Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.
friends main ap ko aj forex main nuksan ki wajohat btaon ga jiss ki waja say aik nw trader aur aik acha trader bhi nuksan karta hai.
Number,1: forex main nuksan ki sab sy bari waja bgair stop loss ky kam karna hai aur agr stop loss lgaya hota hai tuus ko bar bar door kar dena ta ky ap ka stop loss na hit ho jay aur ap ka asa karny say account he wash ho jata hai.
Number,2: big lot lgany ky bad es dar say trade ko close kar daina ky ap ka account he wash na ho jay.
Number,3: choty time frame main kam karny say bhe ap ko loss ziada hota hai.
Number,4: analysis keay bgair mobile par trade lgaa dena bhi aik loss ki big reason hai aur analysis ka 3 say 4 bar galt ho jana aur phir us ko chor denay say bhi trade main nuksan ziada hota hai.
Number,5: thory say profit ko jaldi say close kar laina aur bad main phir foran trade karna aur bib lot say trade karna.
Number,6:trade miss hony ky bad usi main trade karna aur phir nuksan kar laina.
Number,7:big time frame ky main trend ko follow na karny sy bhi market ain galt trend ko follow karna aur short time frame main trend ko dekhna.
Number,8:umid ka daman chor dena aur apne method say hat jana aur apne uper confidence na hona bhi loss ki sab sy main reason banti hai.
ye ju main nay ap ki reason btain forex main loss 99% unhi ki waja say hota hai ager ap un ko control mainn rakh akr follow karna shuru kar dain gay tu ap ko loss hona band ho jay ga.
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

G han stop loss ky baghair open ki jany wali trade main agar loss increase hota rehta hai aur ham trade ko close nehi kerty ya loss ko control kerny ky liay koi stretigy use nehi kerty Jesy ham agar apni hi open trade ky against same lot sy aik trade open ker lety hain tou hamara loss yahan per hi stop ho jata hai tou jab market movement kerti rehti hai tou aik trade main loss aur aik main profit hota hai jab market kisi support ya resistance per ponch jati hai tou ham profit wali trade ko close ker ky loss wali trade ko profit main jany tak continue rakhty hain tou ham bary loss ya account wash hony sy bach jaty hain ky running loss ko baghair stop loss ky control kerna bahot zaruri hota hai

Jab ham small time frame main trade ker rehy hoty hain tou yeh hamary liay bahot zaruri hota hai ky market ky analysis ham bary time frame ky sath kerain taky ham market ky trend ko achi terha read ker ky current trend ky mutabiq trade open ker ky bary loss sy bhi bach sakain aur trade main jab market hamari open trade ki favour main move kerti rehti hai ky apny current trend per move kerti rehti hai tou hamain acha profit bhi hasil ho jata hai

So agar ham bary loss sy bachna chahty hain tou hamain apni trade ko achi terha manage ker ky continue kerna hota hai ky trade ky liay achi planning trade open kerny sy pehly mwrket ky achy analysis hamain bary loss sy bhi bacha lety hain aur hamain acha profit bhi hasil ho jata hai hamain planning main lot size ki selection ky sath sath profit ka target aur loss ki limit zarur select ker leni chahiay ky hamain jab up-to target profit hasil jo jaey ya aik limit tak loss ho jaey tou trade close ker leny sy ham bary loss sy bhi bach sakty hain aur acha profit bhi hamain hasil ho jata hai
• #3 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

Dear forex trading main maximum yehe waja hoti han loss ki par phr bi him log same galtien karty han bar bar loss karwaty han or humy isi waja sy bar bar loss hota ha
Sab sy pehly to hum log lalich karty han aik rat ya din main he ameer ho jany isi chaker main humara loss ho jata ha or humara account wash ho jata ha is ley humy loss sy bachena ha to humy lalich ni karni ho ge or jtni hum mehnat karny gy to humy utna he ziada fayda ho ga
Forex trading main hum log aik sath aik bari lot laga daty han jis ki waja sy humy ziada loss hota ha is ley humy apny account k mutabiq trading karni ho ge small lots sy trading kar k hum ziada ache earning kar sakty han or ziada sy ziada behtar planning or strategy sy hum ziada ache earning kar sakty han
Forex trading main maximum dost analysis ni karty han bas trade open kar daty han jo k loss ka sabab banta ha humy proper analysis karny chae han or ache ache planning or strategy sy trading karni chae ha ta k hum easily successful ho saken
• #4 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.
friends main ap ko aj forex main nuksan ki wajohat btaon ga jiss ki waja say aik nw trader aur aik acha trader bhi nuksan karta hai.
Number,1: forex main nuksan ki sab sy bari waja bgair stop loss ky kam karna hai aur agr stop loss lgaya hota hai tuus ko bar bar door kar dena ta ky ap ka stop loss na hit ho jay aur ap ka asa karny say account he wash ho jata hai.
Number,2: big lot lgany ky bad es dar say trade ko close kar daina ky ap ka account he wash na ho jay.
Number,3: choty time frame main kam karny say bhe ap ko loss ziada hota hai.
Number,4: analysis keay bgair mobile par trade lgaa dena bhi aik loss ki big reason hai aur analysis ka 3 say 4 bar galt ho jana aur phir us ko chor denay say bhi trade main nuksan ziada hota hai.
Number,5: thory say profit ko jaldi say close kar laina aur bad main phir foran trade karna aur bib lot say trade karna.
Number,6:trade miss hony ky bad usi main trade karna aur phir nuksan kar laina.
Number,7:big time frame ky main trend ko follow na karny sy bhi market ain galt trend ko follow karna aur short time frame main trend ko dekhna.
Number,8:umid ka daman chor dena aur apne method say hat jana aur apne uper confidence na hona bhi loss ki sab sy main reason banti hai.
ye ju main nay ap ki reason btain forex main loss 99% unhi ki waja say hota hai ager ap un ko control mainn rakh akr follow karna shuru kar dain gay tu ap ko loss hona band ho jay ga.
Ji ap nay bohat hi acha jaiza paish kia hay aor us main bohat hi ziada information share ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main nakam honay ki wajohat to aor bhi bohat ziada hain lakin maray khial main Forex main fail honay ki big reason yeh hay k Forex kay knowledge ka na hona hay aor Forex ki learning na hona hay es kay sath sath experience ki kami bhi Forex main fail honay ka aik bara sabab hay. Knowledge learning and experience ki kami ki wajah say khas kar new traders bohat si mistakes kartay hain jen main over trading big lot size kay sath trade open karna basic mistakes hain jen ki wajah say aksar loss ho jata hay es kay ilwa greedy trader aik rat ya din main ameer bananay ki koshish kartay hain aor trading kay doran bohat si mistakes kar daitay hain aor bohat ziada investment na honay ki wajah say apna account wash kar bethtay hain es liay trader ko pehlay knowledge learning complete karni chahiay aor bad main demo practice karni chahiay aor rules and regulation kay sath account and experience kay hisab say trade open karni chahiay.
• #5 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

dear main nay ap ki post ko read kia hai main nay iss main boht he acha knowledge dekha hai jiss say mujhy kafi guide mili hai aur aksar jab bhi mujhy loss hota hai mujhy ki waja say he hota forex main jab bhi ham jaldi baz karty hain aur bgair sekhy forex main kam karty ain tab he ham ko loss hota hai es lea forex main hamesha ham ko rules ky sath km karna chaheay phir he aham kamyab ho sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain ager ham es main bgair learn keay trade karain gay tu ham ko loss he ho ga aur loss say ap ka he nuksan hota ha lea ap nay bohut he achi post share ki hai mujhy es say kafi help mili hai main ab es ka khyal rakhon ga aur asy he trade karon ga jesy ap nay btaya hai forex main kamyab hona asan kam nahi hai jab tak ham es main learn na kr lain.
• #6 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

Friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main loss ki bot c wjohat hoti han kisi aik wja sy loss ni hota hamary loss ki sb sy bari waja over trading hy over trading ki wja sy b hamy loss hota hy ham lalich m a kr zyada or bari trades open krty han jis ki waja sy loss hota hy hmari nakafi learning km knowledge or km experience ki wja sy b loss hota hy successful hony k liay hmari planning or stertgy achi honi chaiy anylyses ko study kiay bagar ham trading krty han to b hamy loss hota hy hamy trading sy pehly anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr trade open karni chaey hamy forex trading main in sb baton ka Khayal rakhna ho ga tbi ham profit hasil Kar saken gy in sb k against ja kr kam krny sy hamy loss hi ho ga
• #7 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

G ha dear agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai risk kafi zayda hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai investment atni hi karni chaye jo hum se agar loss ho jaye to hum ko masla na ho ais k sath sath hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai investment par risk leny lagy hai to wo apny account k hisab se ho ais k sath hum ko agar ais market mai koi bhi trade lagani hai wo analysis k baad lagani hai aor apni trade k sath stop loss lazmi use karna hai waisy to hum ais market mai loss kar sakty hai aor ais market mai se kuch ni kama skaty hai agar hum mehnat kary gay to hum ais market mai kamyab ho jaye gy.
• #8 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

G han yahi wo wajoohat hoti hay jes ki waja se hamary trades loss me jaty hey, ham apni asani key ley market ko analysis be nahi karty aur mobile device me trades ko open kar lety hey mobile device trading karny ko easy zaror karta hay magar es ka ye matlab nahi hota key ham market analysis na karen,

stop loss har trade me daily base par lagana chaye ye main waja hoti hay key hamara trade big loss loss me chala jata hay, big lot size lagany ki waja se over trading ki ghalti be ham karty hey esa es time karna chaye jab market trend ki complete conformation hasil ho, best entry point se agar trade miss ho jaye to market reversal point ka wait karna chaye, andazy ki trading market trend key opposite direction me open karny ki ghalti bilkul be nahi karni chaye.
• #9 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

forex aik wasee business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai free account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai agr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nai hota forex aik wasee busienss hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hhain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm business ke tarha nahi hain hum gar mai bath akr si mai kam kar sakty hain forex ak amm business ke nisbt acha business hain hum isy apna life timee career be bana sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
• #10 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

jab hamy msitake ke waja sy loss hota hain hamy aik time tablke bana kar kam karna ho ag pher he hum pasua kma saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum isy apna life time carer be bana sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum i s mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hm is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasla nah ho ga forex mai hum apny boss ap he hoty han hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
• #11 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

g ap nay achi information share ki hai forex main inhi galtion ki waja say loss karty hain kyon ky forex main ju bhi galtian karty hain wo takriban same he hoti hai jiss waja say trader aik jesi galtian akrty hain aur un ko control karny ky lea method bhi aik jesy he use hoty hain es lea ju ap nay method btain hai ager sab trader en ko use karty hain tu wo forex main loss par control hasil kar sakty hain es lea forex main ham ko ager rules par follow karna aa jay aur amli toar par ham forex main rules ko follow karain gay tu ham es main bohut success hasil kar sakty hain forex main ager ham ko loss bhi ho jay tu ap ko yehi samajh ka loss kar bholna jana chaheay ky ap ko uss loss ki wja say akfi achi learning mil rahi hai ju forex main ap ko success krwati hai.
• #12 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

Aapane bilkul theek Kaha Hai Jab ham log market Mein lalach Karte Hain To is vajah se Ham Logon Ko nuksan hota hai Ham Logon Ko Apne knowledge ko bhi increase karna hoga Varna Ham Logon Ko nuksan ho sakta hai
• #13 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

Forex trading business mai nuqsaan ki bohat si wajuhaat hoti hain. Forex mai traders ko jo cheezain ziada nuqsaan daiti hain chahay wo lot size ho, darr ho, time frames ka reason ho ya kuch bhi aur ho laikin unn sub kay peechay basic 2 he reason hotay hain jinn aik laalach ya greed hai aur dusra jald baazi hai. Traders laalach ki wajah say he lot size ziada rakhtay hain, overtradung kernay lagtay hain, apnay balance aur equity ko ignore ker daitay hain. Aur baqi qasar jald baazi say poori ker daitay hain aur times frames ka khayaal nahi rakhtay jab trends aur movement daikhtay hain. Trade open kernay say pehlay news aur analysis bhool jatey hain. Traders ko practice kertay huay inn sub baato ko repeatedly seekhna chaiye
• InstaForex
• #14 Collapse

Re: Jaiza:forex main nuksan ki wajohaat, note! post ko full read karain.

g han bhai jan ap ny jitny bhi hmain loss hony ki wajohat btai hain sub he sahi hain es liye aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain en sub he points ko apni trading main mind main rakh kar kam karen jin factors main loss hota hai un ko apni trading main use kiya karen forex main loss hony k chnaces zyda hoty hain jub k pofit hony k chnaces otny he kam hoty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main kamyab hona chahty hain tu apko apni trading ko soch smjh kar karni hogi jis main risk bhi kam se kam ho or jald bazi main kbhi bhi trdaing na karen jald bazi main trading karny se ap khud he koi na koi galti karty hain jis se hum apni trading karny se he hmain loss hota hai or loss ko bad main ecover karny main bhi masla hota hai

اب آن لائن

Working...
X