kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?
    friends forum main ju contest hai es main jaiza wali post par ham apna sirf knowledge he share kar sakty hain ya koi or method bhi use kar ky post kar sakty hain es main kia kia ham kar sakty hain please comment main btayin ky ham kon kon thread aur kis qism ki thread es main kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

    Dear friend ap ny both acha question kea ha Pakistan forex forum main ap kisi bi post ka reply karna ho to humy apni full information share karni chae ha humara ktna bi knowledge or experience ho to hum kamyab ho sakty han or forex trading main maximum knowledge or experience ho to tab he hum behtar trading kar sakeny gy jis sy humy maximum profit hasil ho saken ga is ley humy apni post ya post k reply main apna full knowledge or experience share karna ho ga ta k jo bi new trader ya member aay to usy easily samj aa sakey or wo bi forex trading main kamyab ho saken is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k trading karni ho ge or ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho sakeny gy
    • #3 Collapse

      Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

      G han contest main ham just two types ky threads hi ker sakty hain ky agar ham koi question pochna chahty hain ky hamain forex trading main koi problem aa raha hai aur ham apny problem ko solve kerna chahty hain ya ham kisi bhi topic per wazahat chahty hain tou ham aesy main question bana ker threads creat kerty hain jo question mark ky sath ham kerty hain ky thread ky title main bhi aur thread hi brief main bhi ham question mark use kerty hain lekin agar ham apni taraf sy koi knklwedge share kerna chahty hain other members ky sath ya ham koi stretigy share kerty hain tou aesy threads main hamain achi brief ky sath thread banani hoti hai ky ham tamam members ko achi terha knowledge ya stretigy per brief ker sakain ky jo stretigy ya knowledge ham share kerty hain woh easy bhi hota hai aur achi wazahat ky sath bhi dy hamary knowledge sy her koi faida hasil ker saky tou aesy threads ham Jaiza ky sath start kerty hain ky sab ko pata chal jaey ky ham thread main kuch share kerna chahty hain ya koi question pochna chahty hain tou ham threads Jaiza wala banaty hain ya question mark wala banaty hain

      Agar ham forex market main new hain tou hamary aksar threads question mark ky sath hi hongy ky ham forex market main trading ka acha knowledge nehi rakhty ky hamain forex market main trade continue kiay zyada time nehi hua hota tou ham aesy main bahot sary questions kerna chahty hain ky ham her query ko solve ker ky apni trading ko behter ker sakain aur seniors traders jin ko forex market main trade kerty kafi aersa guzar chuka hai tou woh forum main Jaiza wali threads zyada kerty hain ky un ky pas bahot zyada forex ka knowledge hoga hai jis ko woh threads bana ker forum main share kerty hain ky other members ko bhi unky threads sy faida hasil ho saky

      Threads jesy bhi hon Jaiza waly hon ya question waly hamain achy threads kerny chahien ky agar koi aesa topic hai hamary mind main jis ko share kerny sy other members ko faida ho sakta hai tou hamain aesy topic ko zarur forum main discuss kerna chahiay specially contest main ky yahan per her koi apni taraf sy achi reply kerny ki koshish kerty hain tou bahot acha achy replies sy acha knowledge share ho sakta hai kisi bhi topic per tou hamain achy topics yahan per discuss kerny chahien beshak woh question waly hon ya Jaiza waly achy hi hony chahiaen
      • #4 Collapse

        Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

        Pak forex forum kay bahtreen jawabaat kay contest mai sawalia thread iss liye hota hai kay members apnay sawalaat ker sakain aur senior members say apna masla Bayaan ker sakey aur unhain unkay maslay ka acha aur tafseeli jawab mill sakey. Issi tarah jaiza kay threads iss liye hotay hain kay members uss mai apnay tajziye Bayaan karain kay unho nay kia seekha hai ya Kiya experience hai kisi khaas pair ka ya market ka aur uss ka tajziya ker kay dusray members ko bhi Bata sakain jiss say sub members faida utha sakain.

        Contest mai members ko jaiza ki threads posts kertay waqt iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay jo bhi tajziya hi uss mai darust information he do jaa rahi ho kiyu kay contest kay threads ko members bihat ghour say parhtay hain aur mashawaroo aur experience ko apni trading mai bhi use kertay hain. Jaiza mai jitni achi tafseel di jaey gi utna he faida rahey ga. Iss liye jaiza ka thread kertay waqt inn baato ka he khayaal rakhna hota hai
        • #5 Collapse

          Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

          Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy dear ham forex forum k contest m kam karty han to apni thread m ham agr new han to hamy kafi problems ka samna krna prta hy ham trading k mutaliq knowledge hasil krny k liay forum or contest join krty han to hamy jahan b trading m koi problem hoti hy to ham contest m question wali thread creat kr skty han or agr ham ny koi knowledge contest m share krna hy to ham apna knowledge b thread m creat kr skty han contest hamy bot acha knowledge b frahm krta hy or ham is m apny Juniors ko b acha knowledge hasil karny m madad dyty han agr ham seniors han to is naty hmara farz bnta hy k ham achi information or knowledge wali thread open karan jis sy hmary Juniors ko trading sekhny m madad hasil ho
          • #6 Collapse

            Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

            bhai an jaizy wali posts main knolwedge he shre kar skty hain jub k hamain har posts main he knowlege shre krna hota hai contest main posts ki jo qulaity hai wo har posst or thraeds main qaim rakhni zarori hoti hai hum aik he jaizy wali posst ko achi trha nahi kar skty hamin har posts or thraeds main he quality ka khas khyal rakh kar posts karni chahye ta k hmain acha bouus mil skay apka bonus kesy acha a skta hai os k liye apko achi quantity ka bhi khas khyal rkhna chahye qk aghr ap kam posts karty hain tu he hum kamyab o skty hain achy bonus k liye hmaisha he miyari kam karen or miyari kam karny k liye apko forex ka knowledge gain krna hota hai jis se hum kamyab ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

              jaizy wali posts main propr detail k sath hmain threads ka jwab dena hota hai hum koi bhi fake information jaizy main nahi likh skty hain q k actual main jo answer hota hai os par he hmain thraeds ka jwab dena hota hai jub k aghr hum es trha ka anwersr nahi dety hain tu hmari posts delete ho jati hain tu es bat ka khas khyal rakhen aghr ap chahty hain k apko acha bonus mily tu forum k oles k hisab se kam karen jitna ap acha or miyari kam karengy otna he apko bonus acha milny k chances hoty hain or har trador k liye bonus ka hona bohtz arori hai es liye jo bhi kam karny k roles hain sub ko follow karen os k bad he hum apny kam ko bahtr or miyari kar skty hain or hmain ayse bad main acha bonus bhi mil jata hai hmaisha apny kam ko khud bahtr karen jitna bahtr kam hoga otna he apko bonus bhi acha milny k chnaces hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

                G han dear jo be app jaiza ka thread create karen gey to es me app kesi be topic se related information hi share kar sakty hey es me kesi kisam ka app question nahi poch sakty hey, aur agar app ne koi be question pochna ho to app ye thread question mark ka banaye gey es me app information share nahi kar sakty hey, contest section me threads key rules ko ehteyat key sath read karna chaye ta key es me kesi kisam ki ham se ghalti na ho jaye aur hamara bonus zaya na ho jaye, agar ham ye rules follow nahi karty to esy har thread hamara zaya ho sakty hey aur es ka bonus be nahi mil sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

                  Deer Park Forex phone ke behtarin jawab 8 ke contest savaliya trade isliye Hote Hain Ki members Apne Sawal kar sake aur senior member se apne masale Byan kar sake aur Unse Kuchh Sikh Saken isiliye Ye Kehte Hain ke member usmein Apne a tajiya Bayan Karen Kyon Ke unhone kya Sikha aur kya experience Hasil Kiya posting Karke Ham sirf knowledge hi Hansi Nahin Karte Bal ke Aam bahut Kuchh sikhate Hain Main Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai hi jo Hamen knowledge ke sath profit bhi Deta Hai Ham ise bahut Kuchh sikhate hain aur aage banne ki Himmat Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

                    Dear ais contest mai hum jab kaam karty hai to hum ko ais mai agar koi thread lagana hai to aus mai hum ne agar sawal pochna hai to hum ko ais mai hum ko apny sawal k end par question mark dal lena chaye aus k baad hum ne agar ais mai koi knowledge share karna hai to aus mai hum ko jaiza likhna chaye kun k hum agar ais contest mai koi baat share karty hai to aus k ''Jaiza'' likh dety hai to aus se her kisi ko pata chal jata hai k ais thread mai koi information share ki gai hai aor ais se read kar k hum ko kafi zayda fadia ho sakta hai kun k hum agar ais contest mai kaam sahe ni karty hai to hum ko ais mai atna zayda bonus ni milta ais liay hum ko ais forum k rules ko aik dafa study kar lena chaye aus k hisab se hum ko kaam karna chaye tab hi hum ko ais mai faida hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

                      Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Asal main Pak Forex Forum pay basically two types ki posting ki jati hay aik threads create kiay jatay hain jes main agay two types kay threads create hotay hain aik aik question dosra jaiza question main members Forex kay related koi bhi sawal kartay hain ta k es kay jawab main others members apna knowledge share karain dosra jaiza hay jes main members Forex kay baray main apna knowledge and experience others members say share kartay hain aor apnay knowledge and experience kay baray main others members say ray latay hain yeh to tha thread ab dosri type hay reply posts jes main others members kay sawal ka jawab dia jata hay ya jaiza threads pay reply kia jata hay k threads create karnay walay ki bat kis had tak thek hay bad threads main question and jiza threads hotay hain aor reply posts main jawab hotay hain hamain forum pay achi posting karni chahiay.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

                        jaiza wali poist ka matlub he yehi hota hai ky forex ky mutalik ju bhi bat share karna chaty hain ya ju ap apna experience share karna chaty hain ap ko forum main thread ki sorat main post kar dena chahea aur uss ky shuru main ap ko jaiza likhna chaheay ta ky read karny waly members ko yeh bhi pata chal saky es main koi information share ki gai tab he wo us ko rad kar ky us say faida lay sakty hain forum main ager ap nay koi bhi swal karna hai tu ap ko end main swal poch kar end main swalia nishan dalna ho ga taa ky pata chal saky ky ap nay koi swal pcoha hai phir he members us ka jwab dain gay es lea ap ko forum main rules ky sath kam karna chahehay phir he ap ko acha bonus mil sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kia jaizy wali post main ham sirf knowledge he share kar sakty hain?

                          Bhaiya aapane theek Baat Nahin Ki Hai Mere Khyal Mein Ham Log Yahan Par Apna knowledge increase Karte Hain Aapke ham log Apna knowledge share karte hain Yahan per ham log Apna Knowledge Is Tarah Se increase Karte Hain Ki Jo hamare pass information Hoti Hai vah ham log de dete hain aur yahan se information Lekar Apne knowledge ko increase Karte Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X