jaiza : soch samj kar risk ly

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : soch samj kar risk ly
    forex mai hamy soch samj kar risk lena ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar b ekam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasl ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne ho ge forex aik wasee business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamalik shamil hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : soch samj kar risk ly

    Business mai risk laina he nahi chaiye. Risk say bohat say problems create hojatey hain. Risk lainay waley business man kay liye loss kay saath saath tension bhi shuru ho jaati hai. Jo business man risk nahi laitay unhain risk lainay waloo say ziada he faida hota hai. Iss liye business ko risk free he hona hai ye. Forex trading bhi aik business hai jiss mai trading ki jaati hai aur currencies aur commodities ki trading hoti hai. Jo traders achi aur risk free trading kertay hain unhain achay profits miltay hain aur jo traders achinaur risk free trading nahi kertay unhain profits tou miltay hain laikin loss aur profit ki ratio ko daikha jaey tou loss ziada hi huay hotay hain.

    Forex trading mai mairay nazdeek risk laina he nahi chaiye. Kiyu kay forex mai aik Chita sa risk itna loss day sakta hai kay account he wash ho sakta hai. Iss liye yeh baar soch kay rakhain aur samajh say kaam laitay huay risk free trading kernay ki he koshish kerni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : soch samj kar risk ly

      Forex business aik difficult or risky business hy is m hamy phly to apni investment py risk lyna hi ni chaiy risk sy ham loss kr k apni investment kho dyty han apna account wash kr dyty han hamy hmasha choti trade open kar k thora thora profit hasil krty rahna chaiy q k agr ham bari trades open kr k apni investment py bara risk lyty han to ye risk hamra account wash kr dyty hy forex trading main phly to kamyab or professional traders risk lyty hi ni or agr hamy risk lyna b par jata hy to hamy apni investment m risk management or money management k sath kam krna chaiy stop loss or take profit use kr k risky trading karni chaiy ta k hamy km sy km loss ho or achi earning b ho
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : soch samj kar risk ly

        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy both soch samj k risk Lana chae ha jtna analysis kar k trading karny gy or acha stop loss or take profit istamal karny gy to him ziada behtar planning or strategy sy trading kar k hum utny he kamyab hon gy or jab bi bagar sochy samjy trading karny to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy bagar sochy samjeny trading ni karni chae ha pehly ache tahra forex trading ko seekeny or samjeny us k bad real account main trading karny ta k humy loss na ho or maximum profit hasil ho saken or hum forex trading main kamyab ho sakeny or forex trading main ache trading sy hum ache earning kar sakty han han or apni life behtar guzar sakty han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : soch samj kar risk ly

          assalamu alaikum dear forex members ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai hamen risk lene se pahle acchi tarah se sochana chahie kabhi bhi bagair soche samjhe Na Le kuchh new tractors hote Hain Jo ki real account mein sidhe hi bagair kisi experience ke investment Kar ke Le lete hain aur tuka ka trading start kar dete Hainjiska unko bahut nuksan hota hai aur vah apna account was kar baithe Hain isliye hamen chahie ki sabse pahle Ham dam account mein jyada se jyada time spent Karen kitne acche se Ham dam account mein kam karenge hamare pass itna hi achcha experience on knowledge hoga aur jab hamare pass ek accha experience and knowledge Ho jaaye tabhi hamen real account mein investment karke trading shuru karni chahie Taki hamare log ke chances bahut jyada kam ho jaaye aur hamare 90% se 95% actual profit earned karne ke ho sake hamen Khushi kisi kissam ki koi tension Na Ho aur is tarah se Ham ek acche a a businessman Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : soch samj kar risk ly

            Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading basically total Risky business hay es main main taqreban tamam traders ko loss zaror hota hay aisa koi bhi trader nahi hay jis ko Forex trading say loss na howa ho yehi Forex main any trader loss ko face karta hay chahay woh jetna parzi bara expert trader ho esi taran new traders to bar bar loss kartay hain. Forex kay risky honay ki wajah say es main har trader ko baray soch samajh kar risk laina chahiay yahan risk laina munasib ho wahan laina chahiay aor yahan munasib na ho wahan bil kul nahi laina chahiay kun k baz dafa irsk lainay say bohat bara loss bhi ho sakta hay khas kar us time to risk il kul nahi laina chahiay jab market kisi bhi trend main na ho yehni side main move kar rahi ho aor s time bhi koi big risk nahi laina chahiay jab ap ko Forex ka koi ziada experience na ho aor ap ka account balance bhi bohat kam ho lehaza koi bhi risk lainay say pehlay achi taran soch samajh laina chahiay aor understand kar laina chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : soch samj kar risk ly

              Bilkul theek Kaha jyadatar log market Mein Apna account Banakar usmein badi badi trade open kar dete hain aur Forex ko Aisa game link karte hain Kyunki Forex trading Ek professional work hai aur worldwide Duniya ka sabse accha work hai isliye agar ismein aap acchi nahin karna chahte hain to market ko pahle acchi Tarah Se learn Karen Jab aapko market ke bare mein acchi Tarah Se Pata hoga tab aap ismein risk factor kam rakhen Taki aapko loss kam ho aur profit ki Jyada chance ho isliye kam loss ke sath aap trading Karen aur Hamesha Apne trading tools ko istemal karte hue trading Karen Jaise ke take profit aur stop loss yah donon Aise acche tools Hai Jiski vajah se aap Jyada Logon se Bach sakte hain aur apni trade co profit Mein Lekar Ja sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                insa jo bhi kaam karta hy us ky karny maqsad yahi hota hy keh woh us karobar ko kar ky us main jetna ho saky naffah kmae ab har karobar ki apni halat hoti hy kuch karobar hoty hain jen main naffah yaqini hota hy or kuch kaam hoty hain jen main naffah ky bhi chans hoty hoty hain or us main muqsan ky chans bhi hoty hain to jes kaam main is trah ki pozeshan ho us main risk lina parhta hy ab risk main bhi ihtyat bartna parhti hy keh risk liny lagaa hon to kia mujhy us main nuqsan to ni ho ga ab agr us ko nuqsan ky zeyada chans hon to risk na ly agr naffy ky chans zeyada hon to risk ly le
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                  Jab ham forex market main achi amount investment bhi ker lety hain aur hamain trading ka acha experience bhi hota hai phir bhi hamain trade open kerny per loss kyun hota hai tou uski waja yeh hai ky ham experience tou forex trading ka bahot rakhty hain lekin kabhi bhi trade open kerny sy pehly sochty nehi hain ky ham apni investment per itna bara risk leny ja rehy hain tou hamain kia is risk per sirf profit hi hasil hoga aesa nehi hota jab ham forex market main trade open kerny ka risk lety hain tou zaruri nehi hota ky same risk sy hamain profit hi hasil ho risk leny sy hamain loss bhi ho sakta hai agar ham forex market main Bara risk na lain tou hamain kabhi bhi bara loss nehi ho sakta lekin profit agar thora thora bhi hasil hota rehy tou zyada loss kerny sy bahot zyada behter hota hai jab ham market main trade open kerty huey risk ly rehy hoty hain tou risk tou hota hi dangerous hai it's mean ky ham agar kamyab nehi hoty tou hamara risk hamain ly dobta hai so risk itna lena chahiay Jitna hamara account balance bardashat bhi ker sakain

                  Jab ham small risk ly ker forex market main secure trade kerty rehty hain tou hamain profit bhi hasil hota rehta hai jitni Bari hamari investment hoti hai tou isi ky mutabiq ham risk ly ker trade bhi open kerty hain aur hamain phir profit ya loss bhi same risk ky mutabiq hi hota hai agar ham apny balance per bara loss nehi kerna chahty tou hamain kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay foref market main hamain secure trade kerty rehna chahiay ky hamain acha profit bhi hasil hota rehy aur Bary loss sy bhi ham bach sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                    Agar ham log market Mein risk Lete Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada risk Lena hoga to kya ham log market se fayda hassil kar sake aur ham Logon Ko kamyabi Mile ham log Achcha profile banaa sake
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                      Market me agar risk soch samaj kar leya jaye to traders kesi na kesi had tak risk ko mange karny me aur profit target ko pora karny me without trading experience key be kamyab ho sakty hey, har time market me hamary zeyada risk leny se loss zeyada ho sakta hay agar ham risk ko manage karny ka soch kar soch samaj kar risk leya karen gey to hamari Forex business me kamyabi yakeeni ho sakti hay magar hamary zeyada risk leny ki waja se aur har time zeyada profit earn karny ka lalach hamy successful nahi hony deta hay, koshish karen jetna be risk leya jaye ye soch samaj kar hi len.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                        Asslam o Alaikum friend g apny bilkul Thek kaha hy hum Sara month forex my mehnat krty hy ta k humy profit ho sky humy achi earning ho is liy humy soch smj k risk lena cahiy ta k humy loss na ho or na hi account wash ho is liy humy trading krty waqat apna dimag khol k trading krni cahiy jis sy hum zyada loss sy bech sky forex trading boht hi complicated business hy is my market ki movement ka pta ni hota k kb kidr ko chli jay gi is liy humy trading k bary my zyada sy zyada knowledge hasil krni cahiy information leni cahiy or learning krni cahiy ta k hum loss sy bech sky or achi earning kr sky
                        Agr hum koi b business shuru krty hy to humy us my risk lazmi Lena prta hy q k agr hum darty rehy gy or risk ni ly gy to kbi b agy ni bar sky gy or achy trader ni bn sky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                          forex mai hamy soch samj kar risk lena ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar b ekam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasl ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne ho ge forex aik wasee business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamalik shamil hain
                          Bhai Main aapko bahut hi simple si Baat batata hun Jaisa ki Ham sab log ki Jante Hain Ki Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai is Mein Ham 24 hours Mein Se Kisi bhi time kam kar sakte hain market every time open rahti hai isiliye yah business bahut hi critical business ban jata hai agar Ham soche samjhe ismein kam Karenge to kamyabi Hasil karna bahut hi Mushkil ho jaega isliye Jab Bhi aap apni trade ko open karne lage to usse pahle market ko bahut hi acche tarike se analyse kar len Kyunki market every second move kar rahi hoti hai aur sometime Koi Aisi news a Jaati Hai Jiski vajah se market Mein Hulchul mat jati hai isliye Hamen news per bhi bahut acche tarike se focus Rakhna hota hai agar Hamen Forex trading business Mein kamyabi Hasil karni hai to fundamental analysis Jani ke Forex news aur world economy news per bhi Jarur acche se focus karna hoga tab bhi Ham is business se Kuchh earning Hasil kar sakte hain.
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                            G ha dear agar hum ne ais market mai long time k liay kaam karna hai aor apna future set karna hai to hum ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai aor aus k liay hum ko aik plan bana lena hota hai ta k hum ais market mai jab kaam kary apny plan k hisab se kaam kary ais se ye faida hota hai k hum jab market mai trade lagaty hai to aus par hum ko ye pata ni hota k hum jo trade laga rahy hai ais par zayda risk ki waja se hum ko kitna loss ho sakta hai kun k hum agar planing kar ley gay to hum aus k hisab se lot lagye gay aor apni her trade k sath take profit aor stop loss lagye gay tab hi hum ko faida ho ga agar hum ghalti kary gay to aus se humra account phans jaye ga ya hum ko loss ho ga jis ko recover karna muskil ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : soch samj kar risk ly

                              Real Business mein kabhi risk Lena Hi Nahin chahie Lene Wale a Hamesha vah to San hi uthate Hain Kyunki Forex trading basically total risky business bilkul theek Kaha jyadatar log market Mein Apna account usmein badi badi trade open kar dete Hain aur Forex ko Aisa game link Karte Hain Kyunki Forex trading a professional work hai aur worldwide Duniya ka sabse Achcha work hai hi hi ISI liye agar ismein aap acchi nahin karna chahte hain to market ko pahle acchi Tarah Se learning Karen Jab aapko market ke bare mein acchi Tarah Se information Hasil Ho Jaaye tab aap ismein risk factor kaam kar sakte hain Taki AAP college kam ho aur profit ke chances jyada ho isliye kam loss ke sath aap trading Karen aur Hamesha Apna trading tools ko istemal karte hue trading Karen Jaise ke take profit aur stop loss yah donon Aise acche tools Hain Jiski vajah se aap aap Jyada Logon se bache sakte hain aur apni e trade ko profit Mein Lekar Ja sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X