Kon kon srif take profit ka use karty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon kon srif take profit ka use karty hain?
    Asalamu Alaikum
    Kush members asay hain jo srif take profit k use karty hain stop loss ka nahi to wo Q karty hain asa

    Stop loss use karny k advantage or disadvantage kya hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

    Dear friend take profit itna zarori Ni ha jtna stop loss zarori ha is ley humy take profit k sath sath humy stop loss bi istamal karna ho ga jab tak hum log stop loss istamal Ni karty han to humara account risk main hota ha or humy loss ziada ho sakta ha or ho sakta ha k account wash ho jay is ley humy apny account k mutabiq trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty Han is ley humy both soch samj k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy is ley humy both soch samj k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy jab tak stop loss istamal ni karny gy to humy loss k chance ziada hon gy jab hum stop loss laga lan gy to humy ziada loss ni ho ga or humy ziada fayda ho saken ga
    • #3 Collapse

      Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

      Ham main sy aksar traders jab bhi koi trade open kerty hain tou us main take profit zarur use kerty hain ky jab ham bonus account sy bhi trade ker rehy hoty hain aur market ko continue observe bhi ker rehy hoty hain tou bhi ham her open trade main take profit use kerty hain ky market kisi bhi waqat hamary take profit ko hit ker ky reverse move ker sakti hai bahot hi kam traders aesy hongy jo open trade main take profit use nehi kerty hamain take profit ka yeh bhi bara faida hota hai ky hamain jab lag raha ho ky market hamari favour main move ker sakti hai tou ham profit ka aik target set ker ky us ky mutabiq take profit laga dety hain then hamary liay zaruri nehi hota ky ham market ko phir continue observe bhi kerain ham beshak market Close bhi ker dain lekin ham jab dobara market ko open kerty hain tou hamari trade automatically Same target tak profit hasil hony ky bahd close ho chuki hoti hai

      Lekin ham agar sirf take profit use ker ky trade open ker lety hain tou hamari aesy trade secure nehi hoti ky ham agar opposite move kerti hui market main bhi take profit ky hit hony ka wait kerty rehty hain lekin market main open trade ki waja sy hamain continue loss hota rehta hai tou loss increase hoty hoty hamara account bhi wash ho jata hai hamain agar profit ka open trade main target set ker ky trade continue kerni hai tou hamain phir loss ki limit bhi set ker leni chahiay ky jab hamain up-to selected limit loss ho jaey tou bhi hamain trade close ker leni chahiay ky ham bary loss ya account wash sy bach sakain

      Hamain her open ki jany wali trade main agar secure trading kerni hai tou stop loss bhi take profit ky sath use kerna hoga ky ham trade main hony waly loss ko control nehi ker sakty aur market ky profit main jany ka wait hi kerty rehty hain tou hamara account wash ho jata hai lekin agar ham calculation ker ky stop loss bhi laga lety hain tou hamain loss bhi limited amount main hota hai jis ko easily recover bhi Kia ja sakta hai tou take profit ky sath stop loss lagana bhi bahot zaruri hai
      • #4 Collapse

        Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

        Ham Logon Ko sirf take profit istemal nahin karna chahie iske sath sath Ham Logon Ko to stop loss ka bhi istemal karna chahie Kyunki stop loss Ham Logon Ko nuksan se bacha hota hai aur ham log se fayda Hassan kar sakte hain aur ham Logon Ko iska fayda hoga
        • #5 Collapse

          Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

          Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai hum ne jo bhi trade lagani ho aus k sath hum ko take profit aor stop loss lagana parta hai magar ais market mai zayda traders ais ko use ni karty hai wo ais market mai jab bhi trade lagaty hai to ais market mai agar trade k sath take profit lagaty hai to ais market mai humri trades to safe ho jati hai magar jab hum ais market mai stop loss ni lagaty hai to aus time hum ko ye masla hota hai k hum agar ais market mai stop loss na lagye to hum ko ais mai kai dafa loss atna hota hai k hum agar ais market mai safe trading karna chaty hai to hum ko ais market mai apni trade k sath take profit aor stop loss use karna chaye aus se hum ko ye faida hota hai k humri trades safe hoti hai aor hum befikar hoty hai trades laga k.
          • #6 Collapse

            Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

            Dear friend forex trading main humy sab sy pehly ache analysis karny seekeny hon gy or phr us k bad humy demo account main practice karni ho ge jis sy humy knowledge or experience hasil kar sakty han or phr hum isi practice knowledge or experience hasil kar k trading kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han is ley humy forex trading main proper stop loss or take profit istamal karna chae ha sirf take profit sy humy koi fayda ni ha agr trade loss main ge to humy ziada loss ho sakta ha or ho sakta ha k humara account he wash ho jay is ley humy both soch samj k trading karni ho ge tab he hum easily successful ho saken gy take profit k sath stop loss lazmi istamal karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

              Dear friend Mere Khyal se bahut Sare log Aise Hain Jo sirf aur sirf take profit ko hi use karte hain lekin Mere Khyal se Aisa nahin karna chahie Kyunki sirf aur sirf take profit Se Hi aap market Mein Achcha proper Nahin Hasil kar sakte bus time aap market aapke opposite side bhi chal sakti hai Jiski vajah se aapko loss ho sakta hai agar aap ek profit ke sath stop loss ko bhi use karen to yah aapke liye bahut hi Pata hoga Kyunki market mein agar aap acchi nahin karna chahte hain to Sath Sath loss hone ka bhi Dar Hona chahie isliye aapko stop-loss Lagana bahut hi jaruri hai agar aap stop loss or take profit donon lagakar kam Karenge to aap ek acche professional trader Ban sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                hamy take profit ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai apne marze sy tiime table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar akm kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex jassa koi or business nahi hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasaa koi or business nahi hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex jasa koi or business nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                  Kon kon srif take profit ka use karty hain?<br />Asalamu Alaikum<br />Kush members asay hain jo srif take profit k use karty hain stop loss ka nahi to wo Q karty hain asa<br /><br />Stop loss use karny k advantage or disadvantage kya hain?
                  Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading main bohat say aisay tools use hotay hain jen ki wajah say trading main ziada say ziada kamyabi hasil hoti hay un main say kuch tools account ko manage karnay kay liay bhi use kiay jatay hain jen main say stop loss and take profit bohat ziada importance kay hamil hain en ki importance ka ap andaza es bat say bhi laga saktay hain kbohat say traders en kay use say big loss say bach kar apnay account ko wash honay say safe kar laitay hain aor bohat say traders en ko use na karnay ki mistake kar kay apna account wash kar laitay hain aam tor par to traders stop loss ko ziada use kartay hain bal k expert traders take profit and stop loss donon ko hi use kartay hain lakin ziada tar stop loss ko use kia jata hay lakin kai aisat traders bhi hain jo just take profit hi use kartay hain aor apna account wash kar bethtay hain es liay aisa bil kul nahi karna chahiay kun k take profit ko use karnay say koi loss nahi hota lakin stop loss ko use na karnay say baz dafa bohat ziada loss ho jata hay aor account bhi wash ho jata hay jeaay recove bhi nahi kia ja sakta es liay trader ko apnay account ki safety kay liay take profit and stop loss donon hi ko use karna chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                    Walikum salam friend mery khyal sy to take profit itni zroori ni hy jitna stop loss zroori hy q k kbi kbi market hmary itny khlaaf chli jati hy hamara account wash b ho skty liy stop loss ka istmaal krna boht zroori hy senior trader b zyada tr stop loss ka istmal krty hy q k AGR hum stop loss lgaty hy or agr trade stop loss ko touch krti hy to hum loss to recover kr skty hy PR AGR account wash ho jay to humy zyada nuqsan ho jata hy or month k khtm hony ka intzaar krna PErTA hy is liy stop loss ka istmal boht zroori hy PR humy take profit b lgana cahiy
                    Humy zyada lalach ni krni cahiy or take profit b lgana cahiy q k forex trading ka koi pta ni ye kb kis trf move ho jay or humy profit ki bijay loss ho jay is liy take profit ka istmal b zroori hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                      Forex trading main stop loss and take profit bahut ziada benefit to hai jo ke trading mein tamam traders istemal karte Hain. Agar Ham baat Karen Forex trading ki to ye dono tools hamare liye bahut zyada important hote hain kyunki Ham inki madad se ziada se ziada profit bhi Hasil kar sakte hain aur kam se kam loss bhi uthana parta hai. Tamam trader ko apni trading terminal per stop loss or take profit tool ko acchi tarike se use karna aana chahie agar aap stop-loss bahut kareeb place karen ge to bahut half aapka stop loss jaega aur aapko loss uthana parega. Main agar zati taur per aap Ko bataun to main stop loss ki bajaye take profit use karta hun jo ki khush pips per place kar deta hun aur bahut jald profit Mil jata Hai isliye hamesha aap apna focus learning per rakhen aur ziada se ziada earning Hasil Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                        forex markit main kaam karny waly jub tade kary hain to woh usi hesab sy karty hain jetna un logon ka us ka ilam hota hy or trading main woh log wohi tariqah istemal karty hain jes ka un ko mukamal ilam hota hy or woh us ko achi trah sy janty hon ab trade karty waqt trading main take profet wohi istemal kary ga jes ko tak profet ka ilam ho ga us ky bary main janta ho ga us ky nuqsan or naffy ka jes ko pata ho ga keh main agr tak profet istemal karta hon to us ka mujhy yeh yeh faeda hy or usky istemal sy mujhy profet zeyada ho gi jes ko tak profet ky bary pata hi ni hy us ny kia tak profet lgani hy us ko to pata hi ni hy us ky fwaed ka
                        • #13 Collapse

                          Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                          ji acha sawal hai main bahrpoor khush karo ga k ap ko achi trha samjh sako .
                          bahot sarry log hain to k take profit ka use kary hain or ise k sath satop loss ka istamal nahi karty hain wo stopl loss ka use ise lia nahi karty hain k shaid sl ki jo value hai ise sey 10 ,12 pip nichy ja kar shaid oper tp ki traf movemnet kary agar stop loss ho ga to traide automatic closs ho jayai ge wo ise lia stop loss ka istamal nahi karty hain jo k bahot hi ghalt baat hai ham ko chahi hai k TP ka istamal jise trha ham zarori smjhty hain ise trha ham ko chahi hai k main SL ko bhe usee kary or ik barr is ki value set karny k bad phir ham ko chahi hai k ham SL ki value k sath jheer char na kary jo valve ap ney ik bar set kar lia hai sl k toor par ap os ko dobara modify na kary kise bhe lalach main akar agar ap isa karty hain to ap ka account wash ho skta hai ya ap ko kise barry loss ka smana karna par skta hai .
                          information for Beginners
                          Complete Forex Knowledge
                          • #14 Collapse

                            Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                            Kush members asay hain jo srif take profit k use karty hain stop loss ka nahi to wo Q karty hain asa

                            Stop loss use karny k advantage or disadvantage kya hain?
                            My dear friend agar aap ko contest Mein Puche post start karna hai to please aap Aise knowledge ko share Karen jisse Baki members Ko Bhi fayda Ho aapane Jo Sawal kiya hai ki kaun kaun Ek profit ko use Karta Hai Koi contest Mein Karne Wali Baat Nahin Hai isase Kisi ko bhi achcha yah bolane se Hasin Nahin hoga jo log bhi forest trading business mein senior Hai vah Sab Hi Apne trade ke sath stop loss aur take profit donon ka use karte hain Kyunki market ki moment every second hoti rahti hai lekin Ham every second apni trade Ko Nahin dekh Sakte isliye market ki moment se bachne ke liye is for use Kiya jata hai aur Har EK trader ko chahie ki vah ise Jarur use Karen tab hi vah Apne account Ko mehfooz Rakh sakta hai Nahin to market ki sometime Aisi movement Hoti Hai Jiski vajah se pura account Khali ho jata hai. Use stop loss and take profit in each and every trade of you.
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kon kon srif take profit ka use karty hain?

                              Forex trading business mai trading ki support kay liye tools bohat useful hotay hain. Forex mai traders stop loss aur take profit ko use kernay kay liye bohat si cheezoo ko daikhtay hain. Traders kay liye take profit ka use uss waqt acha rehta hai jab unhain koi news milti hai aur uss mai confirm profit ki limit tou do jaey laikin traders aik mujhasus limited profit laina chahay. Take profit kay liye traders apni trade open kertay waqt aik limit pay set ker laitay hain jaha pay price pohanch jaey tou trade auto pay close ho jaati hai. Iss Tarah trader ko her waqt apni trade ko monitor kernay ki zarurat nahi hoti. Issi tarah stop loss bhi traders uss waqt use kertay hain jab wo khud apni trade ko close kernay ki position mai nahi ho aur ye bhi chahtay ho kay account ko ziada loss nahi ho. Stop loss aur take profit dono aisay tools hain jinn ka use traders ko loss say Bachata hai aur aik confirm limited profit lainay mai help bhi kertay hain. Take profit aur stop loss her trader apni zarurat aur sahulat kay mutabiq use kerta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X