Trading ka Agaz

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka Agaz
    Dosto meri pichli posts ki kamyabi k bad mery new any waly dosto ko batana chata hon k hamesha choti paymet se ya cheaz se trade kren q k shuru me apko tajurba nai hota jis se apko loss hony ka khatra zayda hota ha or kosish kren k ap shuru me apny qadam mazboot krny k lie us ko skheen or jab apk qadam mazboot ho jaen tab medam me otren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka Agaz

    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main aghr ap new mamber hain tu apko apni trading ka agaz small leel se shoro krna hoga q k jo new hoty hain un k apss trading ak knolwege kam hota hai or un ko trdaing ka expiernce bhi kam hota hai tu kbhi bhi apni trdaing main otna level na rakhen jis se apko loss ho jay or hum apni trading main naam ho jaen
    new mamber ko chahye k wo apni trading ko small lot ks ath karen jis trdaing main risk kam hota hai osi main he loss kam hony k chances hoty hain or un ko he achi trading karny maina snai hoti hai tu apny akm ko khud risk free kar k karengy tu apko kamyabhi mily gi new mambers k liye demo account bhi bara acha sabit hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka Agaz

      Ji han bilkal ham forex m new hoty han to hmary pas itna knowledge or experience ni hota jb k ham mehnat kr k knowledge b hasil krty han or experience b hasil krty han mgr jb tk ham real account main trading ni karty hmary pas acha knowledge or experience ni hota is liay hamy trading k agaz m bot km investment k sath kam krna chaiy or choti trades open kr k bot thora thora profit hasil krty rahna chaiy or ye us time tk karna hy jb tk k ham aik kamyab trader ban kr achi trading k qabil na ho jain hamy trading start karny sy pehly chaiy k forex forum join kr lan q k aik to wahan sy ham achi trading k liay best knowledge or information hasil krty han or dosry forex forum m kam karny sy hamy hmari mehnat k mutabiq bonus frahm kia jata hy jis m ham trading kr skty han is bonus account m trading kr k ham acha experience b hasil kr skty han or phr ham real account m investment kr k phly thora thora profit hasil karan isi tra ap forex m successful ho sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka Agaz

        Jab ham forex market main trading start kerty hain newly forex ko join ker ky tou hamain trading ka experience nehi hota tou ham bar bar trades open ker ky loss hi kerty rehty hain aesa koi bhi trader nehi hota ky trade continue kerty hi usy profit hasil hona shoru ho jaey aur loss kabhi bhi na ho hamain forex market main trade kerty huey profit hasil hona tab shoru hota hai jab ham forex market main trading ka acha experience gain ker lety hain warna hamain her trade open kerny per loss hony ky chances zyada hoty hain aur bahot kam aesa hota hai ky experience ky baghair bhi hamain kisi trade main profit hasil ho jaey

        Hamain apni trading experience ko pehly increase kerna hota hai ky jab ham trading expert ban jaty hain tou hamain acha profit bhi hasil hony lagta hai Jitna hamary forex market main trading ka zyada knowledge hota hai aur experience zyada hota hai tou ham forex market main itni hi achi trade ker sakty hain aur acha profit bhi hasil ker sakty hain kabhi bhi trading ka aghaz acha nehi hota lekin agar ham continue mehnat kerty hain tou ham forex market main trading expert bhi ban jaty hain aur hamain phir forex sy continue profit bhi hasil hona shoru ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka Agaz

          Ham log Jab Bhi market open Karte Hain To sabse pahle Ham Logon Ko market ko dekhna Hoga Ki market ki side per move kar rahi hai Jab market ki movement ka Ham Logon Ko Pata Chal Jaaye FIR Iske bad Ham Logon Ko trade open karna Hogi aur apne Man Ko refresh Rakhe trade open karna Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka Agaz

            Jee haan mere bahi apki bat shi hai mere khayal mein forex trading aik aisa Kam hai jis mein new Traders ko aaty hi zaida paisy kamany ki bahot jaldi hoti hai lekan New trader ko aisa kabhi bhi nhi krna chaiye sub se pehly ap ko Kam se Kam apko investment krni chahiye us pr experience hasul krna chahiye aur us experience ko thory arsy baad zaida investment krein aghr phir bhi apko loss ho Jaye tu apko Kam investment pr hi trade krna behtr smjna chahiye sub se pehly ap bonus or investment krein tu bahot acha hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka Agaz

              forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai trading kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hasin hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kr be kam kar sakty hain yai aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam karis akty hain forex aik world wide business hain hum is mai pairs mai or currency mai kamk ar sakty hain forex ko hum apna professional career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka Agaz

                Dear hum ne agar ais market mai kaam start karna hai to aus time hum ko ais market mai sab se phly to kaam sekhna chaye aus k baad hum agar ais market mai learning kar lety hai aor aus k baad ais market mai kaam sekh lety hai to hum ko demo par kaam start karna chaye aus se hum ais market mai kaam sekh lety hai k ais market mai hum kaisy market ki moment ko kaisy observe kary jis se hum ko ais market mai koi trade mily to aus par hum kaisy faida autha sakty hai aor ais k sath sath hum ne agar ais market mai trade karni ho to hum ko ais market learning k baad hum ko kaam start karna chaye tab hi hum kamyabi hoti hai kun k hum agar ais market mai kaam sekh k start karty hai to ais market mai hum kamyab ho sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka Agaz

                  Dear friend forex trading main ap jab start laty han to ap ko forex trading ka knowledge or experience ni hota ha ap ko bilkal samj ni aati ha k movement kase ho rehe ha jis sy humy ziada ya loss ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada pehly forex trading ko seekena or samjena chae ha us k bad forex trading ko join karna chae ha ta k hum kamyab ho sakeny forex trading main jtni ziada mehnat karny gy learning karny gy or apny knowledge sy practice karny gy to humara experience ziada ho ga jis sy hum easily ache trading kar sakeny gy par jab tak hum log trading seek na lan ap ko ziada sy ziada practice na kar lan tab tak trading start na karny achy analysis karny seekeny or forex trading market ko samjeny us k bad trading start karny ta k ap ko loss kam sy kam or profit ziada sy ziada ho sakeny
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ka Agaz

                    dear mera khyal hai k forex main trading ka gaz karny se pahly hmain thori mahnat kar leni chahye q k jub hum trading ka agaz karty hain tu hmain loss hony k chnaces zyda hoty hain q k os ki wjah yah hoti hai k na tu hmary apss trading ka knowledge hota hai or na he forex ka expiernce hota hai es liye hmain chahye k hum apni trading main real account main trading karny se pahly aghr ap demo account main trading karty ain tu ap real account main trading karny main asani hoti hai or apko loss bi kam hota hai es liye apko chahye k ap pahly demo account main trading karen os k bad he ap apni real account main trading karen ta k hum apni trading ko profitable bna skty hain or ayse hum apni trading ka agz kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ka Agaz

                      kesi bhi kaam ka agaz karny sy pehly chund chizon ka khas khayal rakha jata hy to forex marlit vmain trading karny waly ko trading shuroe karny sy pehly trading karna sikhna chahy keh main ny yeh trading kes tariqeh sy karni hy pher jes chiz py tading karni hy us chiz ky bary maelomat ly is ky baed apny acount ko satrong kary jub yeh chizin mukamal ho jaen to pher koshesh kary keh forex markit main jes chiz ki bhi trade kary woh chiz thori meqdar main trade kary or kesi achy trader sy rabta rakhy taqeh agr kahin py mestik ho bhi jae to us ko control karny ka tariqah to ata ho na jub us thori c trade main kamyaab ho jae to pher agy ahesta ahesta trade barhata jae
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ka Agaz

                        je bilkul ma ap ki baat se agree karta houn k new traders ko apni trading ko start kartay waqt soch smajh kar shuru karna chaye is lye trading k aghaz ma yeh chand batain apnay zehn ma rakhni chaye jaisay
                        a) hamesha small lot size se trading start karain jaisay 0.01 lot ko use karain q k shuru ma new traders ko market ki kuch samjh ni arahi hoti ha is lye small lot size ko use karian
                        b) sath sath demo account pe bhi practice ko jari rakhain q k is se ap ko knowledge aur practice hoti rahay gi
                        c) kabhi bhi kisi stage pe greed na karain q k is se ap professional trader ni ban saktay hain
                        d) trend ko follow karain, trend k against hargiz koi entry na lain
                        e) strong signals pe entry lain, signals na hon to wait karian
                        f) sl aur tp ko use karna apni habit bana laain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X