Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain
    Jab hamary liay bahot zaruri hota hai ky ham apni social life ko importance dain lekin ham social life sy zyada importance forex ko dety hain tou hamary social relations disturb Ho jaty hain
    Jab ham koi critical work ker rehy hon tou sath main forex market main trade bhi continue ki hui ho tou ham same critical work ko achi terha perform nehi ker sakty tou hamain nuqsan ho jata hai
    Jab ham driving ker rehy hoty hain aur sath main hamari forex market main trade chal rehi hoti hai tab ham bar bar market open ker ky check kerty hain tou aesa kerna hamary liay bahot dangerous ho sakta hai
    Jab ham student hoty huey forex market main trade start ker lety hain tou aesa kerny sy na tou ham apni study ko achi terha continue ker sakty hain aur na hi ham forex market main achi trade ker sakty hain tou hamain dono taraf sy nuqsan hi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

    Dear friend forex trading main loss both sari waja sy hota ha jo humari apni waja sy hota ha means forex trading main loss apni lalich ki waja sy ziada loss ho sakta ha is ley humy sab sy apni lalich ko control karna ho ga q k hum log rat o rat ameer hona chahty han par log isi tahra ziada fayda hasil karny k ley bari lots istamal karty han or juldi juldi ziada profit hasil karny ki try karty han or isi waja sy humy loss hota ha is ley humy lalich sy bachna ho ga small lots sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han forex trading main proper money management or risk management sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k hum kamyab ho sakty han is ley humy proper stop loss or take profit ka istamal kar k ache earning karny gy acha profit ho ga or loss kam sy kam ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

      forex main koi bhi trader jab new ata hai tu forex main kam samjh rakhny ki waja say wo loss he karta hai jesy jesy forex main wo learn karta hai uss ka har din pechly din say behter hota hai aur jab bhii wo loss karta hai wo apne he los say bohat kuch sekhta hai es lea business main loss bhi aik business ka hisa hai ju har trader ko karna he parta hai phir he forex business ki samjh ati hai dunia ka wesy bhi ap koi bhi business dekh lain tu dekhain gay ky us main loss hota he hai loss ky bad he ksii bhi business ko samjhny ka pata chalta hai es lea ap ko loss say ghabrana nahi chaheay ap ko ap regular hard working karty rehna cheheay phir he ap forex main ap ko faida mil sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

        Forex trading sy ham ko sirf profit hi hasil nei hota balky isky apny nuqsanat bi hein ky jab ham koi zaruri kam bi ker rehy hon aor forex trading bi ker rehy hon tou ham ko na tou forex profit deti ha aor na hi hamara kam achy sy ho sakta ha ham ko forex trading agar kerni ha tou aesy waqat per kerni chahiey jab ham mukamal spare hon aor ham apny sary kam mukamil ker chuky hon jab ham sirf forex trade kerty hein tou ham ko forex market mein trade kerny per bi acha profit hasil hony lagta ha aur jab zaruri kam hota ha tou ham ko forex trading sy pehly us kam ko ker lena zaruri hota ha phir ham apny kam sy farigh ho ker jab trade open kerty hein tou ham ko kam mein bi masla nei hota ky hamara kam bi acha ho jata ha aur ham market mein achi trade ker ky bahout achi kamai bi ker lety hein
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

          Dear hum ko forex trading ka nuqsan tab hota hai jab hum ais market mai rules ko follow ni karty hai aor ais mai trading strategy ko sahe se follow karty hai ais se hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko loss ni hota agar hum stop loss k baghair kaam karty hai ya lot bari lagaty hai to aus time hum ais market mai loss kar sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to aus time hi hum ais market mai kamyab ho skaty hai agar ap stop loss aor learning k baghair kaam karty hai to ais market mai loss kar sakty hai ais liay hum ko chaye k hum agar discipline aor planing k sath kaam kary to ais market mai kamyab ho sakty hai to ais market mai hum kamyab ho sakty hai ais market market mai planing kar sakty hai ais tarha hum ais market mai kamab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

            wsalm forex trading main aksar new trader bar bar loss krte rahte hn ak tu un k pas forex ka knoweldge r experince bahut kam hota hai r dosra wo forex rules sy na waqif hote hn unhn ye nahi pta hota k forex market main kam kaise krna hai tabi wo bar bar loss krte rahte hn humsha forex main ache knowledge r achi practice kr k phr live trading ki jae
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
              Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain<br />Jab hamary liay bahot zaruri hota hai ky ham apni social life ko importance dain lekin ham social life sy zyada importance forex ko dety hain tou hamary social relations disturb Ho jaty hain<br />Jab ham koi critical work ker rehy hon tou sath main forex market main trade bhi continue ki hui ho tou ham same critical work ko achi terha perform nehi ker sakty tou hamain nuqsan ho jata hai<br />Jab ham driving ker rehy hoty hain aur sath main hamari forex market main trade chal rehi hoti hai tab ham bar bar market open ker ky check kerty hain tou aesa kerna hamary liay bahot dangerous ho sakta hai<br />Jab ham student hoty huey forex market main trade start ker lety hain tou aesa kerny sy na tou ham apni study ko achi terha continue ker sakty hain aur na hi ham forex market main achi trade ker sakty hain tou hamain dono taraf sy nuqsan hi hota ha
              Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Agar aik time main two works kiay jain to zahir hay k kisi aik ya donon works main problems zaror ayen gay kun k Forex trading aik aisa business hay jes main bohat ziada tawajoh aor time ki zarorat hoti hay agar trader Forex trading kay doran apni open ki hoi trade pay dhian na day to woh koi na koi mistakes zaror kar jata hay aor un mistakes ki wajah say un ko loss ho jata hay es liay Forex trading aik to es time loss daiti hay jab es pay poori taran tawajoh na di jay dosra us time loss hota hay jab market trend kay against trading ki jay tesra without knowledge, learning and experience trading start karna aor us time Forex trading main loss hota hay jes time trader new ho aor ziada experience na rakhta ho aor phir bhi trading kat doran account management na karay lehaza ham ko loss ki reasons say avid karna chahiay aor mehnat kay sath kam karna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy agree karta hon forex trading wasy to aik behad profitable business hy ye hamy achi saholyat k sath sath behad profit b frahm krta hy mgr kbi kbi forex ki wja sy hamy bot bara nuqsan b hota hy khas kr un logon ko zyada nuqsan hota hy jo forex k sath sath or chezon ko b chla ry hoty han jasa k aksar students jo forex join kr lyty han or sirf forex trading main hi mgan ho jaty han or apni study py dhyan ni dyty is sorat m unan bot bara loss hota hy isi tra driving k doran b aik to wasy hi mobile fhone ka istmal galt hy oper sy ham driving k doran b agr trading kr ry hon to nteja bot bura hota hy forex m trading krty hoay hamy apni social life ka b dhyan rakhna chaiy agr trading start karny sy pehly ham apny ird gird ki chezon ko dakh lan mahol ko smj lan or mahol ko purskon bna kr kam karan to ye hmary liay bot acha hy ham kisi b bary nuqsan sy bach skty han
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                  dear forex trading main loss hmain boht se wajohat se hota hai es liye aghr hmaiin ilm ho k hmain en factors par loss hota hai tu hmain un se apni trading ko door rkhna chahye q k sub he trador boht achi trha janta hota hai k hmain kin wajohat ki base par loss hota hai
                  mera khyal hai k forex main sub se zyda loss lalach karny se hota hai jub laalch katy hain tab he hmain loss hota hai es liye kbhi bhi apni trading main llach se door rhna chahye q k lalach se he hmain loss zyda hota hai es k ilwa forex main ap kkbhi bhi jald bazi main trading na karen qk jub hum jald bazi main trading karty hain tu hum se koi na koi galti ho jati hai or hmain loss hota hai es liye kbhi bhi jald bazi main trading na karen trading se he hmain kbhi bhi kamyabhi na hoti hai es se hum aik acha tardor nahi ban skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                    Forex trading kernay kay bohat faiday hain laikin saath saath kuch na kuch nuqsanaat bhi hain. Agar daikha jaey tou forex kay faiday aur nuqsanaat ki apni apni ehmiat hai. Traders ko kuch baato kay liye apnay aap ko tayyaar zarur rakhna chaiye. Ye Batain sub apni jagah theek hain kay trading kertay huay ya trade open hoto bohat si zaruri Batain aur zaruri kaam ya tou adhooray reh jatey hain ya phir kharab bhi ho jatey hain.

                    Forex trading ko apnay uper sawaar nahi kerna chaiye kiyu kay iss Tarah business nahi hota. Aur trading business mai tou iss kay liye bohat asaania hain kay traders Monday say Friday lagtaar 120 ghantay trading market kay open rehnay ki wajah say apni marzi ka time iss business ko day saktay hain. Iss business mai aisi pabandi nahi hai kay her waqt trading he kerni hai aur stop loss aur take profit kay tool ki mojudgi mai wesay bhi trade open kernay kay baad trade ko monitor nahi bhi karain tou masla nahi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                      Forex market mein agar ham log hardworking Nahin Karenge to iska Ham Logon Ko nuksan Hoga isliye Ham Logon Ko sabse pahle market Mein hard working Karni Hogi Taki ham log market se fayda Hustle kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                        Hello mery bhaio forex market ma apko trading us waqat krni chye jab ap free hon aor apko maloom ho ky ab mujy koi aor kam nhi ata tb to isko join kr lo apko profit aor reward ratio ko dekh ky trading krni chye qor market ko smjhna chye yeh aik aisi market hai jahan py apko koi bhi challenges nhi kr skta hai yahan py ap he boss ho ap he wprker ho apko he efforts krna hon ge aor kaam ph sub kaam sar anjaam deny hon gay time py market ka analysis krna he faida mand sabit hota hai agr ap news release ky bad market ma kaam kro gay to isk koi fida nhi bo saky ga aoko market ma sub sy asan tareeka ha trade lga ky manage kro aor usko follow kro apni favorite currency pair ko kabi bhi aik din ka bhi nagha na do rozana ka analysis mro aor trade lgaty jao
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                          Forex trading karne ke bahut fayde hain lekin Sath Sath Kuchh Na Kuchh nuksan 8 bhi hain Agar Dekha Jaaye to frax ke fayde aur nuksan aapki Apni Apni ahmiyat Hai credit score Kuchh Baton ke liye Apne app ko Tarazu Rakhna chahie ya baten Sab Apni Jagah theek hai ket reading ke karte hue yah trade open ho to bahut Jaruri baten aur Jaruri kam Yad to Adhura Rah Jaate Hain ya FIR kharab bhi ho Jaate Hain frustrating ko Apne Upar Sawar Nahin karne chahie Kyunki Is Tarah business Nahin Hota aur trading business Main To iske liye bahut aasani hai katrinas Monday se Friday lagatar 120 ghante training market ke open rakhne ki vajah se apni Marji ka time is business ko de sakte hain is business Mein ISI pabandi Nahin Hai Ki Har Waqt trading hi karni hai or stop loss hot AC profit ketul ki maujoodgi mein vaise bhi trade open karne ke bad trade ko material Nahin bhi Karen To masla Nahin Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                            dear me ap ki baat se agree karta hu ap ko is tarah ke attitude se forex ko join nehi karna chahie agr ap is tarah forex me trading kare gay tu ap na proper time de sake ga na ap ko acha profit mile ga or loss ho ga ap ko chahie ke ap ke pass jitna time free ha osi ke hisab se forex trading ko join kare or os se zeyda over work na kare is se ap ki personal lifi bhi disturb ho gi or ap forex se profit bhi nehi earn kar pao gay kyuke forex me work karne ke liey kafi time ki zarorat hoti ha or lagatar time dena parta ha ap ko forex tub hi karni chahie jub ap ke pass free time ho take ap apna 100% focus trading par rakh sake ap ki personal life ko nuksan na phonchay or ap market ko bhi achi tarah understand karke profit earn kar sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza! Forex trading ka nuqsan hamain Kab hota hai ky avoid ker sakain

                              Dear member ek acche trader ki nishani yah hoti hai ki vah apni trading life aur social Life donon ko balance tarike se run kar sake aur un mein se koi ek bhi disturbance ka shikar Na Ho. Kyunki buniyadi taur per koi bhi trader pahle insan hota hai isliye usko social life bhi bahut zaruri hoti hai tamam traders ko apni trading ke aukat manage karne chahie aur aise tarike se plan trading Karni chahie Taki aapki social life disturb Na Ho. Jab aap trading mein Main involve hote hain to profit and loss market Main hone se aapki ki involvement aur zyada barh jaati Hai. Jab bhi aap trading kar rahe hote hain to aapko chahie ki aap technical analysis aur fundamental analysis donon Ko mukammal taur per follow Karen aur apni tamam trade mein implement karaen Taki aapko trade mein ziada tension Na Ho aur agar aapane trading mein money management ki hogi to bahut ziada profit Hasil kar sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X