kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?
    dear experts members say maira yeh sawal hay k jub hamko lose hota hay to usk baad hamko recovery k liye jaldi krna chaye ya bilkulrelax ho kar markeet main recovery krna ziada better hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

    Hello ko recover karne ke liye Ham Logon Ko jaldbaji Nahin Karni chahie Ham Logon Ko hard work karna hoga Jitna diya tha ham log Aakar Karenge itna hi jaldi ham log achha profit Hasil kar sakte hain aur ham Logon Ko Itna hi jyada fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

      Bahi Jan apko forex trading mein loss apki mistakes ki wajah se hota hai aur us loss ko recover krny ke lye ap aghr jald bazi krty Hain tu yeh apki sub se Bari dosri galti ho gi is lye mein apko yeh mashwara deta aghr tu apko loss ho jata hai tu apko us Waqt sbr ka muzayara krna Chahiye aur his mistakes ki wajah se apko woh loss hoa us ko note krna chahiye aghr ap ko mistakes ka pta chal Jaye phr demo account pr practice krein taqy apko Dobara loss zaida na ho Kam se Kam profit hasul krna hi acha hai Kam se Kam bnda loss se tu Bach jata hai
      • #4 Collapse

        Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

        Friend ap ny bot acha question kea hy hamy forex m trading krty hoay profit k sath sath kbi loss b hota hy loss or profit to hmari life ka hisa hoty han jb hamy loss hota hy to usy recover b karna hota hy or zyada tar traders usy recover karny ki jaldi m loss kr bythty han wo loss hoty hi chahty han k jaldi sy recovery ho jaiy or jaldi mcha dyty han or jitna jaldi karny ki koshish krty han utna hi zyada loss krty rahty han ntejy m apna account wash kr dyty han hamy chaiy k jb hamy forex m trading krty hoay loss ho to usy recover karny m jaldi na karan balky aram skon sy anylyses ko study kr k or market ki movement k mutabiq koi achi trade dakh kr open karan jis sy hmara sara loss clear ho jaiy hamy forex trading main relax ho kr kam krna chaiy is m hmari kamyabi hy or ham aik kamyab trader ban skty han
        • #5 Collapse

          Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

          hamy loss ky bad saber karna ho ga hamy loss ko cover karna ho ga apny expeirnece sy pher he hum pasia kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar skaty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hn wala business hain
          • #6 Collapse

            Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

            loss ki recovery karny main kabhi bhi jaldi bazi nahi karni chaheay kyon ky jab bhi ap ko loss hota hai ap foran he recovery trade kar daity hain wo trade ap ki emotions main li gai hoti hai ju ap ko mazed aur loss daiti hai es lea ap jazbati ho kar trade karty hain jiss ki waja say wo loss hota hai es lea forex main jab bhi ap ko loss ho jay tu foran kabhi bhi recovery trade na lgain ap ko kcuh time ky lea wait karna chaheay aur market main sahi level ka intzar kar ky aur money mangement ky sath recovery akrni chaheay kabhi bhi big volume ky sath recovery na lgaian big volume ky sath recovery karny say mazeed ap ko loss hota ha kyon ky ap tab jazbati ho kar trade kar rahy hoty hain.
            • #7 Collapse

              Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

              Ji very important question kia hay ap nay. Forex trading main traders ko loss hona aik aam si bat ho chuki hay jen main ziada tar new traders ko loss hota hay jab k expert traders ko bohat hi kam trades main loss hota hay expert traders aksar apnay knowledge and experience ki wajah say achi trading kartay hain aor ziada tar trading main kamyab hi hotay hain aor agar un expert traders ko loss ho jata hay to woh loss ko recover karnay kay liay kabhi bhi jald bazi nahi kartay bal woh pehlay loss ki reason find kartay hain es kay bad analysis kar kay hi trading start kartay hain aor apni mistakes ko trading say remove kartay hain aor koshish karrtay hain k kahen dobara mistakes na ho jayin es liay jald bazi ki nisbat tasali say trading start kartay hain jab k new traders experience and knowledge ki kami ki wajah say loss kay bad recovery kay liay foran dobara trade open kar daitay hain jes say woh kai mistakes bhi kar jatay hain es liay un ko loss bhi ho jata hay lehaza ham ko koshish karni chahiay k loss kay bad kch dair bad recovery kay liay trade lagani chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                G nahi dear loss ko jetna jald recover karny ki koshish ki jati hay es ka nuksan traders ko more loss ki surat me ho sakta hay, jes teezi key sath loss hota hay market kabi be esi teezi key sath back point par nahi ja sakti hay aur es teezi key sath etni jaldi movement kar sakti hay, loss bahot hi slow condition me recover karny ki koshish karni chaye, hamy profit hasil karny me koi teezi nahi dekani chaye agar ham se ye mistake ho be jati hay aur loss ho jata hay to per traders ko loss recover karny me na to teezi dekani ki zarorat hoti hay aur na hi esi risky trading karni chaye jes ki waja se account wash ho jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                  Loss kay baad recovery kernay mai jaldi tou kerni chaiye laikin kabhi kabhi jaldi loss recovery bhi loss kerwa daiti hai. Traders ko jab loss hota hai tou woh kisi ghalti ki wajah say he hota hai ya phir koi planning fail hoti hai. Traders jab bhi koi trade open kertay hain tou uss say pehlay home work kertay hain aur poori study kay baad he trade open kertay hain laikin Agar phir bhi loss hota hai tou kisi na kisi ghalat step ki wajah say ya koi step miss kernay ki wajah say hota hai. Iss liye loss ko recover kernay mai jaldi usi ghalti ko repeat kerwa daiti hai. Iss liye pehlay ghalti ko dhund kay aur samajh kay he dobara trade open kerni chaiye.

                  Loss honay kay baad traders ko jaldi tou hoti hai kay jald say jald loss ko recover ker Lia jaey kiyu kay her trader ki pehli aur aakhri khawhish profit kamana hoti hai tou iss liye jaldi bhi hoti hai. Loss ko recover kernay kay liye pehlay say ziada behtar planning kerni chaiye takay dobara loss bhi nahi ho aur pichla loss bhi jald recover ho jaey
                  • #10 Collapse

                    Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                    Wsalm G bilkol forex trading m agr hume loss ho jae tu hume loss ko recover krne main bilkol bhi jaldbazi nahi krni chae warna hum r zeyda loss kr skte hn yahan tak k apna pora account wash bhi krwa skte hn forex main loss ko humsha choti choti lot laga kr tahmal sy recover krna chae ta k loss ko recover krne k bad profit kamaya ja ske
                    • #11 Collapse

                      Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                      Dear friend forex trading main agr humara loss ho bi jay to humy bilkal relex rehna chae ha jtni juldi karny gy humy utna he loss ho sakta ha is ley humy loss ki recovery main juldi ni karni chae ha is ley humy proper money management or risk management k sath trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy forex trading main hum jtni juld bazi karny gy to humy utna he ziada loss ho sakta ha is ley humy proper analysis kar k or money management or risk management sy ziada behtar trading kar k ache earning kar k kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                        Nahe dear aisa zarori nai hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to ais mai hum ko agar kisi trade par loss ho jata hai to hum ko ausi time kabi trade ni karni chaye kun k ais mai ye faida hai k hum agar ais market mai loss karty hai to aus time hum emotional ho jaty hai aor aus time hum market mai analysis ni karty hai jis ki waja se hum ko ausi time trade ni karni chaye aus se hum agar ais market mai aus time trade ni lagaty hai to aus par hum mazeed loss kar skaty hai aus k liay hum ko wait karna chaye jab hum ko koi achi trade mily to ausi time hi hum ko ais market mai trade lagani chaye ta k humra jo loss ho wo asani se recover kar ley agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai loss k hisab se lot select karni chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                          g nahi bhai jan forex main jub kisi ko loss ka samna karna prhta hai tu wo kbhi bhi loss ko jaldi recover na karen loss ko recover karny k liye apko darj zeel baton ka khyal rakhna zarori hota hai jis k sath ap apni trading main loss ko recover kar skty hain,
                          1: loss ko recover karny k liye market ko achi trha se analysis karen os k bad trading karen,
                          2: market k according apni trading karen.
                          3: loss k liye kbi bhi bari lot k sath trading na karen
                          4: aik he bar apny loss ko recover na karen
                          5: thora thora loss recover karen .
                          6: apni trading main stop loss ka lazmi use karen.

                          jub ap en points ko madhe nazar rakh kar apni trading karengy tu ap apni trading main apny loss ko recover kar skty hain or apka loss recover bhi asani se ho skta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                            Jab hamain trading main loss ho jata hai tou hamain limited loss main pehly tou trade close ker leni chahiay ky hamain loss ko recover kerny main mushkil na ho aur small loss ko ham bahot asani sy recover bhi ker sakty hain lekin jab ham forex market main trade kerty huey bara loss ker lety hain tou hergiz aesa nehi sochna chahiay ky bas aik hi trade sy ham loss ko recover bhi ker lain gy aik trade sy kabhi bhi bara loss recover nehi hoga ky agar ham pehly hi bara loss ker chuky hain aur bari lot laga ker again ham bara risk lety hain tou yeh investment ky sath bahot bara risk hota hai ky ham kehty hain ky agar profit hua tou loss recover ho jaey ga aur agar loss hua tou account wash tou aesy trade kerny main hamain kabhi bhi faida nehi hota lekin hamara account wash zarur ho jata hai

                            Agar bara risk leny sy hamara loss recover ho bhi jata hai tab bhi ham forex market main mazeed trading kerty huey acha profit hasil nehi ker sakty ky loss recover tou ho jata hai bara risk leny sy lekin jab ham next trade open kerty hain tou ham bari earning bhi kerna chahty hain aur bari risk phir kety hain tou her bar bara risk leny sy trade profit main hi close nehi hoti bahot kam chances aesy hoty hain ky hamain bara risk leny per bara profit hasil ho jaey lekin aksar aesa kerny per hamara account hi wash hota hai

                            Hamain jab loss ho jaey tou bhi hamain trade normal continue kerty huey hamain loss ko recover kerny ki koshish kerni chahiay beshak hamain kuch time period ky liay profit hasil nehi bhi hota lekin jab ham small profit hasil kerty kerty loss ko recover ker lety hain tou hamara trading experience loss recover kerty huey bahot zyada increase ho jata hai then ham further trades bhi isi terha continue kerty hain aur hamain acha profit hasil hota rehta hai so loss ko recover kerny ky liay hamain kabhi bhi jaldi nehi kerni chahiay balky just normal apni trading ko continue rakhna chahiay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia lose k baad recovery karnay k liye jaldi krni chaye?

                              jub kesi bhi dost ko los ho jae to us ko apna los recover karny ki koshesh karni chahy or woh koshesh bhi is trah ki jae keh mazid loss ka samna na karna parhy loss recover karty waqt insan ko bary hosly or tahamal sy kaam lina chahy recover main juldi karni chahy woh bhi forex ky qwanin ko samny rukh kar markit ky halat sy waqfeyat hasel kar ky keh forex markit is waqt loss ki traf ja rahi hy ya naffy ki traf yeh chizin jan kar loss recover karny ki koshesh kary

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X