ko istemal karte hue trading Karni chahie Taki ham log market Mein Se Achcha proper nikal sake aur ham Logon Ko fayda Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

                        Learning key baghir ham kabi be market ko analysis be nahi kar sakty na hi chart ko read karny me kamyab ho sakty hey, learning ki waja se hi ye possible ho sakta hay key ham achy tareeqy se strategies ko use kar saken aur sath me chart ko be read kar saken, agar learning key baghir market analysis karna etna asaan hota to har trader without learning key market ka jaiza leny me aur chart ko be read karny me kamyab hota magar esi waja se hi traders key fail hony ki average zeyada hay key traders market analysis karny ko bahot easy samjty hey esy traders ko ye mind me rakna ho ga key ye learning key baghir possible hi nahi hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : analysis ko use karny sy pahky learn kar ly

                          G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai koi bhi trade lagani hai to hum ko ais market mai sab se phly analysis karny chaye aor aus k baad hum agar ais market mai trade lagani chaye kun k hum agar ais market mai apny analysis par trade lagaty hai to hum ko kuch trades par profit hota hai aor kuch trades par loss hota hai agar hum ais market mai apny analysis par kuch trades par profit banaty hai to hum ko ais mai apni trades ka record rakh lena chaye kun k hum jab apni trades ka record banaty hai to aus se hum ko ye pata chalta hai k hum ne total kitni trades lagai thi aor kitni trades par hum ko profit hoa hai tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai jab hum confidence k sath trade lagye gay.
                          • #14 Collapse

                            Jab be analaysis kiya jata hai us mai ap ko pehly pairs ki selection karna hoti hai or us kay bad ap ko indicators ki selection karna hoti hai or patterns ko chose karna hota hai jis ka ap ko experience hota hai jis ki base pay ap apni trade ko behtar open kar skaty hain or woh ap ko kafi faida dy sakti hai. Jab be analysis karian us mai ap kam sy kam 2 indicators ko use karian jis ko ap check kar kay dunu kay results kay bad trade kar kay achi earning kar skaty hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear sub sy pehly ap ko pairs ki selection karna hoti hai or us kay bad ap ko indicators ko chose karain or us kay bad ap apni trade kay leye patterns ko chose kar kay phir ap apni trade ko open kar skaty hain. Es kay leye zarori hai kay ap sub ko step wise kar kay apni trade ko behtar sy behtar kar sakty hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X