Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?
    Mere Bethreen dosto Pakistan Forex Forum humein bahot zaida bonus deta hai aur us bonus ko bahot se Log aisy hi Zaiya Kr dety Hain Humein Us bonus ko Zaiya honey Se lazmi bachana chahiye aur usko bachany ke lye zarori hai ke hum log bonus ki management krein bonus ko kahi hison mein taqsim kr Lena chahiye trade ke lye raqam choti muqarr krein aghr ap ka account wash Honey pe Jaye tu apko management ap ke Kam aye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

    hamy money management kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasisa kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy timee table bana kar kam kar sakty h ain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala busness hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy gaa is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kr skty hain huj is maai full time be kam kar sakty hain forex pury pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

      Ji ap nay bohat acha sawal kia hay lakin es baray main mara jahan tak khial hay k bonus ko manage nahi kia jata account ko manage kia jata hay account management bohat zarori hay aor esi management say account ko wash honay say bachaya ja sakta hay. Pak Forex Forum pay ham din rat mehnat kar kay posting kartay hain aor us say hamari mehnat kay hisab say bonus milta hay agar ham es bonus ko la parwahi say wast kar dain to hamara account aik taran say khali ho jay ga aor ham trade nahi kar payin gay es ki aik big reason yeh bhi hay k ham main say aksar members jaisay hi monthly bonus milta hay us say trading start kar daitay hain jab k bonus bohat kam hota hay aor kam balance say account main bardashat ki had bohat kam hoti hay jes wajah say kam bonus ya balance say trading karna bhi bohat ziada risky ho jata hay es liay ham ko koshsish karni chahiay k ham ziada say ziada mehnat karain aor achi posting say say ziada say ziada bonus hasil karain aor bonus ko kam az kam 100$ say 500$ tak lay jayin es kay bad trading start karnay say risk bohat kam ho jata hay aor kamyabi kay chances ziada ho jatay hain aor dosri bat jab tak Forex ka poori taran knowledge gain na kar lia jay aor achi taran learning na ki jay aor ziada experience hasil na ho jay tab tak bil kul trading start na ki jay full knowledge, learning and experience kay sath hi trading start ki jay.
      • #4 Collapse

        Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

        Dear agar dekha jaye to ais market mai hum apni investment par kaam karty hai ya bonus account par kaam karty hai to aus ko hum ne manage kar k hi kaam karna hota hai tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai planing ni karty hai aor ais market mai aisy hi kaam karty hai to ais market mai hum ko ho sakta hai k loss ho jaye ais market mai hum ne jab kaam karna hota hai to ais mai hum ko apny account k hisab se lot lagani hoti hai aor aus k sath hum ne jo trade lagani hai aus par take profit aor stop loss lagana hota hai agar hum account ko manage kar k trade lagaty hai to aus se humra account kabi wash ni hota hai aor aus k sath sath hum ais market mai acha profit bana skaty hai agar hum ais market mai risk zayda ley gay to aus se humri investment zaya ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

          Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main bounce ho ya apni investment humy trading proper money management or risk management sy trading karni ho ge jtna hum forex trading main money management or risk management sy trading karny gy to hum kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar sakeny gy proper stop loss or take profit istamal karny sy humy ziada sy ziada fayda ho ga or kam sy kam loss ho saken ga is ley humy proper learning or practice sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge forex trading best online business ha is ko proper seek or samj k trading karni chae ha forex trading main jtni mehnat karny gy to utny he ziada kamyab ho sakeny gy
          • #6 Collapse

            Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

            Bonus bhi hamary trading account main real balance ki terha hi hota hai ky jab tak hamary trading account main bonus hota hai tou ham forex market main trade kerty rehty hain lekin jab hamara bonus account wash ho jata hai tou ham forex market main trade nehi ker sakty tou hamain chahiay ky ham bonus amount ko bhi real investment ki terha deal kerain aur bonus account ko bhi achi terha manage ker ky trade continue kerain taky hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hota rehy aur ham loss sy bhi bach sakain account manageme bahot zaruri hoti hai ky jab ham apny account balance ko manage ker ky trade kerty hain tou hamary acccount ky wash hony ky chances bahot kam hoty hain lekin jab management ky baghair trade open ker lety hain tou kisi bhi waqat market hamari open trade ky against move ker sakti hai tou hamain bara loss bhi ho sakta hai so hamain bary loss sy agar bachna hai tou her trade account management kerny ky bahd open kerni chahiay

            Jab bonus account sy trade kerty huey hamain loss hota hai tou jab tak ham same loss ko recover nehi ker lety tab tak hamain jo bhi profit hasil hota hai tou woh ham withdraw nehi kerwa sakty ky hamara hasil hony wala profit bhi loss main consume ho jata hai then hamain achi management kerty huey loss sy bachna chahty aur apni equity hamain bonus amount ky sath manage kerni chahiay taky jab hamain kisi trade main profit hasil ho tou ham same profit ko withdraw bhi kerwa sakain
            • #7 Collapse

              Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

              G han dear Bonus ko manage karna be etna hi zarori hay jetna key ham real account me money ko manage karna zarori samjty hey, every month hamar bonus zaya es ley ho jata hay key ham bonus ko manage karny ki koi planing nahi kar sakty hey agar every month hi ham bonus ko manage karen gey to hamara bahot sa bonus zaya hony se mehfooz rahy ga, bonus manage kar key next month hamara bonus account bahot zeyada be ho sakta hay jes par ham zeyada risk ley kar zeyada profit earn karny ka chance be le sakty hey, kabi be bonus ko zeyada risk ki waja se zaya karny ki koshish nahi karni chaye aur har month koch na koch bonus account me mehfooz rakny ki be koshish karni chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

                yes bonus ko mange kar ky trade karna zrori hota hai kyon ky bonus account main ju ap post karty hain wo ap ko pehly bohut hard work karna parta hai aur wo ap ki aik tara say real investment ki tara ka he hota ha kyon ky ap nay uss man mehnat ki hoti hai es lea ager wo loss ho jay tu phir say ap ko mehnat karni parti hai es lea bonus account main bhi ap ko rules ky sath money mangement say kam karna chahea phir he ap ko acha profit mil sakta hai es lea forum account say ju bhi ap ko bonus milta hai us ko real he samjhna chaheay kyon kyon ky ap ko uss sy profit he milta hai jiss ki waja say ap earning karty hain pak forum pay bhi ap ko rules ky sath kam karna chaheay aur ap ky pas ju bhi experience hai us ko zror share karna chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

                  Ap ki bt bilkal durst hy mgr forex forum m hr member bharpor mehnat kr k ye bonus hasil karta hy is liay koi b member ni chahy ga k us ka bonus zaya ho is laiy wo mehnat kr k apny bonus sy zyada sy zyada faida hasil karny ki sochy ga forex trading jasa k aik bot bara or profitable business hy is m agr ham forex m mehnat sy acha or mayari kam krty han to hamy acha bonus hasil hota hy hamy chaiy k ham is bonus ki management kr lan is sy ye ho ga k hmara account wash hony sy bacha rahy ga hamy chaiy k ham apny bonus m choti choti trades and kr k thora thora profit hasil krty rahan zyada ka lalich na karan choti trades sy hamy agr loss b hota hy to km hota hy or agr profit hota hy to wo b km hota hy mgr hmara account wash ni hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

                    Ham Logon Ko sabse pahle Apne account ko manage karna hoga Jab Hamara account manage Ho Jaaye FIR Ham Logon Ko treat open Karni Hogi account manage karne ke bad Ham Logon Ko profit ke chances Jyada hote hain isliye sabse pahle Apne account ko manage Karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Bonus Management Zarori Hai Ya Nhi?

                      Pak forex forum ka monthly bonus ho ya contest ka withdrawable bonus ho. Her member apnay monthly bonus kay liye bohat mehnat say kaam kerta Hai. Pak forex forum pay monthly bonus kay liye members her mahinay bohat ziada hours forum ko daitay hain jiss kay baad unhain bonus milta hai iss liye apnay bonus ko bohat achay tareekay say use kerna chaiye takay her member apnay bonus say achi trading ker kay acha profit zarur Bana sakey takay usay apni mehnat ka reward bhi Mila Karey. Pak forex forum kay bonus say trading shuru kernay say pehlay acha demo experience bohat zaruri hai. Kiyu kay jab tak trading ka experience nahi hoga uss waqt tak bonus ko sahi tareekay say manage ker kay use nahi kia jaa sakta aur isi wajah say bonus zaya ho jata hai.

                      Pak forex forum pay contest ka bonus 2 months baad milta hai kiyu kay contest 2 months ka hota hai. Kuch members apna contest ka bonus withdraw kerwa laitay hain aur Kuch members usay trading mai use kertay hain. Bonus koi bhi ho usay apni mehnat samajh kay use kerna chaiye kiyu kay bonus apni mehnat aur time say milta hai. Bonus ko proper management say he use kerna chaiye takay zaya na ho

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X