forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)
    friends forex market main shayad ap ky sathh bhi asa ho ho ga ap zror share karain mager mere sath aksar asa hota hai aik chez ka pata bhi hota hai ky ham wrong way main ja rahy hain main mager phir bhi ham wo mistake kar jaty hain aur aik he mistake ko bar bar repeat karty hain mager uss say rukty nahi hai es lea asi kon se forex main logic hai ju ham aik he galti bar bar karty rehty hain jiss say ham ko bar bar loss hai sab apna apna view share karain aur es masly ka hal bhi batain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

    Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex trading main dear myry khyal sy or khas kr ham traders sy aik mistake jo k bar bar ham sy hoti hy wo hy over trading hamy pta b hota hy k ham over trading sy nuqsan karty han mgr phr b ham bar bar emotional ho kr trading karty han hamy ye b pta hota hy k big lot size trade open karny sy hamy loss ho ga mgr ham phr b big trade open kar k loss karty han or apni investment py bhari nuqsan kar dyty han in same mistakes sy bachny k liay hamy apna mind change karna ho ga k hamy emotions sy dor rahna hy lalich ni krna or apni trading k liay aik target bna kr hamy us m kam krna ho ga jis target ko achive karny k bd hamy apni trading stop kar dyni chaiy isi tra ham apni mistakes ko control kar k achi earning kr skty han
    • #3 Collapse

      Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

      dear forex trading main hum bar bar galtian tab he karty hain jub humari trading ability eak hoti hai or hum kamyab trading karny k qabil nahi hoty hain es liye aghr hum chahty hain k hum apni trading main expiernce gain akren tu hmain es main aik galti ko bar bar nahi krna chahye q k aghr hum apni galtiun ko okny lag jaen tu huma pni galtiun se he apni trading ko sikh skty hain qk jub humain loss hota hai tu hmain os loss se he apni trading ko bahtr karny k chances hoty hain es liye apni he galtiun par control rakh ar apna kam karen jub ap apni trading karty hain tu apko khud he apka expiernce gain kar skty hain or loss bhi tab he kam hony lgta hai jub ap khud apny loss ko manage kar k apni trading karty hain
      • #4 Collapse

        Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

        Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Jab aik he ghalti baar baar repeat ho rahi ho aur uss aik he ghalti say baar baar loss ho raha ho tou apni learning ko revise. Kernay ki zarurat hoti hai. Traders ko aik baat samajh laini chaiye kay baar baar aik he ghalti repeat honay ki 2 he wajuhaat ho sakti hain. Pehli wajah jald baazi hai, jab traders trade open kerna chahtay hain aur market ki movement achi ho aur ziada profit bhi nazar araha ho tou uss waqt market watch kiye baghair ya phir analysis daikhay baghair kay ho sakta hai woh movement sudden ho aur phir market reverse jaa rahi ho. Jald baazi mai traders ye sub lessons aur learnings bhool jatey hain.

        Aik he ghalti baar baar repeat honay ki Dusri wajah laalach ya greed hai. Jab traders ko ziada profit ka laalach nazar ajata hai tou uss waqt bhi baghair sochay samjhay trade open ker laitay hain. Traders ko uss waqt sirf profit nazar araha hota hai aur Kuch bhi yaad nahi rehata.inn dono reasons ko. Khatam kernay kay liye apni learnings aur knowledge improve karain. Aur khud pay control ker kay trading ki practice zarur karain
        • #5 Collapse

          Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

          forex aik bahtreen business hain hum is mai apne marze sy tme table bana kar kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao k y account bana kar be kam kra sakty hain hum is mai mahnet sy kam karu gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasla nah ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuvch be hasal nahi ho ga forex aik bohat bara business hain
          • #6 Collapse

            Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

            Dear aisa ni hota agar hum thora sa apny mind ko use kary aor aus k baad discipline k sath kaam kary kun k agar hum ais market mai koi trade lagaty hai aor aus k sath mistake kar k loss karty hai to ais market mai hum ko ye dekhna hai k hum ne ais market mai loss kis waja se kia hai wo mistake hum agar khud sahe kar lety hai to aus k baad hum aus mistake se bach sakty hai magar jab hum ko ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par mistake ki waja se hum ko loss ho to aus ko hum agar ye kahe k hum ne ghati ni ki hai to wo mistake hum bar bar kary gay jis se humra kafi zayda loss ho sakta hai agar hum ais market mai loss se bachna chaty hai to hum ko ais market mai planing k sath kaam karna chaye tab hi hum ko ais market mai faida ho ga aor hum kamyab ho jaye gay ais market mai.
            • #7 Collapse

              Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

              Dear friend forex trading main hum log bar bar same galtien karty han sab apni lalich ki waja sy forex trading main humy apni lalich ko control karna ho ga or proper stop loss or take profit istamal kar k small lots sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy or forex trading main ache trading kar k ache earning kar sakeny gy forex trading main humy kabi bi emotional ho k trading ni karni chae ha warna humy loss ho sakta ha is ley humy both ziada mehnat ki zarorat hoti forex trading main humy proper money management or risk management sy humy maximum profit hasil karna ho ga jtna knowledge or experience ziada ho ga hum forex trading main galtien kam karny gy or ache trading kar sakeny gy jis sy hum ache earning kar sakeny gy
              • #8 Collapse

                Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)<br />friends forex market main shayad ap ky sathh bhi asa ho ho ga ap zror share karain mager mere sath aksar asa hota hai aik chez ka pata bhi hota hai ky ham wrong way main ja rahy hain main mager phir bhi ham wo mistake kar jaty hain aur aik he mistake ko bar bar repeat karty hain mager uss say rukty nahi hai es lea asi kon se forex main logic hai ju ham aik he galti bar bar karty rehty hain jiss say ham ko bar bar loss hai sab apna apna view share karain aur es masly ka hal bhi batain.
                Ji bhai jan ap nay acha question kia hay lakin pehli to bat yeh hay k ap nay koi mistakes mention nahi ki ap ko apni mistakes ko mention karna chahiay ta k others forum members ap say us baray knowledge share kar lain kun k Forex trading main traders many types ki mistakes bar bar kartay hain jes main aik mistake yeh bhi hay k traders big lot size kay sath es lalach main trade open kartay hain k un ko bohat ziada profit ho ga aor woh bohat jald ziada profit earn kar kay big man ban jayin gay lakin aisa nahi hota bal un ko loss ho jata hay es kay ilawa aor bhi bohat si mistakes hain jen ko traders bar bar kartay hain just es umeed say k kabhi to un ko kamyabi hasil ho gi lakin har aik ki alag alag mistakes hain bar hal ham ko pehlay apni mistakes ko find karna chahiay es kay bad en mistakes ko remove karna chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                  Forex market main trading ka hamara maqsad hota hai ky ham acha profit hasil ker sakain tou ham phir acha profit hasil kerny ki koshish zarur kerty hain lekin same koshish main ham yeh bhool jaty hain ky hamary trading account main balance thora sa hai ky ham kabhi bhi zyada profit small balance ky sath hasil nehi ker sakty tou small balance per bhi ham baghair sochy samjhy Bari lots use ker ky trade open ker lety hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jab loss increase hoty hoty hamara account wash ho jata hai tou ham usky bahd yeh planning kerty hain ky ham next time trade open kerny sy pehly sochain gy ky hamary account main balance Kitna hai ham is balance sy kis pair main trade open ker sakty hain aur kitni lot use kerni hai ky hamara account wash na ho aur ham trade open ker ky kuch profit hasil ker sakain

                  Hamain bar bar aesa kerny sy hi loss hota rehta hai ky ham jab continue trade ker rehy hoty hain aur hamain profit bhi maximum trades main ho raha hota hai tou ham phir bhool jaty hain ky hamara account kis waja sy wash hua tha tou ham phir wohi mistake kerty hain ky Bari lot sy trade open kerty hain jis ko hamara account balance kuch hi pair bardashat ker sakta hai aur hamara account wash ho jata hai jis ky bahd hamain soch ati hai ky hamara account aik bar phir same mistake kerny ki waja sy wash ho gia

                  Jab bhi kisi pair main trade open kerny ja rehy hon tou pehly yeah soch lena chahiay ky hamara balance Kitna hai aur kis pair main ham secure trade ker sakty hain aur jab lot open kerty hain tou woh is terha kerni chahiay ky market beshak hamari open trade ky against maximum support ya resistance tak bhi ponch jaey tou account wash na ho saky tab ham same mistake sy hony waly loss sy bach sakty hain warna aik hi mistake sy bar bar account wash hota rehta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                    Forex trading business me koch esy mistakes hey jo ham se bar bar aur har dafa ki trading me ho jati hey es ki waja ye hoti hay key 1 to hamy apny esy kesi be mistakes ka pehly to knowledge hi nahi hota key ham ye mistakes bar bar kar rahy hey aur 2nd waja ye hoti hay key agar hamy apny mistakes ka knowledge ho be jata hay to ham es ko control karny key ley koi khas kohsish nahi karty hey, common mistakes jo be ham se trading me hoti hey pehly to hamy es ko note karna chaye aur es ko remove karny ki har koshish be karni chaye, mistakes traders ko kamyab nahi hony dety aur apny kesi be mistake ko small nahi samjna chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                      dear friend forex main jab bhi aik mistake ap say bar bar hoti hai tu es kam matlub yehi ky ap rules ko follow nahi kar rahy hain sab sy pehly ap money mangement ko follow karain jab bhi koi trade lgain ap apne capital ko dekh kar risk mangement akr ky phir trade lgain aur dosra ap tab trade karain jab ap ko pata ho ky forex main ap ko market full accuracy day rahi hai jiss ky bad ap proper stop los aur take profit ky sath kam karain aur forex main kam karny say pehly apna aik plan bnain jiss main yeh sab batain mention karain aur uss ko apne trading desk pay rakhain aur jab trade karny lgain tu pehly us ko dekhain ky ap koi rules tu broke nahi kar raahy hain ager ap bilkul rules ky mutabik kam kar rahy hain tu phir kam akrain ager aik bhi rules apply nahi ho raha tu order na lain es say he ap forex main bar bar galti karny say ruk sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                        friends forex market main shayad ap ky sathh bhi asa ho ho ga ap zror share karain mager mere sath aksar asa hota hai aik chez ka pata bhi hota hai ky ham wrong way main ja rahy hain main mager phir bhi ham wo mistake kar jaty hain aur aik he mistake ko bar bar repeat karty hain mager uss say rukty nahi hai es lea asi kon se forex main logic hai ju ham aik he galti bar bar karty rehty hain jiss say ham ko bar bar loss hai sab apna apna view share karain aur es masly ka hal bhi batain.
                        Bhai iski Ek bahut simple Si vajah yah hai ki Jab Ham apni trade open karte hain aur Hamen thoda sa profit Ho Jata Hai To Ham lalach Mein a Jaate Hain ke thodi der aur ruk Jaaye to Jyada profit ho jaega lekin Aisa Nahin Hai market ki movement kis time reversal Munh Kar Ye Koi pata nahin chalta isliye lalach Hamesha Apne Andar Se nikalkar Hi Forex trading Jaise critical Business mein kam karne ke liye Aaye Agar aapse Koi Galti Ho Jaati Hai To aapko chahie ki aap usse Galti ko Apne Kisi notebook per write Karke rakhen Taki next time aap ko Hua mistake Dobara repeat Na Ho tab hi hum forex main kamyab ho dakty hai ager baar baar mistakes ko repeat keraingy tu kabhi bhibkamyab nahi hoongyv
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                          Ham log market Mein jitni Jyada mystery Karte Hain Ham Logon Ko Itna hi jyada nuksan hota hai isliye Ham Logon Ko market Mein kam se kam mistake karna Hogi Varna ham log bahut hi jyada nuksan Mein Ja sakte hain aur Hamara account to wash ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                            Forex forum members agar aap Forex trading se learn kar lo pahle demo account mein perfect kam kar lo to aapko Forex trading market mein kam karne mein aasani hoti hai aur aapko mistake se bachana aasan ho jata hai hi kyunki Forex trading 1 online perfect business hai jo software se operate hota hai aur is mein technical tools aur indicators software operated hote hain ine to samajhna bahut zaruri hai Forex trading market mein aapko maloom hai ki candlestick chart pattern use hota hai jo bahut famous hai aur yah Japanese candlestick chart behtarin hai iski understanding bahut pasand hai lekin iske liye aapko struggling karna hogi senior mein barish se data maloom karna hoga aur forest reading mein bar bar practice karna hogi practice ke liye demo account hi best hai basic knowledge ke liye Pakistan Forex form West hai apni mistakes ko bar bar bade hone se bachao mistakes note down karke un per study karo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main ham say aik he mistake bar bar kyon hoti rehti hai? (please guide)

                              dear ap ne bohat acha logic wala question kia ha dear me ap ki baat samaj gaya ho ap kehna chahtay hain jub aik cheez ka pata hota ha kay isse loss ho jaey ga par hum phir bhi wo kaam kartay hain
                              aisa tub hota ha jub ap bohat emotional hotay hain or ap me greed hota ha kay ap koi desicion le kar jald profit earn kar le par wo condition desicion lenay ki nehi ignore karne ki hoti ha
                              jaisa kay ap ne analysis kia ap kay five rules me se 3 apply huey 2 rules ap kay against a rehay hain par waha par ap patience na honay ki waja emotional ho kar trade open kar letay hain or wo trade loss me chali jati ha or ap ko pata hota ha kay 2 rules apply nehi huey par ap waha par phir bhi trade open kar letay hain ap agr apna aisa behaviour change kar le tu aisa hona khatam ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X